Dhyanvbad apka mujhe inverter lena tha pese hubby de chuke the or mujhe tension ho raha tha ki panchak h or lena bhi chahiye ki nahi but apne sari confusion dur di thankyou 🙏🌹😊
Aunty mai pehle se vaibhav Laxmi vrat karti thi, agar mai kisi shukl paksh ke Friday se ye vrat dubara shuru karna chahu to usme panchak dekhna padega kya?
mata ji dhanywaad jo apne hamari "panchak kal mai kya kre or kya nahi" wale question ka itni jaldi or uttam video banaye apka bhot bhot shukriya apko vat savitri ki shubhkamnaye mai abhi 17 saal ka hu but fir bhi apke liye wish krta hu ki aap hamesha suhagan rahe or apke parivaar mai sukh shanti or sobhagya bana rahe😊😊
Maa jee mere sas ke nandosi deth kr gye to kya hmare ghar v chhutka lgta hai koi kuchh bol rha hai to koi kuchh agar Mai wha nhi gai hu to bal dho kr sindur lga skti hu ki chhutka LG gya hai please maa jwab de digiye
untiji pranam Maine bhadra sankat ganesh chaturthi ke liye new small choaki bhi banvaya Hai to Kaya pachak me a raha 30agust ki puja me estamal kar sakte Kaya karkna ha pls bataye
yeh sab pahle suna tha lekin bado ke nhi rahne se ab hum chhote bachcho ko purane sanshkar ya aise tips ka pata nhi ho pata... please Marg darshan kijiyega
Aunty ji, maine panchak me guruvar ka vart start kar diya,qki sulkpaksh ka palha guru var se start karne aaphe ne bataya tha.. ab kya karu please bataye.
untiji pranam hamne furniture var Laxmi ke din yahi sukrvar ko order Kiya par vo furniture Monday ko ghar aayega to us vakt panchak ki thithi hogi to Kaya Naya furniture use karna ya Kaya karna chahiye hamne to ache din order Kiya par ghar par panchak ko aaya Kaya karein
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद यह जानकारी देने के लिए क्या आप हमें यह बता सकती हैं कि भगवान को कौन से पुष्प अर्पित करने चाहिए और कौन से नहीं और यदि हमारे पास पुष्प उपलब्ध नहीं है तो क्या करना चाहिए
ruclips.net/video/Q2NgnuPudWk/видео.html ruclips.net/video/tIT5p9ZLTb4/видео.html shanivar ko khichri bna kar ghar me sb ko khilaye subh pipal me jal sham ko dip jlaye
वीडियो अगर अच्छा लगा हो तो Like👍करना न भूलें। बहुत अच्छा लगा हो तो शेयर भी करें😊
Asan Zindagi Mata ji nkori pana ke lia koi opai batai
Asan Zindagi Girish Vishnu ji ki Puja Kis Tarah Karni chahiye Jankari chahiye
Pachak ma shadi kar sakte h??
Dhyanvbad apka mujhe inverter lena tha pese hubby de chuke the or mujhe tension ho raha tha ki panchak h or lena bhi chahiye ki nahi but apne sari confusion dur di thankyou 🙏🌹😊
Aap ki yaad bahoot aati hai.aap jo upai batai hai mere ghar me jinn rahte hai.jo jaan jaate.ya mere pati per kuch kiya.paisa bhi nahi dete.
Aapka video ham hamesa dekhate hai air aap bahut achhe tarike se samjhadeti hai
❤️🙏✍️🇮🇳🕉️🏡 नमस्कारमं मां।✍️🙏हर वीडियो अनमोल रत्न है। सदैव अपने ज्ञान अनुभव से मार्गदर्शन करती रहे 🙏🙏🙏
New kpde online Kiya tha galti se inhi dino ghr aajaye to rkhle kpde or baad me phnle chahe ??🙏
Jay Mataji aapka Sbhi Vidyo Hame upyogi hota hei God Bless Jay Mataji
You are really a treasure of india 🙏🙏.....koti koti pranam aapko ... you are doing such an amazing job for the humanity...good work as always
Thanks a lot for your ❤️
I appreciated 🙏🙏
Luv from california
Thanks for Good advise
Thnx. Kya kitchen chimney kharid sakte Hai??? Pls guide...
ji haa
Very good information. Aap saral bhasha me achha samjati hai.
haan auntyji mai to like or share bhi krti hun. aapke vedio hote hi itne ache hote hain ki like or share krna hi padta hai.
