Badi khushi hoti hai jab do bichhude hue pariwar ek lambe arse k baad ek doosre se milte hain. Khushi ka koi thikana nahi rahta. Maine bhi aaj se lagbhag 20 saal pahle teen cousin sisters jo kinra (किनड़ा) pariwar ki betiyan thi,jo ab iss sansaar mein nahi hain unko yahin Mangali gaon mein mileaya tha. Chauthi hamari dadi ji ki ek sister thi wah bhi unse waqif thi ko milwaya tha .Pakistan se aane k 55-56 saal baad ek doosre se mili thi.
@KeshuFilms bahut dukh hua aapse ye sunkar...hum yha k hote hue bhi punjabi culture ko itni shraddha se poojte h ....un lakho logo k khoon se seenchi gyi h punjabi saraayki....3 peedhia ho gyi h .....bahut sare logo k man me vo bhayavah ghatnae h....aankhen nam ho jati h us 800-1200 km lambe safar k bare me sochkar....rohtak, mehem, ambala, faridabad, hisar etc k hmare punjabi dosto k ghr jate h to unki maao se jab vo boli sunte h to lagta h maano jeena safal ho gya ....us saamriddh bhoomi ko chhod kr yha kabeelo jaisa jeevan jeeya hmare punjabi bhaiyo ne....m chahta hu ki is sanskriti ko khoob charm tak pahuchaya jae or jo aaj bhai dooria h ki punjabio ko jis nazar se log dekhte h vo sudhre or jo punjabi yha k logo ko "local" kehte h ...vo dono hi dooria ab khtm ho....keshu ji aapta tah e dil se dhanyawad h jo aap un dard bhari or seekh bhari kahanio ko samne laaate rehte ho....bas ek din jald aisa aae ki hum refugee ya camp vasi ya local na hokar bas bharatvasi bane....😢
बहुत खूब।मदान परिवार को ढेर सारी शुभकामनाएं एवं बधाई।अगली विडियो का इंतजार रहेगा। केशुभाई जय हिन्द जय भारत वंदे मातरम्
Very emotional scene
Partition is a too sad incident
From Pakistan with love.... layllpur
Badi khushi hoti hai jab do bichhude hue pariwar ek lambe arse k baad ek doosre se milte hain. Khushi ka koi thikana nahi rahta.
Maine bhi aaj se lagbhag 20 saal pahle teen cousin sisters jo kinra (किनड़ा) pariwar ki betiyan thi,jo ab iss sansaar mein nahi hain unko yahin Mangali gaon mein mileaya tha. Chauthi hamari dadi ji ki ek sister thi wah bhi unse waqif thi ko milwaya tha .Pakistan se aane k 55-56 saal baad ek doosre se mili thi.
ये किस्सा आपसे सुनूंगा और सबको सुनाऊंगा
Ram ramji 🙏🌹🙏
सुपर से भी ऊपर..... But मदान not मंडल 🙏
keshu, can you please reintroduce and interview khushi ram headmaster who met subhash chandra bose in exile.. i watched your 4 yr old interview.
Keshu ji...kya koi community ya group h jhang, multan, bahawalpur se aae logo ka ....intsa pe ya telegram pe ya kahi kisi or platform pe
BAHUT SE HAI, LEKIN VAHA KOI KAAM KI BAAT NAHI NAHI SIRF G.M OR G.N KE MSG AATE HAI