Bhaiya nsat exam October me bhi huaa tha mene diya tha jisme 30 % scholarship mili hai kya me December me bhi de shkti hu lekin usme registration ka option nhi aa raha hai
Bhaiya maine registration form me galat centre daal diya😢 ............can i change it if i have to take addmission in another vidyapeeth centre 😢...plzz reply
PWNSAT Se in time avgat karane ke lie aapka shukriya sir😊🙏 Sir ek video Syllabus ke Regarding bhi. Main 12th class mein hun aur Main ek NEET ASPIRANT HUN. PLEASE SYLLABUS KE REGARDING CLEAR KIJIYE AUR Sir ho sake toh hume thoda paper ke baare mein bhi jankari dijiye.
Bhaiya main abhi class 10th me hu aur agke saal se 11th me neet ki preparation start krunga to kya agr main 10th class select krke exam dunga to mujhe 11th ke liye scholarship milegi ya 10th ke liye ?
Plese Reply 🙏Please Bhaiya , mai class 8 pe hu . Aar maine PWNSAT level 1 clear kar liya tab mujhe PW ke Shirt,Medal,Certificate milega ki Level 1 aur 2 dono clear karne ke baad ?
Sir ye online ki dates itni jyada hone ka matlab kya h? Kya Iska ye matlab h ki 1--15 oct. Tak ke between mein kabhi bhi test de sakte h ?? Please reply sir
Sir ji ham Test me Registration kar rhe the to vha koi. hindi medium/English medium ka koi option nhi hai Sir mujhe hindi meadium se dena hai me kese registration kru Plz sir reply plz 🙏
Sir mere ko online test dena hai . manlo mai registration kr leta hu to phir question paper kaise ,kab ,kon se app, ya kon se site me milega ?? Pls reply me sir 😊 Aur jee ke liye first rank kitna jata hoga ? Pls bta dijiye sir ji
Bro mai ey diya tha test abki bar wala online meri rank 385 dikha rhi hai aur bola gya hai ki top 1000 ko free accomodation n study hoga but kaisey sab khuch hoga khuch ota nhi chal rha hai...?
Bhaia mai 10th me hu aur mujhe next year class 11th jee ke liye scholarship chahiye aur class 10th me jee department nhi dikha rha hai option me, kya karu
bhai m haryana sonipat se hu maine study preference online fill kiya h toh preferred admission /nearest centre kya fill kr skti hu ?? pincode kis chiz ka dena h ?? please reply as soon as possible
Video starts at 1:24
Bhaiya nsat exam October me bhi huaa tha mene diya tha jisme 30 % scholarship mili hai kya me December me bhi de shkti hu lekin usme registration ka option nhi aa raha hai
Bhaiya main 11th me hun abhi toh kya mujhe 11th ke liye scholarship milega jo 2025 me end hoga ya fir 2026 me??
हिंदी medium mein bhi hota hai kya
Bhaiya maine registration form me galat centre daal diya😢 ............can i change it if i have to take addmission in another vidyapeeth centre 😢...plzz reply
No
@skvlogs1234-m2l Ha hoga tab hi
PWNSAT Se in time avgat karane ke lie aapka shukriya sir😊🙏
Sir ek video Syllabus ke Regarding bhi.
Main 12th class mein hun aur Main ek NEET ASPIRANT HUN.
PLEASE SYLLABUS KE REGARDING CLEAR KIJIYE
AUR Sir ho sake toh hume thoda paper ke baare mein bhi jankari dijiye.
Okay 👍
@@VRSeries Sir aap samjh gaye ki main PWSAT ke syllabus ki baat kar rahi hun ? Maine mention nhi Kiya tha pehle
Me abhi 10th me hu toh yeh jee or neet ki preparation konse standard se suru karayege PW me please give me answer 😢
Abi se hi start krdo beta ji
Today is my exam ,due to some emergency can i give it tomorrow?? Please tell
I don't know about it...pls contact with PW team....baise jis din exam h us din hi doge na ya apna hisab se doge exam
Thnk u so mch bhaiya🫶
🙏
Sir, agar mujhe 100% scholarship milti hai, toh kya mujhe dummy school(integrated school with coaching)mein bhi free admission milega? Ya phir scholarship sirf coaching aur accommodation tak seemit hai?
Free
Bro plz tell me marks ke according scholarship milti hai kya or online exam ke baad offline exam bhi dena padta hai kya ....plz plz plz reply
Marks !
Mobile phone se test de sakte hai?
