Bhai agr hume dar ke kam karenge ya to bhai aisi jankari hume apko kaise de payenge hume dar nahi lagta hai..aur ye dar hume mechanic bhaiyo ke bhi mind se nikalana chahate hai...ok
Very nice video sir...Mere baik me aek problem hai baik start to hoti hai lekin had light nahi chalu hoti hai... apke agle video me jarur bataye... Lights ka wayring ok hai ...
नमस्ते भाई साहब मै अपनी बाइक सपलडर प्रो मै मेन करंट क्वाएल बदलना चाहता हूँ। तो क्या मै अपनी बाइक सपलडर प्रो मै मेन करंट क्वाएल। क्या अन्य किसी भी बाइक की क्वाएल लग सकती है। प्लीज बताना जी
मेरे भाई 10 कोयल को साथ साथ में घुमाकर करंट बना कर एक वायर में कैसे उपयोग किया जा सकता है एक अच्छे से उत्पादन करके एक अच्छी सी बिजली का निर्माण किया जा सके एक छोटे इंजन से बड़े-करंट के उत्पादन में के उत्पादन करके यूज किया जा सके एक बाइक के इंजन से बड़ी लेट का उत्पादन 10 कोयल को एक साथ में मिलाकर
Ye batane ka kast kre ki ye adhik se adhik kitne bolt ya watt current bna sakti hai kya ham esko riksha charge karne ke liye use kar sakte hai ,, please batnye
Bhai meri splendor bs6 2nd 3rd gear me accelerate kar 30-40 km/h ki speed par chain cover se aawaz aa rahi ragad jaisi aur chain bhi tight hai.Bike sirf 500 km chli hai.
bhai ji ac current sirf ek starting coil hi nakal sakti hai ...ji normal pahle sabhi biko aati hai aur jinme sirf armercher hi hoti hai aur sirf pick up coil hoti hai vo sirf dc current wali bikes hoti hai ok
bhai last 5 years se Aroma ki hi assembly kit ka hi use karta hu...aur ye sabhi bikes ke liye aati hai...ye ek bar daldi to 50 hajar km se 1lack km tak isme koi problem nahi aati hai...bhai ....sabse best hai because ye assembly kit hai...ok...aap use karo iska result apko apne aap pata lag jayega...ok
@@YourBikeMechanic Sar ji dhanyvad per main aapse yah Kyon poochha pata hai kya aap Bole the red packaging wali isliye main confuse ho gaya ki iske andar aur koi dusri bhi aati hai kya Aisa
@@YourBikeMechanic Sar main Instagram use nahin karta aap se request hai main aapko WhatsApp number deta hun use per aap mujhe photo bhej dena ji bahut bahut dhanyvad 8600889362 Sar ji main samajh Jaunga main aapke videos ka wait Karta rahata hun Uska aapane Mujhe bakshish Diya Hai
Sir mai mecenic se banwaya tha wairing kharab thi to usne bna di or usme 2 nut bolt dhila chhod diya tha to wo khul ke andar hi khad kadane lage or andar ka tamba ya pital kharab ho gya hai or bike ki battery charge nhi kar rha hai Meri bike hai passion pro bs6 hai new kitne tak a jayega
Hero agency se new self start wala chember le sakte ko aur agr apke aas pass koi old chember kisi bike todne wale ke pass se mil jayega aur uske uper apko jo old wala jo engine number hota hai vo punc kar wa lena aur koi self motor mil jaye .magnet aur one way kuch aur parts jaise 4lb battery ye sab parts ki jarurat padti hai bhai old bike ko self wali me ready karne ke liye ok thanks 3
Waching 17 seconds after uploading 👍
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
धन्यवाद भाई साहब, आप ऐसा रिस्क मत लिया करो, हमारे समझ में आ गया।
Bhai agr hume dar ke kam karenge ya to bhai aisi jankari hume apko kaise de payenge hume dar nahi lagta hai..aur ye dar hume mechanic bhaiyo ke bhi mind se nikalana chahate hai...ok
Bahot axese samjhaya aap ne. Aise hi dusra video samjhaiyv .pleaae
✅ good information
Bhut dhundne per ye video मिली धन्यवाद
Bhai ap bhat achese samjha tehe
Bhai apne bahut acche samjhaya thanks
Aap ka video bahut Nadiya laga
Bahut achcha hai sar appka video
Bhai bhut achi tara sa samjaya tuna ❤❤
Super usr full vidieo, thanku sir..
