Foom Lucknow....Aap mujhe bahut achhi lagti hai. Puja path se sambandhit achhi jaruri bate batati hai. Mai apki bahut si video apne friends ko send bhi karti hu
Dusre RUclips channel main kehrahe Hain Jaya main mudda jaise kaam karna aur Bhadra main gai bhais wahan kharidna accha bol rahe Hain confusion door kardi madam ji 🙏🙏🙏
Namaste aunty g🙏🙏aunty mai santaan saptami ka vrat karti hun..kal hai or 16 somvaar bhi karti hun...aunty g mai medicine khaati hun mujhse 2 vrat lagataar nhi ho paenge kya mai santaan saptami ka vrat chor sakti hun waise kai baar choot chuka pichle month bhi bhool gai thi....pls jawaab jarur dijiyega bina namak k vrat me bahut prblm hoti hai...🙏🙏
Namastaey Aunty ji, main apke sare vedio dekhti hu, main bahut duvidha me hu, hamare Pandit ji ne 31 may ka grah pravesh ka muhurt bataya hai, us din bhadra patal me nivas karengi, to kya us din grah pravesh karna uchit rahega, kripya maargdarshan karen 🙏🙏
Hello madam mere umar ab 25 hain toh to mera janm jabh hua tabh janm patrika maine. Bhadra vishtikaran aise shanti aai hain toh is ka matlab kya hain ... Muze pls samzaiye ..
Mata ji 🙏 mujhe bataye plzz ki 19 august ko somvar hai to pooja or udhyapan bhi krna hai bhadra k rahegi to kare ya na kare sham ko kare ya subh plzz bataye mata ji pandit ko daan bhi dena hai to kb kare
दीदी जी नमस्ते हमें यात्रा करनी है परनतु उस दिन भ्द्रा है तो क्या हम वहाँ जा सकते है हमें अपने घर जाना है हमारा घर UP मॆ है और हमें हिमाचल से निकलना है कृपया मार्ग दर्शन की जिए 😟😟😟🙏🙏🙏
Anty mere puja ghr m jaha bhgwan Ji ko sthapit ki hu kya m bhagwanji ko waha se utha ke us jgh ko saf karke fir waha hi rakh sakti hu ya bhagwanji ki murty ko uthana nhi chahie pls btae kyuki mujhe samjh nhi aarha kya krupls pls
क्या स्वर्गलोक या पाताललोक में भद्रा की इस्थिति में वाहन खरीदन शुभ रहता है ??? क्या वाहन खरीदते समय भद्रा पर विचार किया जाता है ?? क्या भद्रा में वाहन खरीदना शुभ होता है ??
Hello Mam, very informative video, please kindly advise about grihpravesh date for June and July 2019 month .. here in Paris we don’t have Hindu calendar to see bhadra nakshtra. Thank you.🙏😊
Bahut acche gyan diya mam apne thanku so much main durga mata ke naam jpti hun to jaya vijiya bhdra bhdrkali sumukhi dumkhi vaigrmukhi singhmukhi aise naam leti hu inme bhi bhdra naam ata h thik h aise bhi naam kya isme bhi bhdra naam ata h
Radhe Radhe aunty Meri beti 6th month ki ho gai h hme uska mundan karana h vindhyachal karana h hme ek jankari ye chahiye thi ki devsthal pr mundan karne k liye koi muhurat ya din nhi dekhna chahiye kisi bhi din ya muhurat mein kra sakte h plz mera marg darshan kre
भद्रा में देवी-देवताओं की पूजा-आरती,जप-तप-व्रत तो कर सकतें हैं या नहीं? अगर भद्रा लगी हो तो शुभ कार्य गौरीपुत्र श्रीगणेश जी की पूजा करके शुरु कर सकतें हैं?