Anuty ji Kya hum wahan kharid sakte hai pancak me
Ji ha.
Thank You
Aunty ji bed ka gadda agar agaya ho foam wala galti se panchak mei toh usey return karne se chalega kya.
Panchak m gadda leskte hai kya aj 20 nov 2023 ko delivery hoga or order 4_5 din phle hi krdia tha panchak aajse shuru hoga pl. Btaay
👃👃👃👃👃namaskar mata jee apka har shabd anamol hai.
🇮🇳🇮🇳🚩🚩 जय हिन्द वन्दे मातरम् हर हर महादेव जय श्री राम प्रणाम🔱
Didi aapse kuch puchna chahti hu 29 December se panchak chalu ho raha he didi panchak me mayke ja sakte he
Aap panchak ke baad jaaye
Aunty mai pehle se vaibhav Laxmi vrat karti thi, agar mai kisi shukl paksh ke Friday se ye vrat dubara shuru karna chahu to usme panchak dekhna padega kya?
Aapko panchak nahi dekhana hoga
Ma'am panchak main naye ghar main chaukhat lgwa sakte hain ya nahi. Please reply kijiye ga.
Bahut hi Sundar jankari mujhe to itna pata bhi nahi that ki panchak ka itana asar hot apko bahut dhanyawad pranam
Thanku aanti you r great
pranam mataji... kya panchak m balcony aur khidki uppar shadow ya roof dal sakte hai... aur koi mannat ho to mandir ja sakte h darshan k lie
ji haa, aap ye sab kar sakate hai
Mata ji ,kya Tairavi Sunday, Tuesday aur Thursday ko pad rahi hai to kar sakte hai ya nhi... Ya 1 din Kam zyada kar sakte hai
Maa pranam
Bahut bahut dhanyavad ye video dene ke liye.
Maine kuchh samay pahle apse panchak ke sambandh me puchhA tha
Mata ji parnam kya hum apni wife ko uske mayke se pehle panchak ko la sakte hai
ji nhi
Didi humne char din pehle diwam ka order diya he banane ka ab le sakte he kya 9 tarikh se panchak lag rahe he
Kya panchak mein naye kapde kharid sakte hai ?? Ya phir naye kapde pehan sakte hai kya ??
Kya panchak me vehicle bike buy kar sakte hai ? Plz reply
ji haa, aap le sakate hai
@@AsanZindagi thank you guru ma
Agar panchak main sadhi ho toh ky kre uss din sarswati puja v hi
mata ji dhanywaad jo apne hamari "panchak kal mai kya kre or kya nahi" wale question ka itni jaldi or uttam video banaye
apka bhot bhot shukriya
apko vat savitri ki shubhkamnaye
mai abhi 17 saal ka hu but fir bhi apke liye wish krta hu ki aap hamesha suhagan rahe or apke parivaar mai sukh shanti or sobhagya bana rahe😊😊
आपके इतने अच्छे वचन और आशीर्वाद के लिए बहोत-बहोत आभार🙏🙏🙏
ASHISH PAREWA J
hnjii anshu yadav bhaiya jii
@@AsanZindagi kya tulsi ka plants laga sakte hai pachak me
Satyanarayan Katha Sun sakte hain madam
ji haa
Mam ji kya panchak me kiraye ke ghar me ja sakte hai pahali baar rahane ke liye
ji haa
Maa jee mere sas ke nandosi deth kr gye to kya hmare ghar v chhutka lgta hai koi kuchh bol rha hai to koi kuchh agar Mai wha nhi gai hu to bal dho kr sindur lga skti hu ki chhutka LG gya hai please maa jwab de digiye
apke ghar me sudak nhi lgega
ap sb kary kar skte hai
Maa ktichen ka saman kharid sakte h
ji haa
untiji pranam Maine bhadra sankat ganesh chaturthi ke liye new small choaki bhi banvaya Hai to Kaya pachak me a raha 30agust ki puja me estamal kar sakte Kaya karkna ha pls bataye
Namaste mata ji 2023 m October m panchak kab hai durgapuja baad please bataye
23 October ko 2:30 AM se 28 October 7:36 AM tak rahega
Panchak m gadda khrid skte hai kya pl. Btaay
mata ji Agni panchak mai kya Gold kharid sakte hai , please reply?
