check jama karne ka form kaise bhare || check jama karne ka tarika || check kaise bhare

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 дек 2018
  • -भारतीय स्टेट बैंक में चेक कैसे जमा करें
    -भारतीय स्टेट बैंक की जमा पर्ची कैसे भरे
    - How to deposit cheque in your account
    - How to deposit cheque in your bank account
    - How to fill a cheque : • चेक कैसे भरें | how to...
    - prevent cheque rejection : • Prevent cheque bounce/...
    -How to fill cash deposit slip or cheque deposit slip. Cheque deposit slip kaise bhare.
    -How To Fill Money Transfer or Credit form | Ask any Banking related questions | कोई भी बैंक सम्बंधित जानकारी पूछें
    -While depositing a cheque a pay in slip is also needed to be filled by the depositor. Here we learn how to fill a cash deposit/ pay-in-slip.
    -यहां हम सीखते हैं कि भारतीय स्टेट बैंक की जमा पर्ची कैसे भरे
    - How to properly fill a pay-in-slip
    - filling a pay-in-slip for cheque deposit.
    - filling a pay-in-slip for cash deposit.
    - filling a payin slip for money transfer to the account.
    Kindly subscribe to channel '22EduNaavi' for further updates.
    TO know more check out the channel About and other videos.
    Read a fascinating story: spiritualityandmysticism.word...
    ****************************************
    solved questions and tips, tricks and concepts involved:
    • Tips Tricks Concepts
    playful and fun, art and craft activities for kids and adults alike:
    • paper craft videos
    school-level maths concepts:
    • Love Mathematics
    Nursery learning:​
    • Nursery learning 👶
    Activities to groom kids:
    • kids grooming activities
    Physics basics:​
    • Physics Basics
    BANKING​ VIDEOS:
    • Banking videos
    #22EDUNAAVI​
    #chequejama
    #cheque
    #chequejamakarnekatarika
    Subscribe to the channel 'EduNaavi' for further updates.
    TO know more check out the channel About and other videos.
  • ХоббиХобби

Комментарии • 436

  • @22edunaavi
    @22edunaavi  4 года назад +6

    ✌👉Aap apne bank💵💸💱 sambandhit sawaal yahan pooch sakte hain.🆗
    Padhai mein NDA, mathematics , Physics all classes aur Nursery kids ke sawaal bhi is channel ke sambadhit videos mein pooch sakte hain...🌟⭐🌠

  • @supervideosgurugarry1602
    @supervideosgurugarry1602 4 года назад +5

    Nice Video Sir, Thanks
    👍👍👍👍👍👍👍👍
    ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @insectsplanet55
    @insectsplanet55 4 года назад +4

    Very nice and informative video ...very- very helpful 👍👍👍

  • @utpolneog3324
    @utpolneog3324 4 года назад +4

    Very nice , thanks

  • @godisgreat4473
    @godisgreat4473 2 года назад +2

    Videos mst h uncle ji

  • @mukesh_kumar_cg04k
    @mukesh_kumar_cg04k 4 года назад +3

    Nic video Bhai

  • @SurajSingh-qj8rw
    @SurajSingh-qj8rw 3 года назад +6

    Sir jo chek mila hai usake piche ham Acount nu. Aur name likh die hain koi dikkat to nahi n hoga

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      nahi koi dikkat nahi. But usually cheque pe kuch bhi aur likhna nahi chahiye.

  • @supervideosgurugarry1602
    @supervideosgurugarry1602 4 года назад +5

    Good Video Sir, Thanks
    👍👍👍👍👍👍👍👍👍
    ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @vsrawat4583
    @vsrawat4583 3 года назад +4

    Good

  • @rohitupadhyay5885
    @rohitupadhyay5885 3 года назад +6

    Sir cheque ko click kaise karenge agar stapler karne se thoda check fat jaye tb koi dikkat

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      mutilated cheque, matlab ki kata-phataa cheque bank accept nahi karta.....agar bahut thoda ho toh aapko apne bank ja ke baat karni padegi....cheque ki condition dekh ke vo shayad chq accept kar lein.

  • @rakhipradhan5152
    @rakhipradhan5152 3 года назад +4

    Ami chak nombor na diay chak joma diay diay6i ,,,Please bolun taka ki dhukbe na 😔😔

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      no koi problem nahi hogi....chk no. wali part hum apne record ke liye note karte hain.

  • @Officialopgaming47
    @Officialopgaming47 4 года назад +4

    Thanks 😊

  • @rakhipradhan5152
    @rakhipradhan5152 3 года назад +4

    SBI Bank er chack SBI Bank joma kore6i ,, account number diay6i,,takar amount diay6i,,kintu chack nombor na diay chack ta joma diay diay6i,,, please bolun taka ki dhukbe na ,,,, ki6u ki problem hobe

  • @SanjeevKumar-yt1lr
    @SanjeevKumar-yt1lr 3 года назад +5

    Sir, yeh cheque jiske naam se hai wahi cash Kara Sakta hai ki yaa koi bhi

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      cheque vo he cash kara payega jiske naam pe cheque hoga agar order cheque hoga. Bearer cheque mein koi bhi cash kara sakta hai isliye ab kafi banks account mein payment karna prefer karte hain.

  • @renkukapoor9342
    @renkukapoor9342 Год назад

    achi jankari thi

  • @peaceandhappiness7074
    @peaceandhappiness7074 2 года назад +2

    Check idbi bank ka ho.and cheq no.ke aage apni bank ka naam de de to .kya check clear hoga

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +2

      dekhiye cheque no. toh bharna chahiye.....agar aapne wahan idbi chq no. ki jagah kuch aur bhara hai toh bank baki incomplete details poori bhar dega aur phir clearing ke liye bhej dega.......jab tak aapke cheque ke details noted nahi hogi aapka bank cheque ko clear hone ke liye idbi bank ke paas nahi bhej payega.

