Narayani Shila Mandir Haridwar। श्राद्ध। पितृ तर्पण। पितृ मुक्ति। पितृ दोष निवारण स्थान।
HTML-код
- Опубликовано: 31 янв 2025
- Narayani Shila Mandir Haridwar। श्राद्ध। पितृ तर्पण। पितृ मुक्ति। पितृ दोष निवारण स्थान।
namaskar deshvasiyon yadi aapko Mera Prayas Pasand Aata Ho Hamare blog Acche Lagte Ho To please Hamare channel ko subscribe Jarur Karen aur like Jarur Karen
Narayani Shila Mandir Haridwar mein sthit hai Haridwar har ki Paidi se Narayani Sila mandir ki Duri Kuchh 3 kilometer hai Narayani Sila Mandir Vishesh Taur per pitru dosh nivaaran ke liye pitra tarpan ke liye shraddh ke liye prasiddh hai yah Manyata hai ki Yahan per Diya Gaya tarpan se aapke pitra ka bhi prasann Hote Hain aur aap dosh Mukt bhi ho Jaate Hain
Narayani Shila Mandir isliye bhi prasiddh hai yah Mana jata hai Shri vigrah ka jo Kanth se niche wala hissa aur nabhi se upar wala hissa Jo tha vah ISI Sthan per Gira tha is vajah se Yahan per pinddan ya pitra tarpan ka bahut Adhik mahatva hai Jinke pitru Pret Yoni Mein Hote Hain unko bhi Pret Yoni se Mukti pane ke liye Yahan per tarpan Diya jata hai
your queries
ancient temple of haridwar
famous temple of haridwar
temple of uttarakhand
ancient temple of uttarakhand
narayani shila temple
temple in haridwar
haridwar kyun famous hai
Haridwar kaise pahuncha jaye
पितृ तर्पण विधि
पितृ दोष कैसे दूर करें
पितृ पक्ष kya hota hai
श्राद्ध में क्या करें
पितृ पक्ष क्या होता है
पितृ तर्पण कहां करें
हरिद्वार में पितृ तर्पण कहां करें
पितृ पक्ष ke kya nahi karte
पितृ क्या होते हैं
narayani shila temple kahan hai
distence of haridwar
har ki paudi haridwar
ganga kahan se aati hai
har har gange
namami gange
Ganga kyun famous hai
पितृ पक्ष में हरिद्वार का महत्व
पितृ दोष के प्रकार
haridwar ke kon se bhagwan hain
हरिद्वार की प्रसिद्ध चीज क्या है
history of haridwar
history of Narayani shila temple
history of ganga river
bhagvan Shri hari kon hain
my other vlogs
• RUclips CHANNEL पे श्र...
• Tata Punch 2022। New M...
• Ground Report||Cloudbu...
• Birthday Celebration A...
• Independence Day पर आज...
• Raksha Bandhan 2022।भद...
• Hariyali Teej Festival...
• Maldevta Waterfall Deh...
@luckynegipauriwale
music credit
• Devotional Music No Co...
#haridwar #familyvlog #subscribe #youtuber #uttarakhand
This is epic ..full of spiritual knowledge.... editing .. shooting.... quality content.... background music ... In short I can say this is masterpiece for me......♥️♥️♥️
बहुत बहुत धन्यवाद है आपका 🙏😍😍
Bahut achhi jankari thanks brother
Dhanyawad aapko humara prayas acha laga
Plz subscribe my channel for more vlog 🙏😍
One of the best and fantastic documentary in you tube
Thanku so much तहे दिल से आपका धन्यवाद 🙏 thanks for motivating me by your comment😍😍
Aap mere other vlog bhi dekh sakte kya pata aapko baki vlog bhi ache aur entertaining lagen
And plz don't forget to subscribe my channel for more entertainment
Thanks a lot 😍😍😍
Bohot umdaaaa👏👏👏
Dhanyawad 🙏😍
पित्र देवो भव, बहुत सुंदर
धन्यवाद 🙏🙏🙏🙏
Bhut sunder bhai sahab
बहुत बहुत धन्यवाद 🙏😍
बेटा तुम्हारे परिवार पर सदैब पितृदेबों की कृपा बनी रहे ऐसी मेरी कामना है।
आमीन,
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Om Pitra Devtaya Namah. Thanks for nice information
Dhanyawad 🙏❤️
नेगी जी बहुत बहुत आभार नारायण शिला घाट के बारे में जानकारी देनें के लिए।
Dhanyawad 🙏🙏
Informative video...