Bahut acha se dikhaya hai
Bhai ji apako ko bohut jankari hai
Thanks vai jan me Bangladesh se a videos dekh raha hu....
Me youtube se😂
Thinks sir
Nice 👍🙂
Super JANKARI BOSS
Unique video bro🙏
बहुत बढ़िया
Very nice information sir thank you...
Nice information video bhai
Bahut badiya
सर Dc coil का video जरुर बनाइये
Awesome 👍 sir ji
Thanks a lot
Bahut achchha hai
Bohat badia pura samaz aya I liked video nice video ko like Kar diya bhai but ap kahase ho reply jarur dena
aapne bahut shandar tarike se samjhaya sir , thank you for information ♥️
Old standard Bullet me CBI (contact brack ignition) me pickup coil nahi hoti or diseal bullet or kuchh purane two stroke engine me bhi....👍🙏👍🙏
BHAI UNME POINT HOTA HAI....OK....
Your Bike Mechanic
One In Only All Kind Bikes TVS Suzuki Max 100
@@YourBikeMechanic Thanks u
Bhai bike ke front shocker Ke Liye video banaen Oil seal Babar leakage hone ki ki samasya ka samadhan bataen
ok
Nice video 👌 guru ji thanks
Super explanation
Thank you bhai 👌💐💎
Very nice video sir...Mere baik me aek problem hai baik start to hoti hai lekin had light nahi chalu hoti hai... apke agle video me jarur bataye... Lights ka wayring ok hai ...
Sir Please Yamaha r15 ki full wiring ki video Banya Na jaldi me
Bhai is plug ka output current kitna ampere h bta do
Nice job 🆗👍👍🆗👍
Buth acha bhai
Good sir video 👌👌👌
Thanks and welcome
Very good knowledge 🙂🙂🙂
Bhai coil se kitna voltage nikalta hai
अच्छा लगा
Very nice video
Best video of the day
Nice
Fantastic bhai
Good 👌👌👌👌
Thank you so much 😀
Mast bro
नमस्ते भाई साहब मै अपनी बाइक सपलडर प्रो मै मेन करंट क्वाएल बदलना चाहता हूँ। तो क्या मै अपनी बाइक सपलडर प्रो मै मेन करंट क्वाएल। क्या अन्य किसी भी बाइक की क्वाएल लग सकती है। प्लीज बताना जी
Very intresting video
Super
Super bro
Thanks guru ji
Sir please ek rajdoot 175cc k wiring pr video bnaea sir please 🙏🙏
मेरे भाई 10 कोयल को साथ साथ में घुमाकर करंट बना कर एक वायर में कैसे उपयोग किया जा सकता है एक अच्छे से उत्पादन करके एक अच्छी सी बिजली का निर्माण किया जा सके एक छोटे इंजन से बड़े-करंट के उत्पादन में के उत्पादन करके यूज किया जा सके एक बाइक के इंजन से बड़ी लेट का उत्पादन 10 कोयल को एक साथ में मिलाकर
Thank you
Varry nice
Nice video Bhai 💘💘💘
Thx a lot 👍
Good video
Ye batane ka kast kre ki ye adhik se adhik kitne bolt ya watt current bna sakti hai kya ham esko riksha charge karne ke liye use kar sakte hai ,, please batnye
Suzuki Max 100 me pickup coil nahi hoti
GOOD JOB
Mast
Sir konsa bike me pickup coil nahi hota
TVS KI SUZUKI MAX 100 -2 STOCK BIKE NAHI HOTI HAI BHAI,,,
Tq dada ami jantam na je tvs suzuki max 100 a picup koil hoi na
Goo
Light Waring konsa hai?
Very nice
Great sir
Bhi g coil kaam krna vnd kb hoti or 125 cc mein kitne kg tk bnde bitha skte
Bhai meri splendor bs6 2nd 3rd gear me accelerate kar 30-40 km/h ki speed par chain cover se aawaz aa rahi ragad jaisi aur chain bhi tight hai.Bike sirf 500 km chli hai.
