प्रणाम भैया 🙏 आपसे अद्भुत विद्या मिल रहा है, हमको भान ही नहीं था कि श्री सप्तशती इतना गूढ़ तंत्र है, हम बस सामन्य समझते थे, आपके इस ग्यान हेतु 🙏कोई इतना अच्छे से नहीं बताया विधि पूर्वक, बहुत कुछ आपसे मिल रहा है
Baba, main vidyarthi aur adeeksheet hoon, kripya mujhe bataiye ki mujhe path kaise karna chahiye? Aur hawan ke vishay mein bhi bataiye, sath hin sath Kushmand, Nariyal, Eekh ki bali par bhi video banaiye. Mera ek aur sawaal hai, kya main pure navratra, nao din 1 baar Siddha Kunjika padh sakta hoon?
Pranam bhaiya ji aap bhut acchi jankari dete ho aapse bhut kuch sikhne ko milta h japse apka channel mila h tab se or kisi ki video dekhne k man nhi krta apke jitna knowledge har kisi k pass nhi h bhaiya apke viedo dekhr m aakhe khul gei mere pass khne k liye sabad nhi h kuch to punya kiye hoge jo aap jese bhiya ji mile ...
Guru ji m sadi se phle daily kawach krti thi mujhe divya Drishti bhi mil mujhe pta cl gya tha mummy papa khatam ho jayenge 😢fir bhi rok nahi payi.mata ka nam leke kisi bhi bhayankar dard ko thik kr deti thi.
जैसे परीक्षा से पहले तैयारी होती है , वैसे ही नवरात्रों से पहले करना होता है अभ्यास। बाकी मुख्य समय मे तो माँ को रिझाने को उच्चारण स्पष्ट होना चहेइए। उधर गलत करने से अच्छा है हिन्दी मे करा जाए
@@rks8931 Diksha nahi hai toh try na kare, 1-2 baar bolne se jyada problem nahi hoga. But agar bade bade anusthan karna hai toh seekh kar kare. Apki capabilities ho toh guru se baat karke le!!
जय माँ विन्ध्यवाशिनी जय बाबा महाकाल बहुत अच्छे से समझाया आपने रूद्रांश भईया जी आपने क्षमा करे किन्तु आपके शरीर में शायद विटामिन बी 12 की कमी लगती है आपकी अंगुलियों के दरसन करके कृपया उचित जाच और औषदी सेवन कीजिये बाकी माई की कृपा तो आपपर है आप सदेव स्वस्थ रहे
Pandit ji mujhko ek bohot hi gyani jyotishi ne shri saptshati Panchve aur satven adhyaay ka paath bataya hai use kaise karna jai...kripya मार्गदर्शन deejiye
Bina dikshit bhi kiya ja sakta hai. Bus uccharan sahi ho or maa k prati purna samarpit ho. Urja bahut tej aati hai or divya drishti bhi milti hai.lekin urja ko santulit karna padta hai shiv mantra se bus. Baki navaran mantra sab kar sakte hai. Ye swayam ka anubhav hai.jai mata di..maa k prati prembhav or samarpan hi kam kar jata hai. Tabhi navaran sidh hota hai.
gurudev appke Charan kamlo mai Mera sat sat koti naman gurudev Mera ek sawal hai kya gale Mai ya kamar Mai yantra tabiz ya kavach dharan karne se hamesha ke liye jad se tantra kat ho sakta hai kya
Are kam se kam bhai Mata ki Puja aradhna to kar sakta hai vyakti yahan Bangladesh mein to moortiyon Ko Tod Diya jata hai Durga Puja karne ke liye kam se kam aise video banaen jisse saraltam roop se vyakti paath kar sake Mata ki kripa prapt kar sake vaise hi Sanatan Dharm mein सनातन धर्म में वैसे ही परेशानियां है आज ऐसा संकट है लोगों के ऊपर की क्या करें यहां तो लोग दर दर करके परेशान है की भक्ति मत करो ऐसे मत करो ऐसे मत करो अरे सरल उपाय लेकर के लिए मुस्लिम तंत्र से लोग इतना परेशान है
Sirf aur Sirf Durga trishannamala ke nitya jaap se Saare dushton ka naash aap surakshit rahe iska Maa Durga swayam nischit krti hai.. Krk dekhe... Nitya 1 mala Usse pehle Mala ka puja zaroor kare Saptashati mei anganyas karanyas k panne mei hai
E saptashati diksha lena chahta hun guruji kya ap mera marg darshan karke mujhe diksha denge.. Badi echa he kai barso se ye path karne ki.. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏 krupeya ap mujhe uttar deneki krupa karen
Guruji agar pooja k waqt hamara jal kalash gir jaye toh uska kya arth hua ?? Mera karwachauth vrat k time thora jal gir gya..kripya maargdarshan karen 🙏🙏
Dikha kaise lai, kaise kisi par trust kar le. Every new day's soma baba has a new chapter in the newspaper. Gai the diksha lene mila kuch . Please provide guidance, how to path without Guru.