Dhanyawad 🙏😍😍🙏
विशुद्ध ब्लोग. बहुत सुंदर!! 💚💚
Dhanyawad 🙏😍
Jai pitra devta⛳⛳
🙏🙏
Nice 🙏🙏🙏🙏
Dhanyawad 🙏
Plz share with other and subscribe this channel for more vlogs 😍
अति महत्वपूर्ण जानकारी के लिए धन्यवाद, आपके पितृगण की कृपा सदैव आप लोगों पर बनी रहे ,🙏🙏🙏
धन्यवाद 🙏🙏🙏🙏
Nice sharing 👍...🙏🙏🙏🙏
Dhanyawad 🙏🙏
अति उत्तम 🙏🏻🙏🏻
Dhanyawad 🙏😍
Jay ho
Jai Ho 🙏🙏🙏🙏😍
Jai ho 👏👏
🙏🙏🙏
🕉 🛕 dada ji or dadi ji kripa sadaiv bani rahe
Om namo narayana Shri
🙏🙏🙏
Bahut sunder 👍 ♥️ shrdhpakh ko dikhya hai. Aaj chach chchi ji ki yad taza kar di.
Unhei hamari vinamra shradhanjali.
Beta keeping it up. Nice 🙌
Dhanyawad 🙏😍
Aapka pyar aur ashirwad humesa bana rahe।
Naic ♥️♥️
😍😍😍😍
जय हो🙏🙏🙏
Dhanyawad 🙏
Aapka pyar aur sahyog aise hi bana rahe
Superb
धन्यवाद 🙏🙏
Love you bacha..
🙏🙏🙏🙏
🙏🙏🙏🙏💙
🙏🙏🙏🚩🚩🚩
🙏🙏
💯😍🙏
Dhanyawad 🙏
Namaste, pitru paksh ke samay kya tarpan karvane ke liye pandit ji shila par asani se mil jayenge?
Namaskar ji 🙏 pandit ji mil jate hain wahan koi dikkat wali baat nahi hai wahan kafi sare pandit ji rahte hain pooja karwane ke liye।
भाई आपकी वीडियो देखी अच्छा लगा एक जानकारी चाहिए थी आपसे कि यहाँ पर पितृ तर्पण या पिण्ड दान में क्या खर्च आता है
कृपया बताइये
जानकारी अच्छी लगी धन्यावद
वैसे वहां पे ऐसा कोई fix नही है खर्चा जो आपका मन हो उतना आप पण्डित जी को दे सकते हो
Waise 2100 de सकते हो साथ में जो सामग्री लगती है उसका और सामग्री जादा कुछ नही होती main main to आपको घर से ही लाना hota hai
अगर total dekhun to 3000 me ho jayega
Baki aap jaisa खर्चा करना चाहो kar सकते हो।
यदि आप यहां पिंडदान का सोच रहे हैं तो बहुत अच्छा सोच रहे हैं इस स्थान का महत्व बहुत अधिक है
पित्रों के मोक्ष प्राप्त करने के लिए सबसे अच्छा स्थान
है
सामान सारा घर से ले जा सकते हैं कोई ऑब्जेक्शन तो नहीं होता
@@Dwkr96 nahi koi objection nahi hota waise bhi ghr se laya hua saman jada acha hota hai
🙏धन्यवाद
♥️😍😍😍👌👌
Dhanyawad 🙏
Aapka pyar aur sahyog aise hi bana rahe
Namaste bhaiya..kya narayani shila me pitra dosh ka nivaran pitr paksh me hi ker skte hai ya kise bhi amavasya ko ker skte hai
Namaskar ji 🙏 narayani Shila me aap kabhi bhi pitr dosh ka nivaran kar sakte hain aur narayani shila me sare pitr doah ka nivaran ho jata hai pitr dosh nivaran ke liye mukhya sthan narayani shila hi hai
@@luckynegipauriwale ok bhaiya...is Pooja me kitna Kharcha Hota Hai...
@@drishtisharma2221 depend karta hai kitni badi pooja hai 5k to 21k tak ho jati hai
@@luckynegipauriwale ok thnx bhaiya ...please ye or btaiye kya isme Pooja krne wale ke hair bhi utare jate hai?
@@drishtisharma2221 han ji baal utare jate hain jahan tak maine dekha hai
Please बताइए क्या आपने पूजा के लिए पहले से बुकिंग कराई थी या vanha jakar hi कराई थी
Namaskar ji 🙏
देखिए हम तो आपने पंडितजी के साथ गए थे वैसे वहां booking karane ki जरूरत नहीं है जब आप वहां जाते हो पंडित जी वहीं रहते हैं वो मिल जायेंगे काफी सारे पंडित जी हैं वहां
मंदिर में कोई दिक्कत ही नही है आप आवश्य जाइए नारायणी शीला 🙏🙏
@@luckynegipauriwale thanku so much
Kitna kharcha me ho gaya
Samagri daan dakshina ki complete details bataiye.
