Yeah MOSFET high voltage switch le liye perfect h lekin depend karta h aap es MOSFET ko kis tarah use lete ho. Baki es MOSFET ke sath abhi tak mene koi SMPS design nahi ki h esliye me aapko eski jyada jankari nahi de sakta.
@@creativevideos123 ha but me MOSFET ke bare m baat nhi kr rha hu maine ic ke bare me pucha h ki ye 3842ic hum 2000w SMPS me use kr sakte hai kisi trah
Sir ek bat bolu ek 12v dc converter milta hai 150watt bala wo inductive load nhi leta agar usko is dc to ac converter ke sath connect kre kya wo inductive load le payega plz bata dijiye sir😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Maine bhi excited banaya hai jo work kar raha hai lekin second aur forth wala MOSFET bahut jyada heat ho raha hai iske Karan Jo jab main 160 volt dc input kar raha hun vah 130 volt output de raha hai voltage drop ho raha hai but jab main 12 volt input kar raha hun to 12 volt AC out ho raha hai tab heating bhi nahin aur voltage drop bhi nahin to main kya Karun
Sir mere pass 200watt ki RPC kit hai 12 0 12 5amp transfer hai kya wo safe hai mene le liya agr wo safe nhi hai to kaise safe kar sakte hai 😢 phone and fan chlna. Hai
Inverter circuit ka no load current kitna hona chahiye Mai bahut pareshan ho gaya problem solve nahi ho raha hai heating ka feedback dene par 🥺bhai koi solution batao ab to same mosfet bhi daal diye fir bhi. 🥺🥺 ic ki drive pe transisiter bhi lage huye hain transformer me to nahi problem hai.
@@creativevideos123transformer tv me jo est flyback laga hua hota hai uski core ko use me liye dono core ke beech gap bhi nahi hai 7+7turns diye hain 25khz no load current. 350ma hai mujhe lag raha hai 8+8 turn dene chahiye. Tranformer ki pic kaise send karu mai aapko? Aapki inverter 350watt me feedback me to koi problem nahi huyi thi?
@@Devendr099 bhai aapne agar 7+7 turn multiple thin wire se diye h to 20khz se 30khz ki frequency par aapka circuit work karna chahiye. Agar sabkuch sahi hone par bhi aapke inverter ko feedback Dene par MOSFET heat horahe h to aap apne MOSFET ki drive check karo agar drive 3 volt se Kam h to aap transformer ki secondry winding ke 10 se 12 turn Kam kardo or veriable se voltage ko 230 par wapis set karke fir se drive dekho, aapko drive me improvement milega. Agar load Dene par drive fir bhi 3 volt se Kam h to aap kuch turn secondry side ke or Kam kar sakte ho.
@@Devendr099 yeah mera Instagram h aap yaha pa mujhe apne inverter or transformer ki images bhej sakte ho -instagram.com/sandeepjhajhra737?igsh=YXB0ejh3bmI5MnZn
Mere sawal ka jawab mil gaya sg3524 ya sg3525 ke duty cycle sirf 45% hi hain to isme feedback nahi kaam karega 45%ke upar duty cycle nahi jayega jisse load dene se voltage drop hoga Agar hum tranformer ki secondary winding ko badakar high voltage nikalwayen aur duty cycle ko adjust karke kam kar den to mosfet ke gate pe drive low voltage jaane lagti hai jisse mosfet full on nahi ho paate aur heat hone lagte hain Inverter me tl494 use karna chahiye duty cycle 96% deti hai ic.
Same winding data Kam kar bhi sakta h ya fir thoda modification bhi karna pad sakta h, aap primery me 4+4 turn or secondry me 80-90 turn use kar sakte ho.
Yea multi meter 100% acurate nehi ha, yea meter ac volt ma jo distorted frequency ka volt show karta ha matlab frequency ma max hight ma jitna volt hota ha yahi max volt ko show karta ha. Asal volt to 10 - 15 volt kam hota ha. Ma yea test kiya hu ak sq weave inverter ma ak jada prize wala multi meter ka sath.
