Postal life insurance endowment assurance (Santosh) plan surrender value ruclips.net/video/oonXrGSlKJc/видео.html For more useful informative videos related to Post office & Government Savings Schemes do check the Post Office and Government Savings Schemes Playlist on the channel.. Thank you
Depend karega Bonus rate kitna rahega .. Baki example jo video me Diya hai Maturity Benefit calculation ka use follow kare apko answer mil jayega... Ya apna policy bond read kare aap
Sir main 10 lac ka sum assured hai 20 year ke liye 3500 per month premium h .but main isse surrender kr matual fund me lena chahta hu q ki usme return achha h aur pli me bahut kaam return h ...mujhe samajh nhi ae raha pli rahne de ya surrender kr matual fund start kr le ....isliye app hi kuch achha suggestion digiye sir ............. Q ki jitna premium hm pli me bhar rahe utna matual fund me bhar de to crorepati ban jayege but isme bahut kam return h
Sir me civil engineering se graduate hu aur muje agent ne bola k aap graduate ho to pli le sakte ho aur maine le liya hai 1 year ho gaya premium pe karte hue main koi government job nahi kar to to kya muje koi dikkat hogi aage jake clam karne me
Post office me savings account hai toh bilkul auto debit hoga.. Baki auto debit ka option available hai uske liye apko internet banking ke through khud se approve karna hota hai...
Policy bond me likha hua hai pahele se hi check kare kyoki apke paas policy hai...with 10 Lakhs sum assured isliye apko policy bond jaruri hai read karna
Sir mera mtlb ye hai ki mai apne pli ka paisa mutual fund me lga lunga to jyada return bn jayega kya mujhe pli surrender krke mutual fund krna chahiye Mera pli 20 lakh ka for 30 year tk ka h premium 5214 rs hai Kya krna chahiye sir ??mere paas term insurance to hai hi
Apne pahle Jo puchchha uska answer mene Kiya hai... Aap pahele ye dekhe apne ye plan kyo liya tha... Agar vo motive Fullful hota hua nahi dikh rha hai to surrender karne ke baad mutual fund agar aap chahate hi toh kar skte ho... mutual me tax free return nahi hota hai ye baat aap jante hi hai...
Sir Mera 20 Years ka PLI hai Premium hai ₹ 1185 . 2009 se Premium vhar raha hu aur 2029 main Maturity hai. Sum Assured 3L. So I request you, Bonus kitna tak mil sakta hai. Thank You
Hello sir, thabk you dor the information. Maine plan 2 mahine pehele lia tha and mai soch raha hu ke ise band karava du. Toh premium vapis milega? Agar milega to kitana milega and hum cancel kaise kar sakate hai?
Bhai humne 30 saal k liye monthly 2019rs k hisab se 5lakh sum assured ka plan liya h jo 50 saal me mature hoga to ye kitna bounce milega pls bataiye mujhe to nuksaan hi lag rha
Abi Jo bonus rate tha vo video me bataye gaya hai...aur kese calculate karna hai vo .bhi ..thoda Aram se video dekhe apko apne aap samjh aayega ki kese kitna... Aur policy number se inki website par login kare jisse har saal kitna bonus mil raha hai apko pata rahegaa
Mere hisab se toh revival period 5 years ka hota hai jo ki last unpaid premium ki due date se start hota hai...... Ab jahan tak meri jankari hai 1 time hi revival Kiya Jaa skta hai.... Lekin aisa koi hard-core rule written me nahi milta hai policy document me ....
Sir mene 14 year ke liye ye insurance karwaya jiski monthly emi 1803 h jiski suraat mene August 2023 se ki h muje kya fayda milega please aap bta doge kya i live in Rajasthan
Agar same plan hai toh video me plan ke benefits hi bataye gaye ...jo bonus rate hai vo bhi bataya gaya hai... Koi dusra plan hai to aap name bataye plan ka...
