Bhai ji bat sahi hai village ke liye hi sahi hai airfiber lekin bhai ji etne mahine ho gaye hai lounch huwe abhi tak mere village me nhi laga rahe hai bol rahe hai abhi city me hi lagega ye kaon sa business method hai hme to samchh nahi aa raha hai are jnha fiber cable nhi hai wanha lagao airfiber lekin ye log jnha fiber cable hai wanha laga rahe hai airfiber 🤔🤔🤔🤔🤔
Ha because jis village me cable tv vendor hoga aur wo 10-15lac invest karega tabhi to lagega Airfiber ese nahi lagta hai. Vendor final hoga tabhi launch hoga aapke gav me. Aapke yaha koi cable tv wala hoga usse pucho wo bata dena ki usne apply Kiya hai ki nahi.
Bhaiya ji Jo outdoor box hay usmein Saat connection Diya ja raha hai Jiske ghar mein laga hai agar power aap kar diya to Jo connection Hai Jiska tab to Koi Nahin chala payega
@@Rpmtechtips mere gav me 4g chalta hai par mere gar ki chhat par 5g chalta hai Aur mene myjio app par online book karne ka try kia tha not available bta Raha hai fir bhi chal jayega ky ?
Bhut time 2 month Lage the because mere Village me vendor final nahi huwa tha ek bar vendor final ho Jaye ya ek bar aapke Village me kisi ek k yaha lag jaye to 3 din me installation ho jayega book karne k bad.
Jio Airfiber 30 Mbps - Agar 6 month ka loge to 4240+1000 installation k = 5240 including GST Agar 12 months ka loge to 8400 including GST. Installation charges nahi hai 12 month me baki sab same hai.
@@Rpmtechtips mera na router kharab ho geya tha 2 bar replacement kiya fir v kharab ho geya and customer support v itna acha nehi tha jio ka 🙃 hopefully aapka sahi se chale
Monsoon season me network speed kesa rehta he or router ko kuchh hota he ?
Mansoon aayega to pata chalega.
Bhai don't stuck in loop,you create communication gap so use point wise review, process .it help in your communication.
Hello sir aapka city se kitna duur hai aur aapke gav me mobile phone pr 5g chalta hai ky?
Yes chalta hai
Bhai ji bat sahi hai village ke liye hi sahi hai airfiber lekin bhai ji etne mahine ho gaye hai lounch huwe abhi tak mere village me nhi laga rahe hai bol rahe hai abhi city me hi lagega ye kaon sa business method hai hme to samchh nahi aa raha hai are jnha fiber cable nhi hai wanha lagao airfiber lekin ye log jnha fiber cable hai wanha laga rahe hai airfiber 🤔🤔🤔🤔🤔
Ha because jis village me cable tv vendor hoga aur wo 10-15lac invest karega tabhi to lagega Airfiber ese nahi lagta hai. Vendor final hoga tabhi launch hoga aapke gav me. Aapke yaha koi cable tv wala hoga usse pucho wo bata dena ki usne apply Kiya hai ki nahi.
@@Rpmtechtips axa bhai
BSNL broadband se direct call hoti hai kya without landline?
Nahi esa nahi kar sakte hai.
5G network is available in our village, but the outdoor unit antenna can not receive network. Can I change the outdoor antenna??
Aapke yaha Airfiber aayega tab chalega. 5g network hone se kaam nahi chalega. Abhi thoda Change ho Gaya hai.
Brother mere area mai 4g network hai 5g abhi tk available nhi hai to kya ye work krega minimum 30 mbps pe v chal jaega kaam
Nahi bilkul nahi chalega ye only 5g par chalta hai.
Len cable kitne dur tak internet speed de sakte hai
30 MTR tak to ko speed drop nahi hota hai.
Bhaiya ji Jo outdoor box hay usmein Saat connection Diya ja raha hai Jiske ghar mein laga hai agar power aap kar diya to Jo connection Hai Jiska tab to Koi Nahin chala payega
Nahi esa nahi hai. Sab k yaha poe switch hoga agar kisi ek ka bhi on hoga to uska chalega. Agar dusra on karegea to uska bhi chalega.
Saato connection se power supply hai, koi aek bhi use karega toh uske ghar se power use hoga.
Bhai jio Airfiber ka range kitna hai... Agar mai 1st floor par lagwata hu to kya 2nd floor tak network connectivity pakrega ???✅
Es par ek detailed video aayega bhut jaldhi.
Bhai aapke gav me aapke mobile me 5g chalta hai ky jaha par aapne aabhi jio airfiber nikal kar test kia tha ha?
Ha chalta hai instagram par follow karo waha reels me bataya hai mene.
@@Rpmtechtips mere gav me 4g chalta hai par mere gar ki chhat par 5g chalta hai
Aur mene myjio app par online book karne ka try kia tha not available bta Raha hai fir bhi chal jayega ky ?
Yar jioairfiber Mai kafu app nahi chalegi
Bgmi ki live stream me kitna ping aara hai video bnao please koi nhi btara
Kahi mere paise barbaad na ho jaye
Aaj aayega dekh lena. Instagram RUclips dono par.
Bhai abtak video nhi aai bgmi live stream ki video
Bhaiya ji kya BGMi game khel sakte hain jio airfiber
Yes khel sakte hai mene khela hai aur jita bhi hu.
@@Rpmtechtipskitna Ping deti hai☺️?
Bhai khi nhi ly ja skty m ly k gya tha nhi chla
City se gaon me shift kar na
20 mbps to mere 4G mobile me hi aa jati h...
Unlimited hai kya 4g aapka??
Ek hi baat ... Baar baar kyou bol raha hai yaar
😂
Credit card se EMI se ho sakta kya sir please pata karke batao
Yes ho sakti hai mene credit card se pay Kiya hai and pay karne k bad aap credit card wale ko call kar k emi karwa sakte ho par interest bhut lagega.
Installation time after booking ...
Bhut time 2 month Lage the because mere Village me vendor final nahi huwa tha ek bar vendor final ho Jaye ya ek bar aapke Village me kisi ek k yaha lag jaye to 3 din me installation ho jayega book karne k bad.
@@Rpmtechtipsthankyou
Bro area coming soon dikha raha kya kere plz help 😢
Wait karo. Aajayega.
@@Rpmtechtipsmere yha 5g network h full speed h but airfiber map nhi h to building id create nhi ho rhi hai m kse lgwau
Jio air fibre me lenline pe video banao
Sure. Very soon.
Full installation charges kitna lagta hai
Jio Airfiber 30 Mbps -
Agar 6 month ka loge to 4240+1000 installation k = 5240 including GST
Agar 12 months ka loge to 8400 including GST. Installation charges nahi hai 12 month me baki sab same hai.
@@Rpmtechtips thanks bhaiya
Bekar hai yeh isse asha to bsnl.hai
🎉🎉
Information small, bakwas big
Ok
Paisa barbad aapka
Mujey Nahi lagta. Sahi chal Raha hai Mera to.
Because your internet use is less that why
@@Rpmtechtips mera na router kharab ho geya tha 2 bar replacement kiya fir v kharab ho geya and customer support v itna acha nehi tha jio ka 🙃 hopefully aapka sahi se chale