Sir me or mere partner court marriage krna chahte hai but bina koi ghr pe jankari diye hue isko humlog secret rkhna chahte he apne marriage ko ye hum apni safety ke liye kr re he toh kya ye possible hai ??????
Pure yotube pr aap k samjhane ka andaz aacha hai aadmi tk aap apni bth sidhi simple rakhte jis se ghabraye logo me himmat se jag uthti hai keep it up sir allah talah aap ko sada khush rakhe inshallah love u sir thanks
Kya koi document ya papar ghar jata if hm dusre city me rhte h n waha krte h to dono ki family bs cast ki wjh se ni man ri baki aur koi dikkat ni to m hm 30 plus age m h to?
Sir ham dono ke pariwar Wale bhot jhgra kar chuke hai apas me aur ab hmari shadi ke liye bhi mna kar rahe hai to kya ham unke khilaf Jake bhi court merrij kar skte hai kya aur isme koi gwaah to nhi chiye na kyunki ham dono ke pure khandan wale hmare khilaf hai aur koi sath nhi dega ab hamara to sir please apni live video me ye bta dena
Aise mein ap pareshan na hoiye apki kanooni roop se sahyta ki jaa sakti hai uchit jankari ke liye ap abhi hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi 8800444555
Sir jo witness lgege wo koi anjan insan ho skta h? Mtlb jisko le ja rhe witness ke taur par wo jan pehchan ka na ho to chlega Future me us witness ki ya uske sign ki jarurat to nhi pdegi sir? 😥😥😢😥😥
Sir, aap k according notice sirf special marriage act ya koi rituals nahi perform ho usme hi jata hai, but aapki legal team bol rae ki Arya smaj me sadi k baad bi marriage registration krne me notice jata hai gorakhpur city se,please clear this
Sir mai aur mera partner sadi karna chahte hai ghar walo ko dikkat hai... sir hum UP se hai hum... Ghaziabad, delhi, maharashtra kahi se v court marriage kar sakte hai?
Bilkul hojayega process , Apki booking with 10 to 15 mins mein complete hojaati hai aise mein ap kanooni roop se uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir mai jis ladaki se shadi karana chahata hu us ladaki ka shadi ho chuki hai aur o bhi mere se shadi karana chahati hai to iske liye kya karana hoga sir javab jarur dijiye gaa please
Sir hum dono government job me hai aur hum dono ki engagement bhi ho gayi he lekin sir marriage next year hogi to hum dono sath ke sath me rahne ke liye spouse ground pr hi transfer karva sakte he , to kya humari court marriage ke liye court me present hona padega aur dusari chiz kya isper witness ke sign ki bhi jarurat padegi
Hme Cort marriage krna h हमारे पास म आधार कार्ड 10 12 की मार्ग सीट ओर पेन कार्ड ह ense bi kaam ho jayaga ky सर जी प्लीज़ बताओ hme paresani aa rhi h bhut 😢😢😢😢😢
Hello sir agar mere fiancée out of country rhte hai. I am from maharashtra. Ham special marriage act ke under application kr rhe hai aur sab req documents bhi ready hai. Lekin registrar keh rhe hai ki mere partner ka yha hona application ke liye bhi jruri hai biometrics ke liye kya aisa kuch jruri hai bhi ya nhi. Kya aapk bta sakte hai🙏
Sir , I have already filled up the application form online under Special Marriage act .. and I am given a registration date .... Will I get the final marriage certificate on the registration date?
