भाई, आपका वीडियो देख कर बहुत अच्छा लगा । काफी कुछ सीखने को मिला । बहुत ही आसान तरीके से समझाया । भाई चार्जर में 2 जेनर डायोड किसलिए लगाते हैं । एक डायोड तो वोल्टेज फिक्स कर देता है, दूसरे डायोड क्या काम करता है ।
Zenar diode voltage bale hote hai ye output voltage ko constraint rakh te hai enki jagah dusre diode nahi laga sakte hai enko hi lagana padega. Thank you
Bhai ek problem h mere paas 5v amplifier module h main isme 4ohm 5w ka ek speaker lagaya hu ground connection se or 5v power ke liye mobile ka charger liya hoon 5v 0.5 mah ka isme dikkat ye h kisi jab volume badhate h toh awaz ruk ruk kar aati h kam vol pe sahi aati h Or 2 baar toh charger hi feush ho gya kya kre
Aap uske output dc voltage milte hai us wire ko check kijiye ki bo khi se break to nahi hai ya charger ke andar se wire to nhi tota hai.ok brother thank you
राजकुमार मेरे चार्जर में करंट कम आता हे,मतलब पहले एक एम्पीयर करंट शो करता था पर अब ,450 मिलीएम्पीयर करंट ही शो करता है।कया समस्या है।मैं शौकिया तौर से ही दिलचस्पी रखता हूं और थोड़ा बहुत कर लेता हूं ।कृपया समाधान बताते।
Sr 240 diode 2amp or 40 voltage ka hota hai jo charger ki out put side laga hota hai agar dono taraf reading aa rahi hai to diode karav hai aap kisi old charger ki pcb se nikal kar laga sakte hai or is diode ko schottky diode kahate.mere charger repairing video me diode ke bare me bistar se bataya hai aap us video ko dekh sakte ho.me aap ke liye ak diode components par ak video bna duga.ok brother thank you
Sir aapne jawab diya achha lagaa thank you sir. Lekin jis position me tr thaa waisa hi lagaaneki koshish kai baar li lekin kuch nahi Hua lekin aisehi ultaa kare lagaye to chlu Hua. Ab wo 4.12 V ki jaghe 14 .33 bataa rahaa hai kya kare please bataaye... 🙏
agar aapka charger aptocoplar wala hai to uski feedback circuit ko check kar lijiye aur agar jina diode wala hai to uski zenar diode ko check kar lijiye agar kharab ho to use change kar dijiye iski video mere channel per Hain feedback circuit ki aur zener diode ki aap unhen dekh sakte hain.ok brother thank you
Aap ne transistor ko cricuit me ulta laga diya ho ga ya aap ne transistor ka proper number nahi liya hoga es liye transistor fat jata hai. Ok brother thank you
Brother charger repair karna bahut asan hai mere channel par charger repair karne ki video hai aap unko dekh sakte ho sabhi charjaro me ak sa hi tarika rahta hai.or brother channel par orbhi video anebali hai charger repairing ki usme me aap ko a to z jankari milegi.ok brother thank you
अप्रतिम...
रिपेरिंग...
اللہ تعالیٰ آپ کے شوق و ذوق میں مزید وسعتیں پیدا کرے
Thank you
भाई, आपका वीडियो देख कर बहुत अच्छा लगा । काफी कुछ सीखने को मिला । बहुत ही आसान तरीके से समझाया । भाई चार्जर में 2 जेनर डायोड किसलिए लगाते हैं । एक डायोड तो वोल्टेज फिक्स कर देता है, दूसरे डायोड क्या काम करता है ।
Brother dusra diode switching diode hota hai jo capacitor ko charg karta hai jisse transistor switching karta hai. Thank you brother
Very very sweet sir
Thank you so Mach
Very good explin.
Aapa ne ye bat Jo kahi ek din do din ten din nahi hoga lekin ek din jarur hoga bahut achchi bat kahi❤❤❤
آپ بہت اچھے ہیں
جگ جگ جئیں
Good job with all the best information
Very good information. I have iPhone charger secondry of transformer show zero voltage.
