Bhai kanyakumari se back to back bus hai trivendrum ke liye ya phir thode time baad mujko 8:30 bje niklana hai kanyakumari to trivendrum as well as tell me fare
Aapko morning me 6 bje se hi bus milna shuru ho jayengi kanyakumari se Nagercoil ke liye to aap waha se Nagercoil aa jao aur waha se trivendrum aur fare jo video me bataya hai wo hi hai
@@RohitXplorer aapne jis hotel Mai stay kiya tha uska single room with AC kitni cost hogi, hotel safe and neat and clean hai ki nahi.for One person single bed
@@colorsofindia1304 jo maine hotel liya tha usme AC rooms nahi the aur aap triveni hotel me le sakte ho ya kisi aur hotel me and don't worry waha sab safe hai aur acchi place hai
Nagarcoil se trivendrum ki first bus kitne bje h subah me kyuki muje 10 bje tk trivendrum pahuchna h? Or ktne ghante ka rasta h nagarcoil se trivendrum jane ka
waise to Kanyakumari se Nagercoil ke liye buses chalti rehti hai aur sham tak aaram se milegi last bus lekin jab aap Kanyakumari pahuche to ek bar Last bus ka confirm kar lijiyega conductor se bhi.. 😊
Aap Thrissur se Thiruvananthapuram ke liye bus lijiye aur waha se har 10-15 min me Nagercoil ke liye bus milta hai aur Nagercoil pahuch kar kanyakumari ke liye bus mil jayegi aapko..
वहां सब अंग्रेजी जानते हैं..जब आप अंग्रेजी बोलते हैं तो अंग्रेजी उच्चारण के साथ बोलते हैं..यदि आप हिंदी उच्चारण के साथ अंग्रेजी बोलते हैं तो कोई नहीं समझेगा..आप बस में महिलाओं की सीट पर हैं।पहले पुरुषों की सीट पर बैठें…।
हां मैं आपकी बात मानता की सब अंग्रेजी जानते होंगे लेकिन कुछ लोग होते है जो सिर्फ स्थानीय भाषा जानते है तो उनसे बात करना मुश्किल हो जाता है और मैं जिस सीट पर बैठा हूं वहां ऐसा तो नहीं लिखा है की मैं महिला की सीट पर बैठा हूं
I got the required info, Thank you
Your welcome and Keep support 😊
Bhaii mujhe PlZ hotels koi satsa bata dijiygaa trivendram aur kanyakumari me bhi
Very nice video
Can i get bus from trivendam to Rameshwaram
Dashna wale yati maharaj ji ko naman he❤ U P 14
Sir hotel kitne ka book kiya
Ur kaese kiya matlab on line ya off line
Maine ₹900/- me online book kiya tha.. for more details contact me on Instagram @rohitkashyap198
Informative video Bro....
Bhai kanyakumari se back to back bus hai trivendrum ke liye ya phir thode time baad mujko 8:30 bje niklana hai kanyakumari to trivendrum as well as tell me fare
Aapko morning me 6 bje se hi bus milna shuru ho jayengi kanyakumari se Nagercoil ke liye to aap waha se Nagercoil aa jao aur waha se trivendrum aur fare jo video me bataya hai wo hi hai
@@RohitXplorer aapne jis hotel Mai stay kiya tha uska single room with AC kitni cost hogi, hotel safe and neat and clean hai ki nahi.for One person single bed
@@colorsofindia1304 jo maine hotel liya tha usme AC rooms nahi the aur aap triveni hotel me le sakte ho ya kisi aur hotel me and don't worry waha sab safe hai aur acchi place hai
Nagarcoil se trivendrum ki first bus kitne bje h subah me kyuki muje 10 bje tk trivendrum pahuchna h? Or ktne ghante ka rasta h nagarcoil se trivendrum jane ka
Hello.. Nagercoil se rat ko 11.30 ke baad bus milegi kya kanyakumari k liye?
Nhi
Milega
@@pratheeshkumar5318अगर कन्याकुमारी में रात को लेट हो जाते हे तो वहा से नागरकोइल के लिए लास्ट बस कितनी बजे तक मिलेगी,,,
@@amitkumardas7851कन्याकुमारी से त्रिवेंद्रम के लिए सीधी बस हे क्या,,लास्ट कितनी बजे तक हे
Bhai last bus kanyakumari se nagarcoil ka kitne time tk hai or kitne kitne time pe available hai
waise to Kanyakumari se Nagercoil ke liye buses chalti rehti hai aur sham tak aaram se milegi last bus lekin jab aap Kanyakumari pahuche to ek bar Last bus ka confirm kar lijiyega conductor se bhi.. 😊
Hotel raja ro charge ?
jab maine book kiya tha tb around 900 for 5 person pada tha.. baaki aap Abhi ka rate check kar lijiye. thank you
Hotel rate Raja palace
Bro how time it take to reach Trivandrum to Kanyakumari
if you are going with Bus it generally takes 3-4 hours to reach Kanyakumari from Trivendrum
Bhai north India Agra se hu mujko thirsur se kanyakumari jana hai by bus toh kese jaye fare bus timing AC bus non AC bus like this
Aap Thrissur se Thiruvananthapuram ke liye bus lijiye aur waha se har 10-15 min me Nagercoil ke liye bus milta hai aur Nagercoil pahuch kar kanyakumari ke liye bus mil jayegi aapko..
Thanks bhai you from
@@colorsofindia1304 I am from Lucknow, Uttar Pradesh
HOTEL KA PER DAY RATE ?
Maine 900/- me book kiya tha for 4 person ke liye
Sir staton ke pass ka badiya hotel kon sa h
Aapko kis station ke pas hotel chaiye
Hotel raja place kaa charges bata do sir net me ,644 bataa rha he
aap kitne log jaa rahe ho aur kab jana hai date
@@RohitXplorer 9june karla aur 11 june kanyakumari
Rohit यार किराया तो बताया करो l
Kiraya bataya to hai.. aap puri video dekhiye
बिल्कुल जी पूरा वीडियों देखने पर पता चला l
Bhai koi acha hotel batao
Aapko kaha hotel chaiye aur budget kitna hai
Trivendrum mai 4 bed room
@@ayushsharma3170 800-900 me accha hotel mil jayega aur wo bhi main location par hi
Full address bataw Thiruvananthapuram se kannakumary
Aap kis tarah ke full address ke liye keh rahe hai aur kaha ke?
@@RohitXplorer kuch nehi hum thriuvanthpuram me hu app kon sa jaga me ho milsak te ho mileage is liye
@@SohelKhan-oc7ge mai ab kerala me nahi hu aur mai is time gujrat ki trip me hu
@@RohitXplorer om
@@SohelKhan-oc7genagarkoil se trivendaram ke liye last bus kitni bje tak milegi
Bhai hotel me kitna charge laga ?
900/- for 4 to 5 person for 1 night
தமிழன்டா
I don't know Tamil.. Only Hindi or English 😊