Woh Sarwar-e-Kishwar-e-Risalat (Qaseeda Maraj) Full Kalam 2018 By Owais Raza Qadri

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 20 апр 2018
  • HD New Naat 2018 By Owais Raza Qadri

Комментарии • 51

  • @ishteyaqueahmadshaikh5797
    @ishteyaqueahmadshaikh5797 3 года назад +6

    ماشاء اللہ بہت خوب حاجی صاحب قبلہ
    💔💔💔💔💔💔💔💔💔

    • @salimsobratty4162
      @salimsobratty4162 3 года назад +1

      Mashallah subhanallah alhamdulilah

    • @mma5067
      @mma5067 3 года назад

      ruclips.net/video/fcemh-C0esA/видео.html

  • @faizaneqadriya7865
    @faizaneqadriya7865 4 года назад +5

    Subha nallah subha nallah
    Wah wa wah wa kiya baat
    Hai kalame Aalahazrat ki

  • @husainquraishi1877
    @husainquraishi1877 3 года назад +5

    Quasidaye mearaj
    Bahut shandaar kalam

  • @lookwatch5018
    @lookwatch5018 3 года назад +3

    Kalaame Raza or awaaze ubaide Raza
    Wah wah SubhanAllah

  • @samirajpoot4053
    @samirajpoot4053 Год назад

    ROZANA RAAT KO SONE SE PEHLY YE PURI NAAT SUNTA HU IMAM AHMAD RAZA SAHAB KI.WARNA NIND HI NHI ATI.UPAR SE OWAIS BHAI NE ITNE KMMAL SE PARHI HA .ALLAK PAK BARKAT ATA KRE.❤

  • @farzanrazakhan699
    @farzanrazakhan699 3 года назад +1

    Maslake Aala hazrat zinda baad Maslake Aala hazrat zinda baad Maslake Aala hazrat zinda baad
    Mashrabe Mazhare Aala hazrat SARKAR ZINDA BAAD PAINDA BAAD

  • @farzanrazakhan699
    @farzanrazakhan699 3 года назад +2

    Maslake Aala hazrat zinda baad Maslake Aala hazrat zinda baad Maslake Aala hazrat zinda baad Maslake Aala hazrat zinda baad Maslake Aala hazrat zinda baad Maslake Aala hazrat zinda baad
    Mashrabe Mazhare Aala hazrat zinda baad Painda Baad

  • @shameemansari3610
    @shameemansari3610 3 года назад +1

    Masaallah bhut khobsurat andaz me Allah pak inke Umar me izafa Ata farmaye

  • @sahilferooz7400
    @sahilferooz7400 3 года назад +4

    Masha allah nyc my favorite😍😍😍😍

    • @hasanraza3282
      @hasanraza3282 3 года назад

      Jnab Allah ka A capital likha kro

  • @murshidahmedkhan1610
    @murshidahmedkhan1610 3 года назад +1

    25:40 Subhan-allha kia sher h....

  • @Sarfraz1997
    @Sarfraz1997 4 месяца назад

    Nice naat

  • @SabirAli-lb8sl
    @SabirAli-lb8sl Год назад

    Subanallah

  • @hasnainraza5725
    @hasnainraza5725 2 года назад

    کلام حضور حسان الہند رضی اللہ تعالی عنہ زندہ باد زندہ باد

  • @mohammedparveznoori2547
    @mohammedparveznoori2547 3 года назад +5

    Naat likhne ko Ahmed Raza chahiye
    Aur
    Naat padhne ko Ubaid Raza chahiye
    😘😘😘😘😘😘😘😘😘❤️❤️❤️❤️❤️❣️

  • @highrichonlineshoppy9997
    @highrichonlineshoppy9997 4 года назад +7

    ماشاء الله....