  • @princesaharulislamcreation4303

    Thank you bhaiya

  • @sukhvendrasingh9213
    @sukhvendrasingh9213 Год назад +4

    thank you sir very nice information

  • @godisgreat4473
    @godisgreat4473 2 года назад +2

    Sir ji mero ko different slip mile h .. jiske piche or age dono side fill karna padta h

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +3

      us slip ki photo ka link yahaan comment mein bhej do.... mein guide kar dunga kaise bharni hai...

  • @sumitverma3338
    @sumitverma3338 3 года назад +7

    Bearer cheque के लिए भी बैंक सिलिप् भरना पड़ता है क्या या सीधे काउंटर से कैश हो जाता है

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      Bearer cheque का तो मतलब ही है की जो कोई व्यक्ति चेक लाये उसको पैसे दे दिए जाएं मगर ज़्यादा फ्रॉड और रिस्क की वजह से बैंक भी बोलता है की आप चेक की अपने अकाउंट में डालें , उसके बाद आप जैसा चाहें वैसा करें .
      यह स्लिप तो तब भरनी पड़ती है अगर चेक को आप अपने अकाउंट में लगाना चाहते है .

  • @true_fact4655
    @true_fact4655 2 года назад +1

    Thank you sir 🙏

  • @realbeautythings28
    @realbeautythings28 3 года назад +4

    Ty sir

  • @mahadev919
    @mahadev919 4 года назад +3

    Maine school ki fees bhrni hai cheque se cheque fill karke slip b bhrni hai ja school me jma karvani hai kaise kre

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +4

      aapko sirf school jaa ke school ko fees ka cheque kaat ke dena hai....aap ek blank cheque le kar school jayein ya school se pooch lein ki cheque kis naam se kaatna hai.....vo naam cheque mein PAY ke aage bhar dein.....ruclips.net/video/rFNqjVJoFOA/видео.html...ye wala video dekhein...

  • @ARUNA685
    @ARUNA685 3 года назад +6

    Sir ek mistake ho gyi....date on cheque 27/12/2020
    But date on slip 28/12/2020
    Cancel hoga ya pese aa jayge

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +7

      koi mistake nahi hai...
      jab koi aap ko cheque dega....
      toh aap us date ko ya us date ke baad he toh cheque ko apne apne account meim jama karaoge......cheque and slip bilkul theek hai.....date ki wajah se koi dikaat nahi hogi. chrque mein baki sab theek hoga toh paise aaa jayenge account mein.

  • @ankittech1056
    @ankittech1056 3 года назад +5

    Age cheque ke piche kuch glt ho Jae to use pen se cutting kr skte h

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      cheque ke piche vaise kuch bhi nahi likhna chahiye....aur chque pe koi bhi cutting allowed nahi hoti hai....aap naya fresh cheque le lijiye......varna toh apne bank jaa ke baat karein ,saari situation dekh ke vo aapko sahi advice kar denge....kafi kuch sochna padega, aap kine purane customer hain, cheque within bank hai ya clearing/neft kaa, cheque pe kitna risk element hai, cheque kitne amount ka hai...etc. etc..

  • @gauravjoshi7245
    @gauravjoshi7245 4 года назад +2

    Mera account union bank Mai hai aur kisine mujhe pnb ka cheque diya to usey cash krne ke liye mujhe union bank Mai jana hoga ya pnb?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +3

      Aapko PNB BANK ki us branch mein jana padega jahan ka cheque hai,
      In case PNB BANK aapko cheque cash nahi karte toh aap apne bank ( UNION BANK) jaa kar cheque ko apne account mein jama karva dein, upar diye gaye video ko dekha kar samajh ke.

  • @riteshuike6717
    @riteshuike6717 3 года назад +6

    Deposit form barite samay Dusre ke khate me paise dalte samay uska branch number nahi dala bi to chalta hai kya reply dena sir

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +7

      haan branch code daalne ki koi zaroorat nahi account number se bhi brach code ko computer automatic detect kar lete hain. kyunki cheque ke saath deposit slip toh us bank mein he jamaa karte hain jahaan par jisko paise pay kar rahe hain uska account ho. Aur agar aap deposit slip se cash jamaa kar rahe ho toh us bank ki kisi branch mein he jaana padega jahaan account ho.

  • @sandeepyadav5794
    @sandeepyadav5794 Год назад

    Sir state ka check dosre bank se bhaj jayega

  • @pradeepkumar-vq6pl
    @pradeepkumar-vq6pl 4 года назад +5

    bhai mere left side ka bhi parchi chala gaya dpro box to koi dikkat nhi hai na baki total chiz bhar diya hu...

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +3

      koi baat nahi. vo toh sirf apne record ke liye rakh leni chahiye. nahi bhi hai toh bank toh pura record rakhta he hai. Agar poora record naa rakhein toh kam se kam cheque no.note kar lena chahiye.

  • @nareshkumarpurohit2686
    @nareshkumarpurohit2686 2 года назад +2

    Check ke piche signature karne hote hai kya sir jama karne vale ke ya dene vale ke ya nai kisi ke bhi

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +2

      nahi cheque ke phiche koi bhi signature nahi karega........

  • @SurajSingh-qj8rw
    @SurajSingh-qj8rw 3 года назад +4

    Jis bank pe chek lagana tha vahi Acount nu.. likh die hain chek ke pichhe to koi dikkat to nahi n hoga

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      nahi koi dikaat nahi honi chahiye......

