I have a question sir mujhe online ex Deni he or 12 me offline nhi jana online hi padhna matlab mujhe centre nhi pata abhi too me kese fill karu form ... Or scholarship kya offline jo karna chahta he ussi ke liye he 😢😢😢😢 help me sir
Mobile ka camera aur voice access Dena hoga exam time aur PW app ko hi on rakhna hoga koi doosra app nhi khol sakte Varna exam apne aap submit ho jata hai
@@itsmadkillergaming4044 dropper yah 12th ka same syllabus h aap syllabus pw ka app per jkar baha 3 dot h baha jkar scholarship ayega ushko click Kiya ga toh wah syllabus dekhyega aap ushko click kijiya ga toh apko pura syllabus dekh jayega hope apko help mile hogi ✨
@@Varshakumari-pe5lz aree yaar wo to pata h form bhi fill Kiya hua hai mock test bhi dekha h par jab syllabus ka. Pdf download Kiya tha to sirf 11 aur 12 ka likha hua tha is liye confused tha aur abhi yakeen me 12 Start bhi nai hua hai to ye 12 ka syllabus kyu de rahe hai btw thanks yaar confusion door krne ke liye
Mai class 10 mai hu aur mai class mai 10 dal rhi aur phir courses mai ja rhi wo mujhe 2 yr foundation coarse de rha jab ki mujhe neet kai liye prep karna hai 11 mai
Wo 2 year foundation course dai rha hai 2 year foundation course neet nhi dai rha. Agar mai 2 year foundation course select karti hu to usme to aaisa hota hai na ki pcb ya pcm dete hai paper mai to wo unko kaise pata chalega
Sir humhe na hi vidyapeeth me admission lena h aur na hi online pe kyuki hum neet 2024 diye hue h aur mbbs me admission le chuke h aur humhe ab uski fees ke liye scholarship chahiye to kya hum ye exam de skte h?
Sir abhi mai 10th me hu mid term exam aane wale hai mere or mujhe 11th me neet preperation bhi karni h to kya mujhe 10th choose karne per next year 11th ki bhi preparation karayi jaayegi ?
Suniye ...hum filhal class 11 th mai hai aur humko aab abb class 12th mai jna hai aur humko yeh doubt tha ki yeh scholarship humko Feb 2025 mai chahiye...toh yeh samj nhi aa rha hai ki yeh scholarship test inti jaldi ho rha hai..kahi issi year se class 12 toh nhi suru ho jae ga (0.2 ya 0.3..0.4 krke )
Sir maine ragister kiya but usme name alag ho gya kya koi problem hogi plz anyone tell me Kyuki jab batch liya tha to usme name alag tha to admit card me bhi wahi aa gya Kya usme correction ka option nhi hota 😢
Bhai Hindi medium se bhi hoga na kahi to bata hi nahi raha ki language kon sa hai 😢 mai register kar chuki lekin. Mujhe ye nahi pata ki vo Hindi medium me hai english midium 😢
bhaiya ,am currently in class 11,gonna appear for jee in 2026, if i select 11th then offered courses show courses for jee 2025 Wot to do? should i select 10th?
Baiya registration karne ke baad jo admid card kota hi usme mare me department me foundation aa rha hi par mi JEE ki tyari karna chahti ho mera fuom sahi fill hoa hi me class 10 me ho
Use this link to register - www.pw.live/scholarship/nsat/vidyapeeth?Inf&
Pwnsat syllabus for dropper ?
Haa mujhe bhi jaana h 😢
Last registration date
Ye exam hindi medium me nhi hoga kya
Sir class 10th ka hindi me hoga
Yah dropper Hindi medium donon ke liye hai na
Passing marks kya h please
11th k syllabus jee level ka hoga ya school level ka ???
Bhai agr student class 12 me hai aur agr wo NAST ka exam deta hai to usse 11 and 12 dono se questions kiye jayenge ya fir bus 12th se
Bro check syllabus which is available on scholarship option
Hello @legend_boy_18 ❤ please reply aapko is sawal ka jawab mila kya 😢
Apko iska reply mila kya
@@-Ayan- nhi bhai me khud confused hu abhi Tak
@@Mentalz. Nhi 🙃
I have a question sir mujhe online ex Deni he or 12 me offline nhi jana online hi padhna matlab mujhe centre nhi pata abhi too me kese fill karu form ... Or scholarship kya offline jo karna chahta he ussi ke liye he 😢😢😢😢 help me sir
Me confuse hu vp or online me ...toh agr me 3rd option select krta hu toh baad me kuch bhi le skta hu??
