Ye video bhot Zabardast lagi Ek video is bat par b banaiye khas karke sirf 2 panel use karne walo k liye Wo ye ki Agr kisi ki battrey Charge hone ko lagi hogi to Wo Series Connection se jaldi charge hogi ya Paralal Connection se jaldi Charge hogi Aur khas karke jinke pas sirf 2 panel lage ho unke liye Bata de
Sir ji apki help chahiye thi .maine nyi street light khridi h purani khrab ho gyi.nyi vali battery se or solar se connect ker di h green light bhi on ho rhi h but raat ko on nhi ho rhi h kya problem h?
Badhiya video banai hai apne
Samsad bhai masallah bhu achi janka di h
Ye video bhot Zabardast lagi
Ek video is bat par b banaiye khas karke sirf 2 panel use karne walo k liye
Wo ye ki Agr kisi ki battrey Charge hone ko lagi hogi to Wo Series Connection se jaldi charge hogi ya Paralal Connection se jaldi Charge hogi
Aur khas karke jinke pas sirf 2 panel lage ho unke liye Bata de
Is video me kuch cheaz likhna bhool gaye wo b janna zaroori hai
Jaisa ye sab cheaze
1 Max Fuse Rating
2 Fire Class
3 Aplication Class
4 sefty Class
Good information. Tks
Video bahut achha laga sir
Thanks
Very informative vedio
Isme controllar konsa lgega sir
Assalam walekum
Plz btana kitne wt wala lg sakta he
Vpm 38v he to controllar kitne vt ka lgega
Controller voc ke hisaab se lagta he Vmp ke hisaab se nhi
45-50 v ka controller lelo
Konsa hoga wo mujhe link de do bhai
Sir ji apki help chahiye thi .maine nyi street light khridi h purani khrab ho gyi.nyi vali battery se or solar se connect ker di h green light bhi on ho rhi h but raat ko on nhi ho rhi h kya problem h?
Sensor kharab ho gya hoga
Mechanic ko dikha lo
@@nbsenergy solar vala machenic to h ni yaha .tv vale machenic pe dikha sakte h?
hame module efficiency samajh nai aaya kese cal. Kiya dubara bata sakte h
Ye video dekh lo samajh me aajayegi
ruclips.net/video/VphR-cf3ITg/видео.html
sir volt kina he
45v
Phir bhi clear nahi hua ki kitne volt ka hua
Dhyan se dekho
Aap hi bata do kitne volt ki battery charge hogi
Aap apna number
www.gorillasolar.in