00:00 Khutbah 00:20 Ibtida | Talaba ke liye Jumah ke din subah ka waqt 01:14 Deen ko kis tareeqe se samjhna aur samjhane ke topic ki ahmiyat 01:36 Majlis ki kaifiyat aur Sawal kaise ho aur kaise na ho? 02:32 Fikr kya hai? Magribi (western) fikr aur Deeni Fikr 03:48 Kisi ka Thought process of fikr kaise jaane? 03:55 Paradigm / Daaira 05:03 Pehla ilm: Epistemology / Asbaabe Ilm 16:13 Dusra Ilm: Ontology / Wujoodiyaat 22:30 Morality / Akhlaaqiyaat (subjective and objective) 34:30 Paradigm ka lafz 35:00 Mukammal school aur college ki taaleem western paradigm par he 35:45 Western Parafigm par study karne wale ko kya samjhme nahi ata? 36:30 Musawaat | Mardo Aurat ki musaawat ka shubha 37:33 Hulya Islami aur Paradigm Western ho sakta hai 37:50 Hulya islami na ho aur Islami Paradigm ho sakta hai 38:13 Aql - Zariyae Ilm | Aql ka daira hawaas se bada hua hai 40:00 Aql aur Naql me ta'aruz ho jaye to 40:20 Koi gair Maqul chiz nahi aur tazad hone par ke usul baham mutazaaad nahi? 40:51 Ek Misal aur Imam Gazali ka hal 43:48 Deen ki taraf se Gaafil shakhs ko ahkam gair maqul lagna 44:30 Insan aur Aql ke darmiyan Galat Aqaid ka parda 45:00 Ek behtareen Misal exact condition aur tarteeb ki 45:50 Mantiq ki Misal 47:15 Aql ke aitbar se qazaya ki tarteeb sahi denge to natija sahih hoga 47:46 Insan ki Aqle Saleem hai to Shariyat ka koi bhi hukm Aql ke khilaf nahi ho sakta 48:18 Imam Gazali ka hal aur hamare akabir ka falsafa 48:50 Qaum ke paradigm ko durust kar lein to shukooko shubhaat apne aap khatm hojayenge 49:25 Dunya ko aur khud Ahle Madarsa ko apne ilmi khazane ka andaza nahi 49:50 Darsi kutub ki khusuiyat aur fawqiyat 50:40 Hidaya sahih padh lene wale ki reasoning ki quwwat wakeel se lakh guna behtar 51:31 Ham apne aap ko piche kyu samjhte hai 52:20 Allah ka shukr 52:45 Aaj ke daur me shukooko shubhat ki asl wajah : Paradigm 53:30 End of Speech 53:42 Question and Answers session starts 53:51 Madarse me padhe hue Angrezi nahi jaante to Ilhad par kaaam karein. 55:10 Ilm ka irtiqa (Evolution) 56:16 Talaba / Ulama ka ehsaase kamtari aur Ilme kalam ko fuzul samajhna 59:14 Ilm ki 2 Qismein (Ek behtar Taqseem) 01:00:26 Asatiza ki tarf se ek subject me takhassus aur akabir ka har field me mahir hona 01:01:50 Mufti Yasir sahab ka apna ilmi safar 01:04:44 Fikro Ilhad par mutale ke liye akabireen ki kitabein 01:10:53 Baaz Ahkaam ka Amre Ta'abbudi aur maa'qool dono bayak waqt hona 01:13:11 Shara Aqaid me Qeel o Qaal bohot hai 01:14:22 Social media ka ilhado irtidad ke farog me role aur karne ka kaam 01:17:26 Sharah aqaid ki tadrees ka tariqah 01:19:20 Jadeed etrazat par qadgan lagane ke liye Istilahaat kaha dhundhein 01:21:00 Ilme Kalam me Jadeed aur Qadeem me tafreeq aur uski haisiyat 01:23:50 Sawal: Madarse me padhne ki kya zarurat hai? 01:24:12 Jo log Western paradigm ke shikar hai unhe kaise samjhayein? 