12v 50 pcs jhalar lagane ne liye kitne mm ka wire use karna hai? Aur connection 6A switch me Dena hai ya 16 A.?Vertically lagana hai parallel connection.
पहले मुझे हर साल जाइंटर लाना पड़ता था हर साल खराब हो जाता था फिर मैंने 2022 में ऐसा ही जाइंटर बनाया 10 फीमेल प्लग वाला। 2022 की दिवाली में भी चल गया 2023 की दिवाली में भी चल गया इस साल भी चल जायेगा।
Hamara yaha 24 jhalar lagti.....kharcha ho jayega करोड़ों ka itne male-female plug lagata lagate. Aur isme do teen jhalaro ko single point pe connect nahi kar sakte, sabko apna apna plug chahiye.
There are different different methods to make this...but this is best
Video me aapne jo twisted wire use kiya h , agr uska length 15 meter h then ushme total kitne female plug use kr sakte h without any problem.
12v 50 pcs jhalar lagane ne liye kitne mm ka wire use karna hai? Aur connection 6A switch me Dena hai ya 16 A.?Vertically lagana hai parallel connection.
perfect .....thank you for share this video.
Thanks bhai 🙏🏼 plz support me
पहले मुझे हर साल जाइंटर लाना पड़ता था हर साल खराब हो जाता था फिर मैंने 2022 में ऐसा ही जाइंटर बनाया 10 फीमेल प्लग वाला। 2022 की दिवाली में भी चल गया 2023 की दिवाली में भी चल गया इस साल भी चल जायेगा।
Series me light laga rahe toh brightness me toh kuch farq nahi padega??
अचछी जानकारी है।
Bhai 10 wire jo ke 20 metre ke hai usko kitne mm ke wire lagegi....???
Chainawale aap se darenge bhaiya ❤
Hamara yaha 24 jhalar lagti.....kharcha ho jayega करोड़ों ka itne male-female plug lagata lagate. Aur isme do teen jhalaro ko single point pe connect nahi kar sakte, sabko apna apna plug chahiye.
भाई 30 झालर के लिए सामान लेकर आया 450 रुपए का है केवल। 300 रुपए के फीमेल प्लग और 150 रुपए की वायर।
@@ravikantbhardwaj4593 male female plug alag alag lena hoga ? ya male female plug ka set mil jaayega 300 me ?
Mere ghar pe 40 light lgti h iss hisaab se to mera lakh + karodo ka kharcha ho jaega 😂
Best video... thank you Bhai
Bhai 10-15 ladi lgani ho to... kitne mm ki wire chahiye
1 mm ku
@@RTECH2.0 bhai mere ghr pe 1.5mm ka wire rkha hua h bhot Sara par unka colour red or yellow h...use kr skte h?
@RohitKumar-qd3xl yes
Ye female plug kitne ka milta hai?
Than you bhai shab apney bhut. bdhiya kam kiya h hum INDiA wale kya nahi kar saktey
Thanks bhaiya mere pas chineese jointer tha boht bekar tha vo jaldi kharab bhi hogaya tha
Welcome
🙏🙏🙏🇮🇳
Very good.. very helpful...
agar 100 ladhiya chalani ho ek sath toh kitne mm ka wire chaahiye hoga ?
1.5 mm
30 chains ke liye kitna mm wire best rahe ga ??
1m.m. ka
Good demonstration .
Bhai ese badiya 1 mm ka vguard ka wire ka use karke bana na heavy rahelga life time
Ji Bhai 👍
Good work
Female plug kitna mai ayegi ,,,buy ka link dedo ,,
₹10 से ₹20 तक मिल जाएगा आसानी से नजदीकी मार्केट से ले लो
@@RTECH2.0 aur lichhu light ek piece ka price abhi kitna hai 20-30 chahie ,,bhai
Bhai agar ham 1.5 ya 2mm ka wire lagate hai 10 jhalaro ke liye to koi dikkat to nahi hai kyonki mere pass iska 1 bundal Rakha hai
Bhai aap 1 mm se banaa Lo koi dikkat nahi hogi
1.5 mm me light blast kr jyegi kya ? Mere paas v 1.5 mm ka h...10 light jalani h@@RTECH2.0
@GhumsudaBachha-fh7bz नहीं कोई दिक्कत नहीं करेगा आराम से चलाओ आप
Kitne mm ki wire hai
1 mm ki
@ 60jhalar k liye use kr skte kya
Diwali 🎇🪔🎇🪔 Vibes 🙏👍👍
Super
Thanks 🙏
20 chains ke liye kitna mm wire achcha rahega...?
1m.m. ka
@@RTECH2.0 mujhe 60 light connect katna hai
@@RTECH2.0keshe kare connect plz
50 से 60 लड़ी के लिए कितने mm की वायर ले।
1m.m wire
Dhanyawad Guruji 🙏🙏🙏
thank you
🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Please mention materials in description Box
Bhai iski price kitni hai 1 jointer ki
Depand karta hai ki apko kitni light lagani hai .
Think you bro
Welcome
अगर दोनों तार एक ही रंग के हो तो
फिर भी कोई दिक्कत नही।
@@ashutoshtyagi25 धन्यवाद जी
@@NeelamBansal-v4k वेलकम जी।
Sorry me aap ko reply nahi kar saka
@@ashutoshtyagi25thanks Bhai ❤
I ll make this for diwali 🎇🪔🎇🪔 for sure
Price of female plug
10
Board ka batton band hai😮😮😮
Kya aap mere liye bana sakte hai kyo ki mere pas time nahin hai main paise de dunga main dukan par rahta hu isliye main nahin bana sakta
Yes
1000 calls from china...😂😂😂
Ye wire hi jal jaega itna load utha hi nai paega 😂
Boad ka batton band hai😮😮😮
Waise china ki koi galti nahi hai.....
क्यों भाई?
@@ashutoshtyagi25 kyuki hum kharidte hai.. isiliye
@@MUKESHMUKESH-fp7nr Ye Bilkul Sahi Baat Boli Bhai.
thanks