White t-shirt wale ko, 10 lakh me Audi aur BMW wala finish chiye. Bhai tata finish par nai quality and safety par focus karta hai. If you wants finish and luxury buy bmw or Audi aur Mercedes
Bro 10 lakh bhi de rha h aur demand bhi na kuch aise toh nhi na tere liye 10 lakh km hoge bhai jo 10 lakh de rha h na fit and finish maange agr knowledge hogi agr ni hoga toh teri hi trh comment kar rha hoga dusre ke videos mai bte gussa na manio Tata kabhi ni sudhar skta 😏
9:11 Bodyshell to wahi, Maruti hi bna rhi h. Alloy changes, Interior changes karne se safe thodi na ho jayegai. Aise to kalko Peetal ko sunar ke dukan pe acchi packing me dall ke bechoge to wo Sona thodi na ho jayega, rahega to peetal hi.
I think safety rating ko bahot galat tarike se glorify kiya ja raha hai. Recently maine Maruti Ignis and Tata ka accident ka ek video dekha tha. Dono mein acha khasa nuksan hua tha but both car passengers were safe and most important hai jab impact hota hai to wo same part poora pressure le pa raha hai kya. No doubt Tata cars are very well built but iska mat lab ye nahi ke aap carefree chalao which is what many people have started to feel ke bhai tata ki safety hai , touch bhi ho gyi to kuch nai hoga
@@Sarang_Jhanshikar Alto, eco Swift chalane wale mileage ki hi baat karenge bhai 🤣 inhe kon bataye Punch base model within 7 lakh ata h , aur sbhi safety features, ride quality, road stability , comfort base model se hi start hote h , Punch ka looks aur feel lgta hi nhi ki ye 7 lakh price wali car h 👍
अब अकम्प्लिस्ड में आर्म रेस्ट आता है।
when maruti is skipped because of its build, how did you consider glanza...
Aaj hi aapni Tata punch accomplished dazzle manual book kar di
Sir Good decision Mera bhi Amt accomplished Dazzle
White t-shirt wale ko, 10 lakh me Audi aur BMW wala finish chiye. Bhai tata finish par nai quality and safety par focus karta hai. If you wants finish and luxury buy bmw or Audi aur Mercedes
Bro 10 lakh bhi de rha h aur demand bhi na kuch aise toh nhi na tere liye 10 lakh km hoge bhai jo 10 lakh de rha h na fit and finish maange agr knowledge hogi agr ni hoga toh teri hi trh comment kar rha hoga dusre ke videos mai bte gussa na manio Tata kabhi ni sudhar skta 😏
10 lakh toh tujhe bahut kam lag rha hai lavde.😂
9:11 Bodyshell to wahi, Maruti hi bna rhi h. Alloy changes, Interior changes karne se safe thodi na ho jayegai.
Aise to kalko Peetal ko sunar ke dukan pe acchi packing me dall ke bechoge to wo Sona thodi na ho jayega, rahega to peetal hi.
Agar loog kehtay hai phir aap RUclipsrs keu kehtay ho..
Change your mind about mor negative questions and suggestions.
Bhai Mileage bhi pooch lete?
Safety chod ke kuch nahin
Badhiya review and funny video
No way man baleno and glanza same yar ...
Y they r ignoring rear seat adjustable headrest
Khali safety positive hain
Baki zindagi bhar ki taklif
Abhi book ki hai bhai tata punch adventure rhtm mast hai bhai 120 yeh sab bakwas hai tata punch , Fortuner ka bhai hai Chhota a
I think safety rating ko bahot galat tarike se glorify kiya ja raha hai. Recently maine Maruti Ignis and Tata ka accident ka ek video dekha tha. Dono mein acha khasa nuksan hua tha but both car passengers were safe and most important hai jab impact hota hai to wo same part poora pressure le pa raha hai kya. No doubt Tata cars are very well built but iska mat lab ye nahi ke aap carefree chalao which is what many people have started to feel ke bhai tata ki safety hai , touch bhi ho gyi to kuch nai hoga
Suna hai overtake karna mai dum thdte hai punch
This guy has zero knowledge on car safety. He is simply reliant on NCAP rating.
Accessories me aapko chuna lagaya agar 20k la hai.
Bhai tu i20 hi rakh safety chhor de
Milega ka to bola nahe
Safety ..safety kya kar rahe ho..iska 3rd grade engine..Poor mileage city ne hardly 10-11 kmpl...9.50 lakhs me ? Punch se tata cheating kar rahe hai..
Poor mileage conscious buddy 😂😂
17-18 kmpl mileage in city...
Lagta hai ..apke pass tin ka dibba hai... Suzuki 😂😂😂

@@SN_101hahaha