01:26:56 AI / Masnui zahanat aur Insani Ikhtiyar ke bare me Ilme Kalam kya rehnumai faraham karta hai 01:30:08 Akhr 300 saal ke chand mutallimeen jinki kitabo se istefada kar sakein 01:32:42 Up ke jaunpur ka Mahdavi fitne se logo ko agah karein 01:34:16 Allah ne insan ko jo ikhtiyar dia wo mahdood hai ya nahi? 01:36:49 Islami Falsafa aur Ilme kalam me kya farq hai? 01:41:49 Ashairah ke yaha Allah ke Af'aal hikmat par mabni hai ya nahi? aur masaleh bayan karna. 01:43:45 Muashrati aur Akhlaqi kharabio ka hal zaati counselling hai ya nahi? 01:46:33 Key points to discuss with people of western paradigm 01:48:20 Paradigm Shift : Mojizat aur Karamaat ke inkar ka jawab 01:51:11 Kyamojiza aur karamat khilafe aql hai? 01:52:33 Dua
اگر مفتی صاحب تک یہ بات پہنچ جاتی کہ آپ جس رد الحاد اور رد کفر پر بات کرتے ہیں تو جو دلائل کا خاکہ ہے اگر اسکو ایک گرافیک ڈیزائین کے ذریعے لکھا جاۓ تو بہت آسان ہوگا یہ باطل کے دلائل کا خاکہ یہ ہے اور اسلامی دلائل کا خاکہ یہ ہے تو اس سے بہت فائدہ ہوگا
Kam hai ya zyadah ye subjective hai, Jaise total 20-30 crore ki india ki muslim population aur agar barre sageer ki count kare to 60-70 crore muslims ke muqable me kam hi hai, dusra ye ke koi naya nahi hai fitna 400-500 saal lage hai is taadad tak pohchne me matlab zyada phail nahi raha hai, aur wo khud bhi apni community me mahdood rahte hai, Mufti Sahab ka maqsad isi ki taraf ishara tha, baharhaal phir bhi firne ki sangeeni ki ko dekhte hue Mufti Yasir Nadeem Alwajidi sahab apne channel par stream kar chuke hai. Wo zaroor dekhein ruclips.net/video/0Pn7faav9Kg/видео.html
@VoiceOfScholars 20 lakh koi subjective opinion nahi hai.. baki sab bate teek hai.. lekin is tarah itne bade number jo murtad hue usko Aisa boldena ke ye koi badi baat nahi hai.. bahut galat impression deta hai... Hazrat ki mehnat se waqif hu Allah unko iski jaza e khair ata kare aameen lekin kabi kabi ache log se is tarah ke bate ajate hai jo ana nahi chahiye wo bi is tarah online ajaye...
@@amth3400 galiban asl sharah Urdu hi me thi phir uska Arabi Tarjama kia gaya jaisa ke Mufti Yasir Sahab ne farmaya, Urdu sharah ka Tarjama "Islam aur Aqliyaat" ke naam se shayea hua hai, iski pdf bhi asani se mil jayegi Insha Allah. Pdf Link 🖇️: archive.org/details/20221026_20221026_0554
00:00 Khutbah
00:20 Ibtida | Talaba ke liye Jumah ke din subah ka waqt
01:14 Deen ko kis tareeqe se samjhna aur samjhane ke topic ki ahmiyat
01:36 Majlis ki kaifiyat aur Sawal kaise ho aur kaise na ho?
02:32 Fikr kya hai? Magribi (western) fikr aur Deeni Fikr
03:48 Kisi ka Thought process of fikr kaise jaane?
03:55 Paradigm / Daaira
05:03 Pehla ilm: Epistemology / Asbaabe Ilm
16:13 Dusra Ilm: Ontology / Wujoodiyaat
22:30 Morality / Akhlaaqiyaat (subjective and objective)
34:30 Paradigm ka lafz
35:00 Mukammal school aur college ki taaleem western paradigm par he
35:45 Western Parafigm par study karne wale ko kya samjhme nahi ata?
