सूक्ष्म ज्ञान और विज्ञान से परिपूर्ण शिक्षण देने वाले अपने गुरु देव को हृदय की गहराइयों से प्रणाम करता हूं। आपके प्रेरक व्यक्तित्व और वक्तव्य से सिंचित होकर हम सदैव आपके आभारी रहेंगे।
गुरुदेव.. जरुरी है के हम बडी दक्षता के साथ हम ग्रहोन्की स्थिती निश्चित करे | आपने स्पष्ट किया है लेकिन हमे ये अच्छी तरह समझने के लिए ये पाठ पुनः पुनः देखना चाहिये | धन्यवाद...
Guruji chahe you tube pr kitne bhi bade astrologer bane rhe ya roj ka rashifal dalte rahe lakin app jaisa jyotish koi ni pada sakta 😊 aj mai apki bajh se Path no. 75 tk pahuch gya hu dhanyawad Maharaj app mahan hai yaad rakhuga ki app hi bo insan ho zinhone muje jyotish sikhaayi🌹💐🙏❤🤗😊🚩 Gyan hai to Kalyan hai😊
Pranam guruji 🙏 Bahot achhe se vivadit prashno ko samjaya ye bahot jaruri tha ..me apake kahi video bar bar dekhti hu jo ti unaka gyan hona bahut jariri he taki falkathan achha ho sake👌👌 dhnyavad 👏 bahut
Namaskar, I am interested in jyothis and started learning from 2002. I am from Tamil family residing in Ahmedabad. My Guru is Sri Subhiah Veerapan and I am studying so many books also. Still I am not having satisfaction.I can say, fortunately I happened to see yr channel and continuously reading, watching. The way u r teaching is vy respectfull and not hiding any facts is the real boon to the socity. Some of my doubts are getting clarified by seeing yr jyothis lessons itself. My best wish for further development of the Channel and my prayer for good health for you and yr team. Regards, R Ramasubramanian.🌺🌺🙏🙏🙏🌺🌺
Pranam guruji sukla paksa ke chandra or ekela budh achha bhav mil ja tab keya subh graha manke chalna chaihe Agar makar lagna ho or chandra 7th bhav pe ho or chandra saptam dristi se logan ko dek raha hai to keya bibadit niyam ke anusar lagna bhav balban hoga?
Sir - pichle path mei jo 6 rules batayae usme - shubh graha ki drushti ka ullekh nahi hai, parantu is path mein aapnae guru ko mesh lagan ke liyae tatkaalik aur naisargik subh gruha maan kar uski drishti se - 3 rd evum 11 r ve bhav ko bhi bali bana diya 1) - Kya ise 7 ve rule ke roop mein maan lein - Naisargik avum Tatkalik subh gruha ki drushti se bhava bali hota hai 2) - Shukra bhi naisargik subha gruha hai - shukra ki 7th drushti 11r ve bhava par pad rahi hai - pichle/ drushti valae path mein aapne bataya ki naisargik subha gruha ki drushti sadev subha hoti hai kya 11 va bhava is liyae bhi bali hota aagar mesh lagna ke liyae keval 5 ve shukra se drushta hota Guruji - krupa samadhaan karen 🙏🙏
गुरु जी सादर प्रणाम 🙏 एक शङ्का आपके समक्ष रख रहा हूँ । जैसे तुला लग्न की कुंडली में 9 वे भाव में 3rd राशि होने से बुध त्रिकोणनाथ हो गए । और आपने पाठ 62 में तुला लग्न के लिए बुध को शुभ ग्रह बतलाया है और यहाँ पर आपने कहा कि इसको संशय से समझना है , यह कैसे समझे ? मार्गदर्शन करें । 🙏🙏
agar patrika ulti karke tula karte hai tab bhi guru lagna me hai to lagna bhav hamesha shub hota hai to usme naisargik shubh grah 3 ya 6 ka swami hone ke bavjut achha hona chahiye na?
Guruji pranam, Jo Aap ne panchdhamaitri ka chart banayatha usi chart ko dekh kar yaad karain ya har lagna ko bari bari se baitha kar naisargik aur tatkalik ko samanjyas kar ke panchdhamauitri ki chart banayen.
