Namaste madam mai pradhan maine aaj aapka varmi compost video dekha mere pass jo v. campost hai lekin vah sukhoi haya hai sime pani dalanepar houseful banava qa madam
Video achi lagi yeh batirn kiya plants M vermicompost dene sy kiya plants M kancooa b pedha ho jaty hI or kiya woh plants ki root kahrab toh nahi karty
@@gardeningwithvandana3801 3 -4 months ho gaye hai.hibiscus,mogra cutting, aur meesho ke seeds bhi lagaye sab germinate hone baad mar gaye sirf verbena,dahliya hi hai but koi bhi plant achhe se grow nahi hai
दोनों ही खाद अच्छी होती हैं मौसम के हिसाब से खाद दे गर्मियों में बर्मी कंपोस्ट दे गुलाब में और सर्दियों में गोबर खाद । बरसात में खाद देने की जरूरत नहीं होती हैं
Mam, hamare garden mein jo kenchuye milta hai wohi dalna hai ya market me jo milta hai wohi, Maine to hamare garden mein jo mile the me use daal diya tha kya a sahi hai Maine Ghar me try Kiya hai 1St time mujhe purane gobar nahi Mila to main fresh gobar ko 4,5,din sukha kr usme mitti,green grass aur thoda thoda paani daal kr rakha tha 3,4 month Tak jb mujhe garden mein a avi Mila hai main usme daal diya hai kya a hoga aur isko kaise gulab plant ki potting mix main kaise use kare aur kitna,vermicompost pehle kya karna padega use karne keliye gulab main agar nahi hua to main use bahar daal dunga abhi to main usko bucket me rakha hai, hamare yaha to market available nahi hai hn hum HR plant garden mein lagate hai wohi se a miltha mujhko kya a sahi hai aur kya a hoga
Jo aapke yaha varmicompost taiyar hua hai usko uper upar se nikal kar shade me sukha lijiye 1 week fir plant me use kare pahle keval 1 plant me use karke deakhe sab accha rahe tb sabhi Plant me use kijiye
Thank you bahut information achchhi de hai
Bhot achi vdo h ❤
Thanks
Best explained ❤
Thanks a lot 😊
Very informative video.. thank you mam 😊
Thanks for watching
Bahot badiya information 👌👌
Thanks for watching 😊
Very useful information
Very informative video my friend thanks great sharing good evening 💐🌆 all plant very healthy
Tik bola hai aap ne mera b kus achar hai ho Raha hai 👍 from Arunachal Pradesh pasighat
Right madam meri bhi vermicompost ke unit h
Very nice video Mam ❤️🙏
Nice information 👍
Very knowledgeable thanks
kaya adrakh me esko use ker sakte hai
Ji ha
Ma'am kya gamle ki mitti me vermi compost dalne se kencheu ho jate hain
अगर केचुए के अंडे वार्मिकमपोस्ट में है तब केचूए बन जाते हैं जो पौधों के लिए अच्छे होते हैं
Please mujhe ye bta dijiye ki vermi compost dalne k bad watering kab karni he plants me ???
Pot me varmicompost dejiye aur fir turant hi pani dejiye
@@gardeningwithvandana3801 ok thanks pr mene watering nhi ki aaj koi problem to nhi hoga n?? Plz tell me
Namaste madam
mai pradhan maine aaj aapka varmi compost video dekha mere pass jo v. campost hai lekin vah sukhoi haya hai sime pani dalanepar houseful banava qa madam
अगर बर्मी कंपोस्ट खाद सूखी हुई हैं तो कोई बात नही उसे भी विडियो में बताए अनुसार ही इस्तेमाल करें वो भी उतना ही काम करेगा
Namste medam ji kya mein shimla mirch me dal sakta hun kyunki kuch shimla mirch mein kam fhul Or fhal lage hai
Namste sir, ji ha varmicompost ko Shimla mirch me diya ja sakta hai
Mere plant mei flowring nahi hoti...to kiya mei sirf vermicompost dalne se kaam ho jayega?