Mujhe ye janna h ki kavach, argla,or kilak ke baad phle din phla path krne ke baad tino rahsy kar skte h kya? Yadi pure 7 din ke baad 13path krne ke baad hi krne chahiye ye bhi btae 🙏
There is so much, now I am totally lost, Can we recite siddhi kunjika stotram daily, some pundit ji say, that we should not. Please discuss the right way of doing siddhi kunjika stotram.
Guru ji ,Mai Shree Durge Saptashati ka path Mahavidya karm se karta hu , lekin iss bar panchmi 2 din par raha hai (7 Oct or 8 Oct) tho jo panchmi ke din 9th or 10th adhya ka path karte h usse 7oct ko hi dono path karenge ya fhir ek 7 ko or ek 8 Oct ko ? Please marg Darshan kare
Kya Durga saptshti ke paath mein kavach pahle argala kilak FIR uske bad Durga saptshti ka paath karne ke bad teen mala Om and green clean Chamunda vichche ka Jaap kar sakte hain kya
Bhaiya kisi video me murti rahasya ka mtlb samjha sake plsss thodi kripa kare kyoki padh to lete hai lekin samjh nhi ata hai bahot abahar hoga 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Guru ji m daily panch devtaon ka dhyan or aachman wgrh krke shapmichon vidhi krke daily durga kavach argla or kilak stotra ka path krti hu fir iske bad siddha kunjika stotra aur fir kshma prarthna krti hu ...isme koi glti to nhi h ..plz bataiye ...aur m dikshit nhi hu ..m apni health k liye daily maa se pray krti hu ..plz guru ji reply😢😢...
Lalita sahasranaam strotam path ko pdf me dijiye...isme ek sholk me devi ko hi Vindhyachal nivasini Malayachal parvat par rehne wali manidweep Vindhya parvat Neelanchal parvat vasini alag alag jagah kaha gaya hai par mujhe Sharda Aradhya naam sabse jyada achha laga devi Sharda jiski aaradhna karti ho vo hi lalita tripursundari kameshwari kamakhya devi hi vindhya chhetra me Vindhya vasini devi hain kaalratri katyayani kaalhantri katyayani kalaantake chichharti means Baglamukhi devi k sabhi 1000 names ka ullekh kiya gaya hai naag kanya naag yagyopaveet dharini kamakhya mahapaatak nashini...Rudransh bhaiya ji aapko koti koti pranam namaskaar jai shree SeetaRam ji aur Jai maa Vindhya Vasini please pdf me pure vidhi vidhan dhyaan nyaas viniyog phalshruti sab sampoorna swaroop likhit me dijiyega aur vidhan video me bataiye ❤ Happy Navratri in advance
प्रणाम भैय्या 🙏 मेरा एक प्रश्न है | पाठ करने मे भावना का महत्व है या नियमो का महत्व है |क्यो की हर भक्त मां को दिल से याद करता है |क्या मां किसी का अहित करेगी?