Guruji, pichle paatho mei aapne bataya tha ki yogkaari bhaav ke swami kabhi ashubh nahi honge, parantu aaj ke paath mei aapne yeh bhi samjhaya ki agar grah ki dusri raashi asubh bhaavo mei ho tou unko sanshya ki dhristi se dekhenge, thoda sa mushkil laga ye paath
Guruji agar for example 2nd house me shukra rahu yuti hai aur 4th house me guru shani yuthi hai toh 3rd house paap kartari me aaya ya shub aur 3rd house ke result kese rahenge?
Pranam Guruji. Jo bibadit rule nahin hai jaise " Bhavesh Bhaam Main stith Ho and Bhavesh Bhaav ko dekh raha ho". Agar Bhaveesh Dukha Stan/Asubh stan ka swami ho aur Bhaav ko Dekh raha ho, iss situation main kya bhaav balwan hoga?
Pranam Guruji. Makar Lagna kundali me Guru in 7th bhav. 3rd and 12th bhav ka Swami h. Lagnesh Shani and guru Sam bhav rakhte h. Guru kark rashi me Uchh ka ho gya h. Naisargik subh h. Nirvivad rule se OK h. To kya kh skte h ki 66% Achaa rahega. Agar Shi nhi smjha to btaye kya khna shi rhega.
means aap bol rahe he agar guru lagnesh ka mitra ho aur acche bhav ka swami ho yaa fir swayam lagnesh ho toh wo bhaav bhi majbut ho gaya guru ki stithi aur drishti se
Pranam guruji hamare man me thora sansai utpannya huya sansai ha 1. Kebal naisargik subh graha jo hai ohi graha tatkalik agar asubh ho jaye to bibadit tin ruls nehi lage ga ehi batana chahe the up? Or sansai no 2. Ke a naisargik asubh graha tatkalik subh hojanese bibadit ruls nehi lagega? Jai se mesh lagan ke sun 5 th loard trikon pati to subh hogeya tav bibadit ruls inpe lagu hoga. Uttar ke pratiksa pe hu up ko pher se anek naman or dhanyabad.
Vibadit Rule ko vivadit mane. shubh grah ka tatkalik ashubh hone par parinam utna bura nahi hoga lekin tatkalik aur naisargik dono rup se ashubh ho to vishesh ashubh phal kar sakta hai...........
Guruji is path mein humne Guru ko tatkalik roop se bhi Shubh Paya hai isliye jahan unki drishti padi guru se 5,7,9 bhav mein un bhavon ko bhi balvan mana to kya navam bhav evam dwadash bhav jahan guru ki rashiyan sthit hain vo bhav bhi to is patrika mein balvan hone chahiye kyunki ek niyam to ye bhi hai ki jahan shubh greh ki rashi sthit hi vo bhav balvan hoga
guru ji...Vaise to mangal naisargik Ashubh grah hai par vrishchak lagan ki kundli me agar mangal satve bhav me ho,aur shukra chauthe bhav me ho to lagnesh hone ke karan mangal ko shubh manenge ya fir ashubh...
@@TRUTHSOFASTRO Guru ji ek aur question mind hai... sorry mai apko bar bar sawal puchkar agar pareshan kar rahi hu to.... Hum graho ki tatkalik mitrata sirf lagan kundli se hi dekhenge...ya fir Chalit se bhi dekh sakte hain...
Tula rasi ki kundali mai guru 1st house mai hai to guru ki dada mai lagna ka fal ashubh hoga yesa kahenge,,,, ye aaap ka hi example hai sir,,, yehi video mai,,,,,, pl. Ans. Sir
@@TRUTHSOFASTRO Guruji abhi bhi thoda doubt horaha hai..... 12th house dukh place hai.... to Shubh rashi hone ka itna effect nahi aega and hum house ko weak he manege (Please correct if I misunderstood) . But 9th house to bhagya ka sathan hai....to woh balwan hona chaye as usme Guru ke rashi hai.... jo tatkalik sbhubh hai...
sir, is path main jo tula lagna ki chart banaya apne, usme guru asuv hai, lekin graho ki dristi path main apne bola tha ki naisargik shuv graho ki dristi shuv e hoti hai, to is tula lagna mai vi guru ki dristi shuv hogi, -- am I right ?
