Mam hum ne kuch gulab ke podey report kiye thi 19 th me us samay hum ne une Mitte ke sath gober ki khad de thi 5 den ho gye h report ko our khed de de kiya ab btaye
Mam meine 22 September ko pruning ki thi par growth nahi aayi kyunki garmi bohot hei aur mere rose plant ki kai branch dyeback kar rahi hein samajh nahi aa raha kya karun
subah ke samay paudhe per pani ka chhidkav Kiya Karen aur agar garmi jyada hai to Abhi paudhon ko fullsun light mein Na rakhen die back wali branches ko kat de.
Superb video verry helpful for plant's
Very nice sharing 🙏
Nice Informative video 😊
So nice of you
Mam nice information mam confidor ke badle sectore de sakte h kya ?
Nice video
Nice information 🎉
So nice of you
Mam hum ne kuch gulab ke podey report kiye thi 19 th me us samay hum ne une Mitte ke sath gober ki khad de thi 5 den ho gye h report ko our khed de de kiya ab btaye
Madam ap lajawab ho itni shiddat s ap video banati ho
thank you so much
Madam novambar k mahina m hum kon si fulwari ka beej dal saktey h ya teni laga saktey h bataey
@@loveforgardening mene 4 mahina pehle hi 1 biga zameen m narsurey lagai h abhi hame thekh s jankari nhi h
Abhi k climate me gulaab ko fertilizer Dene k liye kitna gap hona chahiye
20 se 25 din mein khas repeat ki ja sakti hai ya fir mahine mein ek bar
Mam meine 22 September ko pruning ki thi par growth nahi aayi kyunki garmi bohot hei aur mere rose plant ki kai branch dyeback kar rahi hein samajh nahi aa raha kya karun
subah ke samay paudhe per pani ka chhidkav Kiya Karen aur agar garmi jyada hai to Abhi paudhon ko fullsun light mein Na rakhen die back wali branches ko kat de.
@@loveforgardening hann meine kaat di aur tej dhoop mein rakh diya hei hope so thik ho jàyenge
Madam ap ki hatho pr lagi mehdi bhee ati sundar h
Mere gulab ki😂 new leaves 😂 jhad gayi jyaada panike😂karan😂fir😂 Mene use😂nikalkar😂newmiitti mein lagaya haikyavah bapastheek ho jayega