Progressive magazine 100 wpm English Dictation | 100 wpm Dictation Progressive magazine

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 14 дек 2024

Комментарии • 11

  • @prashantdukle9742
    @prashantdukle9742 Год назад

    Sir BMC bhrti sathi 100 wpm certificate ver apply nhi krta yenar k

  • @pragyakatiyar115
    @pragyakatiyar115 Год назад +1

    Agr ap daily dictate kre to follow kr lu ? 😢

    • @pragyakatiyar115
      @pragyakatiyar115 Год назад +1

      Abhi meri speed 60 bhi nhi hai Mai abhi likhna seekhi hu kaise kru kucch samajh nhi aa rha English language weak hai meri 😢koi kucch btaya bhi hai pareshan hu

    • @kuldeepksb
      @kuldeepksb Год назад +1

      Hello 👋 Pragya Myself Kuldeep
      Me bhi steno ki preparation kar raha hu aap jis problem m ho us problem me me bhi pehle reh chuka hu
      Aap sabse pehle sare Grammalogues yaad kar lo fir ek magzine lo usme se daily 1 ya 2 exercise practice karo Jo mistake nikle usko alag copy me likho or starting m kosis karo ki jyada se jyada word ki outline aap yaad kar sako.
      Uske baad daily dictation lo shuru me jyada mistakes hogi par dhire dhire aapki speed badh jaaegi

    • @pragyakatiyar115
      @pragyakatiyar115 Год назад +1

      @@kuldeepksb thank you so much but magzine mil rhi mujhe kahi kaha se lu 🥺🥺

    • @pragyakatiyar115
      @pragyakatiyar115 Год назад +1

      @@kuldeepksb aur Rahi bat grammalogues ki to Pitman wali book se maine lgbhag sare learn kr Dale hai kucch ek rh gye honge to mai fir se kr lungi to ho jayenge alg se bhi kahi grammalogues learn krne hai kya ?? Aur agr ha to kaha se

    • @kuldeepksb
      @kuldeepksb Год назад

      @@pragyakatiyar115 Pitman vale hi yaad karlo or usme special contraction hoge vo bhi yaad karlo or kuch important words ki outline he vo bhi yaad karlo