Shukriya fir se 1 ache video ke liye. As a customer mujhe aur jagruk karne ke liye. Apne jo jo baat boli ki jab itna ho raha hai toh pura badal hi do, hum bhi yehi chahte hain par mechanic sunte nahi...unhe chaiye hain dobara ayega aur dobara charge karenge pura
Superb bhai... Valve related ek video banao... Rocker arm new dala, clearance barabar kiya, chain tensioner barabar hai but fir bhi tik tik awaz ati hai NS me... Kya ya issue valve guide ki waje se bhi ho sakta kya??
Bhai aj khula hua e wala led main Diya hua Hain bush or 2 bearing neya dalke laga Raha hu, agli bar kya sound problem hogi kya bolte ho app ekbr reply kardo plz😢
Bhai mera ns200 ka enjine khula hai coolent mix ho gya hai ek question tha apse crank shaft thik hai mere gadi ka koi play nhi hai enjine khula hai to crank shaft change Krna sahi hai ya usi ko rehne de
Bhai yaar aap apna number do baat krunga yrr mai apke , aisi video ni dekha mai aaj tk bhut badhiya dil jeet liye bhai , 🔥 aur kai chize jinke bare me apse baat bhi krna h to apna number provide kriye .. ❣️❣️
Bhai meri ns mai ek problem hai jab gadi start hoti hai toa koi awaz nhi aati engine yaar or kahi se jab gadi chalne lagti hai toa dak dak karke awaz ati hai bhai kya problem hai aap bata sakte ho kya
mera rs mein bhi 2 problem hain jo kafi dino se face kar raha hoon. pehle to chalte waqt full clutch khichne ki bad bhi rpm 2100 se niche nehi aati thi aur thodi clutch slipage ka bhi prblm tha to meine clutch assembly pura change kar liya 20000 km ki under hi. phir ek neyi prblm suru coolant gadi mein fuk ja raha hain. 2 3 din mein reservoir tank pura khali ho jata hain. aise karke meine ab tak 4 br coolant top up bhi kar ke dkh liya lekin dry ho jata hain. koyi leakage ka prblem nehi aur coolant 2 br drain bhi kar chuka hu ab tak 20000 km ki journey mein. aur aab cold star pe 2 min tak idle rakhneke bad bhi jab 1st gear dalta hu tu bohut jhatka dekar gear parta hain jeiski ki clutch disengage nehi ho thik se. Ho sake to kuch solution batana bhai. Service center wale engine ka kaam karna nehi chate. thik hain sab bolke vaga dete hain. btw mera RS 200 2018 model hain bs4. bike ki itna top notch maintain karke bhi aisa prblm kare to bohut bura lgta hain.
Same meri ns me bhu chalte waqt agar clutch dabau to 3000 ke niche rpm bhot dhire aati aur apne ap hi race badri aur idle me to rukti nhi band ho jaati wo alag baat ns carburettor aur rs fi
Mene bhi ek second hand bs3 ns li thi 60k chalne ke bad ab uska engine khulega wo bhi dusre owner ki vjah un mahasheh ne coolant ki jagah paani bhar rkha tha wo bhi kam aur oil bhi nhi krta hoga aur puri rondhi hogi first owner ne bhot care se rkhi thi me bhi slow chalata hu kam rpm tabhi chal gyi wo ek saal crank aur seized piston ke bawajud
Bhaiya mere pass ns 200 bs 6 hai... Jab bhi bike thodi chala leta hu to kuch der bad clutch dabaane par bike har bar band ho jaati hai... Jab tak accelerator dete raho tb tak koi dikkat nahi deti, fuel injector saaf kr dia service centre waalo ne, uske baad sahi na hone par badal dia injector ko... Fule pump bhi change krke dekh lia... Fir bhi ye dikkat solve nahi ho rahi hai... Cooling fan bhi chal raha hai lekin tab bhi bike bar bar band ho jaati hai... Aap suggest kariye ki kya part change ya check krwaana chahiye... service centre waale to kuch bhi nai kr paa rahe...
