Bhai ye Bataiye Hme 1,60,000 ₹ chek se Nikalna hai to Hm रुपए / Rupee me ,( ONE LAKH SIXTY THOUSAND ) likha shi rhega ya ( ONE HUNDRED SIXTY THOUSAND )
Agar account kisi dusri state ke bank me hai (hometown me ) or hum kisi dusre state me ho tou kya current jis state me h wha ke bank me apna cheque withdraw krne kliye lga skte h ?????
Bro plz reply Kya kisi durse person ka naam ka cheque ka paisa mere account me transfer ho jaaeaga ?? Dono person ka same bank hai (SBI) par different district hai
Sir 1 machine pehle SBI Ka check bank of India me dala tha abhi tak paise nahi aaye same bale ke account ke account se 20 din pehle hi account se paise kat Gaye
@@Balveer_Singh_Rajput_ sir muje property related cheque mila hai 3lakh rs ka uska bank icici hai aur mera hdfc to muje icici me jama krvana hoga ye check ya meri HDFC bank me plz reply sir
Sir ik bat puchni thi mera bank oriyantel tha ab Punjab national ho gya h to hum jb paise apne account me kisi se transfer karwayege tb hum us insan ko kaun se bank ka name btayege please btaiye qki humri fees nhi aa pa rhi h college se
Sir last mein. Check dene wale ka check no or branch ka name likhna hai ? Jisne Diya check?....or baki sab mein apna details bharna hai?....kyuki koi koi video confused kr rahi hai k...jisne Diya unka nam hi likhna padega 😰
Sir mujhe jo check mila hai wo dehradun city ka hai aur mera account dusri city me hai sbi ka to kya mai dehradun se hi apne account me lga skta hu ya mujhe usi city ke bank me jana padega jhn ka mera account h
Bro mera jo company ne check diya hai vah overseas bank ka hai aur mera hdfc bank hai ..kya mai hdfc ke kisi bhi branch me check aur form fill karke jama kar sakte hai ya jis hdfc me account hai vaha jana hoga please reply...aur agar kisi bhi branch ja sakta hu hdfc me to address branch kaha ka likhu jaha pe account hai vaha ka ya jaha dusre branch me jama kar raha hu uska address likhu please bhai reply
Sir ji mere pas checkbook nhi he aur college me b.ed second year ki 27380 rupy fees dd banaker jmma karni he ab fees kese jma kre sbi bank me kya kisi dusare account holder ki check book kaam aa sakti he replied jarur dijie
Bajaj Life insurance ki trf se pitaji k naam se cheque mila hai jo ki abhi pitaji nhi(death) hai To cheque se paisa niklne pr bank wale paise denge ki nhi
Slip mai correct information dala hai Agar cheque ke piche jis account mai dalna hai cheque uska account no. Aur naam likhna bhul gaye to kya cheque jama hoga
mai jis admi ko check de rhi hoon or uska kisi vi bank mai khata nhi h to wo praise ko kaise nikal sakta h koe options h to bataye plz bahut jaruri h..... wo kis trike se apne paise ko bank ke through pa sakta h.... plz reply jrur kren
सर मेरा खाता एसबीआई बैंक में है और मेरा भाई का खाता एचडीएफसी बैंक में है अब मेरे भाई ने मेरे को चेक काट कर दिया वह चेक एचडीएफसी बैंक में जमा होगा या फिर एसबीआई बैंक में जमा होगा चेक को किस बैंक में जमा करवाना है
Hdfc me bhi jamma ho jaye ga Agar apka account sbi me hai to hand to hand apke account me transfer kar diye jaye ge apko cheq box me dalne ki jaroorat nahi Cheq reciept fill karle sbi employe ko de de
Agar kisi dusre ka chaq apke account me lgana hai to koi v lga skta hai agar apka bank account ka cheq ap khud ke account me lgwana chahte hai to apke sign jroori h
Bhai muje icici bank ne cheque diya tha mere naam se lekin mera bank door hai to maine socha apne dost ke account me wo cheque jama kra du or maine cheque ke piche apne dost ka account number likh dia or phone number bhi or uske baad muje lga ki gadbad to ni ho gyi fir mene jakar manager se pucha jis bank me mere dost ka account hai uss manager se usne kaha jab cheque naam se dost ke hai hi nahi to uska account number bhi ni likhna tha to mai wapis aa gya ab wo cheque ka mai kya kru please batao or kya flude se usko white krke mai dusra account ka number likh skta hu wo bhi batao kyu ki maine suna hai wo flude wala cheque lete nahi hain.. koi batao kru kya 10700 rupy atke huye hain..