Excellent knowledge sharing
Very good
جوجو چارجر میں کیپیسٹر ڈائوڈ ٹرانسسٹر استعمال ھوتے ھی اس کا ایک چارٹ بناکر سمجھا دیں تاکہ ھم نئے سیکھنے والوں کو سجھ آ جائے، شکریہ👍🤲🙏
Super 🗣️
Thanks
Very good method
Bhai video bahut acchi hai
Bade bhai 2npn transistor is charger main switching kase karte hain is pr be ek video banao please
Brother video tyar hai kuchh time me aap ko mil jayegi. Thank you
sir tv ka jo modul hota hai uske 5 volt se kya hm mobil ko charj kr skte hai
Zinar diod agar naho to in ki jaga pi simple diode laga sakty hain ya nahi
Zenar diode voltage bale hote hai ye output voltage ko constraint rakh te hai enki jagah dusre diode nahi laga sakte hai enko hi lagana padega. Thank you
@@skmobileandelectronic1922 ok sir tnx v much
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Niceeeeeeeeeeeeeeeeéeeeeée
Lijiye kar diye subscribe
Sir ji symphony cooler diet model ka power pcb aur key pcb ka repair bataye current flow diagram ke saath
Sir ji jaldi hi ak video bna dunga. Thank you
Diode m dono traf reading aa rhi h ky mtlv h iska
Diode likege ho gya hai es ko badal deejiye
@@skmobileandelectronic1922 pkka dono trf reading aane pr kharb ho jata hai
@@skmobileandelectronic1922 konse no ka diode h kese pta chalega
Same no vala hi change krna pdega na
Kis device me laga hai agar
aap bataiye charger ka pura digram kaha par kitna volteg aana chaiye
Kya charger ka transformer nikal kar doosra thoda bada laga sakte hain please reply
Ha dal sakte hai lekin 1 ampere charger me 1 ampere charger ka transfermer or 2ampere charger me 2 ampere charger ka transfermer। Ok brother thank you
सरजी वीडियो कैमरा पैनासोनिक चार्जर कोरिपर करना सिखाएगा धन्यवाद
Keya keya lageyga keysey bananey Mey charger sikhoy
Nice video
Thank you
Charger keysey bonbon keyakeya components lagti
Bhai ek problem h mere paas 5v amplifier module h main isme 4ohm 5w ka ek speaker lagaya hu ground connection se or 5v power ke liye mobile ka charger liya hoon 5v 0.5 mah ka isme dikkat ye h kisi jab volume badhate h toh awaz ruk ruk kar aati h kam vol pe sahi aati h Or 2 baar toh charger hi feush ho gya kya kre
@@krishankantrajpoot5554 es me 2 ampere ka charger lagalo sahi chalega kyo ki kam amp par lode nahi le pa raha hai
@@skmobileandelectronic1922 bhai amplifire module IC or speaker m koi dikkat toh nhi hogi or charger feush toh nhi hoga
Led tv repering sikhao
Ok brother aap ko led tv par bhi video milegi. Thank you
AC tach hoker bandh ho gaya he keise repair kare
एलईडी चल रही है पर आउटगोइंग पर वोल्टेज नहीं दिख रहा है क्या खराबी है बताइए
Aap uske output dc voltage milte hai us wire ko check kijiye ki bo khi se break to nahi hai ya charger ke andar se wire to nhi tota hai.ok brother thank you
Output ke capacitor badal do voltage aa rha hai mgr ampere ni bn rha hai. Diode v badal dena
सुचिंग डायोड कितने वोल्ट का होता है
Switching diode 1n4148 75v or 150ma ka hota hai
राजकुमार मेरे चार्जर में करंट कम आता हे,मतलब पहले एक एम्पीयर करंट शो करता था पर अब ,450 मिलीएम्पीयर करंट ही शो करता है।कया समस्या है।मैं शौकिया तौर से ही दिलचस्पी रखता हूं और थोड़ा बहुत कर लेता हूं ।कृपया समाधान बताते।
Nice 👍 two transistor no do
नमस्कार ।
सर मेरा मोबाईल चार्जर मे प्राईमरी मे SR 240 डायोड खराब है । इस वैल्यु का डायोड मिलता नही ।
दोनो ओर रिडिंग दिखाता । क्या करना चाहिए ?
Sr 240 diode 2amp or 40 voltage ka hota hai jo charger ki out put side laga hota hai agar dono taraf reading aa rahi hai to diode karav hai aap kisi old charger ki pcb se nikal kar laga sakte hai or is diode ko schottky diode kahate.mere charger repairing video me diode ke bare me bistar se bataya hai aap us video ko dekh sakte ho.me aap ke liye ak diode components par ak video bna duga.ok brother thank you
@@skmobileandelectronic1922 धन्यवाद सर
Sir Aapne kahaa tr ko jaisa thaa aisehi lagana lekin aapane use ultaa key lagaye samaza me nahi aaya please bataiye 🙏 aapkaa fon no .please batayen.
Brother olta nahi lagaya hai ulta lagega hi nahi kyo pin out alag hoti hai ak taraf 4 leg hoti hai or ak taraf 2 leg hoti hai. Thank you
Sir aapne jawab diya achha lagaa thank you sir. Lekin jis position me tr thaa waisa hi lagaaneki koshish kai baar li lekin kuch nahi Hua lekin aisehi ultaa kare lagaye to chlu Hua. Ab wo 4.12 V ki jaghe 14 .33 bataa rahaa hai kya kare please bataaye... 🙏
agar aapka charger aptocoplar wala hai to uski feedback circuit ko check kar lijiye aur agar jina diode wala hai to uski zenar diode ko check kar lijiye agar kharab ho to use change kar dijiye iski video mere channel per Hain feedback circuit ki aur zener diode ki aap unhen dekh sakte hain.ok brother thank you
13001 or c945 dono hi change ker diya hon fir v 1.26 v bata raha hai
Es ka sm transformer check kijiye or es ka zenar diode check kijiye agar kharab ho to change kardijiye.thank you
5volt 120mA ka charger hea .😂
टाजिस्टर फट रही है तो क्या आप बताओ गे क्यूँ फट रही है
Aap ne transistor ko cricuit me ulta laga diya ho ga ya aap ne transistor ka proper number nahi liya hoga es liye transistor fat jata hai. Ok brother thank you
Pon no
Jtm charj kaise reeper kare
Brother charger repair karna bahut asan hai mere channel par charger repair karne ki video hai aap unko dekh sakte ho sabhi charjaro me ak sa hi tarika rahta hai.or brother channel par orbhi video anebali hai charger repairing ki usme me aap ko a to z jankari milegi.ok brother thank you
Apna number de do
Mujh se sampark ki suvidha me jaldi uplod karuga. Mujh se judne ke liye thanks brother
Nice video