Mujhe samajh nahin aai aapne ooper ke hisse ke 2 alag pieces keun cut kiye, keunke beech mein ab joint nazar aa raha hai, kya iss joint ke baghair cutting nahin ki jaa sakti??
Good job bhai me 12 saal sy stitching kr rahi hun lekin thori bht galtiyan thin meri silai me ap ki kuch hi video meny dekhi hain or meny apni bht si galtiyan thek ki hain ap bht achi tarha bataty hain mujhy apka tareeqa acha laga samjhany ka ALLAH apko or taraqe ata kary ameen 😊
Zabardast sir bohat ache se sikhaya apne me kafi time se is tarha se garara cutting dhondh rhi thi but ab apne ye masla hal krdya jazakallah bohat bohat ALLAH apko khush rakhe sehat de apke rizq me barkat ameen summa ameen me apki subscriber hon apki her video zaroor dekhti hon or apki videos kafi informative hoti hen humne bohat kuch seekha he aapse.apne ye bohat acha kya k kapra kitna use hoga bel kitni use hogi btadya bohat bohat JAZAKA ALLAH
Professionally done. Good job. Kindly show how to stitch with these measurements : Waist (Kamar) : 36 inch. Hips : 42 inch. Aasan / Rumaali at 13 inches Total Length : 38 inches From waist to knee : 17 inch. Ghutna : 26.5 inch round. Length from Ghutna to bottom : 21 inch. Knicker L :- 17 inch Ghera L :- 21 inch. Total = 38 inches. AB ISKI (In measurements ki) KNICKER kaisa seena.. kaliyon ki width.. yeh bataiyye... Neechey kaa gheyr easy hai.. Asal cheez Comfortable Knicker hai... Iss dress kay marr jaanay kaa sabab iska Weight (2 Kgs) aur iski Knicker kaa Dis-comfort hai.
Asalamoalikum sir thanks sir jab mein bajo ki cutting karti hon to jo bajo ka agy ka side hoti hay stiching karty waqat ayk bajo sahi ata hay to dosray bajo ka front side sahi nahi ati matlab agy ka side back mein jata hay plz help or video mein batain plz sir
Bahut shukriya per kya aapane gharara cutting Bata de vaise mujhe aata tha lekin aap ka tarika thoda sa la ke Maine yah puchna tha jinki fortiline Hogi to Unka Kitna kapda lagega mujhe apni bahu ka banana hai
Mujhe samajh nahin aai aapne ooper ke hisse ke 2 alag pieces keun cut kiye, keunke beech mein ab joint nazar aa raha hai, kya iss joint ke baghair cutting nahin ki jaa sakti??
MashAllah sir bhot acha samjhaya aap ne ..sir plz aap gaown (abaya) ki cutting bhi sekha den .JazakAllah khyr
Good job bhai me 12 saal sy stitching kr rahi hun lekin thori bht galtiyan thin meri silai me ap ki kuch hi video meny dekhi hain or meny apni bht si galtiyan thek ki hain ap bht achi tarha bataty hain mujhy apka tareeqa acha laga samjhany ka ALLAH apko or taraqe ata kary ameen 😊
MadhAllah jwab nhi aapka .excellent
Bahi bohat shukria aapnay farmish poori kardi
Zabardast sir bohat ache se sikhaya apne me kafi time se is tarha se garara cutting dhondh rhi thi but ab apne ye masla hal krdya jazakallah bohat bohat ALLAH apko khush rakhe sehat de apke rizq me barkat ameen summa ameen me apki subscriber hon apki her video zaroor dekhti hon or apki videos kafi informative hoti hen humne bohat kuch seekha he aapse.apne ye bohat acha kya k kapra kitna use hoga bel kitni use hogi btadya bohat bohat JAZAKA ALLAH
Pls machine ka tutorial bhi kr dain machine guidence ho gaye gi
بہت اچھی کاوش
Bht hi xroorat thy is video ki bhai.jazakAllah Allah aap ko bht xyada taraqqi day .amin .
Good job
Plz size b btaya krn medium ya large konsa bbaty hn
Or kpra kitna use krty hn kis siz k liye
Best ,, lekin bhai ap kai like Kam jaane ki bajah ap ka kemra set na hona hoga,, esliye cemra set kre
Ghagara or palazo ke bhi cutting and stitching batain
How wide should the matreal be if using 5.5 yds
Kalyun wala palazo bhi stich krna sikhain sir please
Bhai silk or net ka long umbrella frok banana sekhaiye
Professionally done. Good job. Kindly show how to stitch with these measurements :
Waist (Kamar) : 36 inch.
Hips : 42 inch.
Aasan / Rumaali at 13 inches
Total Length : 38 inches
From waist to knee : 17 inch.
Ghutna : 26.5 inch round.
Length from Ghutna to bottom : 21 inch.
Knicker L :- 17 inch
Ghera L :- 21 inch.
Total = 38 inches.
AB ISKI (In measurements ki) KNICKER kaisa seena.. kaliyon ki width.. yeh bataiyye...
Neechey kaa gheyr easy hai.. Asal cheez Comfortable Knicker hai... Iss dress kay marr jaanay kaa sabab iska Weight (2 Kgs) aur iski Knicker kaa Dis-comfort hai.
Bhai kameez ki stiching b batain
Asalamoalikum sir thanks sir jab mein bajo ki cutting karti hon to jo bajo ka agy ka side hoti hay stiching karty waqat ayk bajo sahi ata hay to dosray bajo ka front side sahi nahi ati matlab agy ka side back mein jata hay plz help or video mein batain plz sir
Very nice good teacher
Plz ap kaliyo wala trouser cutting ✂️ and stitching sikhada
Sar neche areeb main cutting kyun kia uska kia faida hy
Linning laga kar gharara bhee batain please
Sir plz plz L shape scale ka istmal bta dn plz
Fabric Kitna use kia hai ap ne yeh baat ap lazmi btya krn
Bahut shukriya per kya aapane gharara cutting Bata de vaise mujhe aata tha lekin aap ka tarika thoda sa la ke Maine yah puchna tha jinki fortiline Hogi to Unka Kitna kapda lagega mujhe apni bahu ka banana hai
Zabardast 👍🏻👍🏻
Thanks for 367 subscribe ap 400 karo na plz 🙏 love you all ❤️
Wow , 👌👏👏👏👏🥳
Bht khoob
As-salam-0-Alikum sir,
Masha Allah very nice 👍. Keep doing well ❤
new angrahka style bata den pls
Seda kpry sy shrara bnnana sekhain
This is real cutting thank u
Very good 👍
Mashallah
JazakAllah sir.
Mashaallah
Good job sir
Please sir fancy dresses cutting and stitching bhi sikha den please please please I request you unki classes bhi den please please please
Insha'Allah sab kuch sikhaenge thora sa wait karen 😊
Meree Ammi lifafa bana ker gharara or churidar cut kertee then.
Valekumasslam
Super
Nice bro
Good
bohotaahahi
Very nice
Very good
Itna difficult kio bana diya
Thoda aarm se smjaya kro bht fast bhag rahe ho aap kuch kuch smj nhi aaya
بلکل غلط سلا ہوا ہے
Good job
Plz size b btaya krn medium ya large konsa bbaty hn
Or kpra kitna use krty hn kis siz k liye