It seems your ignition starter ya self men kuch problem hai, by the way tyre is really nice what is the tyre size. Tyre size aur brand kaun sa hai bhai ye to bata do.
STARTING PROBLEM JO HAI AAPNE BATTRY CHANGE KARAI KYA AGAR NAHI KARAI TO AAP KISI KE BATTRY LAGAKE 1 YAA 2 DIN CHALAKE DEKHO BECOZ BATTERY PURANI HONE PE BHI AISI PROBLEM AATI HAI
@@knightcrawlers2067 then u have to change fly wheel also same with me flywheel under warranty change hota hai but service centre change nahi karta hai paise save karne k chakar mai
@@DesiRoadTrippers apki video dekh ke Mene bhi self stater ka grari change krwa dia tha Ab meri wali dikt bhut km hai Pehle 10 bar start krne pr 2 baar start hoti thi Or ab 10 baar start krne pr 1 baar missing krti hai
@@DesiRoadTrippers na bhai koi clutch plate nhi hui 2019 model hai . Clutch to abhi bhut light hai Only 65000km running hai Pr muje lgta hai abhi bhi self ka hi issue hai Flywheel ka issue itni jldi nhi aana chaiye
It seems your ignition starter ya self men kuch problem hai, by the way tyre is really nice what is the tyre size. Tyre size aur brand kaun sa hai bhai ye to bata do.
bro kindly check my channel I made complete video on this tires
brand is bfgoodrich from michelin
@@DesiRoadTrippers Bhi size bhi bata do
@@abdulmannan7604 265 65 17
Bhai mene super diesel additive daal diya ab kya karu gadi start nhi ki abhi.
drive karo 30km tak
@@DesiRoadTrippers ok bhai
Bhai fly wheel wala video dalna
haan bhai
Average kya di h bhaiya trip me
14
Bhaiya purge apne 1811 use kia tha k 2005?
STARTING PROBLEM JO HAI AAPNE BATTRY CHANGE KARAI KYA AGAR NAHI KARAI TO AAP KISI KE BATTRY LAGAKE 1 YAA 2 DIN CHALAKE DEKHO BECOZ BATTERY PURANI HONE PE BHI AISI PROBLEM AATI HAI
battery new bro
@@DesiRoadTrippers bhai apki problem solve hui ? agar nahi hui to ek baar egr our uski pipe clean karao our inter cooler v fir hi fly wheel pe jana
bhai iska solution nikalo .. Meri s11 mae bhi yae problem hai same sound aur start nhi hoti agar car jada run kr di toh .. Km Running only 45,000 km .
clutch change hua hai kabhi apka ???
@@DesiRoadTrippers Yes yes recently at 35,000km
@@knightcrawlers2067 then u have to change fly wheel also same with me flywheel under warranty change hota hai but service centre change nahi karta hai paise save karne k chakar mai
@@DesiRoadTrippers Bhai aapki problem solve hui? starting wali ki after flywheel change krney pae hi hogi?
Missing ka solution nikaal ke btana
Yehi same dikt meri s11 me bhi hai
yes bro mostly flywheel ka issue hai
@@DesiRoadTrippers apki video dekh ke
Mene bhi self stater ka grari change krwa dia tha
Ab meri wali dikt bhut km hai
Pehle 10 bar start krne pr 2 baar start hoti thi
Or ab 10 baar start krne pr 1 baar missing krti hai
@@tejwinderzira7734haan yeh toh hai
@@tejwinderzira7734 but grari fly ko rotate karta hai so usko bhe change karna hoga apka kya kabhi clutch change hua hai
@@DesiRoadTrippers na bhai koi clutch plate nhi hui
2019 model hai . Clutch to abhi bhut light hai
Only 65000km running hai
Pr muje lgta hai abhi bhi self ka hi issue hai
Flywheel ka issue itni jldi nhi aana chaiye
Bhai mera s3 plus hai 1lakh 20 thousand chali hai abhi tak aisa koi dikat nahi ata
mere mai aa rahi hai
@@DesiRoadTrippers bhai apka s9 hai