Sir documents agar change karwa le toh I mean original documents mai sab dob. 25oct2006 hai aur mai usko change karwa ke 2004 karwa lu but 10marksheet mai bhi 25oct2006 hai toh ho payega agar mai apna age change karwa lu sir please sir tell me because I have no more time
Ji bilkul hoskti hai , Ghaizabad se same day marriage process kiya jaa sakta hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein 8800444555
Sir mi delhi se hu mere gharwale aur larki ke ghar wale ready hi but mi bihar se hu wo maharsastra se hi mi delhi me job krta hu kya process hoga shaddi ka
Ladke ki age marriage ke liye 21+ hona zaroori hai tabhi marriage kar sakte hai , ap dono live-in relationship mein reh sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat kar skate hai
Namste sir plish Riply dijiye hamri dono ki life me samsya he sir meri age 1/8/2004 he sir or ladki ki 18/8/2006 he sir to kya hamari age cumpet ho gyi he kya sir plish Riply dijiye sir
Sir ham dono Ghar chhod diye hai aur abhi court marriage nahi kiye par wakil bol Raha hai ladki ko akele hajir hone ke liye hamko lagta hai ki wakil mila huwa hai ladki ke ghar walo se boliye sir ham log kya kare aap gajiyabad me sadi kara denge
Nyc sir ❤bahot ache se smjha rahe ho..love u sir
Thankyou
बहुत ही शानदार जानकारी❤❤❤❤❤
धन्यवाद
@LeadIndialaw wlcm sir
Hamen aapki yah video bahut acchi lagi
Thankyou Keep watching
बहुत अच्छा समझाया सर thank you
Most Welcome
You are a good person
Thankyou
Excellent
Thanks
Sir. Aap. Kaha. Se. Ho. Humhe. Court married. Krni. Hai. Or. Kitna. Kharcha. Aayega. Aap. Se. Kraani. Hsi. Plz. Sir. 🙏. Reply. Dedo. Sir
Bilkul process hojayega , ap hamare helpline number 8800444555 par call karein team apko guide karegi
😊@@LeadIndialaw
Aap bahut educated ho sir
Thank you So Much Sir ❤
Most welcome ❤
Thanks a lot sir for more information ❤
Most Welcome , Keep Watching
Sir me or mere partner court marriage krna chahte hai but bina koi ghr pe jankari diye hue isko humlog secret rkhna chahte he apne marriage ko ye hum apni safety ke liye kr re he toh kya ye possible hai ??????
Pure yotube pr aap k samjhane ka andaz aacha hai aadmi tk aap apni bth sidhi simple rakhte jis se ghabraye logo me himmat se jag uthti hai keep it up sir allah talah aap ko sada khush rakhe inshallah love u sir thanks
Welcome
Sir court marriage jila mein hota hai ki tahsil mein hota hai?
Please reply me 🙏🙏
Tehsil aur place of marriage par bhi depend karta hai uchit roop se jankari ke liye ap hamare helpline number par baat karein
Sir Documents Original/ physical chahiye Ya mobile me on-line Dikhane se ho jata hai...??
Original documents hona apke pass zaroori hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Very good sir ji
Thankyou
Bahot hi achhi jankari di sir aap ne❤
Thankyou ❤
बिहार राज्य के है तो क्या कोई भी राज्य मे कर सकते है
Marriage certificate Kota colecteri se bnaga ya fir high court se bnega certificate
Sir agr Delhi m kisi ka marriage certificate pta krna h toh kiske paas jake pta lgega??
Court marriage confidential hoti hai aise pta nahi lagayi jaa sakti
Kya koi document ya papar ghar jata if hm dusre city me rhte h n waha krte h to dono ki family bs cast ki wjh se ni man ri baki aur koi dikkat ni to m hm 30 plus age m h to?