Mera account Canara bank m h or mujhe indian overseas bank k charak mila h mne account number bi daal diya phone number bi aur meri branch gav m h mne saher k canera bank m dal diya h pr IFSC code nhi dala kya mera check clear ho jayega pls reply me
भईया जी मुझे इंडियन बैंक का चेक मिला है जिस पर दिनांक 06/12/2024 है और मैने इंडियन बैंक का अकाउंट 16/12/2024 को ओपन करवाया है तो बैंक वाले बोल रहे है कि अकाउंट ओपन दिनांक के बाद का चेक लाओ ना कि पहले का नहीं तो चेक एक्सेप्ट नहीं करेंगे
भाई बोलने की बात है की खुद भर लो कोई समस्या नहीं है पर समस्या है यदि जो पैसा दिए है बिना ब्याज , लाभ के दिए है तब तो ठीक है नही तो अगला मौज करेगा आप के पैसे से, अगर चेक क्लियर हो गया तब तो कोई बात नही नही तो आप कोर्ट जाओगे और वहा पर अगला बोलेगा की ब्याज पर अगले ने दिया था अगर ब्याज पर नही दिए हो कैश दिए हो तो भी समस्या है कुल मिला के कोर्ट जाने पर 50-50 का मामला रहेगा , तो मूल मंत्र ये है की कभी भी कोई भी मारता रहे तो भी पैसा न दो अगर देना है बिना ब्याज के तो तहसील में जा के पक्का एग्रीमेंट करवा कर दो या फिर उसी तहसील से व्याज का लाइसेंस बनता है बनवा के तब एग्रीमेंट पर दो। स्टांप पर किसी को पैसा न दो।
Sir Mera cheque hai may apane dost ko diya paisa or dost ka naam bhi mention kar diya hoo Or o cheque mere dost ke pass se kisi ne chori kar liya hai Kya o money transfer kar sakta hai
Bohot Achi tarah Bhaiya Aapne samjhaya ❤❤aisi heee videos banaya Karo bhaiya 🙏🙏good work
Thank you
Thanku sir..
It helps alot
Aaj subh se confuse huu
Thanks
Thank you so much bhai...very helpfull video💯❤
Kis date ko lagaye chek
Ek din pahle lagana hai ya kabhi bhi laga sakte hai
Thank you sir bahut helpful vedio hai❤❤
Sir jaise jamakarta ka bank branch alag ho....to kya mil jayega amount ya usi branch m jaana hoga jaha account hai
Dono ka bank same hona chahiye kya ????
Yah cheque mere naam se issue hua hai, toh kya issuer ke permission ke bina mai apne bank me collection ke liye jama kar sakta hun ?
Good information bhiya
Thank you
4:42 sir address hme apne account vala fill krna h ya jine cheque diya h uske account ka??
Apna khud ka adrees dalna hai
Bhai ye Bataiye Hme 1,60,000 ₹ chek se Nikalna hai to Hm रुपए / Rupee me ,( ONE LAKH SIXTY THOUSAND ) likha shi rhega ya ( ONE HUNDRED SIXTY THOUSAND )
Uper wala sahi hai
@@Balveer_Singh_Rajput_ Ys Absolutely 👍
One lakh sixty thousand
Bank branch me hi jana padega ya usi bank me kahi bhi
Bhaiya ji uske account mai pase na ho to kya kare
Nice explain 👍👍👌👌
Thank you bhaiya❤🙏
Agar account kisi dusri state ke bank me hai (hometown me ) or hum kisi dusre state me ho tou kya current jis state me h wha ke bank me apna cheque withdraw krne kliye lga skte h ?????