  • @UvDeEp
    @UvDeEp 5 лет назад +5

    Suparb

  • @dj_boy_praveen_750
    @dj_boy_praveen_750 3 года назад +5

    Sir bank main kisko chak dena hai maneger ko ya 🙄kisi or ko

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +8

      branch manager bank ke baki kaafi kaamon ko karta hai....cheque ko aapko counter pe dena hota hai....counter pe jo assistants baithte hain unko cheque de dijiye.

  • @AmarkotiaYt
    @AmarkotiaYt 3 года назад +5

    Sir mene same slip Bari hsi Lekin nam likhna bul gya AC no bilkul sahi hai Lekin nam likhna bul gya ..ab kya kri bank mere village se bhot dor hai

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      cheque mein pay wala name agar jo account name likha hai us se match karega toh bank usually accept kar leta hai......aapka cheque clear ho jana chahiye aur paise account mein aaa jane chahiye....

    • @AmarkotiaYt
      @AmarkotiaYt 3 года назад +4

      @@22edunaavi thnku sir paise aa gye hai ajj subha

  • @SunilKumar-yl8sv
    @SunilKumar-yl8sv 3 года назад +5

    Sir m drop box m check jama kiye bina sign or mohar k koi problem hoga kiya sir.
    Account m paise kitne dino m aaa jayega

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      nahi koi problem nahi hogi.....aapki marzi hoti hai agar receipt mein mohar/stamp chahiye toh counter pe jaa ke bhi cheque ko jamaa kar sakte hain.......agar aap ki city mein vo cheque paying bank bhi hai toh normally 3 din(working days) mein cheque clear ho jata hai...badi cities mein 1 din(working days) mein he ho jata hai.

    • @sohamghoshal9445
      @sohamghoshal9445 3 года назад +4

      @@22edunaavi account number kaha pe likhna bain? Jis Account me mujhe paisa jama karna hain wo wala Account number likhne ka to koi jagah hi nahi hain cheque me.

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      @@sohamghoshal9445 dekhiye cheque mein account number usually nahi likha jataa.....PAY ke aage Name likha jataa hai jiske naam se account hoga jismein paise jamaa karne hain.....e.g. agar aapne bhole ko paise dena hain toh cheque mein Pay ke aage Bhole likh denge. fir Mr. Bhole apne bank mein jaa kar apne bank ki pay slip ke saath ye cheque jamaa kar denge.....cheque process hone par paise unke account mein aaa jayenge.

  • @VishalYadav-nf7tb
    @VishalYadav-nf7tb 3 года назад +4

    Sir, agar slip Wala part fare bina jama kar diye to

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +4

      toh bhi koi baat nahi.....vo part toh bas receipt wala part hota hai jis se aapke paas bhi record rahe....😊

  • @user-cu4qv7ck8f
    @user-cu4qv7ck8f Год назад

    Tnku sir❤❤❤

  • @ashwinibhoy9348
    @ashwinibhoy9348 3 года назад +5

    Sir agar main ek hissa bina liya puri parchi jama kar du to kya hoga pls sir bataye

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +7

      koi chinta ki baat nahi. kuch nahi hoga. Deposit slip ki customer slip part toh isliye hota hai ki agar cheque clear nahi ho toh aap apni parchi dikha ke aaraam se enquiry kar sakte hain.Bina apni receipt-part ke aap enquiry karoge bank se toh time aur formality zyadaa lagega.

    • @ashwinibhoy9348
      @ashwinibhoy9348 3 года назад +4

      @@22edunaavi thanks sir

    • @lalitkumawat24
      @lalitkumawat24 Год назад

      Ek baar mene bhi ese hi parchi nhi li fir ghar valo ne byut galiya sunai😂

  • @HKPTech
    @HKPTech 3 года назад +3

    SBI ka check hai , ar Mera account canera me hai to Kya Kare ki cash jaldi mile

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +4

      vaise cheques ab outdated ho gaye hain kyunki jo aap ko problem aa rahi hai....cheque zyadaa time lete hain clear hone je liye ka.....vo main issue hai.......iska best solution hai ki agar jis bank ka cheque hi aur same bank mein aapka account ho toh line meun lag ke counter pe haathon-haath cheque apne account mein dalwaa dein. Par agar aapka account different bank mein hai toh ismein toh time lagega he, koshish karein ki jis ne cheque diya hai usko bolein ki....bhai ye cheque ke badle mere is bank ke is account mein RTGS/NEFT kar do......waise agar aap badi city mein hai toh canara bank ki us branch mein jayein jahan electronic clearing hoti hai......canara bank ki us branch mein aapka cheque thoda jaldi clear ho jayega.

  • @training545
    @training545 3 года назад +4

    NEFT payment

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      neft payment ke liye toh neft form ke saath ye cheque diya jaata hai....usmein pay wale column mein YOURSELF bhara jaata hai aur amount bank counter se pooch kar bharein.

  • @gyanguru4852
    @gyanguru4852 3 года назад +3

    👍

  • @poojapoojary7834
    @poojapoojary7834 4 года назад +5

    Sir , Muje college se scholarship ke Naam se ek cheque diya Gaya hai.. wo cheque Vijaya bank ka hai, cheque cross cheque hai... Mera SB account Canara bank Mai hai... Deposit kar sakthi hu na? Plz sir reply

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +5

      haan surely....aap canara bank jaake usko apne account mein deposit kar dijiye......just to keep a record , checque ki photo ya photocopy apne paas rakh lijiye......cheque aapka bank....vijaya bank bhej ke ckear karwayega jiske baad vo amount aapke account mein aa jayeg...

