Raj bhai bhut aacha viedo soldiering iron realted over heat problem slove super bhut aacha lga viedo 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻 or aap n mic pr viedo bnan ko कहाँ बहुत अच्छा लगा कमेन्ट or viedo bna dna
Hello sir mere pass 50 wat ka soldron iron hai red color ka vah bahut jyada garm ho ja raha hai use 25 wat Mein convert kaise Karun do divert lagane se 25 wat ban jaega kya aur divert ko do lagaunga to series Mein lagaunga ya parallel mein
diod 4007 se kam ka nhi ata kya diod se kuch soldring wair ranga pighalta nhi or diod htane per pighal deta he or jaldi se kam karke band kar deta hu yah kitni der me eliment jal jata he bina diod ke btaye
Bhai Temperechar Control 60 wat Ka Iron 300 Tem. par Set Kar 2 minutes ON rahne Par Over Hit Hota Hai Toh Bhai lN - 4007 ka Diod laga kar Same Trick Use Kar Sakte Hai Please tell me
Bhai new tips market me mil jati hai or soldering iron me kon si tips best rahegi maine uski bhi video full detail se bana rakhi hai aap mere RUclips channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
सर अगर डायॉड लगाने से भी ओवर हिटिंग हो रही है तो क्या हम दो डायॉड लगा सकते है और अगर लगा सकते है है तो कैसे लगेगा सिरज मे या फिर पेरलर मे प्लीस riply 🥺🥺
sir, daiod bhi sahi hai, multimeter se bhi check Kiya, yaha tak ki daiod bhi change kiya fir bhi ye problem aa rahi hai 😔 kya karu me😔, answer please reply
@@TechnicalJugaadHindi sir main yah bol raha tha ki tambe ke patale wire ko agar mote wire se connect karen to kya uske fold hone ke chance jyada rehte he
Kripya koi bhi video banane time thora badhiya se banaye. Diode lagaya IN 4007 think hai per solderin iron ka wattage kitna hai bo bhi toh bolna jaruri hai mera Bhai Sahab !!! Diode laga dia aur yeh lo think ho gaya 😊 Sathi information ke sath video banaye toh insaan kuch shikh payega... hadbadi se kam na len...agar mera pass 50 Watt ka soldering iron hai toh fir kya hoga, IN 4007 ka diode se kam banega...!!!
Mene kal hi soldering iron liya tha phir aj same problem ho gya but apki video ne bacha liya TQ(thank you)
Ye bohot achhi baat hai bhai
Same bro
Raj bhai bhut aacha viedo soldiering iron realted over heat problem slove super bhut aacha lga viedo 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻 or aap n mic pr viedo bnan ko कहाँ बहुत अच्छा लगा कमेन्ट or viedo bna dna
Thank you Bhai 🌹❤️🌻🌻👍
Best information sir dil se salute aapko acchi acchi video banate ho aap aapki video ki waja se bht kch sikhne ko milta hai
Thank you Bhai 🌹🌺🌺💐👍
Bhai bahut hi acchi video hai yaar thank you so much bhaiya 👌👌👌👌🥰🥰
Ok bhai 💐🌻🥀🌹❤️👍
VALUABLE INFORMATION SIRJI.
Thank you Bhai 🌻❤️🌹💐🥀👍
Bhai lithium battery ke charge kare aashan tarika
Bhai mini soldering k liye ham ek hi soldering iron ki bit badal kr use kr skte h kya ya dusra soldering iron khrindna hoga mini soldering k liye
Bhai is topic par mai bohot jaldi ek video bana duga kyo ki ye sawal hai logo ne mujhse Kiya hai
Jyada lal hoga to jalega to nhi na 60 watt ka hai Mera plz
Sir diode ko ulta seedha kisi side se laga sakte hai
🤔🤔🤔
Please reply
Ha bhai
@@TechnicalJugaadHindi ok
60w waly iron k liye kos number ka diode use ho ga
Sir clamp meter ko kese use karte hai us par aek video banado.