Shukriya fir se 1 ache video ke liye. As a customer mujhe aur jagruk karne ke liye.
Apne jo jo baat boli ki jab itna ho raha hai toh pura badal hi do, hum bhi yehi chahte hain par mechanic sunte nahi...unhe chaiye hain dobara ayega aur dobara charge karenge pura
Bohot help full video hai bhaiya kafi nolej milti hai aapki video se🙏
✌️
Excellent. Me bhi kholne wala hu ns200 engine. Ye video dekh ke 👍
😂😂😂
Very informative, and well explained.
oil passage b agar block hojayege ya pump atkegaaa to us se b oil nahi chalega cranck ki taraf us se b hoti hai problem great video😊
Bahi awesome video banaya 👌👌👌👌
Superb bhai... Valve related ek video banao... Rocker arm new dala, clearance barabar kiya, chain tensioner barabar hai but fir bhi tik tik awaz ati hai NS me... Kya ya issue valve guide ki waje se bhi ho sakta kya??
Bhaiya meri ns200 mai clutch mai khoo abaaj aati hai clutch chodne par uskai baad gadi normal chalti hai to kya karna chahiye
Yahe video mujhay chaltha nice bradar
Good knowledge iqbal bhai...
Bhai bahot dino baad
Bhai aj khula hua e wala led main Diya hua Hain bush or 2 bearing neya dalke laga Raha hu, agli bar kya sound problem hogi kya bolte ho app ekbr reply kardo plz😢
where is your service center shop ocation
Bhai mera ns200 ka enjine khula hai coolent mix ho gya hai ek question tha apse crank shaft thik hai mere gadi ka koi play nhi hai enjine khula hai to crank shaft change Krna sahi hai ya usi ko rehne de
Badya bahi thanks 🙏🙏🙏
Meri na ka engine krwaya hua hai ik bar too ma usko ladakh laajaa sktaa hu sirr... plzz rplyy 🙏🙏🙏
Thankyou bhai . Bht badhiyaaaa
Bhai isme slipper clutch lagega kya , rs me n250 ka ya dominar 250 ka
Meri gadi side stand pa Tak Tak ki awaj kr rhi ha ns200 ha bs4 koi solution ha sir😢😢
Love from Nepal
Mere ns200 Ki tapid tut gaye change kiya aur ab engine se awaaz a rahe hai ghar ghar jab accelerator kam kartey hai iska kya solution hai
Jyada tight Ho Gaya h tapid
Bhai kahan se ho aap shop kahan pe h aapki
Very nice bhai
Crank aur tippid main kitna kharcha aata hai?
Bhai yaar aap apna number do baat krunga yrr mai apke , aisi video ni dekha mai aaj tk bhut badhiya dil jeet liye bhai , 🔥 aur kai chize jinke bare me apse baat bhi krna h to apna number provide kriye .. ❣️❣️
Apka garage kaha pr hai bhai??
Bhai Mera rs 200 bs7 engine oil leakage problem Hain any solution
Nice video ❤❤❤❤❤❤
Bhai meri ns mai ek problem hai jab gadi start hoti hai toa koi awaz nhi aati engine yaar or kahi se jab gadi chalne lagti hai toa dak dak karke awaz ati hai bhai kya problem hai aap bata sakte ho kya
mera rs mein bhi 2 problem hain jo kafi dino se face kar raha hoon. pehle to chalte waqt full clutch khichne ki bad bhi rpm 2100 se niche nehi aati thi aur thodi clutch slipage ka bhi prblm tha to meine clutch assembly pura change kar liya 20000 km ki under hi. phir ek neyi prblm suru coolant gadi mein fuk ja raha hain. 2 3 din mein reservoir tank pura khali ho jata hain. aise karke meine ab tak 4 br coolant top up bhi kar ke dkh liya lekin dry ho jata hain. koyi leakage ka prblem nehi aur coolant 2 br drain bhi kar chuka hu ab tak 20000 km ki journey mein. aur aab cold star pe 2 min tak idle rakhneke bad bhi jab 1st gear dalta hu tu bohut jhatka dekar gear parta hain jeiski ki clutch disengage nehi ho thik se.