@Swarnadeep Das only information 👍😊 aur kuch nahi kunki whole life aur endowment bahut long term plan hote hai Haa yeah plan unn logo ke liye bahut aache hai Jo apne family ko kuch Dena chahte hai Main sabhi investment ki respect karta hu criticism ko bhi dekta hu aur phir apna view point rakata hu .
Jahan Tak mujhe gaayt hai nahi.... Kyoki jab aap eligibility criteria check karte hai inki website par toh usme job profile bhi clear likhe hue hai ki kon kon le skta hai... Toh us base par nahi..... Baki Self employed hai business run karte hai toh try kar ke dekh lo ek baar inko contact kar ke..
Jese Coal India under the government hai to kya hum usko company nahi bolenge?? Koi sarkari ya gair sarkari sangathan jo bazar me Vyapar kar raha hai usko aam bhasha me company hi kaha jayega... Jese Indian raily way ka IRCTC hai vo bhi sangathan matlab aam bol chal ki bhasha me use bhi company hi kaha Jaa skta hai.... Parbhu ji asha hai 🙏ab apko gussa na hi aynga ...aap smajhnege ki *one word has many uses* Thank you apne gussa Kiya is wajah se hum ye details likh paye.. Thank you for your comment 🙏
ID proof, Address proof, Passport size photo, Income proof, Cancel cheque/ passbook, If any health related issues already have then medicine examination as per insurance provider guidance
Isliye humesha sabko advice di jati hai police document 📄 check kro fir plan dekho ki need ke according hai ya nahi...tab plan lo ya toh nahi lo... Aur bhai ₹1,600-/ per month kon c property mil rahi hai real ground par?
Endowment plan 4% + hi milta hai isliye plan lene se pahle plan samajhna jaruri hota hai...aur plan se related documents read karna bhi... Aur Life Insurance Plan sirf Life insurance plans hi hote hai.... Investment plans nahi..
Postal life insurance endowment assurance (Santosh) plan surrender value
ruclips.net/video/oonXrGSlKJc/видео.html
For more useful informative videos related to Post office & Government Savings Schemes do check the Post Office and Government Savings Schemes Playlist on the channel..
Thank you
Very very good explanation ❤❤Thank you so much,
Very very informative,👌👌👌🤙🤙
Glad you liked it 😇
All credit goes to viewers queries 🗣️
Stay connected for more useful informative videos..
Thank you 🙏🏼
Good. A big clamp 👏 for you.
All credit goes to our viewers queries 🙏
Stay connected for more useful & informative videos
very nicely explain
All credit goes to viewers queries.
Glad to know that you find it worth watch..
Stay connected for more useful informative videos..
Thank you
nice information - ourpli
🙏
Nice video
Thank you 🙏
Sir isme premium k sath GST bhi lag rahi hai, to maturity k time hime wo paise wapaa milega jo humne GST pay kia hai?
GST return nahi milta maturity tax free mil Sakti hai
Hii sir..... Maturity date change krta yete ka..... mnje suruvatila 10 varshasathi ghetali asel tr ti ata change krun 15 varshasathi gheta yeta ka
Iske liye aap postal life insurance se contact kare..
Ho karta येते
Diploma engineer jo private company me.job karte hai wo bhi ye policy le sakte hai?
Inko contact kar ke aap try kar skte hai
.death case mai kitna amount nomine ko milega agar accidental case ho to kya hoga ya sirf natural death count hogi
Sum Assured + Bonus till the date of death
Tak jitna hoga vo nominee milega...
Death chahe kese bhi ho...
Bonus rate video me btaya gaya hai..
Mera sum assured 4 lack hai 10 years ka aur 3340 deduction hota hai to muje complete hone ke baad kitana amount milega
Depend karega Bonus rate kitna rahega ..
Baki example jo video me Diya hai Maturity Benefit calculation ka use follow kare apko answer mil jayega...