प्रणाम भैया 🙏 आपसे अद्भुत विद्या मिल रहा है, हमको भान ही नहीं था कि श्री सप्तशती इतना गूढ़ तंत्र है, हम बस सामन्य समझते थे, आपके इस ग्यान हेतु 🙏कोई इतना अच्छे से नहीं बताया विधि पूर्वक, बहुत कुछ आपसे मिल रहा है
चंडीपाठ बिना सीखे पाठ करना नहीं चाहिए। रहस्योंसे भरा यह ग्रंथ भरा पड़ा है। यह अनंत है।
आप बहुत आसान से बताये हैं। फिर भी अल्प ही लगता है।
Baba, main vidyarthi aur adeeksheet hoon, kripya mujhe bataiye ki mujhe path kaise karna chahiye? Aur hawan ke vishay mein bhi bataiye, sath hin sath Kushmand, Nariyal, Eekh ki bali par bhi video banaiye. Mera ek aur sawaal hai, kya main pure navratra, nao din 1 baar Siddha Kunjika padh sakta hoon?
सब विडियो चैनल पर प्रसारित है
Kunjika stotram vidhi ki nahi he guru ji
श्री गुरुभ्यो नमः।
ॐ नमश्र्चण्डिकायै।
ॐ गुरवे नमः 🙏
बहुत आभार
Jai Maa Vindhyavasini Har Har Mahadev Guruji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Pranam bhaiya ji aap bhut acchi jankari dete ho aapse bhut kuch sikhne ko milta h japse apka channel mila h tab se or kisi ki video dekhne k man nhi krta apke jitna knowledge har kisi k pass nhi h bhaiya apke viedo dekhr m aakhe khul gei mere pass khne k liye sabad nhi h kuch to punya kiye hoge jo aap jese bhiya ji mile ...
जय मां विंध्यवासिनी भैया 🙏🏻🙏🏻🌹🌹
हर हर महादेव 🙏🏻🙏🏻🌹🌹🙇🏻🙇🏻
जय माता जी की मेरी प्यारी मां कृपा करो मां अपने इस प्यारे पुत्र पर कृपा करो मां और अपने चरणों में शरण दो मां शरण दो 😊🔱🌹🚩❤️🪔🙏🏻
बहुत सुन्दर मार्ग दर्शन किया है माता रानी आपको बहुत आशीर्वाद दे
Thanks!
Thankyou so much bhaiya
Aaj mujhe apne kuchh galti ka ahsas ho gya bahut bahut dhanyabad
Anjane me mujhse bahut badi glti ho rahi thi
सादर प्रणाम... बहुत सुंदर मार्गदर्शन❤
सुन्दर जानकारी👌
बहुत सुन्दर
जानकारी देने के लिये धन्यवाद🙏🙏
प्रणाम भैया🙏🏻हर हर महादेव🙏🏻.
बहुत ही सुंदर जानकारी दी आपने आचार्य जी❤❤
Jai Maa Adi Para Shakti. 🌺🙏🏼🕉️
Jai Maa VindhyaVasini
Jai Maa Vindhyavasini 🎉
Bohot danybad apne Jai Mata Di
जय श्री माँ दुर्गा जी❤🌺🙏🙏
Jai ma prnam ❤️🙏
Thank you sir..🙏🌹🙏🌹🙏🌹
बहुत सुन्दर ज्ञान वर्क
🙏🙏🙏
Har har Mahadev Mahadev
Bahut bahut dhanyawad guruji esi jankari dene keli ye❤
Jai mata di
Guruji 🙏🙏
Good information bhaiya ❤
आचाऱ्यजी शत शत प्रणाम....🙏🙏🙏🙏 क्या श्री ललिता सहस्त्रस्तोत्र के पाठ से भी दोश लगता है क्या कृपया मार्गदर्शन किजे हर हर महादेव....🙏🙏🙏🙏
महाराष्ट्रातला मराठी मानसाला इथे पाहून बरं वाटलं 😄
Nhi lagta h dosh kisi bhi devta ke sahastra naam strotra se
उच्चारण सही होना चाहीए
क्या देवी भागवत महापुराण को घर में हिंदी में पढ़ा जा सकता है इसके लिए कौन अधिकारी है कृपया मार्गदर्शन करें
@@AMMAKRIPA हिंदी में सभी पढ़ सकते हैं
Jai maa vindhyavasini 🙏🙏
Pranam guruji 🌹❤️🙏
Parnam guru ji
Jay maa Durga, Jay Maa Yogmaya, Jay Vindhyavasini
हर हर महादेव
Guru ji m sadi se phle daily kawach krti thi mujhe divya Drishti bhi mil mujhe pta cl gya tha mummy papa khatam ho jayenge 😢fir bhi rok nahi payi.mata ka nam leke kisi bhi bhayankar dard ko thik kr deti thi.