Ok bhai
👑Nice video sar ji 👑
Thank you Bhai ❤️💐🥀🌹👍
💯% WorKinG ThanKs 🙏🏻
Sir ji mera iron kam Hit hota he.
Uska kya kare?
Thanks for Video.
Bhai Ghar ki voltage check Karo kam se kam 200 se 220 volt hoti chahiye tabhi iron thik se kam karta hai
bhai display power bank module sa life po4 battery charge kar sakte hai please reply
Ha kar sakte ho
Very nice video thank you sir
Ok bhai 🌹❤️💐👍
Dear sir ur video was very nice but when you put the diode u didn't mention how to fix first cat..... Or ...nod..
Sorry for that
Fantastic work 👏👌 thanks my friend
👍👍👍
Ok thank you Bhai ❤️👍
Sir diode ko kidhar se lagana hai
Kisi bhi side se laga sakte ho bhai
Bro Mera to fir bhi red ho ja raha hai kaise ka karun 😭😭😭😭😭😭 help 😭😭
Bhai pura element replace kare
Hello sir mere pass 50 wat ka soldron iron hai red color ka vah bahut jyada garm ho ja raha hai use 25 wat Mein convert kaise Karun do divert lagane se 25 wat ban jaega kya aur divert ko do lagaunga to series Mein lagaunga ya parallel mein
Bhai fan wala रेगुलेटर उसे करो भाई
@@TechnicalJugaadHindi kam karta hai fan regulator main to pahle Kiya tha magar kaam nahi kiya bhaiya
@@dewanganm895 Mai Wahi Lagane Wala Hoon Vaise Kuchh To Voltage Kam Karta Hoga Bro
diod 4007 se kam ka nhi ata kya diod se kuch soldring wair ranga pighalta nhi or diod htane per pighal deta he or jaldi se kam karke band kar deta hu yah kitni der me eliment jal jata he bina diod ke btaye
Bhai aisa jab hota hai jab hamare ghar me light kam ati ho
Very nice video 👍 bhai
Thank you Bhai 💐🌹🥀❤️❤️👍
Mere pass 60 watt ka soldring iron h. Us or kin said did lge ga?? Vo bhi over heat hota hai
Thank you Bhai 🥀💐🌹❤️🌻👍
@@TechnicalJugaadHindi diod Kon sa lge ga 60 wat ke iron me??
Very useful video bahi
Thank you Bhai ❤️💐🌹🥀🌻👍
Koi bhi diode laga sakte hai kya charger wala bhi
In4007 use Karo bhai jada thik rahega
Mere pass in5819s hai wo bhi chalega kya
Bhai Temperechar Control 60 wat Ka Iron 300 Tem. par Set Kar 2 minutes ON rahne Par Over Hit Hota Hai Toh Bhai lN - 4007 ka Diod laga kar Same Trick Use Kar Sakte Hai
Please tell me
Sir aagar solder tip khharab ho zaye to kya kare
Bhai new tips market me mil jati hai or soldering iron me kon si tips best rahegi maine uski bhi video full detail se bana rakhi hai aap mere RUclips channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Hello raj Bhai kese ho 12volt ka soldering iron kitneka miltahe
Bhai maine abhi tak kabhi kharida nahi hai 12 volt ka iron
Aapke world dislike, kare, lekin kyo, aapka video bahtreen ha
Thank you Bhai 🥀🌻❤️💐🌷🌹👍
ape bahut achha hai ❤️
Thank you Bhai ❤️💐🌹🥀🌻👍
Bhai mere pass thoda big diode h to me usse use kar sakta hu
Ye wale vdio me diode ki silver part upr h aur led k vdo me silver part niche h.. ayisa kyu sarji
Bhai aap soldering iron me is diode ko kisi bhi side se laga kar use kar sakte ho koi problem nahi hai
@@TechnicalJugaadHindi ok
Nice 👍🏻👍🏻 🇮🇳 || Kuki 11|03|2022
Thank you Bhai 🌹🌺🌷❤️👍
सर अगर डायॉड लगाने से भी ओवर हिटिंग हो रही है तो क्या हम दो डायॉड लगा सकते है और अगर लगा सकते है है तो कैसे लगेगा सिरज मे या फिर पेरलर मे प्लीस riply 🥺🥺
should you be thinking that the diode should be far away from the heat?