Ji nahi aise mein ap uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir ham dono ke pariwar Wale bhot jhgra kar chuke hai apas me aur ab hmari shadi ke liye bhi mna kar rahe hai to kya ham unke khilaf Jake bhi court merrij kar skte hai kya aur isme koi gwaah to nhi chiye na kyunki ham dono ke pure khandan wale hmare khilaf hai aur koi sath nhi dega ab hamara to sir please apni live video me ye bta dena
Aise mein ap pareshan na hoiye apki kanooni roop se sahyta ki jaa sakti hai uchit jankari ke liye ap abhi hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi 8800444555
Kar le sadi bhai bat man meri ma-bap chhod apani jindagi dekh pehle
Gabha Bakil Kar Lega Usko Paise Dede na bhai Aisa hota hai
Bahot tension me hu sir
Plz must reply
Sir aap court marriage kaha karate h
Ghaziabad me ya delhi me
Pan india hamare service hai ap hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi 8800444555
Nice video sir ji
Thankyou
Sir age ladke ki age kam ho to kya kare
Agar dono 18+ hai toh live-in relationship mein reh sakte hai
Special marrige act krne me kitna din ka time lagta hai ser please reply
30 days
Sir jo witness lgege wo koi anjan insan ho skta h? Mtlb jisko le ja rhe witness ke taur par wo jan pehchan ka na ho to chlega
Future me us witness ki ya uske sign ki jarurat to nhi pdegi sir? 😥😥😢😥😥
Ji witness koi bhi hoskta hai , Ji nahi zaroort nahi padti , Uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Thanks 😊
Welcome 😊
Sir, aap k according notice sirf special marriage act ya koi rituals nahi perform ho usme hi jata hai, but aapki legal team bol rae ki Arya smaj me sadi k baad bi marriage registration krne me notice jata hai gorakhpur city se,please clear this
Notice nahi, intimation letter bhejte hai taki police protection mil sake. Yah bhi tab bheja jata hai jab jaruri ho.
Sure iss par zaroor video bnai jayegi
Sir, hum delhi mein rehte hai, kya hum ghaziabad se shadi kar sakte hai humare documents Delhi ke hai, jisse ki 1 din mein hee ho jaye
Sir mai aur mera partner sadi karna chahte hai ghar walo ko dikkat hai... sir hum UP se hai hum... Ghaziabad, delhi, maharashtra kahi se v court marriage kar sakte hai?
Bilkul kar sakte hai , uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat kar sakte hai
Sir mai jharkhand se hu mai aur meri life partner shadi krna chahte butt meri mami papa ready nhi hai help me sir plz❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Aise mein ap soch smjh kar legal roop se sahyta le sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Me bhi jharkhand se hu bhai same problem 😢
@mr.yadav.ji9674 Aap kis jila se hai bhai
@@SandeepSingh-z7d2f palamu jila se hai
@mr.yadav.ji9674 mai garhwa jila se
Sir agr bf ki family agree na hoto
Sir prayagraj me ho sakti hai kya?
Ji uchit roop se jankari ke liye ap hamare helpline number par baat karien team apko guide karegi
Sir aap log north east me bhi service dete he kya?
Ji lead india ki service pan india hai ap uchit roop se jankari hamare helpline number par baat karke le sakte hai
Sir mere ko booking karbana hai nd fees kitna lagega
Booking amount 1000/- hota hai Fees depend karti hai place of marriage par uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
❤❤ first comment 🙏🙏🙏
Well done
Sir, adhar card or pan card se ho jayega na? Booking karne me hi 3/4 hours se 2 din tak ka time lagta hai kya?
Bilkul hojayega process , Apki booking with 10 to 15 mins mein complete hojaati hai aise mein ap kanooni roop se uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir mujhe March me apki jarurt padegi kyunki mujhe court merig karni h
Ji bilkul ap hamare helpline number par 8800444555 baat karke sahyta le sakte hai
Sir mai jis ladaki se shadi karana chahata hu us ladaki ka shadi ho chuki hai aur o bhi mere se shadi karana chahati hai to iske liye kya karana hoga sir javab jarur dijiye gaa please
😂😂
Sir hum dono government job me hai aur hum dono ki engagement bhi ho gayi he lekin sir marriage next year hogi to hum dono sath ke sath me rahne ke liye spouse ground pr hi transfer karva sakte he , to kya humari court marriage ke liye court me present hona padega aur dusari chiz kya isper witness ke sign ki bhi jarurat padegi
Aise mein ap kanooni roop se puri jankari hamare helpline number par baat karke le sakte hai
Court marriage k liye family m s kisi ka signature jruri h kya ??
Ji nahi kisi family ke signature ki zaroort nahi hoti
Sir Mumbai se lekin charges kitna hoga inn sab ka.. inter religion marriage hai sir..
