Jb bilkul hi mitti hatani hai roots ki tb Fungicide vale pani me 10 m. Bhigane dejiye aur jb keval side ki halki mitti hatakar plant laga rahe hai tb Fungicide powder ko pani men milakar mitti me dejiye bs
@@gardeningwithvandana3801mam red mitti ko hi use kerle to issi tarah laal Balu aur compost milakar rose ke liye sahi rahega kya,kyuki jaha jaha mitti ki problems hai khasker city me waha to Aisa hi karna padega
Blind shoot ko cut kar Diya jata hai aur Desi gulab me halki pruning kare aur acchi se khad dejiye, Aaj ki video vali khad bhe de sakte hai best rejult milega
Mai bhi up sultanpur se hu but Jaipur me rhti hu mughe bhi gardening bahut achha lagata hai maine bahut se plants lagaye h but kuch na kuch problem se kharab ho jate h kya kru kya apka contact number mil sakta hai please 🙏
Nice video mem
Nice shayring friend 👌
So beautiful vidio, nice information shared in simple way, sister ji❤️❤️🙏
Rose pilant ki jad ko caro or fela kar dabaya kare mem
Beautiful parties reporting
Superb and informative video 😍😍
Ek question mam, asli dap ki kya pahchan hai
Local shop jo trusted hai vaha se lijiye ya online branded companiyon ke Fertilizer le sakte hai
Root ball se miti nikalne ke baad root ko fungicide water main bheego Na nahin?
Jb bilkul hi mitti hatani hai roots ki tb Fungicide vale pani me 10 m. Bhigane dejiye aur jb keval side ki halki mitti hatakar plant laga rahe hai tb Fungicide powder ko pani men milakar mitti me dejiye bs
Hamare area me red soil ho he to hum red soil remove kre bina laga skte he ky
Ye baalu kaha se milega
Stress dur karne ke liye HUMIC acid ya Hydrogen peroxide milaa sakte hain in place of Epsom salt? Please advise.
Hydrogen peroxide aur epsam Salt dono de sakte hai stress dur karne ke liye
@gardeningwithvandana3801 what will be the dose if I use 3% hydrogen peroxide and what will be the dose if I use 6% hydrogen peroxide?
Mam plastic pot me Rose kaise lagaye?
Drainage holes adhik banaye neeche dry leaves rakhe aur well drained soil mix banaye
Ascha.n.informative.v.
Thanks.
Thanks 😊
Mam mene lal mitti k sath hi plant plant repot kar diya hai ,kya karu use dubara nikal kar lal mitti ko hata kkar dubara lagau?
Ab nahi mitti hataye plant khrab ho sakta hai February me side se mitti hatakar nayi acchi mitti bhar dejiyega
@@gardeningwithvandana3801mam red mitti ko hi use kerle to issi tarah laal Balu aur compost milakar rose ke liye sahi rahega kya,kyuki jaha jaha mitti ki problems hai khasker city me waha to Aisa hi karna padega
Bahut achha lga.same mai bhi ajj rose ka flo.red mitti se lga laya.fir mai bhi ayesa kiya.baloo ka use nhi kiya .kya ab alag se baloo dal sakte hai
Plant lagane ke baad alag se baalu nahi milaye jb dubara repoting kare tb mila dejiyega
Aapkampbilncdegtosupermixlenahai
Nice sharing 👌❤️
This repotted rose survived or not?
Bahut badhiya flower aate hai aur abhi bhe flower Lage hai
Behtreen potting ready ki aapney mam
Roses k liye thanks for sharing mam 😀🙏👌👍
Hi , very nice information , thanks
Mam blind shoots aa rahi hai kya kare, desi gulab me me shoots nahi ban rahi hai kya karoo?
Blind shoot ko cut kar Diya jata hai aur Desi gulab me halki pruning kare aur acchi se khad dejiye, Aaj ki video vali khad bhe de sakte hai best rejult milega
Please reply kare jaldi
Thoda sa mitti nikalne ke liye kitne samay tak pani main bheegane padega?
Keval plant men acche se pani dejiye jb mitti gili rahe side se halki mitti hatakar plant laga dejiye
लाल मिट्टी वाला गुलाब लगता नहीं है। हर तरीका अपनाया है। लेकिन नहीं लगा।
Aap bhi Jarur Aaya Karen
Sound नहीं आ रहा है
मेम क्या लाल मिट्टी में भी बालु मिलाकर उपयोग में लाया जा सकता है?
हा बिलकुल लाल मिट्टी रेत और खाद बराबर मात्रा में मिलाकर उपयोग में लाए
Hi mam can we report the rose plant now
It would be better to wait for the monsoon(till 15 june) to arrive.
@@gardeningwithvandana3801 ok thanks for the reply
मेरे यहाँ पर तापमान 44•© चल रहा है, बेयर रूट करके लगाने से गुलाब का पौधा बचेगा या नहीं
ये सब रिपोटिंग शाम को करें छाया वाली जगह पर रखें अच्छे से पौधा चलेगा गर्मियां मेरे यहां भी बहुत है अपडेट भी देती रहूंगी
डाई बैक की प्रॉब्लम तो नहीं हो जायेगी
Nhi chalega bhai is time agar bare root krke lgaoge to
Good morning mam... Hum 5000 winter flowers bulbs donate kar rahay hai can you please help me
Good morning
मै आप की किस तरह हेल्प कर सकती हूं
Hello ma'am
Mai bhi up sultanpur se hu but Jaipur me rhti hu mughe bhi gardening bahut achha lagata hai maine bahut se plants lagaye h but kuch na kuch problem se kharab ho jate h kya kru kya apka contact number mil sakta hai please 🙏
Koi bhi plant ko is tar rad soil ko remove kerke legana hai kiya koi kharab to nhi hoga plant