@@Guru.m bhai software ki mapping kisi ko nahi aati …laptop laga k sath baith k gadi chalwate h kahte h sub sahi h …gadi low rpm me ghatke maar rahi thi or accelerate krne 2 second baad rpm increase hota tha …‘mene sub jagah dikha liya …fir ghar aake regulator se 4 round gas km Kr di …or vo problem solve ho gai ….rich mixture tha…bhai mujhe lagta h ki jitna pressure rail me hoga utni jyada gas injector se chamber me jati h….iska sidha link acceleration se h …thoda lean mixture jyada crisp acceleration deta h …
Bhai reducer me problem ho tohi esa hota he baki ap reducer se jitna pressure set karte ho utnahi rahega usko ek bar set karne k bad nahi chedna he Reducer ka pressure 1.95-2.5 kar do fir use nahi chedna or gadi cng pe ho tab check karo ki jab ye problem hota he to pressure isse jyada ho to reducer change kardo Ye sab laptop 💻 se set karo
Bahot Badhiya Jankari Dene Ke Liye Thank You
Could you please create video on Stag qnext plus software settings as well
Whith my cable to connected to the PC i get the failure c01? What wromg what is the right wire color?
Sir wire ke upar Lovato likha hoga
Mujhe connect karne ka cable chahiye wo kitne or kaha milega...?
1500 ke aspass milega or jo bhi cng kit rakhta he unse milega bhai
Bhai lovato ka reducer se gas km karne pr mileage increase ho sakta h kya ….ya ecu apne aap gas pressure km jyada krta h
Bhai sequential me ecu se hi set hota he
Reducer se sirf pressure ko hi set karna hota he baki milege to software se mapping karke hi set hoga
@@Guru.m bhai software ki mapping kisi ko nahi aati …laptop laga k sath baith k gadi chalwate h kahte h sub sahi h …gadi low rpm me ghatke maar rahi thi or accelerate krne 2 second baad rpm increase hota tha …‘mene sub jagah dikha liya …fir ghar aake regulator se 4 round gas km Kr di …or vo problem solve ho gai ….rich mixture tha…bhai mujhe lagta h ki jitna pressure rail me hoga utni jyada gas injector se chamber me jati h….iska sidha link acceleration se h …thoda lean mixture jyada crisp acceleration deta h …
Bhai reducer me problem ho tohi esa hota he baki ap reducer se jitna pressure set karte ho utnahi rahega usko ek bar set karne k bad nahi chedna he
Reducer ka pressure 1.95-2.5 kar do fir use nahi chedna or gadi cng pe ho tab check karo ki jab ye problem hota he to pressure isse jyada ho to reducer change kardo
Ye sab laptop 💻 se set karo
CNG tyunig kar ne ke liye konsa softwere ka yus kare
Jo company ka cng laga ho uska
Ya fir aeb software ka use kar sakte ho
Mizo ka full setting bataiye ignis ke liye
Call kar lo samja dunga
I want to buy Lovato cog kit computer cable
Na mile to WhatsApp massage karo number deta hu Ahmedabad Gujarat ka
Sarkar many kadithase
Javab.javab apjo
Samja nahi
Kya kahna chahte ho bhai
Kaha se ho aap??
Dhanera Gujarat se