किसी दूसरे व्यक्ति या कंपनी का दिया हुआ चेक अपने बैंक अकाउंट में कैसे लगाएं by Amazing Facts Bti.✍️

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 14 окт 2024
  • NMASKAR DOSTO Is video me apko btaya gya hai ki ap kaise company ya kisi parson ka diya hua cheq apne bank account me kaise lga skte hai so video ko pura dekhe aur channel ko sabscribe video ko like share jroor kar de
    😘😇😇☺️
    THANKS TO ALL RUclips/FACEBOOK FRIENDS
    #Cheque #chequebook
    All types of links on social media platforms are given below, you can follow me by clicking on the link.👇👇👇👇👇
    Twitter link👉Check out Amazing Facts (@AmazingTechnik): Am...
    Instagram link👉 / amazingfatsbti
    Facebook page link👉 / amazingfactsbti
    Thanks 🙏🙏
    I am sure I have subscribed and liked my Amazing Facts channel.
    And must have joined all my social media IDs
    Disclaimer- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non - profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. All credit for copyright materiel used in video goes to respected owner.
    TAGS:- check Kaise lagaen, kisi dusre person ka check apne bank account mein Kaise lagaen, kisi dusri company ka Diya vachak apne bank account mein Kaise lagaen, kisi Ka check apne bank account mein Kaise lagaen, bank account mein check Kaise lagaen kisi dusre ka, bank account mein check Kaise lagaen, Bank mein kaise check lagaen, transport ka check apne Bank mein Kaise lagaen, Bank mein check Kaise lagaen kisi dusre parson ka, Bank mein check lagane ka tarika, Bank mein check lagane wala voucher Kaise bhare, Bank ka voucher Kaise bhare, Bank mein paise jama karne wala voucher Kaise bhare, money deposit voucher Kaise bhare, Bank ka voucher Kaise bhara jata hai, check dwara paise jama karne wala launcher Kaise bhara jata hai
    how to deposit cheque in your bank account, बैंक खाते में चेक जमा करना सीखें, खाते में चेक कैसे जमा करें, Bank mai chq kaise jama kare, cheque, bank account, deposit slip, Union Bank of India, State Bank of India, Ubi, sbi, vineet saini, deposit chq in account, sbi ka check kaise jama kare, sbi chq deposit, how to deposit cheque in bank account, union bank ke Account main chq kaise jama kare, lodge cheque in account, deposit sbi chq in account, sbi account chq deposit, Sbi mai chq kaise jama kare, how to deposit cheque in state Bank of India, sbi CHQ Deposit, state Bank mai chq kaise jama kare, how to deposit cheque in SBI, SBI cheque deposit, Union Bank of India cheque deposit, Union Bank ke khate mein check Kaise jama Karen, State Bank ke khate mein check Kaise jama karte Hain, vineet saini, State Bank ke khate mein check Kaise jama Karen, sbi main check kaise lagae, sbi khate mein cheque Kaise jama karte hai, sbi Cheque Deposit form fill up, Sbi mai chq kaise jama kare, how to deposit cheque in state Bank of India, sbi CHQ Deposit, state Bank mai chq kaise jama kare, how to deposit cheque in SBI, SBI cheque deposit, Union Bank of India cheque deposit, Union Bank ke khate mein check Kaise jama Karen, State Bank ke khate mein check Kaise jama karte Hain, vineet saini, State Bank ke khate mein check Kaise jama Karen, sbi main check kaise lagae, sbi khate mein cheque Kaise jama karte hai, sbi Cheque Deposit form fill up
    cheque kaise bhare, cheque deposit form, cheque deposit kaise kare, how to fill payin slip, cheque deposit slip kaise bhare, चेक कैसे भरे, cheque deposit slip, cash deposit slip, bank check kaise bhare, भारतीय स्टेट बैंक की जमा पर्ची कैसे भरे, check jama karne ka tarika, check kaise bhara jata hai, check kaise bhare, cheque payinslip fill, चेक कैसे जमा किया जाता है, how to deposit cheque in your account, bank mein chech kaise jama kare, how to fill a cheque
    cheque, bank, state bank of india, check book
    हाउ टो डिपॉजिट चेक इन योर बैंक अकाउंट 2021, how to deposit cheque in your bank account 2021, बैंक खाते में चेक कैसे जमा करें, cheque kaise deposit Karen, चेक कैसे अपने अकाउंट में जमा करें, अपने बैंक खाते में चेक कैसे लगाएं, how to deposit cheque in your bank account, बैंक में चेक कैसे लगाएं, bank Mai cheque kaise diposit kare, how to to make a check, चेक से रुपए कैसे निकाले, cheque kaise diposit kare, cheque kaise jama karne, cheque, cheque kaise, cheque kaise jama
    #ishanmonitor
    #ishanguru
    #ishanllb
    #sarkaridna
    #umeshtalks
    #technologygyan
    #dlsnews
    #dshelpingforever
    #amazingfactsbti
    #kabironlineknowledge
    #chequebook #chequebounce #cheque