Hn bro waise ye mainly vp ke liye hi h
@@pwinfo3893 but...ab mene ye select krke submit krdiya 💀
Koi issue nhi
Bhaiya mai hindi medium se hoon class 9 me kya yah scholarship hindi me nahi hai kya
Sir hindi mai nahi hoga kya
Bhaiya...mujhe exam online dena..hai to bhi usme.ofline nearest center fill krna hoga kya..bhaiya. Plz reply ✋
Yes
Ok thank you bhaiya..🙂
Humko smjh nhi aa rha kaise denge online ex mobile se
😢
Mobile ka camera aur voice access Dena hoga exam time aur PW app ko hi on rakhna hoga koi doosra app nhi khol sakte Varna exam apne aap submit ho jata hai
Bhai droper ke liya nai h kya
Dropper ka liya bhi h kuke ma bhi neet dropper hun or ish saal dena Bali hun scholarship test😊
@@Varshakumari-pe5lz syllabus kya hai please reply..
For dropper
@@itsmadkillergaming4044 dropper yah 12th ka same syllabus h aap syllabus pw ka app per jkar baha 3 dot h baha jkar scholarship ayega ushko click Kiya ga toh wah syllabus dekhyega aap ushko click kijiya ga toh apko pura syllabus dekh jayega hope apko help mile hogi ✨
@@Varshakumari-pe5lz aree yaar wo to pata h form bhi fill Kiya hua hai mock test bhi dekha h par jab syllabus ka. Pdf download Kiya tha to sirf 11 aur 12 ka likha hua tha is liye confused tha aur abhi yakeen me 12 Start bhi nai hua hai to ye 12 ka syllabus kyu de rahe hai btw thanks yaar confusion door krne ke liye
@@itsmadkillergaming4044 my pleasure ☺️
Bhai dropper ke liye dala hu to syallbus 11 ya 12 ka higa kya ki 12 ka
Study preference me kya hoga
Online ya offline me Lena chahte ho wo choose krna
Mai class 10 mai hu aur mai class mai 10 dal rhi aur phir courses mai ja rhi wo mujhe 2 yr foundation coarse de rha jab ki mujhe neet kai liye prep karna hai 11 mai
2 year foundation course neet select kro
Wo 2 year foundation course dai rha hai 2 year foundation course neet nhi dai rha. Agar mai 2 year foundation course select karti hu to usme to aaisa hota hai na ki pcb ya pcm dete hai paper mai to wo unko kaise pata chalega
Please tell me
I am in class 11th rn i want to join pw in 12th so which class should i choose?
Current class me 11th
Thnx bro ❤
Bro i mean to say agr offline kuch n krna ho then kya kre nearest centre waali option me.??
Nearest Jo vp h daal do
Abhi mai class 11 me hu to kya 12 ke liye bhi accommodation hoga
12th ke liye hi hoga
Adhard card bhi leke jana pde ga kya original
Lete jaana taki koi issue n ho
I need ur help bro
Agr hum Study preference Online select kre humme tbb bhi koi centre select krna hoga then kya kre.?
Hn bro
Agr Offline kuch krna hi n ho yo kya select kre.?
Bro mainly PWNSAT vidyapeeth me scholarship ke liye hi hota h
Hello Bhai me Hindi midium se kya test Hindi me aayegaa kyaa
Mujhe ye nhi smjh a rha hai jb online exam denge to centre kyu choice krna hai
Bro level 2 ke liye
Bhaiya abhi me class 11 me hu to syllabus konte class ka padhna pdega 10 ka ya 11 ka
11th
Thank you bhaiya 😊
Sir humhe na hi vidyapeeth me admission lena h aur na hi online pe kyuki hum neet 2024 diye hue h aur mbbs me admission le chuke h aur humhe ab uski fees ke liye scholarship chahiye to kya hum ye exam de skte h?
Nhi
@@pwinfo3893 thank you sir
😢 hindi me nahi hoga kya test 😢😢😢😢😢
Sir kitne paper honge class 11 th ke liye
Single
Mera admit card download nhi ho raha hai 😢 main kya kru please reply
Bhaiya Hindi medium vale bhi de sakte hain
Jo 10 ka exam is sal diya h February me vo kon sa class fill-up karega 10 th ya phir 11th
Abki kis class me ho who daalo
Bhaiya offline walo ka exam pw centre par hoga ya kahi aur please bhaiya jaldi reply kariyega 😢
Jo center select Kiya hoga uspe
Plz koiye bta do. Ki agar exam clera ho jae to kya. Ofline batch lena. Jaruri hai.. Plz reply 🤚
Agar Lena chahte h to le skte h
@@pwinfo3893ok thank you bhaiya. 😊.......