@@TRUTHSOFASTRO sir main bohot samay se books & youtube se astrology shikne ka prayas kar raha tha... Phir 3 din phele mujhe apka channel mila, sach bolu to bohot sare concepts the jo or logo k video se mujhe clear nehi huya tha, wo aise parate hai ki jaise sab kuchh ratta mar ke iyad karlo or jyotish jan jao... Lekin apka explanations ke bad ratna marne ka koi jorurat nehi hai... Mai apke falit jotish k 1 se leke kar 91 tak video kram se dekh chuka hu or main video suru se lekar akhri second tak dekh raha hu... Mujhe samajh ne mai koi dikkat nehi ho raha hai... Apse mera kebal ek anurodh hai ki age mai apke baki videos vi one by one dekhunga or tab agar mujhe koi doubt ay to mai usi video mai comment mai pu6unga to ap kripeya purbak meri prashna ka uttar dijiga. Main jotish ko gahrai se samjh na chata hu... So mujhe ap jese guru ki abashkta thi By the way ab mai vi apke regular viewer/students mai se hu, Mera no. Hai - 9051117325 I am from kolkata
Sir, aap ke diye gaye इस example chart ko agar Tula lagna ka chart maan lete hain toh venus (शुक्र) 11th house mein hone se kya 11th house Balwan ho jayega?? (Kyun ki शुक्र नैसर्गिक शुभ ग्रह है) please bataiye 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 Sir, if you just answer in "Yes" or "No" it will do. Thank you 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
not good,kindly visit our website www.truthsofastro.com. ADVANCED PREDICTIVE ASTROLOGY COURSE is going to start from 12th june 2021, please join and be the master in prediction and get the life time access of classes
यहां गुरु की दृष्टियों को संसय से देखेगें।और तुला लग्न के आजके पाठ में और रोज गुरु की दृष्टि में दोष कभी नहीं देखेंगें। सर आप अपनी इस दृष्टिकोण पर ध्यान दें
सूक्ष्म ज्ञान और विज्ञान से परिपूर्ण शिक्षण देने वाले अपने गुरु देव को हृदय की गहराइयों से प्रणाम करता हूं।
आपके प्रेरक व्यक्तित्व और वक्तव्य से सिंचित होकर हम सदैव आपके आभारी रहेंगे।
Ye lesson baki lessons se hard he par 3 baar padha to ab thoda samaj aa raha he
74 75 bahot achhe se samaj gaye
pranam
shat shat naman
prabhakar
गुरुदेव.. जरुरी है के हम बडी दक्षता के साथ हम ग्रहोन्की स्थिती निश्चित करे | आपने स्पष्ट किया है लेकिन हमे ये अच्छी तरह समझने के लिए ये पाठ पुनः पुनः देखना चाहिये | धन्यवाद...
Guruji bahut hi saral tarike se hame samjhaya.....dhanyavad
pranam
Sahi kaha apne.ek ek siddhant par gaur karna aur achha se samajhna jaruri hai.sahi disha nirdesh diye.pranam.
pranam
Guruji Namaskar, aap bahut achha explain karte hain, Thank you so much 💓
pranam
Pranam guruji 🙏🌹
,kindly visit our websitewww.truthsofastro.com/
Thx for spreading the Truths of astro rajiv kumar delhi
pranam
Guruji chahe you tube pr kitne bhi bade astrologer bane rhe ya roj ka rashifal dalte rahe lakin app jaisa jyotish koi ni pada sakta 😊 aj mai apki bajh se Path no. 75 tk pahuch gya hu dhanyawad Maharaj app mahan hai yaad rakhuga ki app hi bo insan ho zinhone muje jyotish sikhaayi🌹💐🙏❤🤗😊🚩 Gyan hai to Kalyan hai😊
thanks
धन्यवाद गुरु देव
welcome
Parnaam guru Dev ji
pranam ji
Pranam guruji 🙏
Bahot achhe se vivadit prashno ko samjaya ye bahot jaruri tha ..me apake kahi video bar bar dekhti hu jo ti unaka gyan hona bahut jariri he taki falkathan achha ho sake👌👌 dhnyavad 👏 bahut
Pranam
Sir, 9th house ka Malik subh graha hai.to fir uss house ko balwan kyu nehi bolenge?bcz 1st point apne bola hai k "bhav agar subh graha ki rashi ho to"
Namaskar,
I am interested in jyothis and started learning from 2002.
I am from Tamil family residing in Ahmedabad.
My Guru is Sri Subhiah Veerapan and I am studying so many books also. Still I am not having satisfaction.I can say, fortunately I happened to see yr channel and continuously reading, watching. The way u r teaching is vy respectfull and
not hiding any facts is the real boon to the socity. Some of my doubts are getting clarified by seeing yr jyothis lessons itself.