    • @poojapoojary7834
      @poojapoojary7834 4 года назад +2

      @@22edunaavi thank u Sir

  • @nitusaha4545
    @nitusaha4545 Год назад

    Thanks 🙏 sir

  • @sureshkumardewasisureshkum5532
    @sureshkumardewasisureshkum5532 3 года назад +1

    Very nice

  • @jenifali6378
    @jenifali6378 3 года назад +3

    Cheque ke pise details likha hoga kiya

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      nahi cheque ke peeche kuch bhi nahi likhna chahiye.

    • @jenifali6378
      @jenifali6378 3 года назад +3

      @@22edunaavi thanks you for reply

  • @NitinSharma-he8jq
    @NitinSharma-he8jq 2 года назад

    Thanks sir

  • @rihanmalik5769
    @rihanmalik5769 3 года назад +9

    Ager check bounce ho jaye per Bo ham box me dal de check kase le

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      अगर चेक बाउंस होता है तो बैंक वो चेक उस व्यक्ति को ही वापस कर दिया जाता है जो उस चेक को अपने अकाउंट में डाल रहा होता है ( जिसको चेक pay किया गया है )... आप चाहे तो बैंक जा के वो चेक ले सकते हैं .

    • @sanjaykala4659
      @sanjaykala4659 Год назад

      Kmm

    • @sanjaykala4659
      @sanjaykala4659 Год назад

      Okkkmkmkkm
      Km
      Mkmmmk
      M
      Mmm

    • @sanjaykala4659
      @sanjaykala4659 Год назад

      Lkk

    • @sanjaykala4659
      @sanjaykala4659 Год назад

      Kkmmkm

  • @Heronkhurdboys
    @Heronkhurdboys 2 года назад +2

    Sir mujhe sbi ka check mila hai par mera account kisi bi sbi branch mai nahi hai kya phir mai check ko sbi ki kisi bi branch mai deposit kar sakhta hu ja phir jis bank Mera account hai usme

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +3

      Aapko ye sbi ka cheque le kar us bank ki branch mein jana jis bank mein aapka account hai. wahan ja kar aap ye sbi cheque apne account mein jama kara dena.

  • @aruzsingh1208
    @aruzsingh1208 2 года назад +3

    Thank you
    Bohot dunnee kee bat yea information milaa ❤️❤️😭
    Baki sob same same kesee fill up keree 😡lekin jama kaisee keree ee abb mila 💓🙏🙏🙏

  • @aforalive6862
    @aforalive6862 2 года назад +3

    Sir deposit slip pr Bank ke mohar hona chahiye ya na

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +2

      Nahi zaroori nahi hai.....main hai ki aap apna cheque details note kar lein.....ab toh best hai ki cheque k deposit kar rahe ho aap uski photo khich lo ph se.

  • @ROHITSINGH-mm3mn
    @ROHITSINGH-mm3mn 4 года назад +5

    ek confusion hai ydi hum bina check ke paise jma krte hai kisi dusre ke account me to branch ka name jis bank se jma kr rhe hai uska ..ya jiskw account me jma kr rhe hai unka nam likhenge ?? thanks nice information .

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +7

      Dekhiye jo form milta hai.....us form ke nIche branch name bharna hota hai.....ab kafii branches pehle se hi usmein apni branch ki stamp lagati hain yaa....ab pre printed bhi hota hai........jis branch mein aap paiSE deposit kar rahe hain, us brancH kaa naam likha jataa hai....account chahe kahin ka bhi ho....haan ab toh cask jamaa karne ke liye CDM( cash deposit machines) bhi hain bahut jagah jahaan cash deposit karana bahut asaan hai. Aur zyadatar branches mein Itna kaam jota hai ki form mein har ek information bharna zaroori nahi....bankers bhi aapko sirf main-main information bharne ke liye he kahenge....branch name bhi bahut important nahi hai cash deposit karane mein.

  • @vijaygupta798
    @vijaygupta798 3 года назад +4

    Yeh check PNB ka kahan hai state bank ka… hai

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +7

      aapne bilkul sahi kaha.....lekin sare cheque basically same type he hote hain aur jab aap cheque ko jama karne jayenge toh usually sath mein ek jama parchi bhi bharni padti hai....video mein bola gaya hai ki मान lijiye ki ye PNB ka chq ho toh.....
      chq chahe PNB ya UCO ya kisi bhi bank ka ho toh apko account mein jama karne ke liye same procedure use karna padtaa hai....video 2-3 baar dekhein toh clear ho jayega......

  • @sohilakhtar2375
    @sohilakhtar2375 4 года назад +3

    Sir mera accuont sbi me he aur wo bangal ka he aur abhi me mumbai m rehta hu to kiya sir me yahan kisi sbi baranch me jakar diposit jama kra sakta hun

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +4

      yes.bilkul kar sakte hain.

    • @anilgaur7558
      @anilgaur7558 4 года назад +2

      Yas bilkul kar sakte. He

  • @afsanakhatun2381
    @afsanakhatun2381 2 года назад +2

    Acha sir ye bataye cheque k piche account no Maine nahi diye kya cheque bounce hojayega?
    Jama parchi bht achhe se bhare h

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +3

      Afsana , agar apne jama parchi sahi se bhari hai toh sab theek hai.cheque ke piche account no. likhne ki koi zarurat nahi hai.