Ap fees aur process se judi sabhi jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Hme Cort marriage krna h हमारे पास म आधार कार्ड 10 12 की मार्ग सीट ओर पेन कार्ड ह ense bi kaam ho jayaga ky सर जी प्लीज़ बताओ hme paresani aa rhi h bhut 😢😢😢😢😢
Sar mein Muslim hun aur ladki Hindu hai to court marriage karte time kya kya karna hoga
Ap special marriage act ke according marriage kar sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Same condition 😢😭😭
10th certificate pe naam alag hai aur adhar card pe alag but central government ka gezzete h jo ki adhar card se match h, isse ho jayega?
Ap apne sabhi documents hamare helpline number par bhej kar verify karwa sakte hai team apko guide karegi 8800444555
Sir agar ladki shadi shudha ho tb hoskti kya or bachhe bhi hai tb kya karna hoga
Aise mein yeh dekha jayega ki unka divorce hua hai ya nhi , uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Special marriage act main shadi registered karvani hai sir.
Bilkul Uchit jankari ke liye hamare helpline number par call karke jankari le sakte hai
Hello sir agar mere fiancée out of country rhte hai. I am from maharashtra. Ham special marriage act ke under application kr rhe hai aur sab req documents bhi ready hai. Lekin registrar keh rhe hai ki mere partner ka yha hona application ke liye bhi jruri hai biometrics ke liye kya aisa kuch jruri hai bhi ya nhi. Kya aapk bta sakte hai🙏
Ji zaroori hai lekin aise kuch baataon ka dhayan rakhe , uchit jankari ek liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
sir cord marriage me kharcha kitna Aata h..?
Fees depend karti hai place of marriage par uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
@LeadIndialaw thank you sir🙏
Mai bihar se hu to kha se kr skta hu marriage or kitna rupya lgega
Same se marriage ap ghaziabad se kar sakte hai , uchit roop se jankari ke liye ap hamare helpline number par abhi baat karein team apko guide karengi
Thanks sir
Welcome
कोर्ट मैरिज करके कोर्ट में हाजिर होना जरूरी है क्या, हम दोनों किसी दूसरे स्टेट में रहे तो प्लीज रिप्लाई सर
आप उचित रूप से जानकारी के लिए हमारे हेल्पलाइन नंबर पर बात करें
Hm jaruri he aap mujhe contact kre me apki Sadi apke saher me hi kra dunga😊
Documents kya kya chahiye??
Mandatory Adhar card
Birth proof
Id proof
@@LeadIndialaw aadhar ke alawa ek or I'd chahiye kya
Ji atleast 3 documents Ho
Sir without school certificate hosakta hai sirf adhar card or PAN Card se
Ap apne documents hamare helpline number par bhej kar verify karwa sakte hai aur uchit roop se jankari le sakte hai
Sir ladka ladki dono obc category se ho to apply kr skte hai??
Ji kar Sakte hai , uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir , I have already filled up the application form online under Special Marriage act .. and I am given a registration date .... Will I get the final marriage certificate on the registration date?
yes to get accurate information you can call on our helpline number
Sir documents agar change karwa le toh I mean original documents mai sab dob. 25oct2006 hai aur mai usko change karwa ke 2004 karwa lu but 10marksheet mai bhi 25oct2006 hai toh ho payega agar mai apna age change karwa lu sir please sir tell me because I have no more time
Sabhi documents mein age complete hona matter karta hai uchti janakri ke liye hamare helpline number par call karein
Agar high school ki marksheet na ho to document me age bhi puri ho toh
Naa bhai aysa mtt kr data ke sath chedd chaad na kro court me pkde gye to ganda fass jaoge so wait for your right age
Agr ldke ki age 21 s km ho to ky marriage ni ho skti....
