Sar dibbe Ko Dekhkar jhalar ki lambai ka pata nahin Laga Sakte Kyunki Sar dibbe per Aisa Kuchh likha hua Nahin hota hai jisse ki uski meter power ya quality ka pata chal Jaaye jhalar Kitni lambi hai iska Pata sirf ek hi chij se chal sakta hai ki jhalar ko aapko Khud Hath se naap kar dekhna Hoga Ki jhalar kitne meter ki hai Ek Baat Main aapko Bata Dun ki jhalar Hamesha jitni bhi dukandar batate hain usse kam hoti hai agar aap 50 meter ki jhalar Lenge to vah 45 se 48 meter ke bich Mein Hi Hogi 50 meter Nahin Hogi agar aap dukandar se napne ko Kahenge to Fir vah naap kar dikhayenge aapko main lead ke sath Jab Ke jhalar aur main lead ka koi Lena Dena Nahin Hai jhalar Ham usko Kahate Hain jismein LED Lagi hoti hai aur man lead vah hoti hai jo sirf wire aur ek plug hota hai to yah aap Jaan Lijiye ki jhalar ke box Ko Dekhkar aap Nahin pata kar sakte ki jhalar Kitni lambi hai dukandar ke Bharose per hi aapko kharidna Hoga ya FIR aap khud usko naap Kar Dekh sakte hain thank u !
Sir ek badi jhalar ko do krke ek hi box se chala kr dikhao plzzz iski bhot need hai....mene apne ghar ki 7 jhalar fukk dali is chakkar mai....plz response ⚠️⚠️
Sar Jo aapane bataya usko pahle Main Khud experiment Karke dekhunga FIR aapko Koi Sahi Jankari Dunga video ke Madhyam se Aap Hamare video Ka Intezar Karen
Sar Maine is dibbi per 4 jhalar chalayen hain aur vah Sahi tarike se chal rahe hain Kafi Lambe Samay Tak Chalaye hain lekin box Mein ya jhalar mein koi problem Nahin I agar aap Kahenge to main isase Jyada jhalar lagakar bhi aapko dikhaunga aur bataunga ki isase Jyada jhalar aur kitne Jyada jhalar chal sakte hain aur aapko Lagana chahie ya nahin Lagana chahie agar aap Kahenge to main detail Mein video launga thank you !
Pata nahin Sar maine abhi tak sirf 6 jhalar hi Chalai hai ek dibbi se aur vah bilkul sahi chal gai hai aap Kahenge to main 8 jhalar bhi Chala kar dekhunga
Sir Esme to Dc current arahai lekin Esme filament jhalar use karsakte hai kya please comment
Bahot achai lagi jankari 🎉 thankyou
You are welcome sir
Hlo video achi h
Sunkar Achcha Laga
Thanks Bangladesh se me noyon nath
लय भारी
Very nice❤❤❤❤
Thank you ji
झालर का डिब्बा देखकर झालर की लम्बाई कैसे पता करें
Sar dibbe Ko Dekhkar jhalar ki lambai ka pata nahin Laga Sakte Kyunki Sar dibbe per Aisa Kuchh likha hua Nahin hota hai jisse ki uski meter power ya quality ka pata chal Jaaye jhalar Kitni lambi hai iska Pata sirf ek hi chij se chal sakta hai ki jhalar ko aapko Khud Hath se naap kar dekhna Hoga Ki jhalar kitne meter ki hai
Ek Baat Main aapko Bata Dun ki jhalar Hamesha jitni bhi dukandar batate hain usse kam hoti hai agar aap 50 meter ki jhalar Lenge to vah 45 se 48 meter ke bich Mein Hi Hogi 50 meter Nahin Hogi agar aap dukandar se napne ko Kahenge to Fir vah naap kar dikhayenge aapko main lead ke sath Jab Ke jhalar aur main lead ka koi Lena Dena Nahin Hai jhalar Ham usko Kahate Hain jismein LED Lagi hoti hai aur man lead vah hoti hai jo sirf wire aur ek plug hota hai to yah aap Jaan Lijiye ki jhalar ke box Ko Dekhkar aap Nahin pata kar sakte ki jhalar Kitni lambi hai
dukandar ke Bharose per hi aapko kharidna Hoga ya FIR aap khud usko naap Kar Dekh sakte hain thank u !
@khempurrepair sir mujhe 8 jhalar lgani hai kya chal jayegi is circuit oe??
Ek box main kitna jhalar chala sakte hai..??
One
Do alag type ke jhalr ko jodenge to jalega ya nahi
👍sa vido orbino
Sir ek badi jhalar ko do krke ek hi box se chala kr dikhao plzzz iski bhot need hai....mene apne ghar ki 7 jhalar fukk dali is chakkar mai....plz response ⚠️⚠️
Ji Jarur aapke Kahe anusar Banaunga
sir ji kya jhalar ki ek dibbi ke controlar se 150 LED light jala sakte hay kya main ghar pe jhalar banane ki koshish kar raha hun.
Sar Jo aapane bataya usko pahle Main Khud experiment Karke dekhunga FIR aapko Koi Sahi Jankari Dunga video ke Madhyam se Aap Hamare video Ka Intezar Karen
@@khempurrepair dhanyawad
5 wire vale jhar kase thik hogi
Isse controller pe load nahi padega
Zallar ka box kharab ho jaye to new zallar ko kaise jalaye?
10 jhalar ek sath chalu kar sakte hai? Is par video bana o
Ok
Sabka connection box se hi kr dete to hi thik tha
Ye mene last year banay tha pehele 1 2 din acche se work kiya or fir controller box garam ho ke blast kaar gaya😂🥺
Brightness nahi
Sir ek DIBBI me kitne jalar chala sakte he
Sar Maine is dibbi per 4 jhalar chalayen hain aur vah Sahi tarike se chal rahe hain Kafi Lambe Samay Tak Chalaye hain lekin box Mein ya jhalar mein koi problem Nahin I agar aap Kahenge to main isase Jyada jhalar lagakar bhi aapko dikhaunga aur bataunga ki isase Jyada jhalar aur kitne Jyada jhalar chal sakte hain aur aapko Lagana chahie ya nahin Lagana chahie agar aap Kahenge to main detail Mein video launga thank you !
Tq sir ❤💪🙏
@@khempurrepairsir mujhe 8 jhalar lgani hai kya chal jayegi is circuit pe??
Pata nahin Sar maine abhi tak sirf 6 jhalar hi Chalai hai ek dibbi se aur vah bilkul sahi chal gai hai aap Kahenge to main 8 jhalar bhi Chala kar dekhunga
@@khempurrepair bilkul sar please kal hi video chahiye 🙏😊
होल्टेज कम के वजसे चमक कम है
Voltage less