Janmashtami ke din sampurn din hi Shubh rahata hai aap subah se hi Pran pratishtha ka process shuru kar dijiyega taki 10:11 baje tak samapt Ho jaaye to aage ki Puja bade aaram se kar paoge
सामग्री का तीन भाग किया जाता है एक भाग गौ माता तथा चिड़िया को दिया जाता है एक भाग का दान किया जाता है और एक भाग प्रसाद स्वरूप घर पर ही use किया जाता है
Pran pratishtha ke saman ka teen hissa hota hai ek Ghar mein Prasad Swaroop use hota hai ek pashu pakshi Gau Mata ko khilaya jata hai aur ek hissa Dan Kiya jata hai
Ji jab tak Pran pratishtha ka process chalta hai tab tak Deepak prajwalit hona jaruri hai agar aap ek din ke liye kar rahe ho to ek din aur agar aap 4 din ke liye ya 5 din ke liye kar rahe ho to 5 din tak Deepak prajwalit rakhe
हां जी जन्माष्टमी पर थोड़ा-थोड़ा वीडियो देना शुरू कर दिया है गोपाल जी की प्राण प्रतिष्ठा कैसे करेंगे तथा पूजा सामग्री के वीडियो ऑलरेडी अपलोडेड है आगे भी बहुत सारी वीडियोस आती रहेगी कृपया चैनल के साथ जुड़े रहे, आपका कोई स्पेशल रिक्वेस्ट है तो बता सकते हैं मैं पूरी करने की पूरी कोशिश करूंगी
Han ji ek sath do Kanha ji ka Pran pratishtha kar sakte hain Jo bhi saman se aap Pran pratishtha karenge, usmein se kuchh saman Dan karna hota hai aur kuchh saman bhog Swaroop Apne Ghar per rakh sakte hain
Didi jaha pr kanha ji ka pranprthista kiye hai waha se unke hta skte hai ki nhi Or janmastmi ke din pranprthista kr skte hai ky Ha to kitna time krna chahiye
Pure process mein Kanha ji Ko hatana nahin hai bad mein Pran pratishtha ke bad unko kahin aur jagah per bhi baitha sakte hain, har ek chijon mein aap 21 minut 48 minutes ya 1 ghante ke liye rakh sakte hain, Kanha ji ke Pran pratishtha subah hi kar lijiye taki pure din aap unka shringar karke Darshan kar paye Janmashtami ke din bhi apradh pratishtha kar sakte hain
Video mein sampurn details bataya Gaya hai video ke and mein sare detail se aap ek bar video ko pura sune to aapko sab kuchh acchi tarah se samajh mein aaega skip karke dekhne se bahut sare chijen chhut jaati hai, radhe radhe
Didi..maine Aaj ekdashi k din chawal se first process start Kiya hai... Abb Maine aapka yeh video dekha toh pata chala... Abb kya hoga? Please boliye..chawal se karne se kya hota hai ekadashi k din
Bahut sare pandit aur Mantra Charan dwara Mandir mein Jo Puja Hoti hai Pran pratishtha usmein कभी-कभी Aisa hote hue dekha Gaya hai hamesha Aisa nahin hota hai
Jai shree Krishna didi
Didi meine aapse pucha tha please bataye Ghar par Puja Ghar me mandir me kachuye ko kaise rakhte hai 🙏🙏
इसके ऊपर वीडियो बहुत जल्दी अपलोड करूंगी मैंने आपका क्वेश्चन नोट करके रखा है
@@VratVidhiUpay 🙏🏽🙏🏽 thankyou didi
Radhe Krishna
राधे राधे जय श्री कृष्ण 🙏🙏 बहुत ही सुन्दर देख कर मन भावुक हो गए आप ने इतने अच्छे से दिखाई भगवान कि कूपा हम सब पर बनी रहे 🙏🙏🙏
Radhe Radhe
Radhe Radhe didi
Radhe radhe 🥰
Radhe Radhe ji ❤️❤️🙏🙏
को
Hare Krishna radhe radhe Didi
Radhe Radhe
Pran pratishtha ka Shubh muhurt kya hai
Janmashtami ke din sampurn din hi Shubh rahata hai aap subah se hi Pran pratishtha ka process shuru kar dijiyega taki 10:11 baje tak samapt Ho jaaye to aage ki Puja bade aaram se kar paoge
Aur bhi sabhi Devi Devta k liye yhi same procedure rahega
Ji han… lekin Mahadev ke liye bhasma avashya laye adhivas ke liye
Kya pran partishtha k baad niyam boht Sakata ho jate hai
Jay siri krisna rade rade ees samgri ko kya karna chahiye
सामग्री का तीन भाग किया जाता है एक भाग गौ माता तथा चिड़िया को दिया जाता है एक भाग का दान किया जाता है और एक भाग प्रसाद स्वरूप घर पर ही use किया जाता है
Radhe radhe didi janamashtami par decoration kaise kare please btaye
जन्माष्टमी से पहले एक वीडियो जरूर अपलोड करूंगी, चैनल के साथ जुड़े रहिए बहुत ही अच्छे अच्छे और इंटरेस्टिंग वीडियोस अपलोड करने वाले हैं
Didi mai aapki new subscriber hu❤😊😊
Welcome dear 😊😊 Happy janmashtami,
Radhe radhe di yadi hum subh sham ka bhog lgane ke liye rakhte hain tbi pran pratishtha krwana aavshyak hainn ??