Anty ji pranam🙏anty ji maine diwali pr laxmi ji ki chandi ki pratima sthapit ki h usme unki ek ankh ki polish utar gyi h ab mai kya kru unko dukan pr le jaa kr thik krwau samjh nhi aa rha anty ji please margdarshan kre🙏mai unko gile kapde se roj pochh deti hu isi wajah se shayad utri h
Mata ji pranam .santan prapti ke liye kon sa vrat or kis devta ki pooja krni chahiye mere 2 bete hue or khatam ho gye plzzz help me mai kya kru btaiye plzzz
Namaste mataji...Mai Hanuman Ji ki puja karna chahti Hun ...but 21 Mangalwar tak karna possible Nehi hoparaha hai 21 ke badle kitne Mangalwar tak puja karsaktahain ...pls reply mam...
ji dhanyabad.....par ma yahan ke Shri jagannath panchang ke mutabik 16-22 ko grahan saptah rahega....jisme koi v subh karya varjit hoga.....yaha tak ki beti mayke v nhi jaa sakti😥
"Mata ji pranam 🙏" 4 October ko mere Papa or chhota bhai gaw ke ghar se yha kolkata jaha sab koi rahte hain oha aa rhe hain. By air Ticket hone ke baad hum calendar dekhi hu ki us din Bhadra hai, kya karein Maa ji ? Maan bahut ghabra raha hai ki aanjane me bhul ho gyi😰 hai
Mata ji ek kam fas gya eska hal bataeye n please meri maa Aaj hmlog jameen resistory karane gye the nhi ho paya wakil kal ka date de diye to kya kare bataeye n kal bhadra v hai paisa sab jama v hogaya likhaye ki nhi kuchh samgh nhi aa raha hai
Aunty ji mujhe pradosh virat start karne hai . mai outoff india rhte hon .july me mai apne sasoral jayongi mai ye virat sasoral mai start karna chahti hon. Lakin khuch time baad mujhe vapas outoff india aana padega . plz mujhe ye btaye ke mai agar sasoral mai virat start karke foreign mai is virat ko kaise kr sakte hon. Udyapan mai sasoral mai he karongi. Plz reply jaroor krna . ho sake to aap ek or vedio pradosh virat ko kaise kare is pr banaye.
@@AsanZindagi thanks u very much aunty ji reply dene ke leye . aunty ji ek confusion tha k mai jo kalash isthapit karongi uska kya karongi jab mai foreign mai aayongi
Nyc vedio mam ma aapke vedio dekti accha lagta h muje mam m bhut paresan hu mare marred ko 2yrs 4months ho gye but m pargnet nhi ho paa rahi hu mare period m billiding bhut kam hota phele din spottting hotaak 1,2,3 bund jase pad to bigta hi nhi or dusre din dora sa hota ma kya karu jabki marreid se phele asa nhi hota tha 5days tak hota tha ma asa bolti hu to koi yakin nhi karta sare doctors se dika chuki hu pr koi payda nhi ho taha plzzz kuch bataiy
Namaste didi, bahut achhi jankari di hai aap ne thank you 👍
Foom Lucknow....Aap mujhe bahut achhi lagti hai. Puja path se sambandhit achhi jaruri bate batati hai. Mai apki bahut si video apne friends ko send bhi karti hu
Bahut achi jààñkàai di màtaji,.,mujé pàta nàhi thà ki bhàdra ßhàñi dev ki bàhàn hai
Bahut achchi jankari di dhanyavad
Aapne bhut achhe dhang se samjhaya hai
Bht achi jankari di aunty ji
Bahut aachchha information hai aunty ji aap yese hi video bnaye jisse ham logo ki ghan prapt ho namste aunty ji bhut aachchha
Dusre RUclips channel main kehrahe Hain Jaya main mudda jaise kaam karna aur Bhadra main gai bhais wahan kharidna accha bol rahe Hain confusion door kardi madam ji 🙏🙏🙏
Aunty ji aghan itwar jo ki 27nov.22ko hai usme bhadra lga hua hai vrat kre ya nhi kripya btaye🙏
Mataji aapne bohut bariya information dete ho. Koti koti pronam apko. Mere ghar mein saare bimar par rahe hai, kuch upay bataiyen 🙏🙏🙏🙏🙏
shanivar ko khichri bna kar ghar me sb ko khilaye
subh pipal me jal sham ko dip jlaye
ye upay sb kare
ruclips.net/video/Q2NgnuPudWk/видео.html
@@AsanZindagi koti koti pranam mataji
Namaste aunty g🙏🙏aunty mai santaan saptami ka vrat karti hun..kal hai or 16 somvaar bhi karti hun...aunty g mai medicine khaati hun mujhse 2 vrat lagataar nhi ho paenge kya mai santaan saptami ka vrat chor sakti hun waise kai baar choot chuka pichle month bhi bhool gai thi....pls jawaab jarur dijiyega bina namak k vrat me bahut prblm hoti hai...🙏🙏
Bhot achi jankari h माँ
Thankuu 🙏 🙏
Bahut acche jaankari hai, Chachi ji
Mata ji hme shop ki opening krni h kon sa month shuv hoga
Bahut sundar hai.