Very nice .. Information
Thanks ..Mam🙏
Thanks for your precious guidance mam.. Really ur guidance is very useful.. And I try to follow your every precious guidance... Thanks a ton mam..
🙏🙏🙏
Aunty aapse ye puchhna tha ki kapde ya chappal kharid skte h kya??
Mam weght loss k liye apne jo video upload kiya tha...iske alawa aur koi tips h to btaeye
aap rice,aloo,sugar na khaye
Very good
Jai Shree Krishna Gurumaa ke charano me charansprash pahuche jaankari dene ke liye dhanyvad
Om namah shivay 🙏🙏🙏
Dhanyavad aunty ji Jankari dene ke liye
Please vaastu par bhi Kuch tips dijiyega... jaise ghar mein kitne sonewale charpai honi chahiye... darwaje hone chahiye.....
yeh sab pahle suna tha lekin bado ke nhi rahne se ab hum chhote bachcho ko purane sanshkar ya aise tips ka pata nhi ho pata... please Marg darshan kijiyega
aage video jarur denge
Mam pls btaye kpde khird skte hai
16 sombar ka udheyapan kar sakte h kya panchak me plz reply
Pranam mam,is shukrvar Ko panchak h or mujhe Vaibhav Laxmi vrat ka udyapan bhe krna h,is din kar sakte hain kya?
aap udyapan kar skte hai
Panchak mein garbhadhan krna chahiye ya nhi
Plz batayenge
बहुत ही उम्दा । लेकिन अगर कोई मजबूरी हो तो
Galti se kr liya hai to samadhan k liye video bana dijiye plz🙏🙏
Greh prevsh kar sakte ha
abhi grih pravesh ka muhurt nahi hai
Thanks aanti
Aunti jis worat ma nhi ban re h to kya upay kare jo ho jaye
Veryverynice .
Mam, galti se cooktop ghar par deliver ho gaya hai 29 oct ko. Kya kare. Kuch uppaye bataye
Bank loan liya jaa skta h isstime.tell m🙏
Panchak me havan kar skte h ya nhi plz btaiye ..
Kya panchak me garbh dharan kar sakte hain
Panchak k douran grah pravesh kr sakte h kya
Didi panchak me sadi ya sadi se relative work Kar sakate hai
mam kya hm suhag ka saman khreed skte hai
Aunty ji, maine panchak me guruvar ka vart start kar diya,qki sulkpaksh ka palha guru var se start karne aaphe ne bataya tha.. ab kya karu please bataye.
ap vart kr skti h
@@AsanZindagi ok thanku
Bahut ache video aap banate ho I like u
Aunty jee aaj meri mausi ka nidhan ho gaya hai aur kal subha se panchak hai to kya karna chaiye plz bataiye kal dahh sanskar hoga tb kaise kya kare
Centring ho sakta hai kya chhat ka?