सर हम अब यह परीक्षा दे सकते है
Class 11th में है 02/11 / 2024
Sir abhi mai 10th me hu mid term exam aane wale hai mere or mujhe 11th me neet preperation bhi karni h to kya mujhe 10th choose karne per next year 11th ki bhi preparation karayi jaayegi ?
Bro scholarship aabko 11th ke liye hi milegi
@@pwinfo3893To mujhe 1 year classroom foundation karna chahiye ya 2nd??
Registration ka last date kab hai?
Suniye ...hum filhal class 11 th mai hai aur humko aab abb class 12th mai jna hai aur humko yeh doubt tha ki yeh scholarship humko Feb 2025 mai chahiye...toh yeh samj nhi aa rha hai ki yeh scholarship test inti jaldi ho rha hai..kahi issi year se class 12 toh nhi suru ho jae ga (0.2 ya 0.3..0.4 krke )
Are scholarship aapko 12th ke taiyari kr liye milegi
Bhaiya main class 12th mein hu abhi....kya main ye test de skti hu abhi
Oh acha samj gye
Ye gujarati me que paper aayega ya nahi?plz reply me
No
Bro Online select krne k baad Centre ke option m kya kre agr offline krna hi n ho to ? Can u plz tell me 🤚
@@MOHITBIRSINGH-e2l mat do test
Are Hindi me bi hoga kya
Ye website stuck ho gya kya
Link pinned h usse kro
Nhi
Class 10th ke liye kitne questions aasakta hai sir (from Arunachal Pradesh)😊
Bro syllabus section pr sb mention h aap dekh skte ho
Sir real test series pr bata diye thoda kaise register Krna h
Online exam karnese inconvenient ata ha bhai to kya korna paraga ?😅
Financial modelling PW skill batch milega kya
Only vp
Online exam ghr pe rh k dena hogaa na ya esme bhi center pdenge online mode k liyee...?
Ghar par bro tbhi to online h n 😅
Yes buddy and best of luck for the test 👍
@@pwinfo3893 tqsm 👍 dude
all the very best to uhh also!! 👍
@@pwinfo3893 listen i have a query
Yh jo pwsat hoga Oct m vo 2025 k liyyy h na ya next year k liyy h 2026 k liyy
Next year ke vp ke liye
Bhaiya mai abhi class 11th me hu aur mujhe class 12th ke liye scholarship chahiye to test me mujhse class 11th ke hi n questions puche jyenge??
Yes
Bhai mobile se exam dete samay rough paper kaise use kren 😢😢❤
Ye btaiye ki jo class fill krna h usi class se question aayenge
Yes bro
I am currently studying batch 2.0 dropper batch...have filled this form. What benefit can I get from this?
😢 syllabus for dropper
Sir maine ragister kiya but usme name alag ho gya kya koi problem hogi plz anyone tell me
Kyuki jab batch liya tha to usme name alag tha to admit card me bhi wahi aa gya
Kya usme correction ka option nhi hota 😢
Bhaiya ye exam kya offline hoga? Mei Tripura mein reheta hoon, to mere nearest centre bhi bohot dur hai.😢
Then bro aap online mode me exam de dena
Video for change vidyapeeth centre please 🙏
Rajistation kb tk honge
Bhai Hindi medium se bhi hoga na kahi to bata hi nahi raha ki language kon sa hai 😢 mai register kar chuki lekin. Mujhe ye nahi pata ki vo Hindi medium me hai english midium 😢
Abhi main class 12th mein hu...kya main abhi ye test de skti hu
Yes and next year ke batch me aapko scholarship milega
@@pwinfo3893 okay sir.... thank you 😊
Baiya mobile par test de sakte hi
Yes bro
Online exam kis traha se hoga
Aapko mic and camera on karna h and test attempt karna h
Please bata dijiye ki ye hindi me hoga ya sirf english me🥺
Bhai english me hi ho rha h
Sir mera admit Card download
Nahi ho raha hi
Try again
bhaiya ,am currently in class 11,gonna appear for jee in 2026, if i select 11th then offered courses show courses for jee 2025
Wot to do?
should i select 10th?