Namaste ma'am,kya aapse mil sakte hai,plz aap ghar k vastu dosh Ko dur krne ka kuch upay bataye.
ruclips.net/video/ywoU_FIuyxs/видео.html
Namastaey Aunty ji, main apke sare vedio dekhti hu, main bahut duvidha me hu, hamare Pandit ji ne 31 may ka grah pravesh ka muhurt bataya hai, us din bhadra patal me nivas karengi, to kya us din grah pravesh karna uchit rahega, kripya maargdarshan karen 🙏🙏
is din muhurt hai aap grih pravesh kar sakate hai
Mataji Video achi lagi 👌🏻👌🏻 mataji hum hamari kuldevi ke saktipeet tuljapur jate hai har saal June ke mahine me ab konsi tarikh ko jana acha rahenga ?
aap har sal jis tarikh me jate hai,usi me jaye
बहुत अच्छा दिदी
Aunty ji please ye btaiye ki bhadra kal me mayke se sasural k liye niklna chahiye ki nhi pls jarur btaiyega
ji nahi
Agar shadi vadra nathtra me ho gayi ho.. Aur shadi ke baad shadi tutene tak pahuch jaye to kya upaye kary..
मुझे पूर्णिमा के व्रत करने हैं कैलेंडर बहुत पूर्णिमा में भद्रा लिखा है 😢 अब मैं क्या करूं, कृपया बताइए
Aap vrat kar sakate hai
Nice good information 👍👌
Thanks auntie
Hello madam mere umar ab 25 hain toh to mera janm jabh hua tabh janm patrika maine. Bhadra vishtikaran aise shanti aai hain toh is ka matlab kya hain ... Muze pls samzaiye ..
Maji pronam❤❤
Mata ji 🙏 mujhe bataye plzz ki 19 august ko somvar hai to pooja or udhyapan bhi krna hai bhadra k rahegi to kare ya na kare sham ko kare ya subh plzz bataye mata ji pandit ko daan bhi dena hai to kb kare
Aap pooja aur daan bhadra ke baad kar sakte hai
@@AsanZindagi fir sham ko pooja krugi to tb tk kuch khana pina na kru kya mata ji
दीदी जी नमस्ते
हमें यात्रा करनी है परनतु उस दिन भ्द्रा है तो क्या हम वहाँ जा सकते है हमें अपने घर जाना है हमारा घर UP मॆ है और हमें हिमाचल से निकलना है कृपया मार्ग दर्शन की जिए 😟😟😟🙏🙏🙏
Anty mere puja ghr m jaha bhgwan Ji ko sthapit ki hu kya m bhagwanji ko waha se utha ke us jgh ko saf karke fir waha hi rakh sakti hu ya bhagwanji ki murty ko uthana nhi chahie pls btae kyuki mujhe samjh nhi aarha kya krupls pls
sfai ke liye vishes parv me murti hta skte hai
Nice information mam and vedhuti dosh ke bareme information bataiye mam
क्या स्वर्गलोक या पाताललोक में भद्रा की इस्थिति में वाहन खरीदन शुभ रहता है ???
क्या वाहन खरीदते समय भद्रा पर विचार किया जाता है ??