Bilkul
Sir 25k rank hua hai.. kuch milega kya..!?😢😅
Bhai ye test dene ke liye apn ko pw vidyapeeth ka students hona imp e kya form me to diya he please bro reply😢
Ni
Bhaiya main abhi class 10th me hu aur agke saal se 11th me neet ki preparation start krunga to kya agr main 10th class select krke exam dunga to mujhe 11th ke liye scholarship milegi ya 10th ke liye ?
Jis class mein wahi fill kro baki details aap PW team se puch skte ho
Plese Reply 🙏Please
Bhaiya , mai class 8 pe hu .
Aar maine PWNSAT level 1 clear kar liya tab mujhe PW ke Shirt,Medal,Certificate milega ki Level 1 aur 2 dono clear karne ke baad ?
For more details watch other video
Please Reply🙏🙏🙏🙏
Sir,kya online exam ke baad hamara nearest offline centre pe firse test ya interview hoga kya ?
Test k baad aap ko update mil jayega
Online btch me scholarship available hoti hai KYa
2165 rank hai mere and 50% scholarship
How much rank is required to get 2Cr cash prize?
😂
Sir online exam Kaise De uska registration kaise karen please video fatafat daliye
January ya March me koi scholarship nhi. Milegi kya
Please reply 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Kya Pwnsat , hindi me hoga kya???
Thnks bhaiya
....
But 1 doubt tha online exam ko lekar
Kya ham 1oct se lekar 15 oct tak kisi bhi din exam de sakte h??
Bhaiya plzzz reply
Sir ye online ki dates itni jyada hone ka matlab kya h?
Kya Iska ye matlab h ki 1--15 oct. Tak ke between mein kabhi bhi test de sakte h ??
Please reply sir
Yes
Sir prepare kaise kare? Ncert level ka test hai?@@VRSeries
Online mode se offline mode kr skte h ab?
Submit krne k bd no change
Sir ji ham Test me Registration kar rhe the to vha koi. hindi medium/English medium ka koi option nhi hai
Sir mujhe hindi meadium se dena hai me kese registration kru
Plz sir reply plz 🙏
Same process
Sir online exam mein rough work kar sakte hai kya
Bhai offline center me exam denge ke liye registration online ho jayega kya..?
Haan ji
Hlo
Bhaiya meh class 10 me hu or mujhe 100percent scholarship mila h toh kya meh eseh 11 me use kar sakta hu
Sir mere ko online test dena hai . manlo mai registration kr leta hu to phir question paper kaise ,kab ,kon se app, ya kon se site me milega ?? Pls reply me sir 😊
Aur jee ke liye first rank kitna jata hoga ?
Pls bta dijiye sir ji
Bhaiya kis type ke questions aayenge application based ya.... Or kahan se question kare
Bro mai ey diya tha test abki bar wala online meri rank 385 dikha rhi hai aur bola gya hai ki top 1000 ko free accomodation n study hoga but kaisey sab khuch hoga khuch ota nhi chal rha hai...?
Bro If we get some cash prize and scholarship,then should we compulsory take the scholarship 😢😢
Plz tell me how much marks required to get scholarship
Search on google
Syllabus for Neet dropper....??
Class 11th and 12th
Or only class 12th
Bhaiya first comment ❤
What should i do mera pwnsat me wrong name daal diya and certificate usi name se generate ho gyi ??😢
No change after submitting the form
No problem bas test de do
Mai 11 me hu aur mujhe vidyapeeth nhi chahiye but can I have a scholarship of only cash prize??
Pls contact PW team
Pw sat Hindi me de sakte hai kya
Sir please reply 😢
Sir me 10th me hu or mujhe NDA karna hai to PWNSAT ka form fill kar do kya
Bhaiya koun sa paper koun sai day pe hoga ye kaise pta chalega please reply 😢
Ek hi paper hoga
Why pwnsat level 2 result is not showing?
Kya hindi medium wale is test ko de sakte hai
Ha
Offline wala ko kaha se admit Card milega??
Online hi milega
@@VRSeries download karke le jana padega kya sir??
Sir offline me dunga to ,,, kase kapde pehena parega ,,,??? Koi rules bagera hai kya??
I think no
Offline exam centre kha hai?
Sir online mode me scholarship milegi
Pehle exam to de do
Bhaia mai 10th me hu aur mujhe next year class 11th jee ke liye scholarship chahiye aur class 10th me jee department nhi dikha rha hai option me, kya karu
Mai 11th mein hu aur mujhe minimum kitna score karna hoga 100 percent scholarship pane ke liye
bhai m haryana sonipat se hu
maine study preference online fill kiya h toh preferred admission /nearest centre kya fill kr skti hu ??
pincode kis chiz ka dena h ??
please reply as soon as possible
Aap form ko ache se dekho usne jo details maag rhe h wahi fill kr dijiye
@@VRSeries but i dont know that i have to fill pincode of district or state or what ?