  • @studycircle5719
    @studycircle5719 3 года назад +1

    Sallallaho Alehi Wasallam

  • @fardeenshaikh8386
    @fardeenshaikh8386 Год назад

    Woh Sarware Kishware Risalat Jo Arsh Par Jalwah Gar Hoye Thay
    Qasida Meraaj
    Woh Sarware Kishware Risalat Jo Arsh Par Jalwah Gar Hoye Thay
    Naay Nirale Tarab Ke Saman Arab Ke Mehman Ke Liye Thay
    Bahare Shadiyan Mubarak Chaman Ko Abadiyan Mubarak
    Falak Falak Apni Apni Lay Mein Yay Ghur Anadil Ka Boltay Thay
    Wahan Falak par yahan Zameen Mein Rachi thi Shadi Machi Thi Dhoomein Udhar Se Anwar Hanstay Atay Idhar Se Nafhat Uth Rahe Thay
    Ye jod padhti thi Unke (Sallallaho alay he wasallam) Rukh ki ke Arsh tak chandni thi chanki
    Woh raat kya jag maga rahi thi jaga jaga nasb Ainay thay
    Naee Dulhan Ki Phaban mein Kaaba Nikhar Kay Sanwra Sanwar Kay Nikhra
    Hajar Ke Sadqay Kamar Ke Ek Til Mein Rang Lakhon Banao Kay Thay
    Nazar Main Dulha kay Pyare jalway haya say mehrab sar jhukaaye
    Siyah Parday ke moon pe anchal tajalliye zaat e bahat ke thay
    Khushi ke badal umad ke aaye diloun ke taoo sirang laaye
    Woh naghmae naat ka sama tha haram ko khud wajd arahay thay
    Yeh jhooma mizab e zar ka jhoomar ke araha kaan par dhalak kar Phuwar barsi to moti jhadkar hateem ki gode main bharay thay
    Dulhan ki khushboo se mast kapday naseem e gustakh anchaloun say Ghilafe mushkeen jo udh raha tha ghazaal naafay basa rahe thay
    Pahadiyoun ka woh husn e tazeen woh unchi choti woh naaz tamkeen Sabaaz sabzay pay lehrein aaein dupattay dhani chunay huay thay
    Naha ke nehro may woh chamakta libas aabay rawan ka pehna Ke mouj e jhadiyan ki dhaar lachka hababe taban ke thal takay thay
    Purana purdagh malgaja tha uthadiya farsh chandni ka
    Hujoom e taaray nigah se koso qadam qadam farsh baadlay thay
    Ghubbar Ban Kar Nisar Jaein Kahan Ab Us Rah Guzar Ko Paein Hamare Dil Hooryoun Ki Ankhein Farishtoun Ke Par Jahan Biche Thay
    Khuda Hi Day Sabar Jan Pur Gham, Dikhaoon Kyun Kar Tujhe Woh Alam
    Jab Unko (Sallallaho alay he wasallam) Jhurmut Mein Lay Ke Qudsi Jinan Ka Dulha Bana Rahe Thay
    Utar Kar Unke (Sallallaho alay he wasallam) Ruq Ka Sadqa
    yay Noor Ka Bat Raha Tha Bada Ke Chand Sooraj Machal Machal Kar Jabeen Ki Khairat Mangtay Thay
    Wohi To Ab Tak Jhalak Raha Hai Wohi to Joban Tapak Raha Hai Nahane Main Jo gira tha Pani Katoray Taron nay bhar Liye thay
    Bacha Jo talwoun ka Unke (Sallallaho alay he wasallam) Dhowan
    Bana Woh Jannat ka rang o roughan
    Jinhoun ne Dulha ki pai Utran woh phool Gulzar Noor Ke Thay
    Qabr yeh teh weel e mehr ki thi ke rut suhani ghadi phiray gi
    Wahan ki poshak zaib e tan ki yahan ka joda badha chukay thay
    Tajalli e Haq Ka Sehra Sar Par Salat o tasleem ki nichawar Do roya qudsi paray jama kar khaday salami kay wastay thay
    Jo Hum bhi wahan hote qak e gulshan lipat ke qadmoun say laitay utran Magar karain kya naseeb main to yai namuradi ke din likhay thay
    Abhi na aaye thay pusht zeen tak ke sar hui maghfirat ki shallat
    Sada shafaat ne di Mubarak gunah mastana jhoom tay thay
    Ajab na tha raqsh ka chamakna ghazaal dam khurdah sa bhadakna Shuaayn bukkay uda rahee theen tadaptay ankhon pe saayqay thay
    Hujoom ummed hai ghata o muradain day kar inhain hatao Adab ki bagain liye badhao malaika main yai ghalghalay thay
    Uthi jo gard rahay munawwar woh noor barsa ke rastay bhar Ghiray thay badal bharay thay jal thal umad kay jungal ubal chalay thay
    Sitam kiya kaisi mat kati thi qamar woh qak un kay rah guzar ki Uthana laya ke maltay maltay yai dagh sab dekhna mitay thay
    Buraq ke naqsh sum ke sadqay woh gul khilaye ke saray rastay Mehak tay bul bul lehak tay gulshan haray bharay leh leha rahay thay
    Namaz e Aqsa mein tha yahi sir ayan houn mani e awwal aaqir Kay dast basta hain peechay hazir jo saltanat agay kar gaay thay
    Yeh Unki (Sallallaho alay he wasallam) aamad ka dab daba tha nikhar har shay ka ho raha tha Nujoom o Aflaak jaam o meena ujaltay thay
    khangal tay thay Naqab ultay woh mehr anwar jalal ruqsar garmiyoun par Falak ko haibat se tap chadi thi tapaktay anjum ke aablay thay
    Yeh joshishe noor ka asar tha ke aabay gohar kamar kamar tha Safaay rah se phisal phisal kar sitaray qadmoun pe loat te thay