क्या भद्रा में वाहन खरीदना शुभ होता है ??
jab prithvi par bhadra ho tabhi yaha par subh karya nahi hota hai
Thankss aunty ji
जैसे। सुबह भद्रा हो तो क्या शाम को या दोपहर को शुभ कार्य कर सकते हैं,,,, जय श्री राधे कृष्णा
ji ha
30/04/2020 ko gurupushya naxtra hai parantu shool yog aur vishti karan hai to bhumipujan kare k nahi?
kar skte h
Hello Mam, very informative video, please kindly advise about grihpravesh date for June and July 2019 month .. here in Paris we don’t have Hindu calendar to see bhadra nakshtra. Thank you.🙏😊
june me 10,12,13
july me 19
Marathi calender mey her date column mey special bhadra rahegi to likha hota hai , ager aacha hai to shubh din likha hota hai
Bahut acche gyan diya mam apne thanku so much main durga mata ke naam jpti hun to jaya vijiya bhdra bhdrkali sumukhi dumkhi vaigrmukhi singhmukhi aise naam leti hu inme bhi bhdra naam ata h thik h aise bhi naam kya isme bhi bhdra naam ata h
ji ha maa ko bhi bhadra nam se jana jata hai
Radhe Radhe aunty
Meri beti 6th month ki ho gai h hme uska mundan karana h vindhyachal karana h hme ek jankari ye chahiye thi ki devsthal pr mundan karne k liye koi muhurat ya din nhi dekhna chahiye kisi bhi din ya muhurat mein kra sakte h plz mera marg darshan kre
नमस्ते मोबाइल के लिए कौन से कैलेंडर वाले एप्लीकेशन होते हैं कृपया उसके बारे में जानकारी दीजिएगा
koi bhi achha कैलेंडर use kar skte hai
Agar koi shubh kam galti se ho jaye tab kya upay karna chaiye
भद्रा में देवी-देवताओं की पूजा-आरती,जप-तप-व्रत तो कर सकतें हैं या नहीं?
अगर भद्रा लगी हो तो शुभ कार्य गौरीपुत्र श्रीगणेश जी की पूजा करके शुरु कर सकतें हैं?
भद्रा में देवी-देवताओं की पूजा-आरती,जप-तप-व्रत तो कर सकतें हैं
अगर भद्रा लगी हो तो शुभ कार्य nhi krna chiye
@@AsanZindagi ठीक है।
Bahut achhi jankari di aapne thanku maa
Mam tusli vivah k bd baccha k mudna kr skta h plz reply
Nice vdo
Anty ji pranam🙏anty ji maine diwali pr laxmi ji ki chandi ki pratima sthapit ki h usme unki ek ankh ki polish utar gyi h ab mai kya kru unko dukan pr le jaa kr thik krwau samjh nhi aa rha anty ji please margdarshan kre🙏mai unko gile kapde se roj pochh deti hu isi wajah se shayad utri h
ruclips.net/video/9fQSP5jy0C8/видео.html
Àaj àap bàhut hi sundàr lag rahi hai...màtàjee is saari me
Unty thursdab vrat shru kar sakte hai
Please anty ji aap bata dijiye bhadra me janm lene wale achha kaise hota hai
thik hote hai
Namste aunti ji mera makan ban gyi hai 8 july ko girhi parbesh pandit ji bataye hai sahi hai aunti ji please bataye
19 july ko muhurt hai
apke pandit ji btaye hai to shi hoga
@@AsanZindagi thankyou aunti ji
Mata ji pranam .santan prapti ke liye kon sa vrat or kis devta ki pooja krni chahiye mere 2 bete hue or khatam ho gye plzzz help me mai kya kru btaiye plzzz
ruclips.net/video/yCkRLqvw_sc/видео.html
Hi I am shobhit from Saharanpur
Namaste auntiji
Namaste mataji...Mai Hanuman Ji ki puja karna chahti Hun ...but 21 Mangalwar tak karna possible Nehi hoparaha hai 21 ke badle kitne Mangalwar tak puja karsaktahain ...pls reply mam...
16,ya 11 mangalvar
Thank you so much ....