Pincode of your tehsil
Stàte of where you from
And fill your district name easy .,btw where are you from?
Hindi medium walo ke liye hai ya nhi
Sir if I don't join vidyapeeth then they can give me scholarship for college study or not ..
Agar mai class 11 me hu to kya mai scholarship form 10 class se bhar skta hu
Nahi
Sir Bihar board vala student v Hindi medium se exam de sakta hai??
Bhai hume form me jiski game scholarship chahiye vo class dalna hai ya current class
Kya hindi medium ke bachhe bhi ye exam de sakte hai
Bhaiya main 10 mein ho registration mein foundation choose krne se kya hoga
Bhaiya ca foundation ke liye bhi h kya
Neet dropper ke liye kya syllabus hoga ??
I'm studying in 10 std I want scholarship for 11th and 12 th jee course how to register
Link in description box
Sir kya ye 9th ke Hindi medium ke liye hai .
Hindi medium me pwnsat de sakate hai bhaiya please reply
Exam hindi mai hoga ya sirf English mai please reply sir
Kab tak register kar sakte hai
last exam date 15 oct 2024
1oct 2024 se 14oct 2024 tak register kar sakte hai for online exam
🙂
@@ShivaMaddheshiya-cl4wr offline kab tak kar sakte hai
Sir hindi madyam Vale di pwnsat de sakte he
Bilkul
Class 10th me hindi madyam ka farm kaise bare
Yes
I score 120/160 is it good and will i get money?
I don't about this
Exam MCQ ma hoga ya Subjective mode
MCQs
Yah exam Hindi medium mein hoga ya English medium mein jaldi batao sar😢😢😢😢
8 date ko form nhi fill kr skte
Mine form to bhar diya but kaise janu ki form clear ho gya
Kya Hindi medium ke Chhatra bhi de sakte hain
Bilkul
Language kya rhta hai exam m
Udaan reloded infinity pe classes kab se start hogi 😢
Watch udaan reloaded video
@@VRSeries Yaha pe nhi bata sakte hai abb 8 mint ki video dekhne 😢
Bhaiya kya pwnsat hindi medium me ho sakta h plz reply
Toll free no pr call krlo
Bhaiya kya pwnsat hindi medium me ho sakta hai reply plz
Isse online scholarship bhi milegi kya
Cash
Mera admit card aa gaya hai par mujhe class change karna hai toh kaise kare
Submit krne k bd no change
I will give jee 2026 which class i have to select 11 select karne se one year prog jee 2025 dikha ra hai
Is test ka language kya hoga?
Bhaiya question kis type ke aayenge MCQ type ke but kahan se
Pw sat hindi me de sakte hai kya 😢
No
10th std students ke liye next year jee course nahi dikh raha he
Plzz tell the syllabus for dropper
Available on PW's website
What is level 1 and 2 in PWNSAT
Pwnsat exam ko Hindi me dai sakte he
Bhaiya please aap btao level kya hoga?
Iske liye aap dusari video dekh skte ho
@@VRSeries konsi ?
Language Hindi ya English paper me kya aaye ga please batiye
rank 815 h kuch mlega kya
Syllabus class 9th?
Search on Google
sir english me aayega ya hindi me
English me
Bhaiya pls tell hindi medium students test de sakte hain hindi me aor kaise pls bataiye bhaiya
Syllabus Vahi h kya ho pdf me mention h
Yes 👍
Neet dropper ke liya kya syllabus hai?😢
Link se check krlo
@@VRSeries usme bas 12 tak hi diya hain
12 wala hi syllabus h
@@VRSeriesbhaiya 11th nhi chahiye kya ??
Please reply 🥺🥺
11th &12th
10class wale de skte h
Bilkul
Paper hindi me bhi aayega kya
Toll free number kya h bhaiya
Search on Google
Bhiya 15 din tak online ka exam hai😮
Chlne wale h but aap kisi din de skte ho
Chlne wale h but aap kisi din de skte ho
2 October ko
Mene giveaways mein participate kiya lekin 1 bhi bar mera naam nahi hai ❤❤❤😢
Aap winner nhi Bane isliye
Koi agar 11th mein hai to bus 11th ka hi aaega syllabus Na
Sir form kaise fil kare video bhejo
Question pattern ke bare me plss bataiye 😢😢
PW ki website kr dekh skte ho pattern
Mein bahut dinde message kar rha hu par ap reply nahi dete❤
Sabka reply krta hu instantly