    Badha yai lehra kay behre wahdat kay dhul gaya nam-e-raig kasrat Falak kay tiloun ki kya haqeeqat yai Arsh o Kursi do bulbulay thay
    Woh zille rehmat wo rukh ke jalway ke taray chuptay na khulnay patay Sunehri zarbaft oodi atlas ye than sab dhoop chaoon ke thay
    Chala wo sarwe chamaan khuraamaan na ruk sala sidrah se bhi daamaan Palak jhapakti rahi woh kab kay sab een o aan say guzar chukay thay
    Jhalak si Ek qudsiyoun par Aai hawa bhi daman ki phir na paee Sawari Dulha ki door pohnchi barat main hosh hi gaye thay
    Thakay thay Rooh-ul-Ameen Kay Bazoo Chuta woh daman kahan woh pehloo Rikab chooti ummed tooti nigah e hasrat ke wal walay thay
    Rawish ki garmi ko jis nay socha damagh say ek babuka phoota Khirad ke jangal main phool chamka dahar dahar paidh jal rahe thay
    Jilo mein jo murgh e aqal uday thay ajab buray haloun girtay padhtay Woh sidrah hi par rahe thay thak kar chada tha dam taiwar aagaye thay
    Quwi thay murghan e weham ke par uday to udnay ko aur dham bhar Uthay seenay ki aisi thokar ke khoon e andesha thooktay thay
    Suna ye itnay main Arsh e Haq Nay Kaha Mubarak houn taj walay Wohi qadam khair say phir Aay jo pehlay taj e sharf Teray thay
    Yeh sun ke bay khud pukar utha nisar jaoon Kahan Hain Aqa (Sallallaho alay he wasallam) Phir Unke (Sallallaho alay he wasallam) qadmoun ka paoon bosa yeh meri ankhon ke din phiray thay
    Jhuka Tha mujray ko Arsh e Ala giray thay Sajday main bazm e Bala Yeh ankhain Qadmoun se mal raha tha woh gird e qurban ho rahay thay
    Ziyaein kuch Arsh par yeh Aain ke sary khandilain jhil milaeen Huzoor khursheed kya chamaktay chiragh moon apna dekhtay thay
    Yahi saman tha ke Paik e Rehmat qabar yeh laya ke Chaliye Hazrat ( sallallahu alai hi wa sallam) Tumhari (Sallallaho alay he wasallam) Khatir Kushadah hain jo Kaleem par band rastay thay
    Badh Aye Muhammad (Sallallaho alay he wasallam) qareeb ho Ahmed (Sallallaho alay he wasallam) Qareeb Aa Sarwar e Mumajjad (Sallallaho alay he wasallam) Nisar Jaoon yeh kya sada thi yeh kya saman tha yeh kya mazay thay
    Tabarak Allah Shan Teri Tujhi ko zaiba hai bey niyazi Kahin to woh josh e Lan Tarani kahin taqazay wisal kay thay
    Khirad say keh do ke sar jhukalay guma se guzray guzarnay walay Paday hain yan khud jihat ko lalay kisay bataay kidhar gaay thay
    Suragh een o mutaa kahan tha nishan kaif o ila kahan tha Na koi rahi na koi sathi, na sang e manzil na marhalay thay
    Udhar say peham taqazay aana, idhar tha mushkil qadam badhana Jalal o haibat ka samna tha, Jamal o Rehmat ubhaarte thay
    Badhay to laikin jhi jhaktay dartay haya se jhuktay adab se ruktay Jo khurb Unhi ki rawish pe rakhtay to lakhon manzil kay faslay thay
    Par un ka badhna to nam ko tha haqeeqatan fayll tha Udhar Ka Tanazzuloun main taraqi Afza dana tadalla kay silsilay thay
    Huwa yeh aqir ke ek bajra tamawwuje behr hu mein ubhra Dana ki godi main Unko (Sallallaho alay he wasallam) laykar fana ke langar uthadiye thay
    Kise mile ghat ka kinara kidhar se guzra kahan utara Bhara jo misl e nazar tarara woh apni ankhon se khud chupay thay
    Uthay jo khasr e dana ke parday koi khabar day to kya khabar day Wahan to jahi nahin doi ki na keh ke woh bhi na thay aray thay
    Woh bagh kuch aisa rang laya ke ghuncha o gul ka farq uthaya Girah mein kaliyoun ki bagh phoolay guloun ke tukmay lagay howay thay
    Muheet o markaz mein farq mushkil rahay na fasil khutoot e wasil Kamaanain Hairat mein sar jhukaay Ajeeb Chakkar mein dairay thay
    Hijab uthnay mein lakhon parday har ek parde mein lakhon jalway Ajab ghadi thi ke wasl o furqat janam ke bichday galay milay thay
    Zabanain sukhi dikha kay mojain tadap rahi theen ke pani paein Bhanwar ko ye zauf tishnagi tha ke halqay aankhon main padgaay thay
    Kaman e Imkan kay jhootay nukhto tum Awwal Aakhir kay phair main ho Muheet ki chaal say to pucho kidhar se Aaye kidhar gayay thay
    Udhar say theen nazr e sha namazain idhar say inam e Khusrawi main Salam o Rehmat kay har gundh kar Guloo ay Pur Noor main padhay thay
    Sanaay Sarkar ( sallallahu alai hi wa sallam) hai wazeefa qubool e Sarkar ( sallallahu alai hi wa sallam) hai Tamanna Na Shairi ki hawas na parwa rawi thi kya kaisay qafiyay thay.

