Great composition. Sad there's too much disturbance. The locals in the room fail to realize that this is a high value production event with an international audience. They're literally watching & hearing these legends on a global stage. The organizers, that are doing a great job, should remind them of this fact before starting the program. Who knows how many years we have left with such artists.
Koi sahab keh rahe hain tari sahab ne insaf nahi kiya..me kehta hun unhe music ka pata hi nahi..jo tari sahab ne yaha kiya hain us se ghazal me char chand lage..ustad tari sahab ka rhythm sab se best hai...woh apni khoobsurti dikha rahe hain aur ap singer ko daikhe woh kaise tari sahab ke sath mast hain..sirf unhe samjh arahaa hain tari sahab kya variations dikharahe hain..wah dil khush hogaya
Please don't mind Ustaad jee..words are not so much clear..because of loud music..please forgive me for the comment..please do needful if can..otherwise you are a great Artist
I am sure that something went wrong thats why ghazal has not been completed. There was unwanted disturbance throughout.I think listeners are not true music lovers that's why they make lot of noise.
معذرت کے ساتھ عرض کر رہا ھوں استاد تاری خان ایک لیجنڈ طبلہ پلیر ھیں لیکن محمد علی کے ساتھ ہرفارم. کرتے ھوے وہ انصاف نہیں کر رھے وہ الگ سے اپنی گروانڈ میں کھیل رھے ھیں شاید بڑا فنکار ھونے کا زعم ھے
Mera kehna yeh hai k tari sahib masha Allah bohot achay tabla nawaz hain lakin is ghazal main tari sahib ne chotay pan ka muzahira kiya hai,Tabla nawaz woh hota hai jo singer ko gawaey,Na k ghazal ka maza kharab karay,Tari sahib mujhay aapse yeh ummeed na thi,Please apnay aap main change laiye very thanks.Yahan Mehdi Hassan sahib hotay to aapki jurrat na hoti,Aapko Allah Pak ne izzat di hai to apne aap main bra pan laiye very thanks.
Wah kya bat hai kya kehne.jetty rahy ap❤ khan sahab
Great composition. Sad there's too much disturbance. The locals in the room fail to realize that this is a high value production event with an international audience. They're literally watching & hearing these legends on a global stage. The organizers, that are doing a great job, should remind them of this fact before starting the program. Who knows how many years we have left with such artists.
Mashalaa Janb Ali bhai Boht khoob Humesha ki tarhan & Ustad Tari Khansahib Ap to Hain e Lajawab Love you Ustad G ♥️
Koi sahab keh rahe hain tari sahab ne insaf nahi kiya..me kehta hun unhe music ka pata hi nahi..jo tari sahab ne yaha kiya hain us se ghazal me char chand lage..ustad tari sahab ka rhythm sab se best hai...woh apni khoobsurti dikha rahe hain aur ap singer ko daikhe woh kaise tari sahab ke sath mast hain..sirf unhe samjh arahaa hain tari sahab kya variations dikharahe hain..wah dil khush hogaya
Kya kehny ustad tari khan saab aur bohat achy ustad muhammad ali saab
What a soulful ghazal. Great singer Ustad Muhammad sahib.Jitni tareef ki jaye kam hai. Thanx for loading such a beautiful ghazal
Kya kehne, kamaal ki composition.. What a performance great maestros.. Thanks for uploading.
Ghazal to Tari Khan sb ke Bina adhuri hai
Mere murshad g❤❤❤
love you sir
Ustad ji...❤️🌹🙇
Tari sahib ke bina to ghazal adhoori hai
Please don't mind Ustaad jee..words are not so much clear..because of loud music..please forgive me for the comment..please do needful if can..otherwise you are a great Artist
Haye ustad g love you
Kya kehny
One request to admin, kindly upload full version of this beautiful ghazal.
But kindly load full ghazal, abhi to rythm hi bana tha ki ghazal khatam ho gaye
😍🥰🥰🥰🥰🥰👌🏻👌🏻👌🏻🙏🏻🙏🏻🤗🤗🤗wahhhhhhhhhhhhhhhh🥰🥰🥰🥰🥰🥰
🙏🏻🙏🏻🙏🏻❤❤❤