    • @afsanakhatun2381
      @afsanakhatun2381 2 года назад +1

      @@22edunaavi ji okay ☺️

  • @navinkumarram3992
    @navinkumarram3992 4 года назад +2

    Sir ham 20 din se jama kiye hai abhi tak paisa nahi aaya hai chek tha hdfc bank ka our khata tha pnb ka kya kare sir jo

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +4

      aapne PNB ki jis branch mein cheque jama karvaya....wahan jaa kar pata karein.....kyunki aapka cheque clearing ke liye gaya hoga toh thoda time lag sakta hai....chote sheheron mein bhi time zyada lag sakta hai aur kabhi kabhi banks ko daak dwaraa bhi cheque bhejne padte hain jis wajah se time zyadaa lag jaata hai.

  • @tofajulsk2874
    @tofajulsk2874 4 года назад +2

    Sir, jo mujhe check diye hain uska account S.B.I or Mera account U.B.I to Phir kya main o Wala check mere U.B.I account mein deposit nahi kar shakte?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +3

      koi aapko jis kisi bhi bank ka cheque deta hai , aapko cheque apne bank mein jaa ke apne account mein he jamaa karna hota hai. aapka account UBI mein hai , aap UBI jaake apna cheque jamaa karva dein.

  • @VarshaBiswas
    @VarshaBiswas 3 года назад +4

    Mera Union bank me account hai..apne gaaw me....
    Aur mujhe Company se ICICI bank ka PDC cheque mila hai.
    Mai avi city me rehti hu.
    Mai Union bank k kisi v brance me ye cheque jma kr skti hu?....ya mujhe gaaw wale main branch me cheque jma krna hoga?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      Hi,
      aap apni city mein union bank ki kisi bhi branch mein jaa kar( perferable badi branch mein) payin slip ke saath cheque jamaa kar dijiye........payin slip mein aap apne union bank account ko likhna jismein paise chahiye.....kuch din mein cheque clear ho ke paise aapke account mein aaa jayenge.....aapko apne gaaw jane ki jaroorat nahi hai.....haan ye zaroor dekhna ki PDC hai toh cheque mein likhi date ke baad he aap cheque jama karne jana.

    • @VarshaBiswas
      @VarshaBiswas 3 года назад +4

      @@22edunaavi thank you 😀

  • @DineshKumar-rh9mm
    @DineshKumar-rh9mm 2 года назад +2

    सर account name BEENA DEVI h, aur cheque kata गया h, BEENA के नाम से.
    Kya cheque clear hone me dikkat आयेगी?pls सजेस्ट.

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +3

      Nahi koi problem nahi honi chahiye...

  • @realindian958
    @realindian958 Год назад

    👍👌🏻

  • @user-ms2jl4xs8t
    @user-ms2jl4xs8t 2 года назад +2

    Cheque ke piche details nhi likha hai aap...

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +4

      cheque ke piche kuch bhi likhne ki zaroorat nahi hai.

  • @tabassumpathan9821
    @tabassumpathan9821 2 года назад +3

    Check k sath sleep bharna zaruri hota hai??

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +4

      Agar aap slip nahi bharoge toh bank ko kaise pata chalega ki kis account mein aap paise jamaa karwana chahte ho....

  • @Rajeshvaridv
    @Rajeshvaridv 2 года назад +2

    Sir cheque amount 7709 tha par mene cheque slip 7,700 fill Kiya hai
    Koi dikkat to ni hogi or agar hogi to kya karna hai.... 🙏🙏

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад

      Aisa usually hota rehta hai.......agar bank aapko acche se janta hai aur aane apna pH no. Likha hua hai toh they will call you......Varna toh aap jaiye aur correct slip bhar ke dedo..

  • @AjitSingh-lx5mk
    @AjitSingh-lx5mk 4 года назад +5

    Sir mai check bhra lekin naam nahi bhara jama parchi me any problems

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +5

      payin slip pe agar account number likha toh bhi koi baat nahi agar naam likhna bhool bhi gaye.....haan bank zaroor check karega ki cheque us naam pe he kaata gaya ho jis naam ka account number jamaa parchi pe ho.

  • @kiranrajput6652
    @kiranrajput6652 Год назад

    Sir jo parchi hum nikalte hai side kya usme bank ki stamp or sign karvane hote hain..?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад +1

      Agar bank stamp kar ke de de toh theek hai vaise bahut zaroori nahi kyunki.......vo bas ek temporary record hai.....chq clear hone par account mein paise aaa jate hain.

  • @pungkhamuchahary58
    @pungkhamuchahary58 4 года назад +3

    Kya hum direct deposit kar sakte hain account par?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +4

      agar cheque dwposit karni hoti hai toh har bank mein pay-in slip saath mein required hoti he hai. Specifically kya poochna chahte hain thoda detail mein batayein.

  • @johncena6709
    @johncena6709 Год назад +1

    Sir someone give my father check and i am the one who's gona fill the form for the check so should i sign my name on the form at the deposit by part or my father's please help me

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад

      The best way is to get the slip signed by your father.........but if you banker understands the fact that any person can deposit the cheque.....so you can sign as actually you are depositing the cheque in his account.....best is to consult the bank official dealing.....do as they advice.