My best wish for further development of the Channel and my prayer for good health for you and yr team.
Regards,
R Ramasubramanian.🌺🌺🙏🙏🙏🌺🌺
pranam
Dhannyabad guruji 🙏
pranam kindly visit our website www.truthsofastro.com and subscribe and share
Guru ji pranam. agar 6 bhav aur 9 bhav me guru ki rashi ho aur guru 4 bhav me ho to guru shub hoga ya nhi
Guru Ji. Pranam
pranam
पंडितजी, क्या राहु-केतु की दृष्टि और युति देखी जाए कृपया बताए।
Pranam guruji sukla paksa ke chandra or ekela budh achha bhav mil ja tab keya subh graha manke chalna chaihe
Agar makar lagna ho or chandra 7th bhav pe ho or chandra saptam dristi se logan ko dek raha hai to keya bibadit niyam ke anusar lagna bhav balban hoga?
guru ji pranam....🙏🙏🙏🙏🙏
Gurugi sadar pirnam
pranam
प्रणाम पंडित जी 🙏🙏🙏
गुरु जी प्रणाम ...गुरु जी यदि गुरु या कोई भी शुभ ग्रह जो केन्द्राधिपति दोष में है तो क्या ऐसे ग्रहो की स्थिति या दृष्टि भाव को बलवान बनाएगी ??
Guru sbke video dekh liye lekin jo apke dvara smjh ata h vo kahin nhi kisi ke pas bhi nhi
thanks
Pranam sir. kya agr kisi bhaw me shukr, budh, ewam rahu isthit hai to budh subh Grah hoga. kripa kr k bataiye.
Nice explanation
thanks
श्री गणेशाय नमः। विजयादशमी की आप सभी को हार्दिक शुभकामनाएं। गुरू जी नमस्कार। राम राम जी।
pranam
re sir
vrush lagn ki kundli me guru ashtam me dhanu rashi me he
to kya vo ashubh fal dega?
Sir - pichle path mei jo 6 rules batayae usme - shubh graha ki drushti ka ullekh nahi hai, parantu is path mein aapnae guru ko mesh lagan ke liyae tatkaalik aur naisargik subh gruha maan kar uski drishti se - 3 rd evum 11 r ve bhav ko bhi bali bana diya
1) - Kya ise 7 ve rule ke roop mein maan lein - Naisargik avum Tatkalik subh gruha ki drushti se bhava bali hota hai
2) - Shukra bhi naisargik subha gruha hai - shukra ki 7th drushti 11r ve bhava par pad rahi hai - pichle/ drushti valae path mein aapne bataya ki naisargik subha gruha ki drushti sadev subha hoti hai
kya 11 va bhava is liyae bhi bali hota aagar mesh lagna ke liyae keval 5 ve shukra se drushta hota
Guruji - krupa samadhaan karen 🙏🙏
Dannyabad Guruji 🙏
pranam,kindly share and subscribe so that we can spread the real truth of astrology and visit our website www.truthsofastro.com
गुरु जी सादर प्रणाम 🙏
एक शङ्का आपके समक्ष रख रहा हूँ । जैसे तुला लग्न की कुंडली में 9 वे भाव में 3rd राशि होने से बुध त्रिकोणनाथ हो गए । और आपने पाठ 62 में तुला लग्न के लिए बुध को शुभ ग्रह बतलाया है और यहाँ पर आपने कहा कि इसको संशय से समझना है , यह कैसे समझे ? मार्गदर्शन करें । 🙏🙏
गुरु जी प्रणाम, क्या शुभ ग्रह को हर लग्न के लिए शुभ ग्रह बताते हैं क्या वह ग्रह शुभ अशुभ ग्रहों को ले सकते हैं?
Nice
Thanks
agar patrika ulti karke tula karte hai tab bhi guru lagna me hai to lagna bhav hamesha shub hota hai to usme naisargik shubh grah 3 ya 6 ka swami hone ke bavjut achha hona chahiye na?