hlo mam hmne bus bnwaayi hai jo tyaaar ho gyi kl ghr pr laani hai 26 june ko laa skte hai ki nhi pls mam jldi se reply krdo aaj
May ke mahine me vahan kharide ki. Nahi bataiyega shubh
Muhurart kab hai
Main Roli Gupta jila Deoria se jaldi bataiye
Aap May me 25 ko vaahan le sakate hai
Kapade karid sakte hai ? Kya
Aanti ji mere sasurji panchak me Yatra kiye hai uska niwaran kaise kare
Thank you mata ji
Agar galti se furniture ka kary kar liya hai to aap uska samadhan bata dijiye plz🙏🙏
Aise me ise kisi subh muhurt dekh kar use karana shuru kare, aur us samay is par gangajal me tulasi daal kar chadhaye
Kya panchak mein chulha bana sakte hain .please reply
untiji pranam hamne furniture var Laxmi ke din yahi sukrvar ko order Kiya par vo furniture Monday ko ghar aayega to us vakt panchak ki thithi hogi to Kaya Naya furniture use karna ya Kaya karna chahiye hamne to ache din order Kiya par ghar par panchak ko aaya Kaya karein
subh asirvad,aap dono chije mangvakar use kar skti hai,isme koi dosh nhi hai
Agar ghumyar ghar akar ghar ha de jae aj ke din aj sunday hai Monday ko khatam honi hai btlaen didi hmme vapis krna chahie ja rakh lena chahie
Aapka prashna spasta nahi hai
koun sa celendar kharide jo panchak ke bare me jan sake ya aur koi jankari mil sake
पंडित बाबूलाल चतुर्वेदी का कैलेंडर लेवे।
Panchak me vastupooja ho Sakti he jaldi se ans Dena 23june Ko mere ghar vastupooja he
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद यह जानकारी देने के लिए क्या आप हमें यह बता सकती हैं कि भगवान को कौन से पुष्प अर्पित करने चाहिए और कौन से नहीं और यदि हमारे पास पुष्प उपलब्ध नहीं है तो क्या करना चाहिए
aage video denge
Kya bhumi pooja kar Sakta hi
Aapne ashthi visarjan ki baaren nahin bataya ki yaha bhin nahin kiya jata
Hlo mam panchak mein kpde khird skte hai
ji ha
मकान बनवा सकते है जैसे दीवार सिर्फ छत नहीं डाल सकते है या फिर मकान भी नहीं बनवा सकते है जैसे दीवार और चौखट जंगला
Jai shree sitaram
Thanx aunti Ji,aaj sapne mai shiv prasad mila,iska kya MATLAB hai
subh hota hai
शारदा जी नमस्कार, पंचक में व्रत शुरू कर सकते हैं?
ji ha kar skte h
Panchak me yatra krskte h mandir ka?
Didi panchak 9 tarikh ko rat se chalu honge to kya hum din me 9 tarikh ko diwan ghar par la sakte he
ji ha
Kya aap beena meele hamare lye aacha kr sakti hai.paise kaise aaye.koi ek upai bataye.bhool jaate.koi rudrabhisekh se deemag badak deta.kya kare.
ruclips.net/video/Q2NgnuPudWk/видео.html
ruclips.net/video/tIT5p9ZLTb4/видео.html
shanivar ko khichri bna kar ghar me sb ko khilaye
subh pipal me jal sham ko dip jlaye
nameste aunty very good information thanks
Jay Mataji betaki Lagna Patrika Panchakme Kuldevi ko rakh sakte hei
agr aisa pehle se hua ho to aisa kar skte h
Ap bahut acjche se samjati ho. Kya ap se ham bat karsakte he
New car purchase kar sakte hain? Panchak me
ji haa
Panchak main koi vart suru kar sakte hai pls bataye
ji ha
@@AsanZindagi thank you
Bahut achi jankari di h apne mata ji sbhi ko pta hona jruri h.
New book khareed sakte hai pachak me please reply
White wash kerva sakte hai kya
Dhanyavad didi
Thanks mata je
Kya panchk main shadi kr skte hai pliz btaye mam