नमस्ते मैम मैं यह पूछना चाहिए हूं कि पांच दिसम्बर को शादी का दिन अच्छा है कृपया मुझे बताएं
ji ha
ji dhanyabad.....par ma yahan ke Shri jagannath panchang ke mutabik 16-22 ko grahan saptah rahega....jisme koi v subh karya varjit hoga.....yaha tak ki beti mayke v nhi jaa sakti😥
Hurr sumya hurr jugai yaa ismay shubh ashubh hota hai tao kya vishvas karain batao
Aapka prashna spasta nahi hai
Mam mujhe plzz bataiyega ki dhudh dahi ghee ye sb chije or kon kon si chije baadi hoti hai
koi chij badi nhi hoti
Ab app ko batayoo mera bacha rahukaal bhadra atiganda durga ashtami ko hua hain shaadi hui ghar main competition successful hua
Mam kartik ka mahina kab shuru hoga ?
Bohot Acha
lalmirch ka bharwa aachar dikhaye plz👌👍
aage video denge
Pranama maji🙏
"Mata ji pranam 🙏" 4 October ko mere Papa or chhota bhai gaw ke ghar se yha kolkata jaha sab koi rahte hain oha aa rhe hain. By air Ticket hone ke baad hum calendar dekhi hu ki us din Bhadra hai, kya karein Maa ji ? Maan bahut ghabra raha hai ki aanjane me bhul ho gyi😰 hai
aise me aap bhagwaan ke kamare me ek kalash rakhkar yatra ke liye ghar se nikale
Aapka Aashirwad sada bani rahe Maa ji 🙏🙏
Mata ji 4 ko jameen rasistory karana hai September me karaye ki nhi please help kariye n bhadra kab se kab tak rahti hai
Aap 4 ko ye karya kar sakate hai
@@AsanZindagi dhanyabad mata jee....
Mataji pranam...meri sass khti hai Bhadra me nahana nahi chahiye....kya shi hai maine ye aaj tak nahi suna
subh aasirvad,nha skte hai
Mujhe pradosh vrat start karna hai kya is bar ke pradosh se start kar sakte hai
ji ha
Mata ji ek kam fas gya eska hal bataeye n please meri maa Aaj hmlog jameen resistory karane gye the nhi ho paya wakil kal ka date de diye to kya kare bataeye n kal bhadra v hai paisa sab jama v hogaya likhaye ki nhi kuchh samgh nhi aa raha hai
Aap baat karake date aage badha le
Mata ji pranam 🙏 kya tulsa ji me shaam me dipak or dhoop dono jalana chahiye
subh asirvad,ji ha jla skte hai
भद्रा मे जन्मे बच्चों के लिए उपाय 🙏🙏🙏
Sirf badra tithi pe ya koi v din naam lena padega
Ji jarur bataye upay Bhadra se bachne
Bhadrapad me phli santan ka janm lena shubh hota hai ya ashubh. Plz mujhe shi jankari de.
Mata ji mane aaj se maasik Durga astmi ke vart suru kiye h to kripya muge btaaye ki m saam ko Kya khaakr vart kholu
flahari vart kare
@@AsanZindagi Mata aan nhi khana kya
@@AsanZindagi phir Mata ji vart to nhi khulega
Qa bhadra mei poornima vrat ki pooja kar sakte hain
Aap 8:51 Pm raat ko pooja kare
Mata ji hm agr gupt navratro ke vart rkh rhe h to Kya phir last me knya jimaana anivary hota h
ji nhi
@@AsanZindagi thank you Mata ji
Aunty ji mujhe pradosh virat start karne hai . mai outoff india rhte hon .july me mai apne sasoral jayongi mai ye virat sasoral mai start karna chahti hon. Lakin khuch time baad mujhe vapas outoff india aana padega . plz mujhe ye btaye ke mai agar sasoral mai virat start karke foreign mai is virat ko kaise kr sakte hon. Udyapan mai sasoral mai he karongi. Plz reply jaroor krna . ho sake to aap ek or vedio pradosh virat ko kaise kare is pr banaye.