Namaskar guruji🙏
pranam
Guruji pranam
pranam
Jai ho
pranam
Guruji pranam, Jo Aap ne panchdhamaitri ka chart banayatha usi chart ko dekh kar yaad karain ya har lagna ko bari bari se baitha kar naisargik aur tatkalik ko samanjyas kar ke panchdhamauitri ki chart banayen.
pranam
Guruji, pichle paatho mei aapne bataya tha ki yogkaari bhaav ke swami kabhi ashubh nahi honge, parantu aaj ke paath mei aapne yeh bhi samjhaya ki agar grah ki dusri raashi asubh bhaavo mei ho tou unko sanshya ki dhristi se dekhenge, thoda sa mushkil laga ye paath
jee
Guruji kumbhlagan me guru 8bhav me ho to kya uski darsti dhan bhav ko balwaan karegi
Jee jarur
pranam guruji, if. ashubh grah dharam- karmadhipathi rajyog banata ho uski Drishti shubh mani jayegi? thanks
Jee nahi
guruji tula lagan ki patrika me budh agar kendra trikone me ho to bhava balwan hoga
jee
पंडित जी गणित ज्योतिष बताईए ।
नमस्कार गुरु जी। क्या हम पंचधा मैत्री चार्ट से यहां शुभ ग्रह का निर्धारण कर सकते हैं।
क्या ऐसा किया जा सकता है।
Guruji agar for example 2nd house me shukra rahu yuti hai aur 4th house me guru shani yuthi hai toh 3rd house paap kartari me aaya ya shub aur 3rd house ke result kese rahenge?
nahi
Pranam Guruji. Jo bibadit rule nahin hai jaise " Bhavesh Bhaam Main stith Ho and Bhavesh Bhaav ko dekh raha ho". Agar Bhaveesh Dukha Stan/Asubh stan ka swami ho aur Bhaav ko Dekh raha ho, iss situation main kya bhaav balwan hoga?
apne bhav ko koi bhi dekeh balwan hoga
Sir grah ki sthiti lagan chart se dekhenge ya bhav chalit se
lagn chart se
Kendra me koi bhi. Grah ashubh nahi Hota fir kise vivacity hua please samjhaiye guruji
Namskar Harshad Ganatra Gujarat Ahmedabad
Pranam Guruji. Makar Lagna kundali me Guru in 7th bhav. 3rd and 12th bhav ka Swami h. Lagnesh Shani and guru Sam bhav rakhte h. Guru kark rashi me Uchh ka ho gya h. Naisargik subh h. Nirvivad rule se OK h. To kya kh skte h ki 66% Achaa rahega. Agar Shi nhi smjha to btaye kya khna shi rhega.
jee accha kahenge lakin mooltrikon ka prabhav hoga
Guruji, shubh grah ki rashi sthit ho, is niyam se kya 9th aur 12th house bhi balwan honge, kyuki yaha guru shubh grah hai.
jee,pranam,kindly visit and share our website www.truthsofastro.com
👍👍👍
pranam
2 bhav me meen rasi ka chandra aur 8bhav me guru sukra sani to kya 2 bhav balwaan hai kya?
nahi
गुरुदेव प्रणाम। क्या दूसरे भाव में सूर्य मारक होते हैं।
jee
🙏🙏🙏
pranam
Guru ji me apki video shuru se de raha hu lekin muje to abi b kuch yad nai hua sab ratna padega or es waja se smjh me aage nai aa raa ab
no need to learn
Sir aapke classes kaha hote hai .I am interested
Delhi ncr
Guru ne disha bal malase sir,,,
please arrange all your lessons serially so that pathaks can read them at their convenience. where your lessons are arranged ?
sure
means aap bol rahe he agar guru lagnesh ka mitra ho aur acche bhav ka swami ho yaa fir swayam lagnesh ho toh wo bhaav bhi majbut ho gaya guru ki stithi aur drishti se
pranam
nice sir
Pranam guruji hamare man me thora sansai utpannya huya sansai ha 1. Kebal naisargik subh graha jo hai ohi graha tatkalik agar asubh ho jaye to bibadit tin ruls nehi lage ga ehi batana chahe the up?
Or sansai no 2. Ke a naisargik asubh graha tatkalik subh hojanese bibadit ruls nehi lagega? Jai se mesh lagan ke sun 5 th loard trikon pati to subh hogeya tav bibadit ruls inpe lagu hoga.
Uttar ke pratiksa pe hu up ko pher se anek naman or dhanyabad.
Vibadit Rule ko vivadit mane. shubh grah ka tatkalik ashubh hone par parinam utna bura nahi hoga lekin tatkalik aur naisargik dono rup se ashubh ho to vishesh ashubh phal kar sakta hai...........
@@TRUTHSOFASTRO dhanyabad guruji sansai dur karnekeliye.