Aur koi bhi dal le skte hai
Pran prathistha ke baad ka saamna ka kya karne chahiye
Pran pratishtha ke saman ka teen hissa hota hai ek Ghar mein Prasad Swaroop use hota hai ek pashu pakshi Gau Mata ko khilaya jata hai aur ek hissa Dan Kiya jata hai
Kya 5din pran pratishtha me deepak lgatar jalna chahiye pls di reply
Ji jab tak Pran pratishtha ka process chalta hai tab tak Deepak prajwalit hona jaruri hai agar aap ek din ke liye kar rahe ho to ek din aur agar aap 4 din ke liye ya 5 din ke liye kar rahe ho to 5 din tak Deepak prajwalit rakhe
Thanks di
Agar hum ek ghante ke liye rkhne ke doraan aankhon pe patti bandhna bhul gye to kya kre??
Koi nhi, jaise suru kya hai, aage se patti bandh sakte h
Mam janamashtami pr bhi video bnaye pls
हां जी जन्माष्टमी पर थोड़ा-थोड़ा वीडियो देना शुरू कर दिया है गोपाल जी की प्राण प्रतिष्ठा कैसे करेंगे तथा पूजा सामग्री के वीडियो ऑलरेडी अपलोडेड है आगे भी बहुत सारी वीडियोस आती रहेगी कृपया चैनल के साथ जुड़े रहे, आपका कोई स्पेशल रिक्वेस्ट है तो बता सकते हैं मैं पूरी करने की पूरी कोशिश करूंगी
Didi pls answer. 1.Ye sari chizo kya karna hain fir? 2. Kya ek sath do kanha ki pran pritshtha kar sakte hain?
Om namh bhagvate vasudevay
Han ji ek sath do Kanha ji ka Pran pratishtha kar sakte hain
Jo bhi saman se aap Pran pratishtha karenge, usmein se kuchh saman Dan karna hota hai aur kuchh saman bhog Swaroop Apne Ghar per rakh sakte hain
Didi jaha pr kanha ji ka pranprthista kiye hai waha se unke hta skte hai ki nhi
Or janmastmi ke din pranprthista kr skte hai ky
Ha to kitna time krna chahiye
Pure process mein Kanha ji Ko hatana nahin hai bad mein Pran pratishtha ke bad unko kahin aur jagah per bhi baitha sakte hain, har ek chijon mein aap 21 minut 48 minutes ya 1 ghante ke liye rakh sakte hain,
Kanha ji ke Pran pratishtha subah hi kar lijiye taki pure din aap unka shringar karke Darshan kar paye
Janmashtami ke din bhi apradh pratishtha kar sakte hain
Thanku didi
Ea aanaj ka kya krte hain phr didi
Yhi question mere mn me v h
Kya pran pratistha ke dwran me upwas jaruri hai
Nhi
Jai shree krishna ji mujhe ye puchna ta ki en sbjiyo or phlo ka kya kre bad m enhe kam m le ya kuch or krna h
Video mein sampurn details bataya Gaya hai video ke and mein sare detail se aap ek bar video ko pura sune to aapko sab kuchh acchi tarah se samajh mein aaega skip karke dekhne se bahut sare chijen chhut jaati hai, radhe radhe
Didi kya ekadashi ke me pran pratistha kr skte h
Sb kch ek din me kr skte hai
Ha ji, ekadashi ke din chawal ka vyavhar na Karen is din mung ke daal ya gehun ka vyavhar Karen
Didi..maine Aaj ekdashi k din chawal se first process start Kiya hai... Abb Maine aapka yeh video dekha toh pata chala... Abb kya hoga? Please boliye..chawal se karne se kya hota hai ekadashi k din
Jab ek gante k liye laddu ji ko vaas karana h us beceh wahi baithe rahna h ya apne kaam kar sakte h pls batana
Ji apna kam kar skte hain
Apne ye red aasan kha se liya
Local market se.. thank you
Hme koi gift diya h aaj , abhi unko asthapit nhi kiye hai , di aap btaa do... Unke liye kya kya lana h ?
एक-दो din ke andar hi iske upar video lekar aaungi
Jb aap out of town hate ho tb kese kurte h aap pls butye
मैं आउट ऑफ टाउन कहीं नार्मल ही जाती नहीं हूं जहां पर भी जाती हूं गोपाल जी को साथ ले जाती हूं और बाकी भगवान मंदिर में ही घर पर ही रहते हैं
Pran pratishtha ke bad shisha q nhi tuta
Bahut sare pandit aur Mantra Charan dwara Mandir mein Jo Puja Hoti hai Pran pratishtha usmein कभी-कभी Aisa hote hue dekha Gaya hai hamesha Aisa nahin hota hai