  • @deepikarawat7180
    @deepikarawat7180 3 года назад +3

    Sir agr deposit form me cheque number last wale 6 digit daala to cheque bounce hoga kya

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +3

      my dear, ye jo deposit slip hai ismein cheque number galat bharne se cheque bounce nahi hoga....cheque bounce hota hai agar cheque mein kuch problem ho ya agar jiske naam pe cheque kata ho aur juske account mein deposit kar rahe hoon vo alag alag naam hoon.....aapne agar cheque number galat bhar diya hai tab bhi koi baat nahi...bank ja kar bata dijiye aur correct kar dijiye.....vaise bank officials khud bhi ye sab check karte hain....kafi baar ye choti moti mistakes khud he correct kar dete hain.....don't worry

    • @deepikarawat7180
      @deepikarawat7180 3 года назад +2

      Thanku so much🙏

  • @qureshisamir3590
    @qureshisamir3590 2 года назад +2

    Sir mene check jama kiya lekin signature karna bhul gaya to ab kya ho sakta h please sir batai

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +2

      aap ek baar bank chale jao Jahan cheque deposit Kia tha....unko batana toh vo ye payslip pe sign karwa lenge

  • @mamtasaini1424
    @mamtasaini1424 9 месяцев назад

    Sir mera cheque kanra bank ka h aur mera khata PNB Bank mein h... mujhe btao mein cheque se rupees deposit karvau mere khate mein ya withdraw krvau konsa best hoga aur jldi hoga? Please reply fast

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  9 месяцев назад

      Agar aap ki theek city mein ho toh cheque 1-3 din mein clear ho jayega. Lekin agar bahut zaroori hai aur canara bank aapko cash de deta hai toh aap cash le lijiye aur phir apne account mein paise jama karva dijiye....but thoda safe aur sahi toh cheque clearing se aapke account mein AA Jaye yahi hai.

  • @__nv____
    @__nv____ Год назад

    Sir i have one question..
    Mujhe cheque mila hai indian bank ka aur mera account andhra bank me hai .. jaha ka cheque mila hai uss city m nhi hai mera account different city m hai aur jaha mera account hai uss city me indian bank ki branch nhi hai kya mai cheque laga skta hu apne andhra bank me ..?? Rply please

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад

      Haan aap cheque apne bank (jahan par aapka account hai) i.e.andhra bank mein cheque laga do.......aapka bank apne aap usko clear karvayega......depending on the technology /method of clearing.......thoda ya zyada time lag sakta Hai......jab aap Andhra bank jaoge toh wahan pooch Lena ki cheque approx. Kitne time mein clear hoga.😊

  • @msrunuroy330
    @msrunuroy330 2 года назад +1

    Nice

  • @saurabhsingh-dv9ux
    @saurabhsingh-dv9ux 4 года назад +1

    Ager check number nhi likha tho kya hoga

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +4

      left wala toh aapke apne record ke liye hota hai...customer part of the payslip....nahi note kiya toh koi baat nahi....bank toh record rakhta hai par agar cheque ko jaldi se track karna pade toh cheque number se jaldi ho jata hai.

  • @MeT-cg2hg
    @MeT-cg2hg Месяц назад +1

    Sir, i have submitted my form on 16-06-2024 (saturday). After how many working days ,bank will send cheque money into my account..

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Месяц назад +1

      After nearly 3 working days if you are in a big city and CTS system is used. The bank where you have deposited the cheque would be able to tell more accurately.

  • @maharsanju9355
    @maharsanju9355 3 года назад +4

    Good morning sir
    Maine check or deposit slip dono fill kar di but cheque jmma karate wakt deposit slip ke left side ki receipt nhi li koi dikkat toh ni hogi sir plzz answer 🙏

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      theek hai koi baat nahi.....jo left side wala part hota hai vo aapki receipt wala part hota hai....aapne nahi liya toh koi baat nahi...

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      koi dikaat nahi hogi

    • @maharsanju9355
      @maharsanju9355 3 года назад +4

      @@22edunaavi thank u sir iska mtlb check clear ho jayega

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      @@maharsanju9355 haan agar baki sab theek hoga toh.....ye above wala reason se koi dikaat nahi hogi

  • @ankitaggarwal9418
    @ankitaggarwal9418 2 года назад +2

    Bro mane sbi ka cheque apna hdfc account ma deposit kara but galti se deposit slip ma bank and branch ma mana hdfc bhar diya instead of sbi toh kya iski wage se bhi mera cheque reject ho sakta ha kya ??

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +3

      No dear , ye choti-moti mistakes usually log karte rehte hain. Bank employees ye samajhte hain and usually ye choti-moti mistakes ignore kar dete hain aur khud kafi baar form theek kar dete hain.

    • @ankitaggarwal9418
      @ankitaggarwal9418 2 года назад +1

      @@22edunaavi thnkx bro 👍🏻

  • @sandeepyadav5794
    @sandeepyadav5794 Год назад

    Sir hamko college se state Bank ka check mila hi aur Mera account central bank me hi central bank se bhaj jayega Kya state Bank ka check ya phir state ka check state se hi bhajega

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад

      Aapko ye cheque central bank ke apne account mein jamaa karna padega. Kuch dino mein cheque clear hoke aapke account mein paise aaa jayenge....aapko apne bank....central bank Jana hai.

  • @MDvlogs904
    @MDvlogs904 3 года назад +4

    Agr check dene vale ke account me cash nahi ho to kya hoga

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      cheque bounce ho jayega.....chque jama karne wale ko cheque wapas mil jayega.....chique bounce ke karan ke saath.....ab cheque jamaa karne wala chahe toh cheque bounce ka legal case kar sakta hai.

    • @MDvlogs904
      @MDvlogs904 3 года назад +5

      @@22edunaavi kya vo unknown hmare sath kisi parkar ka dhokha dena chahta h to uska kya ho skta h

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      @@MDvlogs904 kisi bho vakeel se pooch lein cheque bounce ka case banta hai section 138 ke under.....cheque dene wale par aap kar sakte ho.