Apne itna bar path kiya . Apne anubhav kiya. Hume kuch sikha dijiye. Kya ap pura path karti thi ?
kya roj me sirf devi kavach argala path aur kilak path kerta hu to chalega kya please bataiye muje
Har har Mahadev
Jai Gurudev 🙏🙏🙏
Jai maa kali har har mahadev ❤❤❤
भईया जी जय भगवती
Guru jee 🙏 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
जय माँ विंध्यवासिनी जय अम्बे
NAMSKAR
Jai mata ki 🙏🏻
Ji guru dev ❤
Jai mata rani❤
Jai Maa 🙏🙏🙏🙏
Maa apni sharan main lo taaki aapke charno ki puja kar sakun.
Jay ma bhagvati aachary ji
Pranam guru ji
100% shuddha aur sahi path manushya ke liye durlabh hai. Par try karte rehna chahiye guru ke under rehkar
जैसे परीक्षा से पहले तैयारी होती है , वैसे ही नवरात्रों से पहले करना होता है अभ्यास। बाकी मुख्य समय मे तो माँ को रिझाने को उच्चारण स्पष्ट होना चहेइए। उधर गलत करने से अच्छा है हिन्दी मे करा जाए
Pranaam bhaiya ji
Navaran mantra se aahuti de sakte hai na
@@arpit-g9c Haa exactly, practice before exam(Navratri)
@@rks8931 Diksha nahi hai toh try na kare, 1-2 baar bolne se jyada problem nahi hoga.
But agar bade bade anusthan karna hai toh seekh kar kare. Apki capabilities ho toh guru se baat karke le!!
Thank you very much
जय काली जय तारा
Bhaiya koi aisa sadhana baatyeh jo bahut hi safe ho sab kar sake aur Bahut faldyak bhi ho
Jai maa ❤
जय माँ विन्ध्यवाशिनी जय बाबा महाकाल बहुत अच्छे से समझाया आपने रूद्रांश भईया जी आपने क्षमा करे किन्तु आपके शरीर में शायद विटामिन बी 12 की कमी लगती है आपकी अंगुलियों के दरसन करके कृपया उचित जाच और औषदी सेवन कीजिये बाकी माई की कृपा तो आपपर है आप सदेव स्वस्थ रहे
😂😂 हां भईया हमको खाना पानी नही मिल पाता तो विटामिन मिनरल कैल्सियम फास्फोरस सबकी कमी है। आपके प्रेम हेतु हृदय से आभार❤
@@GrihasthTantra sir how to contact you please tell me we are into so much problem and need your guidance only you can help us please
🙏🙏
Jai Maa Vindhya vasini. Rudransh guruji aapse sampark nhi ho pa rha hai. Kuch madhyam bataye. Call 4 me pe bhi kafi try Kiya.
Aacharya Ji Aapse Baat Kaise Ho Sakti Hai Mujh Per Kripa Kare 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌺🌺🌺🌺🌺
Dunga chalesa pr be vedio bnana plz
Bhai mhuje guru diksha lene hai kripa marg darshan kare
प्रणाम गुरूजी
क्या सप्तश्लोकी दुर्गा का पाठ प्रतिदिन किया जा सकता है। कृपया मार्गदर्शनकरें।
Jai maa bindwasni ❤❤❤
Jai maa vindhyavasini.. Kavach m suru m Kinchi-d-subham h ya kinchid-a-subham h kripa karke bataye kai log dono h sahi bata rahe h.