Pickup Koyal ki riding maltimetar me kitana hota hai?
Alg alg bikes ki alg alg reading hoti hai...ek baar check karke note book me note kar lena ok
kya bike se ganrate AC carent dwra betri ko charge kiya ja sakta he?
Good bor
आपने बताया बैटरी उतार दी और चार्जर भी खराब हो गया तो बाइक स्टार्ट नहीं होगी , और यदि बैटरी हटा दी और चार्जर सही है तो बाइक स्टार्ट होगी की नहीं
कुछ गाडीयों में हो जायेगी.....
1 . 1 garke dekhana chaiy
Sr
Bike chalu hone ke bad jab hum bike regularly chalate he kya tab kya bike ki Dc coil (armetur coil) regular gumti rahti he ya band ho jati hai
क्या हम ओल्ड मॉडल स्प्लेंडर में नए सेल्फ स्टार स्प्लेंडर का अल्टरनेटर लगा सकते है क्या????
नही
Badiya
Sir AC current koun sa coil deta hai ?
bhai ji ac current sirf ek starting coil hi nakal sakti hai ...ji normal pahle sabhi biko aati hai aur jinme sirf armercher hi hoti hai aur sirf pick up coil hoti hai vo sirf dc current wali bikes hoti hai ok
Sir ji bike ke arthing explain kijiye na
Kis baike me
Thanks
Bhai Aroma ki crank ke andar quality aati hai kya
Matlab do Prakar ke Aate Hain Kya Splender ke liye chahie
Bhai batao na crank khol rakkhi he
bhai last 5 years se Aroma ki hi assembly kit ka hi use karta hu...aur ye sabhi bikes ke liye aati hai...ye ek bar daldi to 50 hajar km se 1lack km tak isme koi problem nahi aati hai...bhai ....sabse best hai because ye assembly kit hai...ok...aap use karo iska result apko apne aap pata lag jayega...ok
@@YourBikeMechanic
Sar ji dhanyvad per main aapse yah Kyon poochha pata hai kya aap Bole the red packaging wali isliye main confuse ho gaya ki iske andar aur koi dusri bhi aati hai kya Aisa
BHAI MUJHE INSTAGRAM PAR FOLLOW KARO...MAIN APKO PHOTOS SEND KAR DUNG OK
@@YourBikeMechanic
Sar main Instagram use nahin karta aap se request hai main aapko WhatsApp number deta hun use per aap mujhe photo bhej dena ji bahut bahut dhanyvad
8600889362
Sar ji main samajh Jaunga main aapke videos ka wait Karta rahata hun Uska aapane Mujhe bakshish Diya Hai
Bhai is current se लाइट और हर्न कैसे निकले
Sir iska sath ignition key ka samandh kaya hai
👌👌
bai splendar bs 4 k megnet pe dubal trigar kis liye hota hai
Wo konsi baik he ke usme pikup coil nahi he
Your Bike Mechanic
One In Only All Kind Bikes TVS Suzuki Max 100
👍👍👍
Kya ye tar handle lock ke liye jo switch hota, switch hokar aati?
Bhia current kom matlab minimum kis Karan ata hai
Picop coil se know si coil ko jatae
Agar magnet khrach hoga to kya hoga bhai...
Sir mai mecenic se banwaya tha wairing kharab thi to usne bna di or usme 2 nut bolt dhila chhod diya tha to wo khul ke andar hi khad kadane lage or andar ka tamba ya pital kharab ho gya hai or bike ki battery charge nhi kar rha hai
Meri bike hai passion pro bs6 hai new kitne tak a jayega
Passion plus 2010 model cell start kese banaye
Hero agency se new self start wala chember le sakte ko aur agr apke aas pass koi old chember kisi bike todne wale ke pass se mil jayega aur uske uper apko jo old wala jo engine number hota hai vo punc kar wa lena aur koi self motor mil jaye .magnet aur one way kuch aur parts jaise 4lb battery ye sab parts ki jarurat padti hai bhai old bike ko self wali me ready karne ke liye ok thanks 3
Yea kitna waat current aata ha
Electric bike mein pick up coil nahi hota hai
Jo wairig ke bhareme puche wo waira diwaija ka hey
Matlab kya kahna chahte ho bhai
Bhai cdi unit kitna ka askata ha