Nahi bro es circuit me normal squrewave inverter ki tarah high voltage spike nahi h esiliye Esme 220 volt dc Dene par 220 volt ac output dikha Raha h Jo ki sahi bhi h. Aapki bat bhi sahi h ki square inverter ki voltage es multimeter se currect check nahi ho sakti lekin vo tab ki bat h jab aapke inverter me thodi voltage spike ho, abhi mere pas oscilloscope nhi h Varna aapko eski waveform ke sath peck voltage bhi check karva deta.
Hello, why does the bridge MOSFET get hot, what is the reason and how can I fix it? It gets very hot
Can laptop charger transformer rewind to make inverter
Nahi bro vo transformer flyback circuit ke liye hi h, uski core me air gape hota es wajha se vo inverter ke liye sutable nahi h.
Thank you bro app ka channel subscribe kar liya hai love from Pakistan
Brother, why does the MOSFET get so hot, how can I fix this problem?
sir mere pass electic scootar ka battry he jo 60v ka he usaka invater me kese use kare
Hlo sir kya hum 3842ic pwm controler ic se MOSFET ko run kra ke 220v to 12v200A 2000w SMPS DESIGN kr sakte hai
Yeah MOSFET high voltage switch le liye perfect h lekin depend karta h aap es MOSFET ko kis tarah use lete ho. Baki es MOSFET ke sath abhi tak mene koi SMPS design nahi ki h esliye me aapko eski jyada jankari nahi de sakta.
@@creativevideos123 ha but me MOSFET ke bare m baat nhi kr rha hu maine ic ke bare me pucha h ki ye 3842ic hum 2000w SMPS me use kr sakte hai kisi trah
Sir ek bat bolu ek 12v dc converter milta hai 150watt bala wo inductive load nhi leta agar usko is dc to ac converter ke sath connect kre kya wo inductive load le payega plz bata dijiye sir😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Yes
pcb layout pdf link - drive.google.com/drive/folders/1lkYbM_PegMhCNSkOGlo9RehEGz_Klip0?usp=drive_link
Agla video banae to ek hi PCb mein donon converter lagana AC DC
@@WANDERINGSTORYKID ok. 👍
Maine bhi excited banaya hai jo work kar raha hai lekin second aur forth wala MOSFET bahut jyada heat ho raha hai iske Karan Jo jab main 160 volt dc input kar raha hun vah 130 volt output de raha hai voltage drop ho raha hai but jab main 12 volt input kar raha hun to 12 volt AC out ho raha hai tab heating bhi nahin aur voltage drop bhi nahin to main kya Karun
Sir mere pass 200watt ki RPC kit hai 12 0 12 5amp transfer hai kya wo safe hai mene le liya agr wo safe nhi hai to kaise safe kar sakte hai 😢 phone and fan chlna. Hai
Mara pas ak ar digram hai usa test karo please
Bhaii purchase krna ho to khaa se kre ?
Bhi next video upload kabtk kroge
2-3 din me
Hiting samsey solew huwa ki nhi.bhi
I am waiting next video
Inverter circuit ka no load current kitna hona chahiye
Mai bahut pareshan ho gaya problem solve nahi ho raha hai heating ka feedback dene par 🥺bhai koi solution batao ab to same mosfet bhi daal diye fir bhi. 🥺🥺 ic ki drive pe transisiter bhi lage huye hain transformer me to nahi problem hai.
Transformer konsa h or kitne turns diye h
@@creativevideos123transformer tv me jo est flyback laga hua hota hai uski core ko use me liye dono core ke beech gap bhi nahi hai 7+7turns diye hain 25khz no load current. 350ma hai mujhe lag raha hai 8+8 turn dene chahiye.
Tranformer ki pic kaise send karu mai aapko?
Aapki inverter 350watt me feedback me to koi problem nahi huyi thi?