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Pandit ji mujhko ek bohot hi gyani jyotishi ne shri saptshati Panchve aur satven adhyaay ka paath bataya hai use kaise karna jai...kripya मार्गदर्शन deejiye
Bhai pls bataiye maa k 108 naam
Argla storam , keelkam
Maa Durga kavach ye padh sakte h
Bina dikshit bhi kiya ja sakta hai. Bus uccharan sahi ho or maa k prati purna samarpit ho. Urja bahut tej aati hai or divya drishti bhi milti hai.lekin urja ko santulit karna padta hai shiv mantra se bus. Baki navaran mantra sab kar sakte hai. Ye swayam ka anubhav hai.jai mata di..maa k prati prembhav or samarpan hi kam kar jata hai. Tabhi navaran sidh hota hai.
Kya apki द्रव्य दृष्टि खुल चुकी है
Satchandi hawan ki poorn vidhi vistar se bataeye please
gurudev appke Charan kamlo mai Mera sat sat koti naman gurudev Mera ek sawal hai kya gale Mai ya kamar Mai yantra tabiz ya kavach dharan karne se hamesha ke liye jad se tantra kat ho sakta hai kya
Kya adeeksheet Siddh Kunjika ka 1 baar path kar sakte hain?
Bhaiya chandi path ka ek playlist bana dijiye agar ho sake toh
Jai Maa Kamakhya ❤🙏
सही बोले भाई मुझे भी बहुत जरूरत है...
Kya App one by one path ka uchharan sahit video bna sakte h
Bhaiya aapne bataya isme se kuch apradh huva he to path pura hone ke bad devya apradh shmapan stotr se mafi mil shkti he kya?
Are kam se kam bhai Mata ki Puja aradhna to kar sakta hai vyakti yahan Bangladesh mein to moortiyon Ko Tod Diya jata hai Durga Puja karne ke liye kam se kam aise video banaen jisse saraltam roop se vyakti paath kar sake Mata ki kripa prapt kar sake vaise hi Sanatan Dharm mein सनातन धर्म में वैसे ही परेशानियां है आज ऐसा संकट है लोगों के ऊपर की क्या करें यहां तो लोग दर दर करके परेशान है की भक्ति मत करो ऐसे मत करो ऐसे मत करो अरे सरल उपाय लेकर के लिए मुस्लिम तंत्र से लोग इतना परेशान है
Only 11 adhyay kar le
Ya tantrokat devi sukt kare
Sirf aur Sirf
Durga trishannamala ke nitya jaap se
Saare dushton ka naash aap surakshit rahe iska
Maa Durga swayam nischit krti hai..
Krk dekhe...
Nitya 1 mala
Usse pehle
Mala ka puja zaroor kare
Saptashati mei anganyas karanyas k panne mei hai
Kripya btaye ek grihast stree jo fasting ki h to durga saptsati kaise padhe.🙏🏻
Varth me aachaman kar sakte h please reply dijiye 🙏
E saptashati diksha lena chahta hun guruji kya ap mera marg darshan karke mujhe diksha denge.. Badi echa he kai barso se ye path karne ki.. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏 krupeya ap mujhe uttar deneki krupa karen
क्षमा प्रर्थना का भी विधान है बंधु आखिर मे, जा जगदम्ब🙏
Pitambar astotar satnamwali m tivrata lane ke liye koi prayog bataya or hawan. M bhi
Bhaiya , kya hum jaise aam log , durga archan padadti se dekh ke Ghar pe durga Maa ka aavaran pujan Kar sakte Hai? Bina yantra ke ?
Guruji agar pooja k waqt hamara jal kalash gir jaye toh uska kya arth hua ?? Mera karwachauth vrat k time thora jal gir gya..kripya maargdarshan karen 🙏🙏
Dikha kaise lai, kaise kisi par trust kar le. Every new day's soma baba has a new chapter in the newspaper.
Gai the diksha lene mila kuch .
Please provide guidance, how to path without Guru.
Mujhe ye janna h ki kavach, argla,or kilak ke baad phle din phla path krne ke baad tino rahsy kar skte h kya? Yadi pure 7 din ke baad 13path krne ke baad hi krne chahiye ye bhi btae 🙏
Guruji kripya karke Devi Kavach ke bare mein video banaye
Guru ji Namaskar,Aap ek application banaiye, Jahan sara video collection mill sake.
