Bhai, TP (throttle position) sensor, throttlebody ka part hota hae aur throttlebody pe he laga hota hae...yeh throttlebody mein mojood flapper ki position computer ko bata hae... MAF (mass air flow) sensor, hawa ki jo engine ko ja rahi hae, uski miqdar maloom karta hae...maf sensor hamesha throttlebody se pehley air filter ki taraf laga hota hae...honda ki kuch gariyon mein maf sensor air filter k box (jisko air cleaner box kehtey hein) pe laga hota hae aur kuch gariyon mein air filter box se jo black duct/pipe throttlebody ki taraf ja rahi hoti hae, uss pe laga hita hae... merey khayal mein Civic 2004 mein maf sensor nahein aata bal k, iss mein MAP sensor aata hae jo throttlebody k baad engine ki taraf intake manifold pe laga ho ga....map sensor ya to throttlebody k ooper laga hota hae ya phir throttlebody k baad engine ki taraf intake manifold pe laga hota hae
Nice video
🎉
Wring diagram k bareme Ek video banaye
Good Sir
❤❤❤
Aslam o Alekum piary bhya
Walaikum-Assalam!
Salam sir honda civic model 2004 may maf sensor kaha pur laga hy
Sir tp sensor and maf sensor same hy ager nahi tu honda civic model 2004 may ye kaha mount hy(maf)
I didn't understand your question
Bhai, TP (throttle position) sensor, throttlebody ka part hota hae aur throttlebody pe he laga hota hae...yeh throttlebody mein mojood flapper ki position computer ko bata hae...
MAF (mass air flow) sensor, hawa ki jo engine ko ja rahi hae, uski miqdar maloom karta hae...maf sensor hamesha throttlebody se pehley air filter ki taraf laga hota hae...honda ki kuch gariyon mein maf sensor air filter k box (jisko air cleaner box kehtey hein) pe laga hota hae aur kuch gariyon mein air filter box se jo black duct/pipe throttlebody ki taraf ja rahi hoti hae, uss pe laga hita hae...
merey khayal mein Civic 2004 mein maf sensor nahein aata bal k, iss mein MAP sensor aata hae jo throttlebody k baad engine ki taraf intake manifold pe laga ho ga....map sensor ya to throttlebody k ooper laga hota hae ya phir throttlebody k baad engine ki taraf intake manifold pe laga hota hae
Bhai aap ki shop kha par he
Mere eeco me mileage kam baha raha hai