Cheque ke piche 2 sign dene wale ke honge ya lene wale ke
Bro plz reply
Kya kisi durse person ka naam ka cheque ka paisa mere account me transfer ho jaaeaga ??
Dono person ka same bank hai (SBI) par different district hai
Ji sath ki sath apke account me paise tranfer kr diye jaye ge but jo apna name bank me h usi name se cheq fill hona chaye
@@Balveer_Singh_Rajput_ sir chaque to kisi aur ke naam ka bana hua hai
Unka chaque ka paise mai apne account me transfer karna chahta hun
Sir cheque form me sign nahi kiya koi dikkat nahi hogana aur branch glt daadliya = SBI TO BOI
Sir 1 machine pehle SBI Ka check bank of India me dala tha abhi tak paise nahi aaye same bale ke account ke account se 20 din pehle hi account se paise kat Gaye
बहुत ही अच्छा समझाया आपका धन्यवाद
Welcome ji
Sir Kya Agar account same bank me hai aur same Branch nahi hai to Kya hand to hand ho jayega
Jii
Agar cheque ke back side me signature na ho to paisa account me transfer nahi hoga kya?
50-50 chance h sir
Thanks a lot dear ❤️
Welcome ji
Sir kya Koi bhi bank ka branch ja skte hai same bank ka
Ji
Thank You sir
Sir, kitna time lagta hai other bank ka cheque clear hone mein..aur hme kb tk wait krna chahiye agar hmare a/c me abhi tk credit ni hua hai toh?
Samne wale ke account me pese nhi h to apne account me pese kese aayenge
Court case krke
Sir mera other city or other bank ka hai kitne dino me clear ho jayenge clear sir
Sir account payee cheque me agar ak letter speling mistake hai to uska kya solution hai cheque bhanj jayega kya ???
50-50 chance h
Check k piche sign nhi kre to chalega koi dikkat to nhi. Hogi na
Mujhe bhi janna h bhai ye
Check se paise nikal ne ke liye jaha humne apna account open kia tha kia usi jaga Jana jaruri hai sir please reply 🙏🙏
Jii
THANKAS.गुरुजी
Sir mera sbi bank me account h lekin jo check mila h sbi ka h lekin mera branch alg h to money tranfer ho jyega na
Jis bank me apka account h usi bank se turant apke account me paise dal diye jaye ge
Sir cheque jis Bank ka hai usi Bank se koi or Bank me laga sakte kya
Kisi v bank me lga skte ho
Sir ager cheque fat jae to bank me lag jata hai?
No
Bhai k name ki chek h account pay ki to kya mai uske acount me uski chek laga skta hu apni sing se, ya jiske name ki h wahi lagayega?
Jiska Cheq h usi ke sighn ho aur jiske name se cheq bhara h usi ke account me lgega
Adhikatm kitna ammount check se transfer kar sakte hai kisi aur ke account me
Apne apne account ki alag alag limit hoti h
Baki ap ten lakh tak transfer kr skte h
@@Balveer_Singh_Rajput_ sir muje property related cheque mila hai 3lakh rs ka uska bank icici hai aur mera hdfc to muje icici me jama krvana hoga ye check ya meri HDFC bank me plz reply sir
@@Balveer_Singh_Rajput_ aur 3,00,000 ka cheque hai to RTGS FORM bharna padega ya ese hi normal slip
Sir deposit form me surname me ek letter me thodi si mistake ya kata piti ho gai to kuch dikat hogi ya itna chalta hai ?
Apni bank account mein kisi dusre ka cheque withdraw kar skte h kya?