Комментарии • 408

  • @Vishu750
    @Vishu750 7 месяцев назад +5

    Bohot Achi tarah Bhaiya Aapne samjhaya ❤❤aisi heee videos banaya Karo bhaiya 🙏🙏good work

  • @ramjansheikh9304
    @ramjansheikh9304 2 дня назад

    Thank you sir bahut helpful vedio hai❤❤

  • @AjayYadav-mv5pt
    @AjayYadav-mv5pt 2 года назад +4

    Sir jaise jamakarta ka bank branch alag ho....to kya mil jayega amount ya usi branch m jaana hoga jaha account hai

  • @s.m.prasad1509
    @s.m.prasad1509 2 года назад +2

    Yah cheque mere naam se issue hua hai, toh kya issuer ke permission ke bina mai apne bank me collection ke liye jama kar sakta hun ?

  • @krishnasinghrajput7
    @krishnasinghrajput7 2 года назад +1

    Bank branch me hi jana padega ya usi bank me kahi bhi

  • @SwatiSingh-id4wj
    @SwatiSingh-id4wj 2 года назад +2

    Thanku sir..
    It helps alot
    Aaj subh se confuse huu

  • @Aryandil
    @Aryandil 2 года назад +4

    Sir mera other city or other bank ka hai kitne dino me clear ho jayenge clear sir

  • @raviedutech.7772
    @raviedutech.7772 3 года назад +2

    Bro plz reply
    Kya kisi durse person ka naam ka cheque ka paisa mere account me transfer ho jaaeaga ??
    Dono person ka same bank hai (SBI) par different district hai

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад

      Ji sath ki sath apke account me paise tranfer kr diye jaye ge but jo apna name bank me h usi name se cheq fill hona chaye

    • @raviedutech.7772
      @raviedutech.7772 3 года назад

      @@Balveer_Singh_Rajput_ sir chaque to kisi aur ke naam ka bana hua hai
      Unka chaque ka paise mai apne account me transfer karna chahta hun

  • @Ankit92413
    @Ankit92413 2 года назад +1

    Dono ka bank same hona chahiye kya ????

  • @ashmitadev3912
    @ashmitadev3912 3 года назад +2

    Sir mera sbi bank me account h lekin jo check mila h sbi ka h lekin mera branch alg h to money tranfer ho jyega na

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад

      Jis bank me apka account h usi bank se turant apke account me paise dal diye jaye ge

  • @Radhe_Krishna99568
    @Radhe_Krishna99568 5 месяцев назад

    Jo side me rasid apne nikala usame bank ka seal or signature important hota hai?

  • @kumarravi8572
    @kumarravi8572 7 месяцев назад +1

    Sir account payee cheque me agar ak letter speling mistake hai to uska kya solution hai cheque bhanj jayega kya ???

  • @LaxmanBhakare-cg8jy
    @LaxmanBhakare-cg8jy Месяц назад

    Mera ac sbi me hai to mai kisi bhi dusre sbi shaka me dal sakta hu kya

  • @Muneeshrajpoot96
    @Muneeshrajpoot96 3 месяца назад

    Sir cheque dusre state ka hai
    Aur apne state mein lgana chata hu
    Lag jayega kya

  • @vanshakverma2039
    @vanshakverma2039 10 месяцев назад

    Sir, kitna time lagta hai other bank ka cheque clear hone mein..aur hme kb tk wait krna chahiye agar hmare a/c me abhi tk credit ni hua hai toh?