Jee 2025 means aapko 12th ke liye scholarship chahiye n
@@pwinfo3893 umm haan
Kya model paper hai
Sir yeh bataye aap ki us mein registration kaise kre hum
Ma batch la chki hu lkin pheir bhi scholarship test dena chata h kya ma la skti hun kya??
Yes
@@pwinfo3893 oh thanks for reply ✨
Sir ye 10 kai student dai sakte hai ya jinhone 10 pass Kiya hai
Yes sis
@@pwinfo3893 I am in class 10 so can I give NSAT
Yes
Online mobile se denge exam please reply me
Yes bro
@@pwinfo3893 agar online main sab Google ya fer book dekhge dia to 😒.. ghar bethe to sab ye karega
Question pattern me level 1 level 2 ka kya mtlb hai please btaiye
Registration cancel karne ke liye kya karenge
Cancel nhi hota
Maine to offline kiya hoo
Baiya registration karne ke baad jo admid card kota hi usme mare me department me foundation aa rha hi par mi JEE ki tyari karna chahti ho mera fuom sahi fill hoa hi me class 10 me ho
Please 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏 😢😢😢😢😢
Current class me kya dala tha
Koi issue nhi h
@@pwinfo3893 thank you baiya🔥
@@pwinfo3893 class 10 th dala tha ,sorry baiya aab dadha hi
Bhaiya phone me mock test kaise try kare ???
Bro scholarship Wale section pe try mock test ka option h waha se kr skte ho
Tx so much mam❤
Mai mam nhi hu 😅
Date of birthday aadar card wala dalna h
Hn
To Tara 😂kithna janam kondili haaa.
Bhaiya registration ke bad exam ko open kaise karna h
Uspe bhi video uploaded h bro
Kahan pe
ruclips.net/video/Q_KGvBUF8-U/видео.html
Bhaiya mai 12th me hu aur mujhase galti se 12+ fill ho gya h kya karu
Bro then after aapko dusre no se phir se registration Krna hoga ya phir Pw support pr apne query raise kr do
Bhai class 7th ke subject kon se ayenge
Check syllabus
School name kese add kre
Bhai isme koi khatara to nahi
Kaisa khatra 🤔
Ye 2 shift m hoga?
Book kahan se milega bhaiya 🥺🙏
Pw store
Ma online den chati hun but ushma option ma toh near center ah raha h toh online kaise du?
Sem yrr
Sir online exam kaise hoga mobile se
Aapko camera and mic on karna h and questions attempt krne h that's it
Accomodation kya hota hai bhai?
Rhna khana
@@pwinfo3893 oo
Thnx
Ho hi nahi raha rajistration email id invalid bata raha hai kainse karen ab rajistration
Email id change kro
PWNSAT ka syllabus kya h for Droppers... please tell me 🙏🙏🙏
Bro es par ek video bnai h latest video check kr lo
Admit card me toh likha h mobile phone nhi allow hai
Are offline exam doge tb Mobile phone nhi allow h
Acha
Syllabus me level 1 , level 2 ka kya mtlb h
Question pattern me
Please reply me
Kaisa question aayega
Mcq
Bhai school name kese fill Krna ye to btaya hi nhi apne
Compulsory nhi h
Bro how many times Pwnsat exam is conducted in a year
Bro pichle saal to oct ke baad every two months hue the
12+ ka syllabus kya hoga
Bro espr latest video bnai h check kr lo
Hindi medium vale students kliye koi madat nhi milegi please hamari v help kijiye hamlog v apne dream ko pura krna chahate
Yar Hindi ke liye as such to koi option show nhi kr rha h
Kitne class tak ye hota hai exam
Dropper tk
Bhaiya exam Mobile se de sakte hain please reply sir
Yes
Baiya aapne patna ka dala ye aapne stata ka dalna hi jha aap padhna chahte hi vha ka please bta tho 😮😮
Jaha padhana cahate ho bro
@@pwinfo3893 thank you baiya
Baiya academic achievement kya hi esme 1 bar test de sakte hi ye kya hi
Bhai aapne academic achievement ke bare me to bataya hi ni h
Bro wo compulsory nhi h
Bhai kya mai ye exam hindi me de sakta hu ?
Yes
Is baar me to more than 10k to leke jaoga pakka
Best of luck 🤞
Question pattern me level 1 level 2 ka kya mtlb h
Bro espr latest video bnai h check kr lo