  • @motggaming8243
    @motggaming8243 3 года назад +4

    Mera account nhi hai, kisi dusre ka hai to usme jama kaise kare

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +6

      best hai ki aap apne bank jaa kar us dusre person ke account pe NEFT se paise bhej dein. Agar. aise he deposit slip/payslip se bharna hai toh payslip pe uska name aur account number bharein aur uske bank ki kisis bhi branch mein jaa kar cheque deposit kar dein. e.g. agar uska account PNB mein hai aur apka SBI mein, toh app PNB jaa kar unki deposit slip pe durse person ka name and account bhar ke apna cheque uske saath lagaa dein. jab cheque clear hoga toh paise us dusre person ke account mein chale jayenge.

    • @motggaming8243
      @motggaming8243 3 года назад +4

      @@22edunaavi thanks

  • @pathanhussain5950
    @pathanhussain5950 2 года назад +2

    Sir CBI me cheque clear hone me Kitana time lagta hai?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +2

      Cheque clearing depend karta hai ki aapne cheque kis level ki city mein dala hai....agar metro city hai ya developed place hai toh vahan toh electronic clearing hoti hai jo 1 working day mein he clear ho sakti hai...jitna less developed(banking wise) shehar hota hai utna he zyada time lagta hai. usually 1 week mein clear ho jata hai.

  • @domnicwar7702
    @domnicwar7702 4 года назад +2

    Sir I have not tore customer part is there any problem now

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +5

      no problem.........but as a backup, you should get your ph. no. updated in your account.In case the cheque is not credited in your account, enquire from the bank after a few days.

  • @PRASHANT-664
    @PRASHANT-664 Год назад +1

    Mera sbi ka check h aur account bi sbi me h. To kya ise apne hi branch me dena h ya kisi bi branch me jama kar sakte h?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад +1

      Aap kisi bhi branch mein jama kar sakte hain.....SBI ki

  • @user-ob9pq2te6j
    @user-ob9pq2te6j 9 месяцев назад

    Jama parchi bank deta h

  • @kinalpatel1729
    @kinalpatel1729 3 года назад +5

    Agar slip me date galti se galat daal di ho to kya hoga?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      Vaise slip mein vo date bharni chahiye jis date ko aap apne bank mein cheque deposit karne gaye hain. Agar date galat bhi ho jaye toh bhi ye bahut badi baat nahi , bank jaa ke pataa karein, agar bank officials date change karne ke liye bolein , toh date change kar dein/ nayi slip bhar dein.

  • @Bhakti_spirit108
    @Bhakti_spirit108 2 года назад +1

    Sir Kya bank m paying slip again deposit krni hoti hai

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +2

      Beta deposit slip usually cheque ke sath bharte hain jisse bank ko pata chal jaye ki cheque kis a/c mein jama hona hai.....agar aap deposit slip nahi bharoge toh bank ko kaise pata chalega ki kis account mein cheque ke paise bhejne hain...

  • @tabassumpathan9821
    @tabassumpathan9821 2 года назад +3

    Account no. Kiska daale

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +3

      Aapko Jo cheque Mila hoga aapke naam ka....usko aap apne account mein deposit karoge...ye jama parchi mein account number likhne ki jagah hoti hai...wahan aap apna account number bhar dijiye jismein app chahte ho ki cheque ke paise aaa jayein...ek baar dubara video aaram se dekhein....ismein mein yahi bata raha hoon ki cheque ko apne account mein deposit karne ke liye jama parchi(payin slip) kaise bhare......cheque jiske naam pe kata hoga uske he account mein deposit ho sakta hai...

  • @narendramehra5779
    @narendramehra5779 11 месяцев назад +2

    Sir mujhe aaj cheque mila hai PNB ka.aur mera account Central bank me hai.😊😊kya next day me cheque se cash withdrawal kar sakta hu turant 😊😊 ya cheque ka Paisa kuch din baad mere account me aayega 😊😊 please tell me urgently ❤❤❤❤❤❤

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  11 месяцев назад

      Agar aapne cheque deposit kar Diya hai aur aap thodi badi city mein ho toh aapke account mein 1-2 working days mein paise aaa jayenge......badi cities mein electronic clearing hoti hai jis se cheques jaldi clear/reject ho jate hain.

  • @lavivanshival7831
    @lavivanshival7831 Год назад

    Sir...
    salary cheque mila h mujhe vo canera bank ka h...
    But Mera ac pnb bank m h to kya krna hoga...
    Or kse deposit krna hoga....
    Plz reply me...

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад

      Aap pnb bank jayeye aur pay in slip pe is cheque details ko bhar lijiye . Cheque clear hone ke baad aapke account mein paise aaa jayenge...payin slip pe apna pH no. Likhna na bhoolein. Cheque ki ek photo bhi apne pas rakh lein agar koi jaroorat pade toh....

  • @syedjaber30924
    @syedjaber30924 Год назад

    Mere cheque SBI bank ke tha
    Mere account central bank me hay
    My deposit form me bank name galat daldeya to kya kerrne

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад

      Sahi slip bharke lagao cheque ke saath.

  • @sultan_attitude
    @sultan_attitude 2 года назад +1

    Sir husband ka check hai husband ko time nhi mil ra ho to wife form fill karke de sakti hai kya with sign

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад

      Aap bank se form le lijiye. Ab husband ghar pe sign karke form bhar denge. Ab bank ja ke koi bhi form ko deposit kar sakta hai.....ya drop box mein daal dijiye....:-)

  • @SunilSharma-hb4rj
    @SunilSharma-hb4rj 13 дней назад

    Sir mere naam ka chek mere chacha mere account me lga Sakta hai kya

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  11 дней назад

      Dekhiye normally jama toh Kar sakte hain........kyunki Maan lijiye agar aapko kisi ke account mein paise jama karne hain cheque se toh aap directly slip bharke us ke account mein jama Kar sakte hain naa.

