1. Kya online exam wale baccho ko bhi scholarship melega 2. results kbtk declared hoga 3. Mai 11 me hu to kya mujhe 11& 12 dono ke liye accomodation melega 4.. online exam dungi to kya 1000 baccho me mera nikl gya to mujhe accommodation melega Thankyou so much for information 🎉
Bhai Mera 60 percent aaya hai bhaiya kya Karu bhai mai aabhi class 9th me hu aur result aabhi aya hai sir to Mera addmission 10th me hoga ya 9th me plz batao mujhe PW se baar baar massage aa rahe hai kya Karu bata do aur Maine exam bhi offline Diya tha plz help bhaiya 😢❤
Sir agar ham class 7 me recently padh rahe hai to hame class next year ka dalna hoga ya isi year ka aur question 7 class ka aayega ki class 8 ka please help me anyone?
Bhaiya ek doubt hai Mai class 9 se hu agar mai 100% scholarship achieve kr leta hu toh mujhe vidyapeeth me admission class 9 me milega ya class 10 me kyuki exam oct me hai aur result November me ayega and Feb me toh Naya session start ho jata hai toh please batay ke class 9 me scholarship milegi ya 10 me in vidyapeeth. Waiting for your reply 🙏
Bhaiya agar ye exam dene par achhi rank aaegi to dubara bhi dena padega agar dubara hua to kya vo online hoga ya offline vaise mai abhi online dungi...
Sir mai ek Jee aspirant hu currently studying in class 10,maine registration time course me foundation fill kiya kyuki vo hi option me tha. Kya maine sahi fill kiya hai?
Level 2 kab hai
1. Kya online exam wale baccho ko bhi scholarship melega
2. results kbtk declared hoga
3. Mai 11 me hu to kya mujhe 11& 12 dono ke liye accomodation melega
4.. online exam dungi to kya 1000 baccho me mera nikl gya to mujhe accommodation melega
Thankyou so much for information 🎉
1. yes
2. November
3. 11th m hai aap to exam doge tb tk aap 12th m aa jaoge aur ye admission aapka 12th m hoga
4. yes
thank you 😊
Thank you bhaiya😊
Sir paper solution kha se karenge
Dropper ka syllabus????
11th 12th
Syllabus me question pattern me level 1 level 2 ka kya mtlb h
part of the paper
Sir exam English me hai
Sir on which app or website this exam will be going to held please tell
Bhai dropper wle kon si class ...fill kren 11/12
Kya pwnsat 2024 hindi madium wale ke liye bhi hai
Dropper ka syllabus kya rahega please reply
Mujhe bhi yahi jaan na hai
Syllabus on app
11th 12th ka
No bro only 12 +++++++
No bro only 12 +++++++
Sir isme scholarship kya h i mean any cash prize or facilities in vidyapeeth itself please reply
Sir exam me kitne question aate hai
Kya hum iss scholarship se online batch bhi le sakte hain kya
Sir is saal scholarship exam de diye to agle saal bhi de sakte hai kya
pwNSAT Hindi me de sakte hai ky pls reply????
Na bro
Dropper ke liye 11th 12th dono ka syllabus aaega?
Nhi shayad 12 th ka hi ayega par pyp mile kya tumko..?
Mera bhi same doubt h 😢
Plz bta do koi
@@Shinchan.....911 nhi
@@mdarijrayyan9428 11th 12th dono ayega
Exam center k liye koi strict dress code h kya?
Offline mode me bhi mcq hoga kya please reply kijiye bhaiya
Sir online exam mein rough work kar sakte Hain
Bhai Mera 60 percent aaya hai bhaiya kya Karu bhai mai aabhi class 9th me hu aur result aabhi aya hai sir to Mera addmission 10th me hoga ya 9th me plz batao mujhe PW se baar baar massage aa rahe hai kya Karu bata do aur Maine exam bhi offline Diya tha plz help bhaiya 😢❤
Offline mode me written hota hai kya??
Exam online app main dena hoga yeah sir kon se app main
Sir level 2 kab hoga 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢 please bataiye
Bhai Level 2 exam me exam pattern kesa hoga ?
Class 12 th neet k liye only 12 ka syllabus aayega ya 11th ka v aayega??
Sir agr registration name birth certificate se alag kar de toh koi problem h kya ?
vase to koi dikkt ni hai but aap but real hi fill kr dona
Registration date kb h
exam se 4 din phle tak
On which app or website this exam is going to be held
Sir exam ka question objective rahega ya subjective
Sir please reply mai iss saal 9th mai huu toh mai registration form mai class 9th likhoo ya 10th next year waali
12th valo ke liye kya syllabus hoga ,,11th pls 12th dono ya sirf 12th
Dropper ka syllabus kya hoga ?..Kya hame 11th ka padhna hai ya 12th ka..koi batao
Mera bhi same problem h !!
@@globaldiscovery9886 same question
Mera bhi same question hai 😢
Hn to kaise pata chalega hume
11th 12th ka syllabus aayega aur paper bilingual language m hoga
Sir, agar mujhe 100% scholarship milti hai, toh kya mujhe dummy school(integrated school with coaching)mein bhi free admission milega? Ya phir scholarship sirf coaching aur accommodation tak seemit hai?