  • @khushbookushwaha9871
    @khushbookushwaha9871 2 года назад

    Sir ik bat puchni thi mera bank oriyantel tha ab Punjab national ho gya h to hum jb paise apne account me kisi se transfer karwayege tb hum us insan ko kaun se bank ka name btayege please btaiye qki humri fees nhi aa pa rhi h college se

  • @robin__xx
    @robin__xx 21 день назад

    Sir piche ek signed krni he ya two signed kar ni hai please reply🤔

  • @kumarmonti8566
    @kumarmonti8566 2 года назад

    Sarmera check company dwara Diya gaya tha aur vah account payee aur bearer tha sar kya use check se koi dusra bhi paise le sakta hai kya

  • @αεε-θ4μ
    @αεε-θ4μ 2 года назад +1

    Bhai k name ki chek h account pay ki to kya mai uske acount me uski chek laga skta hu apni sing se, ya jiske name ki h wahi lagayega?

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  2 года назад

      Jiska Cheq h usi ke sighn ho aur jiske name se cheq bhara h usi ke account me lgega

  • @ManishSaini-fb2xk
    @ManishSaini-fb2xk 2 года назад +1

    Sir 1 machine pehle SBI Ka check bank of India me dala tha abhi tak paise nahi aaye same bale ke account ke account se 20 din pehle hi account se paise kat Gaye

  • @status__king4017
    @status__king4017 2 года назад

    Other state bali other state mey deposit ho sakta hai kya

  • @Fantasy_worrier
    @Fantasy_worrier 3 года назад +1

    Sir mujhe jo check mila hai wo dehradun city ka hai aur mera account dusri city me hai sbi ka to kya mai dehradun se hi apne account me lga skta hu ya mujhe usi city ke bank me jana padega jhn ka mera account h

  • @DipakKumar-rr5eb
    @DipakKumar-rr5eb 3 года назад +1

    Jaise branch mumbai ka hai aur main hderabaad woha bracnch main jama kar sakta hu na

  • @allovervideo2017
    @allovervideo2017 3 года назад +7

    Nice explain 👍👍👌👌

  • @_ankitkr._
    @_ankitkr._ 3 года назад +2

    Sir kya Koi bhi bank ka branch ja skte hai same bank ka

  • @RajaGupta-sx8zw
    @RajaGupta-sx8zw 3 года назад +2

    Sir Kya Agar account same bank me hai aur same Branch nahi hai to Kya hand to hand ho jayega

  • @monalishareang4107
    @monalishareang4107 2 года назад +1

    Check se paise nikal ne ke liye jaha humne apna account open kia tha kia usi jaga Jana jaruri hai sir please reply 🙏🙏

  • @Rahuldas-sv1up
    @Rahuldas-sv1up 2 года назад +1

    Mere Central bank par account hay or bank of baroda ki check hay to hoga

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  2 года назад

      Cheq apke name se h to ap apne central bank me cheq lga skte ho 2-3 days me cheq clear ho jayega

  • @puneetverma8248
    @puneetverma8248 3 года назад +1

    Pnb se Bank Of Maharashtra mein dalne hai jese tb

  • @shrikanttekle3819
    @shrikanttekle3819 3 года назад +1

    Mera maharstra state bank me ac Hai Latur me par muje cheque pune me mila Hai to me pune me maharstra bank me cheque dal skta hoon kya

  • @radheyshyam2636
    @radheyshyam2636 2 года назад

    Sir last mein. Check dene wale ka check no or branch ka name likhna hai ? Jisne Diya check?....or baki sab mein apna details bharna hai?....kyuki koi koi video confused kr rahi hai k...jisne Diya unka nam hi likhna padega 😰

  • @kumarmonti8566
    @kumarmonti8566 2 года назад

    Sir Bina form bhare Keval check ke piche account number aur mobile number likhane se kya hamare account mein paise a jaenge sir please...