ruclips.net/video/3EESu1sLIGM/видео.html
sasural se vart start kar jha rehti hai vha vart kar skti hai
or vha udyapan bhi kar skti hai
@@AsanZindagi thanks u very much aunty ji reply dene ke leye . aunty ji ek confusion tha k mai jo kalash isthapit karongi uska kya karongi jab mai foreign mai aayongi
Kya bhadra mei puja kar sakte hai
Daily ki pooja kar sakate hai par is samay raksha bandhan ki pooja nahi kar sakate hai
Hello didi namaste yah bataiye ki jo mahilayen 6 rahti hai vah Janmashtami rah sakti hai
ji haa, par aap pahale vrat ka paaran karengi fir 7 ko janmastami ka vrat kar sakati hai
Bhadra me janme bacchon ka upay
Asad marine me Mansa devi ke peda khilana hai to khila sakte hai ya nhi is mahene me.
ji ha khila skte hai
Prnam maa
Kya Aap Mujhe shanivar vart ke bare me btayegi kise ye vart Kaise hota h
ruclips.net/video/7RbVSm8RV3Y/видео.html
Jo log har shanivar ko vart karte ho Unhe bhi Isi vidhi se Pooja karna hoga
@@AsanZindagi thank you
Gyanmayi mata ji ko 🙏🙏
Ham Satyanarayan ki katha mei agar krishna ki murti rakhte hei to kya unhe chaval ki akshat chadta hai?
Satyanarayan ki puja me chaturbhuj rup ka photo rakhe
or til ka akshat cdhaye
धन्यवाद गुरु मां
me kl shivling khrid skti hu kya
jb vidhi se puja kar ske
tbhi shivling laye
Panchak ya pachgha ke bare me bhi bataiye please...
ruclips.net/video/4mTVGOvJzBI/видео.html
Didi, मुझे कल नया जॉब जॉईन karna है, मंगलवॉर को मना किया था कुकी अशुभ होगा। पार कल भद्रा मे ही होगा
jo kary apke bs me na ho,uske liye ap kuch nhi kr skte h,ap ek mitti ke lota me kalas rakh kar bhagvan ke pas tb जॉईन dene jaye
@@AsanZindagi ji. Bahut dhanyawad reply ke liye. Bahut madat hui. Join kiya, par 8 job ke baad ye wala bhi bas jillat aur badha hi lag raha hai
Khana kha sakte hai ki nhi
Ekadashi par bhi Bhadra kab se kab tak hogi
Namaste aunty aap hume ghar me three doors ek me hote hai to uske effects aur solution bataye
ek line se tin door nhi hone chiye
agr aisa hai to ap
ek tulsi ka gamla rakh skti hai
Agr shadi me problem aa rhi ho to upay btao
ruclips.net/video/PCCsNJ8-_2E/видео.html
Nyc vedio mam ma aapke vedio dekti accha lagta h muje mam m bhut paresan hu mare marred ko 2yrs 4months ho gye but m pargnet nhi ho paa rahi hu mare period m billiding bhut kam hota phele din spottting hotaak 1,2,3 bund jase pad to bigta hi nhi or dusre din dora sa hota ma kya karu jabki marreid se phele asa nhi hota tha 5days tak hota tha ma asa bolti hu to koi yakin nhi karta sare doctors se dika chuki hu pr koi payda nhi ho taha plzzz kuch bataiy
suddh gaay ke dhudh me kesar haldi dalkr
rat me khane ke bad piye
@@AsanZindagi tnxx mam reply karne k liy mam danda dhud m ya garm dhud m
Nice
Hindola maa kab nilklaygi please reply
क्या सुहागिन स्त्री को कृष्ण पक्ष की एकादशी का व्रत रखना चाहिए?
ji ha kar skti hai
Love you maa
22 July ko grihaprabesh karna chahte Hain.....Kya sahirahega
19 july
Vadra kb se kab tak rahta h bataye
calender me dekhe
alg alg smy pr bhadra lgta h
Bahan ji parnam. Hauman. Ji ka. Puja bididhi. Janakari. Dene. Ke liy. Dhanabad.
Rasha bandhan key din bhi badra lagta h ussamay kya krna chaheye? Ham to apney bachpan mey hamesha subhah key time he bhai ko rakhi bandha krti the
bhadra ke smy rakhi na bandhe
Kali mata puja bataye
Puja kar sakte hai bhadra me
Aap daily pooja kar sakte hai