Sorry Bhai mujhe Jada English nahi aati hai aap apna sawal Hindi me kare
@@TechnicalJugaadHindi Wo bol raha hai *Diote kya heat ko rok dega ? *
How register
Purane soldering iron ko batteries se kaise chalayen 🙏
sir, daiod bhi sahi hai, multimeter se bhi check Kiya, yaha tak ki daiod bhi change kiya fir bhi ye problem aa rahi hai 😔 kya karu me😔, answer please reply
Bhai is problem par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere RUclips channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Sir ji mera diode tik fir bhi bohot hit horaha he sir please help me
Bhai elements replace karo
Sar mera iron bhi red ho raha hai aur diode bhi thik hai to kya kare
Bhai phir elements badal kar try Karo
Element mey ku tester jaltey hoy keya karan batay
Thank nice 😊
Ok bhai ❤️👍
Bhai mere paas ak RGB light hai 50 Watt ki uski bar bar led kharab ho jati to kya kare
Please tell me
Bhai ye check karne ke bad hi pata chal payega bhai
Mera thoda sa heat hota hai stabilizer se thik chalega
Ha bhai
Sir Local charger ka legaga diod please reply agar lagega to Number batai ok reply sir😢😢😢
Sir meri RGB light ki cable nikal Jo RGB light se connect rehti ab kese thik hogi uske tanke Tut gye
Sorry bhai mai kuchh samjha nahi
@@TechnicalJugaadHindi sir main yah bol raha tha ki tambe ke patale wire ko agar mote wire se connect karen to kya uske fold hone ke chance jyada rehte he
Daud ko laga South bhi sahi hai aur Sonia bhi garm
Nice sir thanks
Thank you Bhai 🌻🥀🌹❤️❤️👍
Mene diode IN40007S lagaya hai phir bhi soldering iron lal ho raha hai
Sir Mera kit mai bhi line AA rh aur 2no wire mai bhi line bata rh hai help me sir😢
Is problem par maine full details se video bana rakhi hai aap mere RUclips channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Good work
Thank you! Cheers!
Aur raj Bhai jo lithium ion battery ko online purchase kare to kanse online app me chip price me milega
Bhai achha to yahi hoga ki aap aisi battery ko market se hi kharide kyo ki online is battery ka price bohot Jada hai
Bohot sahi
Thank you Bhai 💐🌹🌻👍
Mera iron heat hota par beat kam heat nhi hota us ka solve batao
Bhai diode bhi thek h mera fr bhi over heat hota h
Bhai is problem par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere RUclips channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Soldering iron overheat problem Bina dusre soulder iron use kare kaise kare plzz solution me
Bhai elements replace kare
Kitne watt ke hai machine
15 watt
Very good
Thank you Bhai 🌻🥀🌹🌷❤️👍
Bhai mera soldering iron over heat hua uske baad hit hi nhi ho Raha hai please give me answer
Bhai is problem par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere RUclips channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Bhai Mera 25w ka kya kaam karega
Mera soldering iron ka diode sahi hai phir bhi over heat ho raha hai , to mai kya karu?
Bhai elements replace Karo bhai
@@TechnicalJugaadHindi ok thanks
Diode bhi thik hai .for bhi overheat ho raha h
Bhai elements replace kar ke try karo
valuable thanks
bhai me ne aj hi new soldering iron lia ghar akar chek kia bulkul lal ho jata ha
Sir du side daiod Logane kiyahua hi
Bhai aap diode ko kisi bhi side laga sakte ho
@@TechnicalJugaadHindi thanks
Mere Soldering iron tips element bich mein duwan nikalti hai. Or pila rang ke melting nikalti hai 😮 ? !!! 🤔
Naya diod laga kr bhi same problem hai diod thik haai
Kripya koi bhi video banane time thora badhiya se banaye. Diode lagaya IN 4007 think hai per solderin iron ka wattage kitna hai bo bhi toh bolna jaruri hai mera Bhai Sahab !!! Diode laga dia aur yeh lo think ho gaya 😊 Sathi information ke sath video banaye toh insaan kuch shikh payega... hadbadi se kam na len...agar mera pass 50 Watt ka soldering iron hai toh fir kya hoga, IN 4007 ka diode se kam banega...!!!