  • @deepikachandrasoni928
    @deepikachandrasoni928 3 года назад +4

    Adhikatm kitna ammount check se transfer kar sakte hai kisi aur ke account me

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад +1

      Apne apne account ki alag alag limit hoti h
      Baki ap ten lakh tak transfer kr skte h

    • @kgf5131
      @kgf5131 2 года назад

      @@Balveer_Singh_Rajput_ sir muje property related cheque mila hai 3lakh rs ka uska bank icici hai aur mera hdfc to muje icici me jama krvana hoga ye check ya meri HDFC bank me plz reply sir

    • @kgf5131
      @kgf5131 2 года назад

      @@Balveer_Singh_Rajput_ aur 3,00,000 ka cheque hai to RTGS FORM bharna padega ya ese hi normal slip

  • @vishalrainaraina2653
    @vishalrainaraina2653 3 года назад +1

    Sir , check dusre bank mai lagh sakta hai jasie ki check state bank ka hai aur acount Grameen Bank ka hai

  • @MdAasif-yx2nv
    @MdAasif-yx2nv Месяц назад

    Bhai mere pss patliputra central co-operative bank ka chek h par usme account number nhi h to me kyaa kru

  • @alokraj6863
    @alokraj6863 3 года назад

    Bhai mera cheq dustche bank ka hai kya mai es process ke through aapna bank PNB me paisa transfer krwa skta hu
    Reply plzz🙄

  • @sherehind4384
    @sherehind4384 2 года назад +6

    Bhai ye Bataiye Hme 1,60,000 ₹ chek se Nikalna hai to Hm रुपए / Rupee me ,( ONE LAKH SIXTY THOUSAND ) likha shi rhega ya ( ONE HUNDRED SIXTY THOUSAND )

  • @dilippatel6280
    @dilippatel6280 3 года назад +2

    Kitna amount maximum transfer ho sakta h

  • @rajdeep8053
    @rajdeep8053 3 года назад

    Kya me sbi ki non home branch se cheque jma kr skta hu

  • @akashkumar-nc1vn
    @akashkumar-nc1vn 3 года назад +1

    Sir mene. Bank name me Jiska Check tha uska name dal diya b kya mera pisa ajayga kya Sir

  • @gouravparmar1706
    @gouravparmar1706 3 года назад

    Mera account Canara bank m h or mujhe indian overseas bank k charak mila h mne account number bi daal diya phone number bi aur meri branch gav m h mne saher k canera bank m dal diya h pr IFSC code nhi dala kya mera check clear ho jayega pls reply me

  • @sanjaykansal7552
    @sanjaykansal7552 3 года назад +1

    Agar check par naam m 1-2 word ka error krdia bt account number thik dala hoto check clear ho jayega??

  • @rajendraloverojeevlogs306
    @rajendraloverojeevlogs306 2 года назад

    Hello sir mere papa ka chq hai company ka unhi ke naam to me mere me transfer kar skta hun kya sir plz sir replay

  • @mohdshahbaz2626
    @mohdshahbaz2626 3 года назад

    Bhai agar mera banck aor jiska check hai unka bank alag hai to kitna din me paisa wapas aayega

  • @RaviKumar-ew7jx
    @RaviKumar-ew7jx 3 года назад +1

    Sir joint account me check book kis ke naam se aata hai or ya fir dono holder ka naam aata hai

  • @VideosStores
    @VideosStores 2 года назад +1

    Agar cheque ke back side me signature na ho to paisa account me transfer nahi hoga kya?