वार्षिक लगन की कुंडली गुरु अष्टम ,भाव हो उसकी दृष्टि को शुभ हो गई या अशुभ
shubh
Guruji is path mein humne Guru ko tatkalik roop se bhi Shubh Paya hai isliye jahan unki drishti padi guru se 5,7,9 bhav mein un bhavon ko bhi balvan mana to kya navam bhav evam dwadash bhav jahan guru ki rashiyan sthit hain vo bhav bhi to is patrika mein balvan hone chahiye kyunki ek niyam to ye bhi hai ki jahan shubh greh ki rashi sthit hi vo bhav balvan hoga
bhav bal ko dekhte samay hi ye bataya hai
Pranam guruji, if jupiter is aspecting bhav owned by venus then result of that bhav will be shub ir ashub... Tks
see basics, aap drishti meinhi confuse hai
guru ji...Vaise to mangal naisargik Ashubh grah hai par vrishchak lagan ki kundli me agar mangal satve bhav me ho,aur shukra chauthe bhav me ho to lagnesh hone ke karan mangal ko shubh manenge ya fir ashubh...
mangal mangal hi rahega,bhavesh phal ka chapters aaysge
@@TRUTHSOFASTRO Jee
@@TRUTHSOFASTRO Guru ji ek aur question mind hai... sorry mai apko bar bar sawal puchkar agar pareshan kar rahi hu to.... Hum graho ki tatkalik mitrata sirf lagan kundli se hi dekhenge...ya fir Chalit se bhi dekh sakte hain...
I love you Jha ji. I m holding high post in an financial organisation. Manmohan
Thanks sir
Sir in previous lectures you said Jupiter in lagna is always good 🙏
I don’t understand
see further chapters
Tula rasi ki kundali mai guru 1st house mai hai to guru ki dada mai lagna ka fal ashubh hoga yesa kahenge,,,, ye aaap ka hi example hai sir,,, yehi video mai,,,,,, pl. Ans. Sir
pranamhealth issue sambhav hai baki result acche kehenge
@@TRUTHSOFASTRO 🙏 thank you very much sir, for ans.
गुरुजी प्रणाम आपने सिखाया की भाव यदि बलशाली होगा तो अच्छा फल देना चाहेगा. का यह अशुभ भाव के लिए भी होगा?
jee
Guru ji parnaam bhavesh bhav ko dekh raha ho is niyam ko to vivadit nahi batya tha apne path 74 me aur 75 me bataya ki vivadit hai im confuse
dono chapters repeat karen
Guruji, 12th house me Shubh Grah ke Rashi hai....to 12th house bhi Vivadit Roop se Balwan honachaye kya?
repeat the chapter again,aisa nahi hoga
@@TRUTHSOFASTRO Guruji abhi bhi thoda doubt horaha hai..... 12th house dukh place hai.... to Shubh rashi hone ka itna effect nahi aega and hum house ko weak he manege (Please correct if I misunderstood) .
But 9th house to bhagya ka sathan hai....to woh balwan hona chaye as usme Guru ke rashi hai.... jo tatkalik sbhubh hai...
sir guru may be lord of 3 and 6 but it is posited in trine so result should be good??
sure
Yadi man ke guru 6/9 ka swami ho aur 7 me baitha ho to kaun se bhav se guru ka fal kathan samajhne 6 ya 9 bhav se
dono se
sir, is path main jo tula lagna ki chart banaya apne, usme guru asuv hai, lekin graho ki dristi path main apne bola tha ki naisargik shuv graho ki dristi shuv e hoti hai, to is tula lagna mai vi guru ki dristi shuv hogi, -- am I right ?
yes you are
@@TRUTHSOFASTRO sir main bohot samay se books & youtube se astrology shikne ka prayas kar raha tha... Phir 3 din phele mujhe apka channel mila, sach bolu to bohot sare concepts the jo or logo k video se mujhe clear nehi huya tha, wo aise parate hai ki jaise sab kuchh ratta mar ke iyad karlo or jyotish jan jao... Lekin apka explanations ke bad ratna marne ka koi jorurat nehi hai... Mai apke falit jotish k 1 se leke kar 91 tak video kram se dekh chuka hu or main video suru se lekar akhri second tak dekh raha hu... Mujhe samajh ne mai koi dikkat nehi ho raha hai... Apse mera kebal ek anurodh hai ki age mai apke baki videos vi one by one dekhunga or tab agar mujhe koi doubt ay to mai usi video mai comment mai pu6unga to ap kripeya purbak meri prashna ka uttar dijiga. Main jotish ko gahrai se samjh na chata hu... So mujhe ap jese guru ki abashkta thi
By the way ab mai vi apke regular viewer/students mai se hu,
Mera no. Hai - 9051117325
I am from kolkata
सर यहां गुरु तुला लग्न में अशुभ ग्रह है तो इनकी दृष्टियां भी अशुभ होगी
nahi
Guru ji kya bhav shubh ashubh ke alawa neutral bhi ho skta h?