Sab kuch milake 5k me ho jayega
Dakshina apni sardha pe hai 1100 do ya 11000 jaisa सामर्थ्य सामग्री me bhi jada kharcha nahi hota dukan wale sari सामग्री de dete hain pind daan ki
Bhaiya pind daan ki samagri leker jani hoti hai please bataye 🙏
Hello ji 🙏🙏
यदि आप सामग्री लेके जाना चाहते हो तो ले जा सकते हो नही तो वहां भी सब कुछ मिल जाता है मन्दिर के बाहर पे ही दुकानें हैं
आप चाहो तो घर से सिर्फ खाना बना के ले जा सकते हो।
@@luckynegipauriwale bhaiya thank you for your reply, hame es bare mein bilkul bhi jankari nahi hai khana bhi le jana hota hai hame apne mummy Papa ka pind daan karwana hai hamare sath koi bada nahi hai
@@aartisharma362 ye jaanke bada dukh hua 😥 dekho aap haridwar ke najdeek rahte ho to aap mandir me jake wahan kisi bhi pandit ji se mil sakte wo sab bata denge waise jaruri nahi khana le jana par adhiktar log ghr se apne पित्रों ke liye khana leke jate hain
Waise mukhya to pind daan hi hota hai
Aap jab mandir me pahunchoge to wahan sab jankari de denge aapko
Baki mere layak kuch bhi ho aap puch sakte ho
🙏🙏
@@luckynegipauriwale thank you bhaiya 🙏
Bhaiya kis din krwa skde mukti krwani ho kisi ki kis din a skte yhaa
Yahan kabhi bhi aa sakte hai waise
Baki aapke pandit ji bata denge kon si Puja honi hai us hisab se
Kitna pysa lga tha mai to pagal ho gya hu@@luckynegipauriwale
@@indianfitness8279 bhai yahan paisa jada nahi lagta 2100 me bhi pooja ho jati hai normal
@@indianfitness8279 baki depend karta hai aap kon sa karya karwana chahte ho par fir bhi 5100 me sab kuch ho jata hai
@@luckynegipauriwale akal mriti ka mere upeer aake presn krte hi.mai pagal ban gya hu bhut power full Gaya ki me pind dan hua tha wha se return aa gya hai
Kua aap bya सकते हैं आपकाकितना खर्चा हुआ है इस पिंडदान में please बताइए
Jada kharcha nahi hota 2k se 3k tak bas
Can I give pinadan during may June mahine
जी आप बिलकुल पिंडदान कर सकते हैं परंतु पितृपक्ष में किए जाने वाला पिंडदान अधिक महत्वपूर्ण होता है।
@@luckynegipauriwale ji kitna kharcha aaya kirpya bataiye
@@sr6748 2100
@@luckynegipauriwale ji apka bahut dhanyawad 🙏 aapke uttar ki pratiksha thi 🙏🙏🙏
Pooja k kitna karcha aata h
Aisa koi fix nahi hota kharcha aapki sardha pe hai pandit ji ko 1100 do ya 2100 do और pooja ka saman 500 tak aa jata hai
Pandit wahan pr mil jaate h but pehle se saaman or kya kya laana h uske liye pehle se pndt to pata hona ya uska contact no ho to suwidha hogi
Contact no to nahi hai par jo bhi saman chahiye hota hai mandir ke bahar shop hain wahan mil jata hai
Baki aap ghar se jo bhi पित्रों के लिए bana ke late ho sab chad jata hai wahan..
09837436389 ye no mandir परिसर का है kya पता इस no pe फोन करके कुछ जानकारी मिल सके आपको 🙏
Dhanyawad
Ye pandit ji ka number milega
Pandit ji ka no to nahi hai
श्री पितृ देव जी की आरती 🙏🌸🌹 ruclips.net/video/Iiqo1iYAjJI/видео.html
🌹🌸🌹🌸🌹🌸🌹🌸🌹
😍😍😍👌👌👌
@@luckynegipauriwale Jai Ho
Narayani shila ke kisi gyani pandit ka contact number milega.
Contact number to nahi hai par wahan pe jitne bhi pandit hain sabhi ache hain
Bhai ji kosis karo koi paap na ho ye baat apki mazak me bhi achi nahi lagi maaf kijiyega
क्षमा चाहते हैं यदि आपको कुछ बुरा लगा आगे से ध्यान रखा जाएगा।
आपका प्यार और सहयोग अमूल्य है हमारे लिए।
Namaste bhaiya..kya narayani shila me pitra dosh ka nivaran pitr paksh me hi ker skte hai ya kise bhi amavasya ko ker skte hai