  • @Msd4924
    @Msd4924 2 года назад

    Paisa nikalne ke liye kiska bank jaye apna/Check wale ka batayie sir

  • @parambhattuttarakhand663
    @parambhattuttarakhand663 3 года назад +1

    Sir check ke back said bhi singneture hoge jisne check diya ho

  • @azharinamdar9207
    @azharinamdar9207 3 года назад +2

    Sir cheque jis Bank ka hai usi Bank se koi or Bank me laga sakte kya

  • @volger643
    @volger643 3 года назад +2

    Other stet me jakar chek dwara paese nikal sakte hai ya nahi

  • @achalarammeghwal6783
    @achalarammeghwal6783 3 года назад +1

    Sir ji mere pas checkbook nhi he aur college me b.ed second year ki 27380 rupy fees dd banaker jmma karni he ab fees kese jma kre sbi bank me kya kisi dusare account holder ki check book kaam aa sakti he replied jarur dijie

  • @nishanagiya7991
    @nishanagiya7991 3 года назад +1

    4:42 sir address hme apne account vala fill krna h ya jine cheque diya h uske account ka??

  • @Suhani_Verma03
    @Suhani_Verma03 3 месяца назад

    Bhaiya agar international(USA) ka cheque ho to use indian currency m kaise convert kre please reply. And if anyone know then please help its really urgent.

  • @PinkiBhola-gs6tj
    @PinkiBhola-gs6tj 4 месяца назад

    Sar aap bataiye ek baat company mein kisi aur Ko check diya hai aur vah check deposit Kiya ya nahin kiya vah humko pata nahin lekin humko use vyakti ne fenk Diya hai to ham deposite karna behtar rahega

  • @puneetverma8248
    @puneetverma8248 3 года назад +1

    sir jese mera Account Bank Of Maharashtra ka Hai Or muje PNB ka Chk dia gya hai or mere acount mein pese Dalne Hai mne Tb Bhi form Bhrna Pdega

  • @ratangupta8492
    @ratangupta8492 2 года назад +2

    Thank you so much bhai...very helpfull video💯❤

    • @sitakaur1605
      @sitakaur1605 2 года назад +1

      Kis date ko lagaye chek

    • @sitakaur1605
      @sitakaur1605 2 года назад

      Ek din pahle lagana hai ya kabhi bhi laga sakte hai

  • @sigmagamer5184
    @sigmagamer5184 3 года назад +1

    Sbi ka cheque h...mera Karnataka Bank me dalna h to kitne din me aa jyega plz tell money?

  • @AnilSingh-pv3hn
    @AnilSingh-pv3hn 3 года назад +1

    Bank ka name vaucher m chek vala dalna h ya apne bank ka name dalna

  • @kumarmonti8566
    @kumarmonti8566 2 года назад

    Sar main Keval check ke piche account number aur mobile number likha tha aur box mein dal diya tha kya mere account mein paise a jaenge sar Aaj check ko dale hue 5 din ho gaye

  • @jaydhaval8737
    @jaydhaval8737 3 года назад

    Sir mera bank same hai lekin branch same nahi hai kya cheque jama kara sakta hu dusri branch se...
    Or paisa cash milega ya account me jama hoga

  • @vishaldixit2555
    @vishaldixit2555 3 года назад +2

    Sir mujhe pese lene h ek se or usne check k piche sighn nhi kiye 2 btaiye kya krna h

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад

      Cheq Lga do koi baat nahi har bank ke cheq ke back side sign nahi hote

  • @mewadifriends2963
    @mewadifriends2963 2 года назад +1

    Sir check me s/o likha hua hai aur slip me nhi likhenge to chalega kya

  • @anshulyadav8401
    @anshulyadav8401 2 года назад +1

    Bhai 20lakh ka amount ka cheque jama kar saktey hai kya

  • @strangethings607
    @strangethings607 3 года назад +5

    बहुत ही अच्छा समझाया आपका धन्यवाद

  • @sunilyadavstp2261
    @sunilyadavstp2261 3 года назад +2

    Khata bhai ka hai chek lagte time sighn hum ker sakte hai
    Or chek ke back side sign nahi kiya

  • @dilip9198
    @dilip9198 3 года назад +1

    Check k piche sign nhi kre to chalega koi dikkat to nhi. Hogi na

  • @sachinmatre3694
    @sachinmatre3694 3 года назад +1

    Sir bank account ka branch dusare city ka hai aur check kahi aur ke same bank me jama kar rhe h to branch name kaha ka dale

  • @royalfriendship5633
    @royalfriendship5633 6 месяцев назад +1

    Sir
    Mera cheque hai may apane dost ko diya paisa or dost ka naam bhi mention kar diya hoo
    Or o cheque mere dost ke pass se kisi ne chori kar liya hai
    Kya o money transfer kar sakta hai

  • @divyachaurasiya2585
    @divyachaurasiya2585 2 года назад +1

    Sir branch same hai city Change h to cheque clear ho jayega

  • @saurabhpandey6833
    @saurabhpandey6833 3 года назад +1

    Sir me pass book par name saurabh pandey s/o ravi pandey hai aur cheque par name saurabh pandey hai kya cheque deposit ho gaye ga?