Ho sake to kuch solution batana bhai. Service center wale engine ka kaam karna nehi chate. thik hain sab bolke vaga dete hain. btw mera RS 200 2018 model hain bs4. bike ki itna top notch maintain karke bhi aisa prblm kare to bohut bura lgta hain.
Pehle aap oil may couldn't mix to ni ho rha ye Confirm karo or 1 rpm Sensor Check karao
Same meri ns me bhu chalte waqt agar clutch dabau to 3000 ke niche rpm bhot dhire aati aur apne ap hi race badri aur idle me to rukti nhi band ho jaati wo alag baat ns carburettor aur rs fi
@@robinjaiswal548 carburettor clean karwake dekho nehito replace
Mene bhi ek second hand bs3 ns li thi 60k chalne ke bad ab uska engine khulega wo bhi dusre owner ki vjah un mahasheh ne coolant ki jagah paani bhar rkha tha wo bhi kam aur oil bhi nhi krta hoga aur puri rondhi hogi first owner ne bhot care se rkhi thi me bhi slow chalata hu kam rpm tabhi chal gyi wo ek saal crank aur seized piston ke bawajud
Ns 2ganta bnd hona ka bad start nhi hoti hai kya problem hogi bahi
Bhai please aapka location mention kijiyena🙏🏼🙏🏼
BS3 KI carborator tunning ki video banao pls
Pakk✌️
Naic bro🤜🤜🤜🤜
Bhaiya mere pass ns 200 bs 6 hai... Jab bhi bike thodi chala leta hu to kuch der bad clutch dabaane par bike har bar band ho jaati hai... Jab tak accelerator dete raho tb tak koi dikkat nahi deti, fuel injector saaf kr dia service centre waalo ne, uske baad sahi na hone par badal dia injector ko... Fule pump bhi change krke dekh lia... Fir bhi ye dikkat solve nahi ho rahi hai... Cooling fan bhi chal raha hai lekin tab bhi bike bar bar band ho jaati hai... Aap suggest kariye ki kya part change ya check krwaana chahiye... service centre waale to kuch bhi nai kr paa rahe...
Change your cdi coil
nyi video ka intzaar
Ok 👍
Good job bro
Super ❤❤
Nice bro 😘😘
Apna no send karo me mornig me call karta hu
@@iqbalbhai bhaisaab agar reliable gadi leni hy to bajaj se dur rehna hi behtar hy na?
Bahiyaa ap kaha se ho me lunga is RS ko ..
uttarakhand district pithoragarh
@@iqbalbhai Apka Instagram kis name se h
Very good sir
Iqbal da ns 200 old Mai engine heating prablam aarha h.
gooood bhai
मेरा ns में ज्यादा जुड़ लगाते हो तो engine mein कुस स्लिप होता है।
कुस solution batana
Bhai dukan kaha hai nombar do
♥️♥️♥️
❤️❤️❤️👍👍👍
👍
Bhai help chaiye thi
Meri as200 me coolant reservoir se bahut jaldi kahatam horha hai aur thode distance me bike heat hori
Bhai wo niche dikhaya hai na oil seal cut ho gayi hogi change karwao usse b hota hai mera bhi same issue tha
Nice
Niceee
भैया जी आप का फुल एड्रेस चाहिए हमको भाई एन एस धोनी का इंजन का काम करवाना है
What is the yellow part called I wanted to know cuz I don't have it's one teeth can anyone tell me it ain't that important or
rs 200 ka log bol rahe hain bahut jaldi engine kharab ho jata hai mujhe lena hai Pulsar Rs 200 bs6 wali E20 le ya na le
Bhai kawar me nahi dalo mujh se bech lo
Problem AA Rahi hai mere ns 200 me
Mera bike apse service karwana chata huin adress Or contact no please
Number dena
Bade bhai de do number
आपका एड्रेस और मोबाइल नंबर प्लीज भाई जी बाइक का एक काम हमारे पास NS 200 उसी का काम करवाना है इंजन
Bhai number please
👍