36:30 Musawaat | Mardo Aurat ki musaawat ka shubha
37:33 Hulya Islami aur Paradigm Western ho sakta hai
37:50 Hulya islami na ho aur Islami Paradigm ho sakta hai
38:13 Aql - Zariyae Ilm | Aql ka daira hawaas se bada hua hai
40:00 Aql aur Naql me ta'aruz ho jaye to
40:20 Koi gair Maqul chiz nahi aur tazad hone par ke usul baham mutazaaad nahi?
40:51 Ek Misal aur Imam Gazali ka hal
43:48 Deen ki taraf se Gaafil shakhs ko ahkam gair maqul lagna
44:30 Insan aur Aql ke darmiyan Galat Aqaid ka parda
45:00 Ek behtareen Misal exact condition aur tarteeb ki
45:50 Mantiq ki Misal
47:15 Aql ke aitbar se qazaya ki tarteeb sahi denge to natija sahih hoga
47:46 Insan ki Aqle Saleem hai to Shariyat ka koi bhi hukm Aql ke khilaf nahi ho sakta
48:18 Imam Gazali ka hal aur hamare akabir ka falsafa
48:50 Qaum ke paradigm ko durust kar lein to shukooko shubhaat apne aap khatm hojayenge
49:25 Dunya ko aur khud Ahle Madarsa ko apne ilmi khazane ka andaza nahi
49:50 Darsi kutub ki khusuiyat aur fawqiyat
50:40 Hidaya sahih padh lene wale ki reasoning ki quwwat wakeel se lakh guna behtar
51:31 Ham apne aap ko piche kyu samjhte hai
52:20 Allah ka shukr
52:45 Aaj ke daur me shukooko shubhat ki asl wajah : Paradigm
53:30 End of Speech
53:42 Question and Answers session starts
53:51 Madarse me padhe hue Angrezi nahi jaante to Ilhad par kaaam karein.
55:10 Ilm ka irtiqa (Evolution)
56:16 Talaba / Ulama ka ehsaase kamtari aur Ilme kalam ko fuzul samajhna
59:14 Ilm ki 2 Qismein (Ek behtar Taqseem)
01:00:26 Asatiza ki tarf se ek subject me takhassus aur akabir ka har field me mahir hona
01:01:50 Mufti Yasir sahab ka apna ilmi safar
01:04:44 Fikro Ilhad par mutale ke liye akabireen ki kitabein
01:10:53 Baaz Ahkaam ka Amre Ta'abbudi aur maa'qool dono bayak waqt hona
01:13:11 Shara Aqaid me Qeel o Qaal bohot hai
01:14:22 Social media ka ilhado irtidad ke farog me role aur karne ka kaam
01:17:26 Sharah aqaid ki tadrees ka tariqah
01:19:20 Jadeed etrazat par qadgan lagane ke liye Istilahaat kaha dhundhein
01:21:00 Ilme Kalam me Jadeed aur Qadeem me tafreeq aur uski haisiyat
01:23:50 Sawal: Madarse me padhne ki kya zarurat hai?
01:24:12 Jo log Western paradigm ke shikar hai unhe kaise samjhayein?
01:26:56 AI / Masnui zahanat aur Insani Ikhtiyar ke bare me Ilme Kalam kya rehnumai faraham karta hai
01:30:08 Akhr 300 saal ke chand mutallimeen jinki kitabo se istefada kar sakein
01:32:42 Up ke jaunpur ka Mahdavi fitne se logo ko agah karein
01:34:16 Allah ne insan ko jo ikhtiyar dia wo mahdood hai ya nahi?
01:36:49 Islami Falsafa aur Ilme kalam me kya farq hai?
01:41:49 Ashairah ke yaha Allah ke Af'aal hikmat par mabni hai ya nahi? aur masaleh bayan karna.
01:43:45 Muashrati aur Akhlaqi kharabio ka hal zaati counselling hai ya nahi?
01:46:33 Key points to discuss with people of western paradigm
01:48:20 Paradigm Shift : Mojizat aur Karamaat ke inkar ka jawab
01:51:11 Kyamojiza aur karamat khilafe aql hai?