  • @RahulChoudhary-ip5vd
    @RahulChoudhary-ip5vd 2 года назад

    Sar check kaun si Bank ka hai vo usmein likhna hai kya jama

  • @rajverma2748
    @rajverma2748 2 года назад

    Chak lagne k kitne der ma pase aa jate sir ji reply pls

  • @devsahu6249
    @devsahu6249 3 месяца назад

    Sir mujhe company dwara mobile me online chack mila hai exis bank ka uska Paisa ko widrawal kaise kare

  • @lalupandit3114
    @lalupandit3114 Месяц назад

    Sir aj mujhe kisi ne SBI ka check diya tha mera account hia HDFC Bank mai to mai aap ni bank mai de sakta hu us check ko

  • @reemachalana5790
    @reemachalana5790 3 года назад +2

    Sir ager cheque fat jae to bank me lag jata hai?

  • @studytime2435
    @studytime2435 3 года назад +1

    Mene canara bank ka cheque sbi mein lgaya hai,,, kitne din mai clear hoga?

  • @anshumansrivastava2803
    @anshumansrivastava2803 3 года назад +1

    Sir mera cheq aaya h aur ghar par mai nahi hun kya koi bhi mera cheq mere bank me lga sakte h, kya mera sig. Karna jaruri h

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад

      Agar kisi dusre ka chaq apke account me lgana hai to koi v lga skta hai agar apka bank account ka cheq ap khud ke account me lgwana chahte hai to apke sign jroori h

  • @imroasterhu3659
    @imroasterhu3659 3 года назад

    Bhai Mere Paas Bhi 20k Ka Cheque Hai To Mai Usko Sirf Apni Home Branch Mai Jma Kar Sakta hu Ya Phir Any Branch??

  • @funzaaCartoon529
    @funzaaCartoon529 Месяц назад

    Cheque ke piche 2 sign dene wale ke honge ya lene wale ke

  • @SureshLRaut
    @SureshLRaut 6 месяцев назад +1

    THANKAS.गुरुजी

  • @ajit-allahabaduniversity
    @ajit-allahabaduniversity Месяц назад

    Kisi bhi bnk me ye kr skte h ys apne bnk me jnha account ho

  • @Bigboss65-j2
    @Bigboss65-j2 3 года назад +1

    Bajaj Life insurance ki trf se pitaji k naam se cheque mila hai jo ki abhi pitaji nhi(death) hai
    To cheque se paisa niklne pr bank wale paise denge ki nhi

  • @areebqadri1001
    @areebqadri1001 3 года назад +1

    Sir,cheque ko kya 3 person account me dal kar clear karba sata hai

  • @ArmanAli-kc4ob
    @ArmanAli-kc4ob 3 года назад +1

    Mujhe PNB ka cheque mila h aur 04/09/21 ka mera account yes bank mai h kb tk.clear hoga

  • @renubaski2515
    @renubaski2515 3 года назад +1

    mai jis admi ko check de rhi hoon or uska kisi vi bank mai khata nhi h to wo praise ko kaise nikal sakta h koe options h to bataye plz bahut jaruri h..... wo kis trike se apne paise ko bank ke through pa sakta h.... plz reply jrur kren

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад

      Jab account hi nahi h sister to paise v nahi nikle ge
      Use bank me account open krne ko kaho fir ap cheq lga kr paise nikal skte ho

