mera garri ka compressor sensor say clutch walay pay change howa۔ Ye sensor nahi lagga laikin pr b fan auto per aur ac per chalta hy۔ Ye sensor nahi، soliniod hay
Bins Sensor wala compressor ko alag se 12 volt relay laga ke chala sakete hai kya , plz kaise batao, swift vxi 2007 ac on karne par load jada leti hai aur mileage nahi ke barabr deti hai
Bahut Kam ki video aapne banai hai dhanyawad
Very nice video bhai 👍👍👍👌👌👌🤔🤔🤔😃😃😃
Sensor ko lagne ki koi need nahi vese hi ho jayeg.....fan bhi chlega cut bhi hoga....
I need a help plzzz
Bhut vadiya jankari
الف رحمه ع والديك هذا الشرح
بعد اخوك هذا ديلغي الحساس مو
Very good bai
Ek video hyundai ke solnoid valve ke function.par bhi banana
Thanks sir very good information
Very nice bhai
Whatsapp nambar bejo
Kha se ho bhai
Good job sair
Bohat accha bhai.
Bina sensor lagao bhi compressor on ho jayega wiring par koi bhi load nahi hoga. 👍
Sir sensor fan ko automatic karne ke liye lagaya jata hey.
Bina sensor ke bhi fan chalu ho jata h.kal hi i20 me 507 lagaya h
Relay se
Superb brother
si vous pouvez faire les vidéo anglais serais très bien
85 86 exchange bhi hui to chalega
Good imformation
Bhai salute aapko
Great Dear
mera garri ka compressor sensor say clutch walay pay change howa۔ Ye sensor nahi lagga laikin pr b fan auto per aur ac per chalta hy۔
Ye sensor nahi، soliniod hay
Very good aapki shop kaha hai sir ji
Aasalam alaikum Sir mere Hesab Se 30 numbar me Fuse bhe lgna hay Sef Rhegaa
Laga sakte hey. Or safety ho jaygi.
Fuse alraedy hota ha sir andar
bro sencer ka jaka injector laka sakat ha
Yes
Sir commperessor vlaue lagna jarori hain kiya do wire cheel kar realy main nahi de sakte
Ac on kerne per fan on nahi hoga .
@@mastaanautotech1030 sir value Sai hi return jata hain kiya fan main supply
Ha
कंप्रेशर वॉल i20 sport ka कितना खर्चा आएगा गाड़ी ac baar baar kat maar deta hai
Bhaisahab meree car ke ac ke sab parts theek hai fir bhi ac work nahi kar raha
Car model.. Hyuandi i20 asta 2016
Bahut dikha liya
Bahut kaam ki baat hai
Sensor waly compressor m raly kesy lgay
sensor vala vayring me kya voltej aata he
Acha is ka maqsad kiya ha bhi ager is ki jgha hum lok injector lagha da tu
Laga sakte ho .no problem. Work karega.
Thank you sir ❤️
Relay kam nhi kar rhi comparser ma. Krant nhi ja rrha
Ye compresser ka sensor karab ho tab bi lagane se kam ban jayega kya
Ban jayga
Bins Sensor wala compressor ko alag se 12 volt relay laga ke chala sakete hai kya , plz kaise batao, swift vxi 2007 ac on karne par load jada leti hai aur mileage nahi ke barabr deti hai
Compressor me problem hey.
Thank you bhai
क्या सर एसी कंप्रेशर में सेशन से निकालना जरूरी है
Thakyou bhai 👍🌹
Kapler me 2wire me Konsa connection ata nahi Batai
सर मैं भी एक ऐसे मैकेनिक हूं आपसे मुझे बहुत सहायता मिलेगी
Sir rely kam nhi kr rhi
Ecm repair bhi kerte ho aap
Yes
compressor ki wairing me graund nahi a raha to kya kare i20 elite
507 ka mounting elite i20 k diesel engine k mounting se nahi jaata h
Mil jayega
isse kut off hone ke baad DUBARA on nahi hota.
Uske liye kuch he
Me to Razistens lagata hu.
Aapke paas kuch he to bataiye sir.
Injector bhi use karsakte hey.
@@mastaanautotech1030 injector kya hota h pls tell
Mana toh ase kiya h Lakin mere gari k jb ac on kro fir metar pa cool ki light aty h? Koi solution h
Light kuch time ke baad chali jayegi .ya scanner se clear Kar dijiye.
@@mastaanautotech1030 thx
Aagar bhai sensor kharab hai tu kaise kare
👍
Agr ye sencer khare hoga tb bhi ye sencer kam krega
Karega
Super bro
Alto non ac mea ac wiring ecm connection
Compressor auto cut Nahin ho raha hai
😢😢😢I'm no understand parkistan
4 wair walay camporesr ki wirnig k bary m beta bahi is k bary m tu taqreban sab ko pata hy .
Jald video aayegi janab.
Senser current Kitna आता hai
12 to 12 volte for 2 second
👍👍👍
Sir ji j senser khrab ho tho
Kharab sensor bhi karega.
Pls batao
Compressor km kraga
Bilkul karega bhai.
Ase AC sahi nahi chalta
Car atomic ho to
thank for sharing
bhaiya aapka mob no plz...