Gzb zankari
Thanks
Sir cheque dusre state ka hai
Aur apne state mein lgana chata hu
Lag jayega kya
Sir piche ek signed krni he ya two signed kar ni hai please reply🤔
Sir ik bat puchni thi mera bank oriyantel tha ab Punjab national ho gya h to hum jb paise apne account me kisi se transfer karwayege tb hum us insan ko kaun se bank ka name btayege please btaiye qki humri fees nhi aa pa rhi h college se
Sir last mein. Check dene wale ka check no or branch ka name likhna hai ? Jisne Diya check?....or baki sab mein apna details bharna hai?....kyuki koi koi video confused kr rahi hai k...jisne Diya unka nam hi likhna padega 😰
Sir mujhe jo check mila hai wo dehradun city ka hai aur mera account dusri city me hai sbi ka to kya mai dehradun se hi apne account me lga skta hu ya mujhe usi city ke bank me jana padega jhn ka mera account h
Jaha apka account hai wahi se cheq lgega
@@Balveer_Singh_Rajput_ thnx sir🙏🙏
Sir , Kya cheque ka Paisa Paytm Bank me aa jayega ?
No
Sir joint account me check book kis ke naam se aata hai or ya fir dono holder ka naam aata hai
Sry i don't know
Bhut bhut acha bhai shab
Thanks ijjat bachi aj😂
Welcome ji
Agar check par naam m 1-2 word ka error krdia bt account number thik dala hoto check clear ho jayega??
No
Thank you very much Bade bhai , very helpful video ji 👌👌🤗💐
Welcome ji
@@Balveer_Singh_Rajput_ 🤗💐💐🙏🙏
Bro mera jo company ne check diya hai vah overseas bank ka hai aur mera hdfc bank hai ..kya mai hdfc ke kisi bhi branch me check aur form fill karke jama kar sakte hai ya jis hdfc me account hai vaha jana hoga please reply...aur agar kisi bhi branch ja sakta hu hdfc me to address branch kaha ka likhu jaha pe account hai vaha ka ya jaha dusre branch me jama kar raha hu uska address likhu please bhai reply
Clearence krne me koi charge v Lagta h kya sir ...
Check milne ke bad kitne din tak jama kar sakte hai
Sir ji mere pas checkbook nhi he aur college me b.ed second year ki 27380 rupy fees dd banaker jmma karni he ab fees kese jma kre sbi bank me kya kisi dusare account holder ki check book kaam aa sakti he replied jarur dijie
Online net banking ya upi se pe kr dijiye
Sir , check dusre bank mai lagh sakta hai jasie ki check state bank ka hai aur acount Grameen Bank ka hai
Batayo sir,,
Bajaj Life insurance ki trf se pitaji k naam se cheque mila hai jo ki abhi pitaji nhi(death) hai
To cheque se paisa niklne pr bank wale paise denge ki nhi
Nominee ko paise mile ge jo unke account me nominee name likha hoga
Slip mai correct information dala hai Agar cheque ke piche jis account mai dalna hai cheque uska account no. Aur naam likhna bhul gaye to kya cheque jama hoga
Ji jma ho jaye ga
Bank ka name vaucher m chek vala dalna h ya apne bank ka name dalna
Chaq wala dalna hai
Nice opp videos 😃🔥👌😊😊💐😊💐💐
Thanks
Sir Bina form bhare Keval check ke piche account number aur mobile number likhane se kya hamare account mein paise a jaenge sir please...
mai jis admi ko check de rhi hoon or uska kisi vi bank mai khata nhi h to wo praise ko kaise nikal sakta h koe options h to bataye plz bahut jaruri h..... wo kis trike se apne paise ko bank ke through pa sakta h.... plz reply jrur kren
Jab account hi nahi h sister to paise v nahi nikle ge
Use bank me account open krne ko kaho fir ap cheq lga kr paise nikal skte ho
Sir cheque no dalna bhul gaye toh koi problem toh nhi hogi na baki sari information thik hai
Jo side me rasid apne nikala usame bank ka seal or signature important hota hai?