  • @Guidingangle
    @Guidingangle 8 дней назад

    Thank you bhaiya❤🙏

  • @hindinaitikkhaniya2481
    @hindinaitikkhaniya2481 3 года назад +1

    Kisi dusre stat ka chaq kisi dusre steat me laga saktey hai kya plz koi btao

  • @desihukka8101
    @desihukka8101 3 года назад +1

    Sir mane pnb ka check lgaya h shb Bank me amount kub tk aye ga

  • @thakurakash223
    @thakurakash223 3 года назад +1

    Agr koi or us check koo dlbaye toh kyaa Krna hogaa sir

  • @muhammedalimjk7816
    @muhammedalimjk7816 2 года назад

    Muje ek help chahiye ki...ab mai ek company me duty karta hu.banglore me...muje vo log cheque diya hai mera jo account hain vo gaav ka hai...aise me ham cheque deposit kar sakte hai kya..plz reply

  • @sushantkumaryadav9536
    @sushantkumaryadav9536 2 года назад

    Sir ji hm Apne check se Kisi company ko paise Veja hu or uska account me jyda paisa ho gya hi esliye mere paisa nhi gya hi to Kiya hm Apne paise ko bapas kaise kre

  • @sabitarani5415
    @sabitarani5415 9 месяцев назад

    Sir pls bataye ki aagar hdfc bank me check lagana ho to apne bank me jana hoga ya kisi bhi HDFC ki branch me vo check ham laga sakte hai

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  9 месяцев назад

      Agar apka v HDFC ka account hai
      Aur apke pas cheq v hdfc ka h to
      Ap apni hdfc branch me hi jaker cheq lga skte ho
      Same bank ka cheq ho to hand to hand funding ho jata hai

  • @lovekushagrahari3165
    @lovekushagrahari3165 2 года назад

    Sir agar wah pichhe sine nahi kiya ha to kya nahi manya hoga

  • @rishabhsrivastava5408
    @rishabhsrivastava5408 6 месяцев назад

    Kitne din me paisa account me aa jata bhai apne ye nahi btaya... please tell me brother?

  • @mumtyajmansuri2735
    @mumtyajmansuri2735 3 месяца назад

    Sir ji me pahli bar kisi ko check de rha hu mera Account HDFC banke me h aur jisko cechk dena h uska Bank of Baroda me h to kaise kaur

  • @Mission-yi3dq
    @Mission-yi3dq 3 года назад +1

    Bhai mera account dusri branch(PNB Allahabad)me hai and cheque dusri (ICICI Sector 18)branch me deposit kr skte hain kya

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад

      Ji but cheq jiske name ka h account name v uske name ka same hona chahiye

  • @SurajBanjara100
    @SurajBanjara100 3 года назад +2

    सर मेरा खाता एसबीआई बैंक में है और मेरा भाई का खाता एचडीएफसी बैंक में है अब मेरे भाई ने मेरे को चेक काट कर दिया वह चेक एचडीएफसी बैंक में जमा होगा या फिर एसबीआई बैंक में जमा होगा चेक को किस बैंक में जमा करवाना है

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад

      Hdfc me bhi jamma ho jaye ga
      Agar apka account sbi me hai to hand to hand apke account me transfer kar diye jaye ge apko cheq box me dalne ki jaroorat nahi
      Cheq reciept fill karle sbi employe ko de de

  • @dullukumar5842
    @dullukumar5842 7 месяцев назад +1

    Sir box me jama karne ke baad Kitna din lagega paise aane me

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  7 месяцев назад

      Same bank aur cheq v same bank ka hai to turant paise a Jaye ge
      Different bank ka cheq h to 4-7 days lge ge

  • @rajk2021
    @rajk2021 2 года назад

    Sir check per oil laga hai Bank accept nahi kar rahi koi upaye bataye.thanks

  • @Knowledge-is8hg
    @Knowledge-is8hg 3 года назад +1

    Kitna time lgta hai drop box se account mai paise aane pr

    • @Balveer_Singh_Rajput_
      @Balveer_Singh_Rajput_  3 года назад +1

      Same bank ha to on the spot
      Other bank hai aur apki City me hi h bank to 2-3 din
      Agar other state me hai bank other state ka cheq hai to 15-20 days