Ya apna policy bond read kare aap
Sir main 10 lac ka sum assured hai 20 year ke liye 3500 per month premium h .but main isse surrender kr matual fund me lena chahta hu q ki usme return achha h aur pli me bahut kaam return h ...mujhe samajh nhi ae raha pli rahne de ya surrender kr matual fund start kr le ....isliye app hi kuch achha suggestion digiye sir .............
Q ki jitna premium hm pli me bhar rahe utna matual fund me bhar de to crorepati ban jayege but isme bahut kam return h
Pli surrender value example
ruclips.net/video/oonXrGSlKJc/видео.html
Ye video dekhe aur detail jaane ..
Aur apna policy bond jarur check kare...
Sir me civil engineering se graduate hu aur muje agent ne bola k aap graduate ho to pli le sakte ho aur maine le liya hai 1 year ho gaya premium pe karte hue main koi government job nahi kar to to kya muje koi dikkat hogi aage jake clam karne me
Insurance agar apko company de diya hai fir koi dikkat nahi hai...
@@YouTheReal ha insurance to de diya hai aur Maine 1.5 year se primum pay Kar raha hu
Fir koi dikkat nahi hai..
Koi dikkat nhi hoga
Nice explanation......kitni baar ye plan le sakte h sir.....?? Pls reply
Ek baar Lena hi thik hai
Auto debit possible nhi h post office ja kr ya post info app Se instalment bhr skte h
Post office me savings account hai toh bilkul auto debit hoga..
Baki auto debit ka option available hai uske liye apko internet banking ke through khud se approve karna hota hai...
@@YouTheReal hnn saving account hai to possible h
Ji possible hai ..
Sir, Niva Bupa Reassured 2.0 plan ke bare main video banay.
Pleaaaaaaaaaaaase Sir
Hi
Sir agr mai time se phele apni sabhi instalment puri krdu to kya hoga
Aise plan me time se pahle hogi hi nahi
Ok thankyou sir
🙏
Sir koi policy lekar 2 saal ya jaldi mar gaya to kitna paisa nominee ko milega sum assured 10 lakh hai
Policy bond me likha hua hai pahele se hi check kare kyoki apke paas policy hai...with 10 Lakhs sum assured isliye apko policy bond jaruri hai read karna
Sir mere paas pli 20 lakh ka h aur 1 cr ka term insurance hai kya mai pli bnd kr du???
Term insurance अलग है और ये प्लान अलग है.... अगर आपको सिर्फ जीवन बीमा ही चाहिए (only life cover) तो ऐसे में term insurance ही बेस्ट है।
Sir mera mtlb ye hai ki mai apne pli ka paisa mutual fund me lga lunga to jyada return bn jayega kya mujhe pli surrender krke mutual fund krna chahiye
Mera pli 20 lakh ka for 30 year tk ka h premium 5214 rs hai
Kya krna chahiye sir ??mere paas term insurance to hai hi
Apne pahle Jo puchchha uska answer mene Kiya hai...
Aap pahele ye dekhe apne ye plan kyo liya tha...
Agar vo motive Fullful hota hua nahi dikh rha hai to surrender karne ke baad mutual fund agar aap chahate hi toh kar skte ho...
mutual me tax free return nahi hota hai ye baat aap jante hi hai...
Sir Mera 20 Years ka PLI hai Premium hai ₹ 1185 . 2009 se Premium vhar raha hu aur 2029 main Maturity hai. Sum Assured 3L. So I request you, Bonus kitna tak mil sakta hai. Thank You
Bonus rate toh video me bataya hua hai...aur kese calculate hoga kya tarika hai vo bhi bataya hua hai example me...
Aram se video dekhe samjhe
Hello sir, thabk you dor the information. Maine plan 2 mahine pehele lia tha and mai soch raha hu ke ise band karava du. Toh premium vapis milega? Agar milega to kitana milega and hum cancel kaise kar sakate hai?
Nahi..