nahi
Guruji Tula lagn me guru kharab kyu
humne nahi kaha
यदि सूर्य उच्च के हो कर द्वितीय भाव में हो तो क्या होता है। क्या मारक होते हैं। कृपया मार्ग दर्शन करने कि कृपा करें।
jee
गुरूजी नमस्कार आपने बताया कि तुला लग्न मै गुरु नेसर्गीक रूप से या तत्कालीन रूप से अशुभ है तों गुरु चतुर भाव मै हो क्या तों भी गुरु अशुभ होगा
not bad,pranam, kindly visit our website www.truthsofastro.com
Pandjji aap hamesha kehte Hain ki shubh grah ki drishti hamesha shubh hoti hai to kya tula lagn ke liye guru ki drishti bhi ashubh ho jaayegi ?
nahi,guru shubhgrah hai ,drishti shubh hi hogi,pranam kindly visit our website and share www.truthsofastro.com
Dayesh bhav kaun sa bhav
jayesh bhav 7th bhav hai
Nice Sir , Path ko 4 - 5 Mahine ke baad phir se ripit kiya hai. krypya Ganitjyotish Aur Bhavarth Ratnakar ka agla path upload kijiye.
Sir, aap ke diye gaye इस example chart ko agar Tula lagna ka chart maan lete hain toh venus (शुक्र) 11th house mein hone se kya 11th house Balwan ho jayega?? (Kyun ki शुक्र नैसर्गिक शुभ ग्रह है) please bataiye 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 Sir, if you just answer in "Yes" or "No" it will do. Thank you 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
shukra accha hoga, lag aur 6th ki vridhhi hogi,11 bhi accha hoga
Thank you Sir 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Consider myself fortunate to get a Guru like you 🙏🏻 🙏🏻 🙏🏻
Agar shukra 8 me ho to ?
not good,kindly visit our website www.truthsofastro.com.
ADVANCED PREDICTIVE ASTROLOGY COURSE is going to start from 12th june 2021, please join and be the master in prediction and get the life time access of classes
Falit no 74 m aap n garho ki darsti do garh ek bhav m istith h to un do ki darsti dekhe ya ek garh ki
dristi sabhi ki dekhenge
Sar pranam
Sar aap to kahate Hain ki shub grah ki Drishti hamesha Shubh Hoti hai FIR Guru ki Drishti kaise Ashub Ho jaenge Tula lagn mein
hum nahi batate ashubh
Guruji,gradually becoming difficult for me. More concentration needed.. Let me focus
pranam
Respected Sir this lesson is mostly it's 2nd part is not understood by me. I try to understand this Paath so repeatedly lisling this Paath.
keep it up
Agar Koi bhav bslvan n ho to
pranam
लग्न में ग्रह होने के कारण शुभ होता है
jee
बुध भाग्येश हो और द्वादशेष हो तो क्या असुभ है।
nahi
यहां गुरु की दृष्टियों को संसय से देखेगें।और तुला लग्न के आजके पाठ में और रोज गुरु की दृष्टि में दोष कभी नहीं देखेंगें। सर आप अपनी इस दृष्टिकोण पर ध्यान दें
pranam
🙏🏻🪷🌟
pranam
Pranam guru ji🙏🌹
pranam,*www.truthsofastro.com*
Pranam guruji mesh lagan me yaha mangl 1 aur 8 ka swami hai mangl agar 5 me hai to parinam lagan se le ya astam se le krupaya bataie
dono se parinaam dekhe
@@TRUTHSOFASTRO dhanyavaad
गुरूजी , नौवें और बारवे भाव में गुरु की राशि स्थित है जो नैसर्गिक एवं तात्कालिक रूप से शुभ ग्रह है , तो वे भाव भी शुभ होंगे क्या ?
9th shubh hoga