  • @mdnasibahmad1384
    @mdnasibahmad1384 4 года назад +3

    Mashaallah

  • @farzanrazakhan699
    @farzanrazakhan699 3 года назад +2

    Hind ka Raja Mera khowaja Hind ka Raja Mera khowaja Hind ka Raja Mera khowaja Hind ka Raja Mera khowaja Hind ka Raja Mera khowaja

  • @sirajbukhari6140
    @sirajbukhari6140 2 года назад

    سبحان اللہ ماشاء اللہ بیشک

  • @sirajbukhari6140
    @sirajbukhari6140 3 года назад +1

    SUB HAAN ALLAH

  • @imranbhakal6814
    @imranbhakal6814 2 года назад

    Kha kalaam hai aala hazrat ka

  • @husainquraishi1877
    @husainquraishi1877 3 года назад +3

    سبحان الله عزوجل!
    ماشآءالله عزوجل!

    • @julianamir4323
      @julianamir4323 3 года назад +1

      A trick : watch movies on flixzone. Been using it for watching loads of movies these days.

    • @aidenmatthias5450
      @aidenmatthias5450 3 года назад

      @Julian Amir yea, been watching on flixzone} for years myself =)

  • @noorainshaikh5251
    @noorainshaikh5251 3 года назад

    Aala Hazrat zindabaad

  • @sayyedsabeelrazvi5389
    @sayyedsabeelrazvi5389 3 года назад +2

    masha allah

  • @BhaiBhai-iv3zq
    @BhaiBhai-iv3zq 3 года назад +2

    Unkimadah.hi.to.pyaari.hai

  • @khwzainab886
    @khwzainab886 3 года назад +3

    Nice kalam

  • @yaademadina
    @yaademadina 2 года назад +1

    SubhanAllah mashaallah

  • @aneesinggngbbhfgbgkhan12
    @aneesinggngbbhfgbgkhan12 2 года назад

    Maine kai baar Socha barelviyat se hat jao magar yeKalam mujhe hot ne hi nahin deta

    • @k4h22
      @k4h22 Год назад

      Bhai ye tasawwur bhi mat kijiyega Allah hmm sabko qyamat Tak sunniyat par kaym rakhe aameen

  • @mehmoodsultan5153
    @mehmoodsultan5153 2 года назад +1

    Subhanallah

  • @ImranElectricals
    @ImranElectricals 3 года назад +1

    ❤️❤️❤️❤️
    💚

  • @intzarhusainintzarhusain6740
    @intzarhusainintzarhusain6740 Год назад

    Subhanallah subhanallah ♥️♥️ t

  • @sheikhshahid3655
    @sheikhshahid3655 3 года назад

    سبحان الله

  • @saeedrazainamdar9411
    @saeedrazainamdar9411 Год назад

    ماشاء اللہ 💕

  • @faqiha.batol.5219
    @faqiha.batol.5219 26 дней назад

    😂

  • @misbahamin7905
    @misbahamin7905 2 года назад +1

    Mashaallah

  • @misbahamin7905
    @misbahamin7905 2 года назад

    Mashaallah