Premium kewal starting ke 15 to 30 days hi mil skta tha...ab nahi.
Sir mene 30 sal k liye liya 4912 wala plan to muje 30 sal bad kitna milega
Ye to bonus rate jo company degi us per depend karega....abhi kitna hai uska example video me Diya Gaya hai...
How are you calculating monthly premium..????
Inki website par visit kare apko sabko kuchh milega....baki aap chahe to telegram channel se PDF le sakte hai pahle se hi available hai.
@@YouTheReal thanks, all work done by visiting nearby post office. PLI is best.
Bhai humne 30 saal k liye monthly 2019rs k hisab se 5lakh sum assured ka plan liya h jo 50 saal me mature hoga to ye kitna bounce milega pls bataiye mujhe to nuksaan hi lag rha
Abi Jo bonus rate tha vo video me bataye gaya hai...aur kese calculate karna hai vo .bhi ..thoda Aram se video dekhe apko apne aap samjh aayega ki kese kitna...
Aur policy number se inki website par login kare jisse har saal kitna bonus mil raha hai apko pata rahegaa
Life insurance bi hai kya death par
Endowment plan me death benefit include hote hai...
Apne video dekha nahi hai end tak
Sir, kya main ye santosh suvida le sakta hu, main private job karta hu
ruclips.net/video/GyuD-dK6A-A/видео.html
This video will help you...
Rivial kitni bar kar sakte h
Mere hisab se toh revival period 5 years ka hota hai jo ki last unpaid premium ki due date se start hota hai......
Ab jahan tak meri jankari hai 1 time hi revival Kiya Jaa skta hai....
Lekin aisa koi hard-core rule written me nahi milta hai policy document me ....
Farmer hou koi acha plan mara . Mara families ka liya. My age 44years.
Sir mene 14 year ke liye ye insurance karwaya jiski monthly emi 1803 h jiski suraat mene August 2023 se ki h muje kya fayda milega please aap bta doge kya i live in Rajasthan
Agar same plan hai toh video me plan ke benefits hi bataye gaye ...jo bonus rate hai vo bhi bataya gaya hai...
Koi dusra plan hai to aap name bataye plan ka...
Sir Endowment insurance (Santosh) ke sath Term insurance le sakte hy qya ?
Term plan alag se le skte hai....
Jb mene is plan ka PDF read Kiya toh usme rider ke bare nahi likha hua hai...
Sir ek pli whole life plan par bhi video baniega
@Swarnadeep Das only information 👍😊 aur kuch nahi kunki whole life aur endowment bahut long term plan hote hai
Haa yeah plan unn logo ke liye bahut aache hai Jo apne family ko kuch Dena chahte hai
Main sabhi investment ki respect karta hu criticism ko bhi dekta hu aur phir apna view point rakata hu .
ruclips.net/video/LQQmanp9z7o/видео.html
Video apke comment ke according hai
kya jo job me nahi wo ye plan le sakta hai?
Jahan Tak mujhe gaayt hai nahi....
Kyoki jab aap eligibility criteria check karte hai inki website par toh usme job profile bhi clear likhe hue hai ki kon kon le skta hai... Toh us base par nahi.....
Baki Self employed hai business run karte hai toh try kar ke dekh lo ek baar inko contact kar ke..
Maturity par TDS kat taa hai.
Maturity tax free batayi Jaa Rahi hai...
But agar Deduction hua bhi TDs to ITR file kar ke vo return ho jata hai...Jahan Tak jaankari hai..
Matlab GST wala paisa add hokar milega na?
GST return nahi milta vo toh tax hai jo apko insurance services par dena hai
Sir mein 3160 ploice liyi hai 20 saal k liya muj kitn mil gya
Bonus rate bataya hua hai video me aur kese calculate karte hai ye bhi bataya hua hai video end tak dekhe aur tarike ko follow kare apke liye hi hai..