Ji nahi hoskti kuki marriage ke liye ladke ki 21+ hona zaroori hai
Sir Hame bhi shadi karni hai... 🕯🕯🕯
Bilkul marriage se sambhandit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir ager dono ki age 20-20 ho to court marriage ho sekti h
Ladke ki age 21+ hona zaroori hai tabhi ap marriage kar sakte hai
Special marrige act pr.proper Ek video banaiye ser please
Zaroor
Allahabad highcourt se kitna time lagta hai sir
High court se court marriage nahi hoti hai ap uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir girl & boy ka dono ka age-15 hai to kr skte hai
Ji Nahi kar sakte aise mein apke uppar kanooni roop se action liya jayega , Girl ki age 18+ Aur boy ki age 21+ hona zaroori hai marriage ke liye
Hindu marriage act me, kitne din lagte hai from start to end.. And uske kitne din Baad tak social marriage kr sakte hai?
1 or 2 days ke andar ap marriage kar sakte hai , Pure process ki jankari ap hamare helpline number par call karke le sakte hai
Sir meri 2005 h or hum is mahine hi kr rahe h shadi to kya progress kre plz.. sir byaiye
Or sir ghr pr kisi ko pata bhi na lage
Ap uchit roop se marriage process se judi sabhi jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir agar hum family ko bina bataye court marriage krte hai to police humare favour me hogi or sir aap court marriage krwate hai kya
Bilkul karwate hai , ap uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Aap jis advocate se marriage kare unse ek intimation letar zarur le lijiye gaa .
Han karvata hun aapko karna hai kya
Hello sir ek hi din mai registration aur shadi ho skti hai kya ..
Ji bilkul hoskti hai , Ghaizabad se same day marriage process kiya jaa sakta hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein 8800444555
Sir bhopal se karna h. Ky kare kuch samjhe nhi aa rah hn pls sir hepl me 😢
Ap pareshan mat hoiye uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karein
Pure process kitna kharch me ho jayega bataeye
Fees depend karti hai place of marriage par uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir ladke ki age 18 aur ladki ki age 18 ho tab nhi ho sakta kya 😢
Ji nahi ap log live-in relationship mein sath reh sakte hai isse sambhandit kanooni roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir hamari sister ka pati hamari sister ki narazgi me dusri sadi suda ladki se court me apni sadi ki bina bataye court marriage kar saktahe
Ji Nahi bina divorce ke dusri shadi valid nahi mani jayegi , kanooni roop se uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Islam ka kanun alag hoga
Sir agr birth certificate nhi hoto kyaaa krr skte h
Ap 10th marksheet bhi use karsakte hai , documents se sambhandit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir mi delhi se hu mere gharwale aur larki ke ghar wale ready hi but mi bihar se hu wo maharsastra se hi mi delhi me job krta hu kya process hoga shaddi ka
Ap delhi se hi process kar sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number pr baat karein 8800444555
Sir apply krne ke kitne days bad marriage ke liue jana padta hai court mein
Ap pure process se judi jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
2 gante me hi ho jati he sadi or usi din Jana prta he
18 years 4 months ho toh ladki court marriage kar sakti hai kya plz reply
Bilkul kar sakti hai , ap uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir alag cast ke lardka se sadhi kar sakte hai ki nahi
Ji bilkul kar skate hai uchit jankari ap hamare helpline number par baat karke le sakte hai
Sir agar ladki ke ghar wale cast ki problem ki wajah se shaadi na karaye to kya kre ?
Aise mein ap dono apni smjh se kanooni roop se sahayta le sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir thanks
Welcome
Sir Hindu or Muslim k court marrige ka kaisa process rahega plz bataiye sir ji
Special marriage act ke through inter religion marriage kar sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir hm Bihar se hai aap yahi se kr skte hai kya court marriage
Ji , Ap uchit roop se pure process ki jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Bro Bihar me kaha se ho?
Mujhe bhi Krna hai court marriage
Koi bhi document me janam tithi alag ho to kaya chalega ?
Sabhi documents mein age complete hona zaroori hai Ap apne documents hamare helpline number ke whatsaap par bhej kar verify karwa sakte hai
Sir agar ladka phele se hi saadi shuda he or fir be ladki se saadi karta he jo saadi shuda ni ho too kya hoga
Voh dusri shadi valid nahi manni jayegi
😂😂
Sir m 18 ki hu or jinse muje saddi krni h vo 20 ke ky ho skti h saddi?