@@rajukumarsahani4278 तो यूट्यूब application नहीं है?
मै रोज सप्त शलोकी दुर्गा का पाठ करती हूं और तंत्रोकत देवी सूकत का पाठ करती हूँ
There is so much, now I am totally lost,
Can we recite siddhi kunjika stotram daily, some pundit ji say, that we should not. Please discuss the right way of doing siddhi kunjika stotram.
Kripya kapoor aur launga ki bili ka ek video banaiye... Jo deeksha na li ho uske liye b... Apki badi kripa hogi 🙏🙏
Guru ji ,Mai Shree Durge Saptashati ka path Mahavidya karm se karta hu , lekin iss bar panchmi 2 din par raha hai (7 Oct or 8 Oct) tho jo panchmi ke din 9th or 10th adhya ka path karte h usse 7oct ko hi dono path karenge ya fhir ek 7 ko or ek 8 Oct ko ? Please marg Darshan kare
आचार्य वर नमोः नमः 👏. सप्तश्ती मे केवल चौथा व ग्यारह अध्याय का पाठ किया जा सकता है क्या
Kya Durga saptshti ke paath mein kavach pahle argala kilak FIR uske bad Durga saptshti ka paath karne ke bad teen mala Om and green clean Chamunda vichche ka Jaap kar sakte hain kya
Bhaiya kisi video me murti rahasya ka mtlb samjha sake plsss thodi kripa kare kyoki padh to lete hai lekin samjh nhi ata hai bahot abahar hoga 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Guru jee ek video bnayie hawan kis kis sloke pe kis chiz s ahuti hogi
Jisne kabhi saptsati ka path na kiya ho or puja me sirf durga chalisa devi suktam sidhkunjika padhe toh use v dosh lgta h kya please reply
Dosh agar Laag Gaya toh Nivaran upay kya hai
Sir, ye jaankari shi hai but isko sahi raah bhi bataya kre, nahi to jo paath kr rha use bhi dar lag jata hai ❤
Sampurn vidhan ki book btaya.
baba m 1st bar vrt rkhi hu aur kvch argla kilak pd rhi kya chhor du? pls btaiye apka video dekh dar gyi
Guru ji m daily panch devtaon ka dhyan or aachman wgrh krke shapmichon vidhi krke daily durga kavach argla or kilak stotra ka path krti hu fir iske bad siddha kunjika stotra aur fir kshma prarthna krti hu ...isme koi glti to nhi h ..plz bataiye ...aur m dikshit nhi hu ..m apni health k liye daily maa se pray krti hu ..plz guru ji reply😢😢...
Shap vimochan vidhi kya hai ?
Lalita sahasranaam strotam path ko pdf me dijiye...isme ek sholk me devi ko hi Vindhyachal nivasini Malayachal parvat par rehne wali manidweep Vindhya parvat Neelanchal parvat vasini alag alag jagah kaha gaya hai par mujhe Sharda Aradhya naam sabse jyada achha laga devi Sharda jiski aaradhna karti ho vo hi lalita tripursundari kameshwari kamakhya devi hi vindhya chhetra me Vindhya vasini devi hain kaalratri katyayani kaalhantri katyayani kalaantake chichharti means Baglamukhi devi k sabhi 1000 names ka ullekh kiya gaya hai naag kanya naag yagyopaveet dharini kamakhya mahapaatak nashini...Rudransh bhaiya ji aapko koti koti pranam namaskaar jai shree SeetaRam ji aur Jai maa Vindhya Vasini please pdf me pure vidhi vidhan dhyaan nyaas viniyog phalshruti sab sampoorna swaroop likhit me dijiyega aur vidhan video me bataiye ❤ Happy Navratri in advance
प्रणाम भैय्या 🙏
मेरा एक प्रश्न है | पाठ करने मे भावना का महत्व है या नियमो का महत्व है |क्यो की हर भक्त मां को दिल से याद करता है |क्या मां किसी का अहित करेगी?