Sir pli main 15 year ka policy lete hai uske baad agar policy darak ka death ho jata hai bich main to kya hoga please margdarsan
Death benefit mil jayega jesa ki video me bataya gaya hai
Sir,
Meri policy entry 30 yrs. EA/50, per month premium 2424.sum assured 6lakh. Toh mujhe kitna milega
आपके पॉलिसी बॉन्ड में सब लिखा हुआ है आप read करे
Aap kosa software use karte hai video banane ke liya
Whiteboard search kare aap google play store ya apple store par
From Canada bank auto debit for PLI santhosh plan is there? Is it only for one month premium.
Pli santosh ki jankari video me di gayi hai..
रेट ऑफ रिटर्न कितना मिलता हैं। कुल मिलाकर ?
Is tarah ke plan 4% to 5%....
Agar out performe kar jaye toh baat alag hai .... kyoki bonus rate change hota rahe skta hai..
@YouTheReal Fir bhi bonus add karke approx 6% ?
42 age ka plan batao 5yers or 10 yers ke liye
Aise kya batau??
Aap life insurance playlist check Karo apko life insurance policies videos mil jayegi...
Sir meri 38 year hai
Sum assured 20 lakh
policy tearm 15 saal
too permium kitna hoga ?
Inki website par apko Premium chart mil jayega aap inki website par visit kare
App bhi hai PLI ka
Sir meri pli 1740 ki hai 19 year k liye Kitna amount mile ga
सरजी मी संतोष पॉलिसी घेतली वयाच्या 50 व्या वर्षी 10 वर्षासाठी 4 लाखाची मला मॅच्युरिटी डेट ला पैसे किती मिळते
Mujhe chhama kare main samjh nai paa Raha hu...
Postal ko kiyu app company bolte ho ye india government ka scheme
Scheme nahi hai ye life insurance hai jeevan bima....
Baki Prabhu ji 🙏 jesa apko thik Lage..
@@YouTheReal Maloom hai humko bolne ka jarurat nahi apka galti hai ki apne pli rpli ko company bol rahe oh ok
Jese Coal India under the government hai to kya hum usko company nahi bolenge??
Koi sarkari ya gair sarkari sangathan jo bazar me Vyapar kar raha hai usko aam bhasha me company hi kaha jayega...
Jese Indian raily way ka IRCTC hai vo bhi sangathan matlab aam bol chal ki bhasha me use bhi company hi kaha Jaa skta hai....
Parbhu ji asha hai 🙏ab apko gussa na hi aynga ...aap smajhnege ki *one word has many uses*
Thank you apne gussa Kiya is wajah se hum ye details likh paye..
Thank you for your comment 🙏
@@YouTheReal main kiyu gussa karega apka upar app galat khayal na rahe mai apka galti ko pakda baas
@sankarsenapati7876
Prabhu ji Hume *company word kyo use Kiya vo apko bata diya*
Ab apko sahi lage ya galat apki marzi..
Thank you 🙏
Documents required
ID proof,
Address proof,
Passport size photo,
Income proof,
Cancel cheque/ passbook,
If any health related issues already have then medicine examination as per insurance provider guidance
Matlab pese _karne ka plan hai aap property lo na bhai
Isliye humesha sabko advice di jati hai police document 📄 check kro fir plan dekho ki need ke according hai ya nahi...tab plan lo ya toh nahi lo...
Aur bhai ₹1,600-/ per month kon c property mil rahi hai real ground par?
Isme to bhari nuksan h
Kya bkwas h yr. mera jo paisa submit hoga uska 5.2% hi hmko milega mere amount me add hokr.. bekar h
Endowment plan 4% + hi milta hai isliye plan lene se pahle plan samajhna jaruri hota hai...aur plan se related documents read karna bhi...
Aur Life Insurance Plan sirf Life insurance plans hi hote hai....
Investment plans nahi..
It is very rude plan...😮
Tell your opinion on detail so that upcoming viewer can understand