Kya vermicompost aur cocopeat ikayhi use kar sakte hai
Ha
Kya vermi.compost wet hoti hai on.line se wet.aai hai
जी हां बहुत हल्की नमी रहती हैं varmicompost में
Mam maine vermicompost or npk fertilizer dono mangaye hai online se , dono ko sath me kaise use krna hai or kitne tym me dena plants ko
1 baje de sakte hai
सिर्फ वर्मिकोंपोस मै भी पोधा उगा सकते है plz बताने की कृपा करे
Kya vermicompost aur cocopeat ikathe use kar sakte aa mix kr ke
Ji ha
Video achi lagi yeh batirn kiya plants M vermicompost dene sy kiya plants M kancooa b pedha ho jaty hI or kiya woh plants ki root kahrab toh nahi karty
Root kharab nahi hogi . Varmicompost plant ke liye best hai
Mam mein ek part soil,vermicopost, sand mix karke plant lagayi hu par plant grow nahi ho rahe hai
Koun sa plant lagaya hai aur kitne din ho Gaye lagaye hue
@@gardeningwithvandana3801 3 -4 months ho gaye hai.hibiscus,mogra cutting, aur meesho ke seeds bhi lagaye sab germinate hone baad mar gaye sirf verbena,dahliya hi hai but koi bhi plant achhe se grow nahi hai
🌹🌹🌹👌👌🌹🌹🌹
Vemicompost ko mitti me.mila k gamle me dala jata hai paudha lagane k liye
Ha
Mam vemricompost ko Mani plant mein kitni Matra mein
2 mutthi 3 month me 1 bar dejiye
Mam हमारी मिट्टी उपजाऊ नहीं है तो हम vermicompost me पौधा लगा सकते हैं
एक हिस्सा मिट्टी,एक हिस्सा बर्मीकॉमपोस्ट और एक हिस्सा लाल बालू मिला कर तैयार करें और पौधा लगाएं best soil ready hai
🌹🌹🌹🌹varmicampost barish ke mosam de sakte hai kya?
Ha de sakte hai per jis time barish na ho rahi ho
mam yeah pink and center main white spot vala flower konsa hai isma kya nam hai ?
इसे vinca या सदाबहार कहते है यह सदाबहार की हाइब्रिड वेराइटी हैं
@@gardeningwithvandana3801 thankyou so much mam ❤️
Chemical Khan aur varmi compost ek sath de sakte hain kya ya kitne din mein de sakte hain
Ha
1 month me ek baar
Periods me plants ko chhu skte hai ya nh??
Ha
Very informative video
बहुत अच्छी वीडियो । गुलाब में वेर्मिकम्पोस्ट ज्यादा अच्छा है या गोबर खाद। क्या अभी बरसात में दे सकती हूं।
दोनों ही खाद अच्छी होती हैं मौसम के हिसाब से खाद दे गर्मियों में बर्मी कंपोस्ट दे गुलाब में और सर्दियों में गोबर खाद । बरसात में खाद देने की जरूरत नहीं होती हैं
@@gardeningwithvandana3801 thanku so much💐💐
@@gardeningwithvandana3801 mam mere areca palm pot me bahot sare kechuye hain unhe hatana chahiye ya faydemand hote hai
thank you madam
Can I use vermicompot in tulsi in winter season .....how much quantity should use ?
Yes , 1 mutthi in 10 inch pot
Maine 5 to 6 mutthi varmicompost mere tulsi ke paudhe mai dala hai 12 inch ke pot mai kuch hoga to nahi na plz replay.
@@sagargaikwad7276 nhi khuch nhi ho
Mam, hamare garden mein jo kenchuye milta hai wohi dalna hai ya market me jo milta hai wohi, Maine to hamare garden mein jo mile the me use daal diya tha kya a sahi hai Maine Ghar me try Kiya hai 1St time mujhe purane gobar nahi Mila to main fresh gobar ko 4,5,din sukha kr usme mitti,green grass aur thoda thoda paani daal kr rakha tha 3,4 month Tak jb mujhe garden mein a avi Mila hai main usme daal diya hai kya a hoga aur isko kaise gulab plant ki potting mix main kaise use kare aur kitna,vermicompost pehle kya karna padega use karne keliye gulab main agar nahi hua to main use bahar daal dunga abhi to main usko bucket me rakha hai, hamare yaha to market available nahi hai hn hum HR plant garden mein lagate hai wohi se a miltha mujhko kya a sahi hai aur kya a hoga
Jo aapke yaha varmicompost taiyar hua hai usko uper upar se nikal kar shade me sukha lijiye 1 week fir plant me use kare pahle keval 1 plant me use karke deakhe sab accha rahe tb sabhi Plant me use kijiye
Pink wali konsi flower hai
Vinca ya sadabahar kahte hai
या मिट्टी और varmicompost मिला के लगाये तो पौधा सूखे गा नहीं न
कहां से ले
Online lijiye ya lokal agriculture shop par milega aur nursery par bhi milta hai
Agar vermicompost me bahot kechue ho to gamle me kaese dalen? Its scary 😨
Its beneficial
America men gobar nahin milta hai to phir kiya istemal karen
Leaf compost and kicthen compost use kar sakte hai gober khad ki jagah
बिना मिट्टी के
मैं एक कट्टा लाया था नर्सरी से
Apko dekhna sahta hu
ruclips.net/user/shortsfUnC0XztFH0?si=i_Z9pPzQj_MR6E0d