Other stet me jakar chek dwara paese nikal sakte hai ya nahi
Noo
सर मेरा खाता एसबीआई बैंक में है और मेरा भाई का खाता एचडीएफसी बैंक में है अब मेरे भाई ने मेरे को चेक काट कर दिया वह चेक एचडीएफसी बैंक में जमा होगा या फिर एसबीआई बैंक में जमा होगा चेक को किस बैंक में जमा करवाना है
Hdfc me bhi jamma ho jaye ga
Agar apka account sbi me hai to hand to hand apke account me transfer kar diye jaye ge apko cheq box me dalne ki jaroorat nahi
Cheq reciept fill karle sbi employe ko de de
Other state bali other state mey deposit ho sakta hai kya
Sir check me s/o likha hua hai aur slip me nhi likhenge to chalega kya
Ji chlega
Cheque ki koi limit hoti hai....jiss limt k upper tax ya tds bank cut krta h??
20 lakh se uper ka cheq ho to 2% tax pay krna padta h
Thanks
Sir box me jama karne ke baad Kitna din lagega paise aane me
Same bank aur cheq v same bank ka hai to turant paise a Jaye ge
Different bank ka cheq h to 4-7 days lge ge
Dusra kisiko account me deposit kar sakte hain kya ??
Ji par dusra account me v vahi name ho jis name se cheq apko mila hai
Sir branch same hai city Change h to cheque clear ho jayega
Jii
Sir mujhe pese lene h ek se or usne check k piche sighn nhi kiye 2 btaiye kya krna h
Cheq Lga do koi baat nahi har bank ke cheq ke back side sign nahi hote
Sir mera bank same hai lekin branch same nahi hai kya cheque jama kara sakta hu dusri branch se...
Or paisa cash milega ya account me jama hoga
Sir,cheque ko kya 3 person account me dal kar clear karba sata hai
Only single account
Bhai mera cheq dustche bank ka hai kya mai es process ke through aapna bank PNB me paisa transfer krwa skta hu
Reply plzz🙄
Kitna time lgta hai drop box se account mai paise aane pr
Same bank ha to on the spot
Other bank hai aur apki City me hi h bank to 2-3 din
Agar other state me hai bank other state ka cheq hai to 15-20 days
Kitna amount maximum transfer ho sakta h
Bhai Mere Paas Bhi 20k Ka Cheque Hai To Mai Usko Sirf Apni Home Branch Mai Jma Kar Sakta hu Ya Phir Any Branch??
Nice video ❤❤❤❤😂
Bhai agar cheque ke sath slip na lagaya or draft box me daal diya to....?
Koi dikkat nhi
Dhnyvadh bhaiyya 🙏🏻
Sir mera cheq aaya h aur ghar par mai nahi hun kya koi bhi mera cheq mere bank me lga sakte h, kya mera sig. Karna jaruri h
Agar kisi dusre ka chaq apke account me lgana hai to koi v lga skta hai agar apka bank account ka cheq ap khud ke account me lgwana chahte hai to apke sign jroori h
Sir mene. Bank name me Jiska Check tha uska name dal diya b kya mera pisa ajayga kya Sir
Reject ho jayega
Bhai 20lakh ka amount ka cheque jama kar saktey hai kya
Ji
Sir me pass book par name saurabh pandey s/o ravi pandey hai aur cheque par name saurabh pandey hai kya cheque deposit ho gaye ga?
Ji
Bhai muje icici bank ne cheque diya tha mere naam se lekin mera bank door hai to maine socha apne dost ke account me wo cheque jama kra du or maine cheque ke piche apne dost ka account number likh dia or phone number bhi or uske baad muje lga ki gadbad to ni ho gyi fir mene jakar manager se pucha jis bank me mere dost ka account hai uss manager se usne kaha jab cheque naam se dost ke hai hi nahi to uska account number bhi ni likhna tha to mai wapis aa gya ab wo cheque ka mai kya kru please batao or kya flude se usko white krke mai dusra account ka number likh skta hu wo bhi batao kyu ki maine suna hai wo flude wala cheque lete nahi hain.. koi batao kru kya 10700 rupy atke huye hain..