  • @shuti279
    @shuti279 Год назад

    Sir. ..chaque jama krte te time pan card number nahi lixa... Amount 1lakh se jada hai toh chque cancel hoga kiya.

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад +2

      Nahi Aisa nahi hai.......agar aapne pehle se he apne account mein pan number feed karwaya hua hai toh koi problem nahi hogi......aur in case aisi koi bhi dikkat hoti hi toh usually bank employee aapko call karenge......isliye jama parchi mein phone number zaroor likhna chahiye...

  • @ananyamondal9239
    @ananyamondal9239 10 месяцев назад

    Sir mara cheque r 1st 6 digit no jo deposit from me likna hota hai wo galat ho gya
    Mera cheque ka kya hoga fir?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  10 месяцев назад

      Agar account number galat bhar Diya hai......toh bank Jake dubara shi form bhar dijiye......ur agar cheque no.....deposit slip mein galat bhar Diya hai toh......depends on bank......vaise best hoga ki aap bank jaake inform kar dein aur sahi form bhar dein...

  • @azazahmad5648
    @azazahmad5648 4 года назад +2

    Check wale ke account mein Paisa Na hoga to kaise maloom hua

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  4 года назад +5

      baat toh sahi hai aapki.....bank aapko kisi dusare ke account ka balance nahi batayega. Jab aap cheque ko apne account mein lagaoge....toh agar paise naa hone par vo bounce ho jayega phir Bank cheque aapko vapas kar dega ek memo ke saath jismein cheque bounce ka kaaran likha hoga. agar cheque bounce hua " insuficient funds" ki vajah se toh aap court mein sec 138 ke tahet cheque kaatne wale par claim kar sakte hain.

  • @ajaymore9897
    @ajaymore9897 3 года назад +6

    सर मैने अकाऊंट पेयी चेक पर दि गई तारीख को चेक को बँक मे जमा नाही किया अब मै क्या करू????

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +5

      जिस तारिख का चेक काटा गया है आप चेक को 3 महीने के अंदर जमा करा सकते हैं . आप अपने बैंक जा कर चेक को जमा करा दें

  • @couchpotato9932
    @couchpotato9932 3 года назад +2

    Should we get seal on pay in slip?

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +3

      no not necessary, but if you are depositing this over the counter then you may.

  • @gaytriverma5572
    @gaytriverma5572 3 года назад +3

    Jiska account hai uski ka signature jaruri hai kyaa .. pay slip me jaldi batao PLZZ

    • @gaytriverma5572
      @gaytriverma5572 3 года назад +2

      Batao na PLZZ

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  3 года назад +3

      kuch kuch branches insist karti hain ki cheque jiske naam se hai vo hi jamaa karayega toh uske he sign hone chahiye....jamaa parchi par. But ye theek nahi hai kyunki ye ek deposit process hai , cheque jiske naam se hai vo apne kisi representative ko bhi bhej sakta hai cheque apne a/c mein deposit karne ke liye.....haan jo person deposit kar raha hai usko apne sign kar dene chahiye.......similar tarika cash deposit karne par bhi hota hai , koi bhi cash jamaa kara sakta hai apke a/c mein...usko deposit slip mein apna sign, name, ph etc batana padta hai.

  • @prateekvariance9318
    @prateekvariance9318 2 года назад +3

    Cheque date 26-12-2021 hai aur us din Sunday hai to jama prchi me Monday ki date dalle

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  2 года назад +3

      Haan jab aap jama prchi Monday ko bharoge toh Monday ki he date daloge....jis din cheque jama karoge, us din ke he date daloge jama prchi mein.

  • @RaviShankar-lu4ui
    @RaviShankar-lu4ui Год назад

    Sir mene 19/07/2023 ko Sbi check draft me check dala mera balance account me kab tak aa jayega

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад +1

      Agar aap badi city mein hain toh electronic clearing se aapka cheque max 3 din mein clear ho jayega....aur gat manual clearing city mein hain toh thoda time lag sakta hai...7 days kareeb.

    • @RaviShankar-lu4ui
      @RaviShankar-lu4ui Год назад

      Very good Sir

  • @deepakkmt4577
    @deepakkmt4577 Год назад

    Cheque or slip me name spelling mistake ho gya h to bounce hoga ki clear ho skta h

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад +1

      Cheque aur account mein name mein difference hoga toh cheque clear nahi hoga..

  • @Nazz___01
    @Nazz___01 Год назад

    Deposited by ke jagah account holder ke signature lagta hai kiya

    • @22edunaavi
      @22edunaavi  Год назад

      Agar account holder he apne account mein deposit kar Raha hai toh Haan. Lekin agar koi aur cheque deposit Kara Raha hai toh vo bhi apne sign kar sakta hai.....is baat pe bank ki kaafi branches mein alag alag procedures follow hote hain....vaise ....logic ye hai ki jis tarah aap kisi ke account mein cash ki parchi bhar ke paise jama kar sakte ho.....us cash ki parchi mein aapke sign hote Hain toh vaise he jo bhi cheque deposit karta hai.....uske sign bhi ho sakte hain pay-in slip pe......Aur bhi tark hain....but main baat hai ki....branch to branch alag alag cheezein follow hoti hain...best hi ki agar confusion ho toh branch head se opinion le Leni chahiye.

    • @Nazz___01
      @Nazz___01 Год назад

      @@22edunaavi thank you