Ha bhai karega
Sir jii mere soldiering me 1 aur kit laga huaa hai
Tanks bhai
Ok bhai ❤️🌹🥀🌻💐👍
आपने डा योडका + और - नाही समझाया ? 🙏🙏
Diod ka diraction nahi bataye
IN4007
Mera bhi asahi hota tha aur ab iron kam nhi kr rha jabki dayod cheng bhi kiya fir bhi nhi hua kal hi lya tha iron
Sir meine iron liya hh but usmein diode nhi hh or vo overheat ho rha hh kya karun
Dioud lagado
Mara pas soldier he nahi ha😢
Bhai market kharid lo
@@TechnicalJugaadHindi ha par use karna nahi janta aur dar lagta ha kahi iron galti sa touch na ho Jaya
Bhai aapka camera man ka face dikhao plz
Bhai abhi nahi silver play button Milne ke bad
Thanks
No problem
Sir Rc car banacer dikhavo
Solderiron kitne ka mitla hai
Market price
8 वाला 38
15 Watt White wala 42
25 White wala 48
25 Watt पिले वाला 65
Siron वाला 150 रुपये
Online price
15 Watt पिले वाला 38
amzn.to/3r4zgzf 👈
Soldron 25 Watt Soldering Iron
amzn.to/2MiW67C 👈
Siron 25 watt Soldering Iron :-
amzn.to/2LB8TSa 👈
Siron 60 watt Soldering Iron
amzn.to/2NCJ7hF 👈
Soldering Iron Kit
amzn.to/3c7RKuh 👈
Thanks ku😊
25 Watt local shoalding iron Price
Market price
8 वाला 38
15 Watt White wala 42
25 White wala 48
25 Watt पिले वाला 65
Siron वाला 150 रुपये
Online price
15 Watt पिले वाला 38
amzn.to/3r4zgzf 👈
Soldron 25 Watt Soldering Iron
amzn.to/2MiW67C 👈
Siron 25 watt Soldering Iron :-
amzn.to/2LB8TSa 👈
Siron 60 watt Soldering Iron
amzn.to/2NCJ7hF 👈
Soldering Iron Kit
amzn.to/3c7RKuh 👈
The diode is shorted
❤
Thank you Bhai
@@TechnicalJugaadHindi bhaiya 60w ka element milta hai kya agar online mile to link bhejna bhaiya
Nice
Thank you Bhai 🌻❤️💐🥀🌹👍
Most Important Video
Thank you Bhai ❤️💐👍
Please make portable soldering iron . I told you but you have not done
Ok Bhai
Hamare market me ye battery bahat mehenga miltahe
Ok bhai
सर हमारे आयरन के आगे जोड़ सीए वह अपने आप निकल जाती
IN 4007 DIODE
Ha bhai
Mare dieod thik ha firbi over haeting hota ha
ऐसा मेरे साथ कई बार हुआ है और एलिमेंट तुरंत ही खराब हो जाता है
Ok Bhai
Garam hotha he sot lagtha he
Ok bhai ❤️👍
Diode thi thik he fir bhi garam ho raha he bhai
You have not insulated the joint of your soldering iron , you are a negligent guy. Make proper videos.
Ok bhai
@@TechnicalJugaadHindi Good bhai, your information on soldering element was good. But dont forget to 8nsulate the wiring next time.
Hello Bhai
❤❤❤ok
Ok bhai 👍
❤❤
Mujhe malum tha
Ye to bohot achhi baat hai bhai
Try a diode
Ok bhai 👍
The diode is shoted
Hiiiiiiiiiiii bro
Thank you Bhai 🌻🥀🌹💐❤️👍
Sar please kuch soldering iron de do mare pas nahi hai Aur main is chigo lntrest hu aur main aapki sabhi video ko like karata hu