Ab jisne apko cheq diya h unse dusra cheq lo request kro but abhi wala cheq bekar ho gya
Ap ne bhut achi jankari di sir thank 🌹 you so much😊
Welcome ji
Thanks bro..
Welcome ji
Sbi ka cheque h...mera Karnataka Bank me dalna h to kitne din me aa jyega plz tell money?
Ap ka account kaha ka h
@@Balveer_Singh_Rajput_ Karnataka bank
Very helpful vedio
Thanks
Mera account Canara bank m h or mujhe indian overseas bank k charak mila h mne account number bi daal diya phone number bi aur meri branch gav m h mne saher k canera bank m dal diya h pr IFSC code nhi dala kya mera check clear ho jayega pls reply me
sir jese mera Account Bank Of Maharashtra ka Hai Or muje PNB ka Chk dia gya hai or mere acount mein pese Dalne Hai mne Tb Bhi form Bhrna Pdega
Ji apko form bharna padega
Mujhe company se cheque mila h lekin mere pass bank account nhi h ,to kya mai apne cheque ko apni mother k account me jama karwa sakta hu please tell
Nooo
Kyoki cheq apke name se kata hoga
Agar apki mummy ke name se kata hota to lg jata
Nice video sir😍😍...
Thanks
Sir maine bank name nahi likha tha sirf account number diya tha
Do din ho gye par av tk paise mere ac me nahi aaya ...kya karu reply plz😓...
Bhai mera account dusri branch(PNB Allahabad)me hai and cheque dusri (ICICI Sector 18)branch me deposit kr skte hain kya
Ji but cheq jiske name ka h account name v uske name ka same hona chahiye
भईया जी मुझे इंडियन बैंक का चेक मिला है जिस पर दिनांक 06/12/2024 है और मैने इंडियन बैंक का अकाउंट 16/12/2024 को ओपन करवाया है तो बैंक वाले बोल रहे है कि अकाउंट ओपन दिनांक के बाद का चेक लाओ ना कि पहले का नहीं तो चेक एक्सेप्ट नहीं करेंगे
Ji bank wale sahi hai
Ap dusra cheq lelo
Sir jise se paise lene the usne cheque pe sign or amt bhr k de diya bolta baki cheque aapne ap bhr lo kya esa kr skte hai ye koi crime to ni
Nahi jii ap bhar skte ho
भाई बोलने की बात है की खुद भर लो कोई समस्या नहीं है पर समस्या है यदि जो पैसा दिए है बिना ब्याज , लाभ के दिए है तब तो ठीक है नही तो अगला मौज करेगा आप के पैसे से, अगर चेक क्लियर हो गया तब तो कोई बात नही नही तो आप कोर्ट जाओगे और वहा पर अगला बोलेगा की ब्याज पर अगले ने दिया था अगर ब्याज पर नही दिए हो कैश दिए हो तो भी समस्या है कुल मिला के कोर्ट जाने पर 50-50 का मामला रहेगा , तो मूल मंत्र ये है की कभी भी कोई भी मारता रहे तो भी पैसा न दो अगर देना है बिना ब्याज के तो तहसील में जा के पक्का एग्रीमेंट करवा कर दो या फिर उसी तहसील से व्याज का लाइसेंस बनता है बनवा के तब एग्रीमेंट पर दो। स्टांप पर किसी को पैसा न दो।
Sir
Mera cheque hai may apane dost ko diya paisa or dost ka naam bhi mention kar diya hoo
Or o cheque mere dost ke pass se kisi ne chori kar liya hai
Kya o money transfer kar sakta hai
Sir please reply me
Nahi nikal skta kyoki apne apne dost ka name mantion kar diya hai
भाई जो आपने चेक नंबर भरा है उसके साथ खुद के बैंक का नाम लिखना है या फिर जिस ने चेक दिया है उसके बैंक का नाम प्लीज बताना
Cheq jis bank ka h vo naame dalna hai
@@Balveer_Singh_Rajput_ Thank you sir
Chak lagne k kitne der ma pase aa jate sir ji reply pls