@@Devendr099 bhai aapne agar 7+7 turn multiple thin wire se diye h to 20khz se 30khz ki frequency par aapka circuit work karna chahiye.
Agar sabkuch sahi hone par bhi aapke inverter ko feedback Dene par MOSFET heat horahe h to aap apne MOSFET ki drive check karo agar drive 3 volt se Kam h to aap transformer ki secondry winding ke 10 se 12 turn Kam kardo or veriable se voltage ko 230 par wapis set karke fir se drive dekho, aapko drive me improvement milega.
Agar load Dene par drive fir bhi 3 volt se Kam h to aap kuch turn secondry side ke or Kam kar sakte ho.
@@Devendr099 yeah mera Instagram h aap yaha pa mujhe apne inverter or transformer ki images bhej sakte ho -instagram.com/sandeepjhajhra737?igsh=YXB0ejh3bmI5MnZn
@@creativevideos123drive 2.7 volt hi reh jaati hai voltage kam karne par.
Bhai es le ak hi pcb pe Bana ke dikhao
Jarur bhai kuch din wait Karo.
@@creativevideos123 thaks bhai reply Dene ke liye
Bhai is ka circuit diagram de do
Discription or comment section me h.
Mere sawal ka jawab mil gaya sg3524 ya sg3525 ke duty cycle sirf 45% hi hain to isme feedback nahi kaam karega 45%ke upar duty cycle nahi jayega jisse load dene se voltage drop hoga
Agar hum tranformer ki secondary winding ko badakar high voltage nikalwayen aur duty cycle ko adjust karke kam kar den to mosfet ke gate pe drive low voltage jaane lagti hai jisse mosfet full on nahi ho paate aur heat hone lagte hain
Inverter me tl494 use karna chahiye duty cycle 96% deti hai ic.
DC inverter board mein output mein capacitor lagao filter wala usse heating issue band ho jayegi
Capacity already laga h Bhai, or mene extra 330uf ka capacity bhi lagakar check kar liya tha. Sayad problem MOSFET ki drive related hi h.
@@creativevideos123 220 DC out put me
Sir ek charging auto cut off banaye please bettery ke liye
Jaldi hi video banane ki koshish karunga.
Bhai mini ac bana kar dikha doo
😂
Bhi 0.12 transfer usue karke triy kro
Kisme bhai
DC-AC Converter DC12V to 220V 380V 18V AC 500W Inverter Transformer Power
is Kit Se Fan Kaise Chalaye
i have much bigger atx transformer so the rewinding proses is same as you shown in your other VIDEO /OLD SUBSCRIBER
Same winding data Kam kar bhi sakta h ya fir thoda modification bhi karna pad sakta h, aap primery me 4+4 turn or secondry me 80-90 turn use kar sakte ho.
I have another question can broken ferrite core repair
@@foxeclips9868 aap usko instent glue se chipka ke use kar sakte ho koi problem nahi h.
Multimeter © huTiy@ hai true rms na hone ke karn galat voltage dikha raha hai
please pcb file upload
Wait for 10 minutes.
@@creativevideos123 ok
Yea multi meter 100% acurate nehi ha, yea meter ac volt ma jo distorted frequency ka volt show karta ha matlab frequency ma max hight ma jitna volt hota ha yahi max volt ko show karta ha. Asal volt to 10 - 15 volt kam hota ha. Ma yea test kiya hu ak sq weave inverter ma ak jada prize wala multi meter ka sath.
Nahi bro es circuit me normal squrewave inverter ki tarah high voltage spike nahi h esiliye Esme 220 volt dc Dene par 220 volt ac output dikha Raha h Jo ki sahi bhi h.
Aapki bat bhi sahi h ki square inverter ki voltage es multimeter se currect check nahi ho sakti lekin vo tab ki bat h jab aapke inverter me thodi voltage spike ho, abhi mere pas oscilloscope nhi h Varna aapko eski waveform ke sath peck voltage bhi check karva deta.