Parivarik Labh Online Kaise kare 2024 | पारिवारिक लाभ योजना का फॉर्म कैसे भरें | Online Apply Karen

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 ноя 2024

Комментарии •

  • @Jugnuu8090
    @Jugnuu8090 Месяц назад +1

    Mratak ke aadhar me address other state ka hai
    or death certificate me apne hi State ka address hai
    To kya age prof ke liye adhar card upload kar sakte hai.
    Or online form bharne ke baad block me jama hoga ya vikas bhavan samaj Kalyan vibhag me

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад

      mritak ka aadhar nhi upload krna hota hai, aur form ko samaj kalyan vibhag me jama krna hota hai

    • @Jugnuu8090
      @Jugnuu8090 Месяц назад

      Mritak ke adhar me address other state ka hai to koi dikkat to nahi hogi

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад

      @@Jugnuu8090 avedan karne wala to up ka hai na.. Main to avedan karta hai jo ki UP ka hona chahiye

  • @vijaystar1069
    @vijaystar1069 Месяц назад

    Sir yah form samaj Kalyan vibhag mein jama hoga ya FIR Vikas bhavan mein jama hoga. please update

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад +1

      vikas bhawan me jama krna hoga

    • @RamjeevanRajpoot-px5tp
      @RamjeevanRajpoot-px5tp Месяц назад

      Mera income certificate very fy nahi ho rAha tum kab o line karaye

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад

      paas ke kisi jan sewa kendra se jakar online kara le

  • @satyaprakashmaurya6549
    @satyaprakashmaurya6549 2 месяца назад +1

    Ka paisa kab tat ayegaa

  • @RamjeevanRajpoot-px5tp
    @RamjeevanRajpoot-px5tp Месяц назад

    Form online mai income certificate very fy nahi ho raha iske bare mai jankaride parivarik labh yojana keya side mai problam chal rahi

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад

      edistrict website se verify kijiye pehle aur income kitna bana hai agar 46000 ke upar hoga tab nhi hoga avedan

    • @RamjeevanRajpoot-px5tp
      @RamjeevanRajpoot-px5tp Месяц назад

      E dist side per very fy ho raha hai income 45080 ka bana

    • @RamjeevanRajpoot-px5tp
      @RamjeevanRajpoot-px5tp Месяц назад

      Abh side chak kar bataye sahi chal rahi hai je nahi

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад

      abhi to sahi work kr rha hai, fir se try kijiye dono number dhyan se bharkar verify kare ho jayega.......

    • @RamjeevanRajpoot-px5tp
      @RamjeevanRajpoot-px5tp Месяц назад

      Apna number de

  • @RamjeevanRajpoot-px5tp
    @RamjeevanRajpoot-px5tp Месяц назад

    Income certificate kiska lagega

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад

      wife ke naam se rahega income certificate

  • @satyaprakashmaurya6549
    @satyaprakashmaurya6549 2 месяца назад +1

    Fund under processing pfms 28/08/2024

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  2 месяца назад

      vikas bhawan ke adhikari dwara verify hote hi account me aa jata hai paisa

  • @satyaprakashmaurya6549
    @satyaprakashmaurya6549 Месяц назад

    Fund status -:under processing with agency 28/08/2024

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад

      proceed for payment last stage hota hai uske baad payment account me aa jata hai

    • @RamjeevanRajpoot-px5tp
      @RamjeevanRajpoot-px5tp Месяц назад

      Income certificate very fy nahi ho raha

    • @Jugnuu8090
      @Jugnuu8090 Месяц назад

      Bhai aapne form bharke kaha jama Kiya tha block me ya samaj Kalyan vibhag vikas bhavan me
      Ya form bharne ke baad block se koi kam karvana hota hai

    • @SidTechgyan1
      @SidTechgyan1  Месяц назад

      @@Jugnuu8090 aapka poora kaam samaj kalyan vibhag se hota hai