01:52:33 Dua
یہ اللہ پاک کی مہربانی ہے کہ ہر زمانے میں اتمام حجّت کیلیۓ کسی نہ کسی کو ضرور کھڑا کردیتا ہے۔مفتی صاحب اسکی ایک مثال ہیں۔
بارک اللہ فیک وکثر امثالک آمین
BEST TEACHER 👌
DR MUFTI YASIR NADEEM AL WAJIDI ON RUclips ❤️❤️❤️
YOU ARE A G.O.A.T. 🐐
GREATEST OF ALL TIME
ماشاء الله تبارك الرحمن
Bahot zabardast explanation hai.
پیرا ڈائم پر حضرت کی تفصیلی گفتگو کا شدت سے انتظار تھا۔
اللہ سلامت رکھے۔
Jazak Allah khair mufti sahaab
ماشاءاللہ ❤❤❤اللہ پاک مجھے بھی آپ کی طرح علوم نبوت پر مہارت حاصل کرنے کی توفیق عطا فرماۓ ❤❤❤
Bohot accha explanation hai
@@vasimkapadia803 Jazakallah
Ma Sha Allah
❤❤❤
❤❤❤
ULAMA - E - HAQ = ULAMA - E - DEOBAND
🇵🇸🇮🇳🤲🤲🤲
اگر مفتی صاحب تک یہ بات پہنچ جاتی کہ آپ جس رد الحاد اور رد کفر پر بات کرتے ہیں تو جو دلائل کا خاکہ ہے اگر اسکو ایک گرافیک ڈیزائین کے ذریعے لکھا جاۓ تو بہت آسان ہوگا
یہ باطل کے دلائل کا خاکہ یہ ہے اور اسلامی دلائل کا خاکہ یہ ہے تو اس سے بہت فائدہ ہوگا
یہ کس مدرسہ کا پروگرام ہے؟
Mufti sahab amir haq ko bhi surat leke aana tha na love from zapa bazar❤
20 lakh log jo jonpuri ko Mahdi mane ye number Kam hai?
Kam hai ya zyadah ye subjective hai, Jaise total 20-30 crore ki india ki muslim population aur agar barre sageer ki count kare to 60-70 crore muslims ke muqable me kam hi hai, dusra ye ke koi naya nahi hai fitna 400-500 saal lage hai is taadad tak pohchne me matlab zyada phail nahi raha hai, aur wo khud bhi apni community me mahdood rahte hai, Mufti Sahab ka maqsad isi ki taraf ishara tha, baharhaal phir bhi firne ki sangeeni ki ko dekhte hue Mufti Yasir Nadeem Alwajidi sahab apne channel par stream kar chuke hai. Wo zaroor dekhein ruclips.net/video/0Pn7faav9Kg/видео.html
@VoiceOfScholars 20 lakh koi subjective opinion nahi hai.. baki sab bate teek hai.. lekin is tarah itne bade number jo murtad hue usko Aisa boldena ke ye koi badi baat nahi hai.. bahut galat impression deta hai... Hazrat ki mehnat se waqif hu Allah unko iski jaza e khair ata kare aameen lekin kabi kabi ache log se is tarah ke bate ajate hai jo ana nahi chahiye wo bi is tarah online ajaye...
@VoiceOfScholars Thanvi
AL-INTEBAHATUL MUFEEDAH AN AL-ISHTIBAHATUL JADEEDAH
Kya iska sharah urdu me maujud hai?
Agar hai toh naam bata dijiye
@@amth3400 galiban asl sharah Urdu hi me thi phir uska Arabi Tarjama kia gaya jaisa ke Mufti Yasir Sahab ne farmaya, Urdu sharah ka Tarjama "Islam aur Aqliyaat" ke naam se shayea hua hai, iski pdf bhi asani se mil jayegi Insha Allah.
Pdf Link 🖇️: archive.org/details/20221026_20221026_0554
@VoiceOfScholars
Jazakallahu khairah
𝚅𝚊𝚓𝚍𝚒 😂😂😂😂😅
Lindon 😂😂😂
Un gye ka unhin ke jaesi shadi(nikah)Kara den
❤❤❤❤