@@sanjayjadhav0311 Haridwar Bus Stand Ke Bahar se private buses milti hai Ticket on the spot milti hai koi advance booking ki jarurat nhi hai Last bus subah 8 baje tak milti hai
1. sonprayag se haridwar ko return ke liye bus timing? 2. haridwar se subah niklenge to sonprayag mai kitne baje pahunchta hai bus? 3. kedarnath complete hone ke baad badrinath ke liye kahan se bus lena asaan hoga?
@@Priyanka_Dash_ 1.Sonprayag to Haridwar bus available from 5 AM to 10 AM 2.Haridwar se Sonprayag apko minimum 8 hrs to 10 hrs 3.Badrinath ke liye direct bus available hai Sonprayag se subah 7 AM to 11 AM
HAR HAR MAHADEV🚩Love from Nepal 🇳🇵
Full Informative Video 👍 Har Har Mahadev 🙏
Har Har Mahadev 🙏🙏🙏🙏
Good Information 👍
Apne bahut achse clear Kiya 🙏
Haridwar to Sonprayag humRs 555 mai gye the
@@riyamourya8262
Ok Mere Toh 550 Lage the
informative video. Please provide details where do we have breakfast and lunch in the journey. Any famous food places.
@@Hyderabadwelfare Kedarnath ke darshan close band ho chuke hai
Aab May 2025 mein darshan open hoge
@@m2solotraveller Generally when you go to any place, please provide info on food places.
Nice information sir....
Haridwar may on the spot milegi kya.?
. kaha puchna hai bus ke liye..?
Last bus kitne baje milegi on the spot?
@@sanjayjadhav0311
Haridwar Bus Stand Ke Bahar se private buses milti hai
Ticket on the spot milti hai koi advance booking ki jarurat nhi hai
Last bus subah 8 baje tak milti hai
@@m2solotraveller thnxx🙏🏼
1. sonprayag se haridwar ko return ke liye bus timing?
2. haridwar se subah niklenge to sonprayag mai kitne baje pahunchta hai bus?
3. kedarnath complete hone ke baad badrinath ke liye kahan se bus lena asaan hoga?
@@Priyanka_Dash_
1.Sonprayag to Haridwar bus available from 5 AM to 10 AM
2.Haridwar se Sonprayag apko minimum 8 hrs to 10 hrs
3.Badrinath ke liye direct bus available hai Sonprayag se subah 7 AM to 11 AM
@@m2solotraveller Thank you❤
@@Priyanka_Dash_ Har Har Mahadev 🙏🏻
@@m2solotraveller apka vdo bahut helpful hua, thank u, hum baba ke pass jake agaye, JAY MAHAKAL
@@Priyanka_Dash_ 🙏🏻
Bhai tunganath ke lie bhi is bus se ja skte h ?
@@UtkarshSharma-c1r Tungnath je liye direct bus nhi hai
Aapko bus se kund jana padega waha se apko sharing taxi mil jayegi
@@m2solotraveller guptkashi wali bus kund jti h ?
Hnji Guptkashi & Sonprayag ki aur jane wali sabhi buses kund hoke jati hai
Bhai Muje Apka phone num chaiye Kedarnath Dham sa related information chaiye
Pls Insta par msg karo
Kitne baje tak haridwar se sitapur tak bus milega?
@@Priyanka_Dash_ 4 AM to 8 AM tak
Aap jitna jaldi bus pakdoge utna best rahega
Sir ji kya registration abhi bhi ho rahe hain please bataye JAI Baba Kedarnath ji OM Namah Shivay Har Har Mahadev 🚩🚩🚩🚩🚩🚩🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@Unik11122 Hnji Registration offline aur online dono tarah ho rhe hai