Online exam kaha par hoga
To ye exame me rinker ko hi Milegi kya scholarship
Sir hindi me bhi de sakte hai
iske bare m idea nhi h
@@rjmohit206 please sir Pata kigye n
Droper vale ke liye
Yes sir please 😢
Only English
Exam kab hoga bro 😢😢😢😢😢😢
Sir registration Kaise karaen
Sir dropper ke liye 11 and 12 th dono ka syllabus rhega???????? 😢
yes
Agar 10th mein scholarship ke liye exam de to scholarship wala course 10th me milega ya 11th aur 12th me
10th m ho aap currently to obviously aapko 11th m hi scholarship milega
Kya ye exam online ho to mobile se de sakte h exam please sir reply
Exam pass hone ke bad kya karna padta hai
Kya ak phone me do log registar kar sakte hai
Sir peper ka medium kiya hai
Hindi ya English
Sir marks reviw ka kar ke sahi answer lagaye hai or mera marks kam aaya hai Q
Sir exam English mein hoti hai
Sir mai hindi middium se hu aur mai from apply kr diya huu.. Hindi medium me hoga
Bnt Mera nahi ho raha option aa raha hai but apply nahi ho raha hai
Hlo bhaiya
Kya ye program upsc walo ke liye nhi hai kya
no
Bhaiya form wrong fill ho gya correct kaise kare
Same question bro
Sir agar phone ka speaker kharab hai to kya de sakte hain kyunki microphone on karne ko bolta hai
Sir Hindi medium में bhi paper hoga
Bhaiya syllabus complete 11th 12th nhi h na
Dropper ke liye
Sir online exam kaise Dena hai
Per result main show kar raha 60% scholarship mera rank AIR 575
Ha bhai mere me bhi 60% scholarship dikha rha h
Abhi server down hai it seems.. let’s try after some time
Sir Ghar par ho hoga kya online exam
Sir ji hindi or english dono me de sakte hai kya sir bata do please sir
yes
Sir can you please tell how the question will be?
Bhaiya question paper medium kya rahega
Sir agar ham class 7 me recently padh rahe hai to hame class next year ka dalna hoga ya isi year ka aur question 7 class ka aayega ki class 8 ka please help me anyone?
Sir jab syllabus download Karo to usme level 1 aur level2 dikha raha hai.....do tests honge kya
only one test ...
level 1 & 2 is the part of paper
Bhaiya ek doubt hai
Mai class 9 se hu agar mai 100% scholarship achieve kr leta hu toh mujhe vidyapeeth me admission class 9 me milega ya class 10 me kyuki exam oct me hai aur result November me ayega and Feb me toh Naya session start ho jata hai toh please batay ke class 9 me scholarship milegi ya 10 me in vidyapeeth. Waiting for your reply 🙏
Class 10 ka
@@UzumakiNaruto-g3k matlab mai agar qualify kr jata hu toh mujhe class 10 me admission milega in vidyapeeth?
class 10th ke liye appear honge aap
@@rjmohit206 mujhey form me class 9 fill Krna chaiye ya class 10?
Bhai pehle pass to karo
Sir pyq mil skta h khi se?
Foundation select kre ya Iit
Bhaiya question paper ka medium kya rahega ye bataeye na plzz
Kya class 12 walo ke liye syllabus 6 to 12 rahega
Sir kya mobile se online exam de sakte hain please sir reply please
Yes
Sir how to change pw nearest centre for nsat actually maine galat br diya to ab change kaise kre centre plz reply
Class 10th wale bhi bhar sakte h
Bhaiya pwnsat hindi mai hota hai
Sir pwnsat kya WBCSE board de sakte hain
Sir level 1 and level 2 kya hai please tell us
Kya hindi medium se nhi de sakte hai ❤ please reply bhaiya❤❤❤
Sir please 🙏ye bta do ki hindi medium wale student s de skta h ya nhi
Bhai kiya ya test droper de shakta h
Bhaiya agar ye exam dene par achhi rank aaegi to dubara bhi dena padega agar dubara hua to kya vo online hoga ya offline vaise mai abhi online dungi...
Sir, phone se exam de sakte hai ki nhi
Sir hindi midium mein bhi paper hoga
Bhaiya online ki last date 1to 13 hai hai n
Sir time kya h ?
Jis ne pw ka paid batch nahi liya hai kyA bo bhi le sakta hai
yes
Sir ye exam kis aap par hoga online me isse kis tarah se de
Pw
Resignation kab karna hai
Total kitne marks ka hoga exam
ye year exam likne se next year hamko free tution and accommadation milega ..?
yes
Bhaiya i need help..... Maine online mode choose karliya glti se offline kar sakta hu kya me
fill the form again and exam only 2nd time fill krne vale admit card se hi dena
Dropper ko pwnsat dene pe scholarships provide hoti haii na ???
Sir question type kesa hoga please bata de
Sir couching ka naam change kaise kar sakte hai plese bataiye
Scholarship avail ess 2025 walo ke batches mein hogi ya 2026 ?
Dropper ki liya hai Kay...
Sir dropper ka syllabus kya h
Pwnsat exam ki bengali te dite parbo please reply din 🙏
i think paper bilingual hoga . other language m hoga ya nhi dont know
Bhai dropper le liye nhi offsion deta h from me
Sir abi 9 class ka registration aa hi nhi Raha h
try again and fir bhi nhi aata to i don't know bro about this
Will it be mcq based or question answers???
Yes
Ye 2024 - 2025 vale batch ke liye hai
Sir mai ek Jee aspirant hu currently studying in class 10,maine registration time course me foundation fill kiya kyuki vo hi option me tha. Kya maine sahi fill kiya hai?
yes aapne shi fill kiya hai
Ma online class Lana chath ho to kya online class karna ka lea bhi ya scholarship hai
Class 10 ka hindi language me hoga ye exam please bataiye
Sir is this for neet 2025?
Sir online exam mobiles se de sakte h ya centre hoga
Online mai v de sakte ho...!