Plz plz reply sir
Ladke ki age marriage ke liye 21+ hona zaroori hai tabhi marriage kar sakte hai , ap dono live-in relationship mein reh sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat kar skate hai
Sir talak hue bina bhe court marriage kar sakte ha please tell me
Bina talak ke ap court marriage nahi kar sakte hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Booking ke kitne time baad marriage ke bulate h lagbhag
Ap booking ke baad apne according date choose kar sakte hai uchit jankari ke liye hamare helplne number par baat karein
Aapka service patna bihar me available ho sakta hai?
Ji bilkul Available hai uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Maine helpline pe baat kari thi but waha se jankari Nhi mili
Bihar patna ke liye .. Deepak dwavid se sampark kare bhut ache hai@@Thevikash96
Sir court marriage ki fees kya hoti hi
Fees depend karti hai place of marriage par uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sar agar donon ka Aadhar Card Ho to ho sakta hai court marriage
Bilkul hoskati hai ap apne documents hamare helpline par bhej akr verify karwa sakte hai
Can a 27.12.2003 boy elegible for court mrg ?plz sir reply 🥺🙏
No , Age is 20 years 7 months you can eligible after 27 december
❤❤hello sir please reply notice jata hain ke nhi agar na bhejna ho
Intimation letter hota hai agar apko nhi bhejna ho toh apke uppar depend karta hai
Sir isse agr humare upr koi family society pressure aata h toh hum letter dikha ke bch skte h ya nhi ?
Agar ladka 55 ka ho or ladki 35 ki ho to kya court marriage ho sakti ha
Bilkul hoskti hai age doesn't matter lekin marital status hona zaroori hai , uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Vah mard vah
Kya kya lagta hai sir
Documents se judi jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir boy ki age 19 h document me ho skti hkya baise to 22 h
Sabhi documents mein 21+ hona zaroori hai tabhi marriage kar sakte hai
Namste sir plish Riply dijiye hamri dono ki life me samsya he sir meri age 1/8/2004 he sir or ladki ki 18/8/2006 he sir to kya hamari age cumpet ho gyi he kya sir plish Riply dijiye sir
Bilkul ap uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par sampark karein
Sir mai shadishuda aurat se prem krta hu... Uska pati use devoice nhi de raha hai to hum kaise court marrige kare..
Aise mein voh one sided divorce le sakte hai , uchit jankari ke liye hamare helpline number par baat karein team apko guide karegi
Sir merii official date of birth 2/08/2004 he toh kya meri shaadi ho sakti he?
Sir ji agar ladki talakshuda ho to kya uaske sath court marriage kar sakte h 🤔🤔🤔🤔
Ji unke pass divorce decree hona zaroori hai uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein
Sir ham dono Ghar chhod diye hai aur abhi court marriage nahi kiye par wakil bol Raha hai ladki ko akele hajir hone ke liye hamko lagta hai ki wakil mila huwa hai ladki ke ghar walo se boliye sir ham log kya kare aap gajiyabad me sadi kara denge
Marriage mein dono ka hazir hona zaroori hai , Uchit roop se jankari ke liye hamare helpline number par baat karein 8800444555
Aap ahmedabad ya Pune Aajaiye ham 2 gante me kra denge apki Sadi😊
Approx charge?
Depend on place of marriage to get accurate information you can directly call on our helpline number
Sir, U.P se , inter religion marriage kerne me mai Chahta hu ki ladka ladki ke ghr me pta na chle shadi se pehle aesa ho skta h kya sir.
Ap special marriage act se judi jankari hamare helpline number par baat karke le sakte hai
Sir boy ki age 17 hai aur girl ki 22 to kya marage ho sakta hai please reply me sir
Ji Nahi kanooni roop se boy ki age marriage ke liye 21+ hona zaroori hai