Masha allah bhai apke face pe noor aa gya ahlebait k sadqe me fazail bayan karte rahiye allah apko khub tarraki de or maula apko apne hifzoaman me rakhe dushmano k shar se mahfooz rakhe 🤲🏻..love from India lucknow..🇮🇳🇮🇳
Janab sawal araz he k mene 3 talak di hain me pareshan hu.mene 1 jaga se fatwa b la kr diya he pr meri b.v ko os k ghar walo ne iddat me bitha diya.or muje meri b.v se baat b nahi krne de rahe.hain .or bol rahe hain k hum barelwi hain or meri talak ho gai he.mere 2 masoom chote bachche hain..mene bohot koshish ki magar meri b.v meri nahi sun rahi oe muj se rishta khatam kr diya..meri beti ko le gai beta chor gai..me bohot pareshan hu mere liye duaa farmay allah pak meri beti or b.v ko wapas kren ameen
کوئی سنی شخص نکاح کے وقت طلاق کے معاملے میں یہ لکھوالے کہ طلاق کے مسئلے میں تین کا مطلب ایک ہی ہوگا میری زندگی میں ۔ تو کیا اس کا قانونی جواز بنتا ہے !؟
مفتی صاحب ویسے بڑی عجیب و غریب صورتحال ہے کہ چاروں امام جو حضرت امام جعفر صادق علیہ السلام کے شاگرد رہ چکے ہیں ۔ہونا تو یہ چاہیے تھا جیسا کہ آپ نے اپنی ویڈیو میں فرمایا کہ فقہ امام جعفر صادق علیہ السلام ہی رائج ہونی چاہیے تھی تو پھر ان چاروں اماموں نے اپنے ناموں سے فقہ کیوں متعارف کروائی جبکہ یہ تمام علوم انہوں نے اہل بیت علیہم السلام سے سیکھے ہیں۔
Bani Abbas ki badshahat thi badshah ki Marzi k baghair koi bhi mazhab ki nashro isha'at nahi kr sakta tha imam Abu hanifa ko badshah nay qaid kr shaheed kr dia tha imam Ahmed bin humbal ko munh kala kr k koray lgwai Gai thay badshah ki mukhlifat krnay ki wajah say imamo k sath aisa sulook kia gaya tha yeh hi wajah hai k imam jafare Sadiq ki shagirdi k bawajood 1 hi fiqa raij nahi ho saki
Assalam walekum हजरत मैं इंडिया से हूं क्या मोबाइल में तीन बार एक ही साथ तलाक अपनी बीवी को मैसेज के जरिए भेजी हो तो क्या वह तलाक हो जाएगी हमारे यहां के जितने भीओलमा है उनसे मैं जानकारी ली उन्होंने कहा हो जाएगी अब इसमें मैं बहुत ही ज्यादा परेशान हूं मैंक्या करूं मेरे दिमाग में एक टेंशन बना रहता है कि किसके पास जाऊं और किसकी सुनो कुछ समझमें नहीं आ रहा
Paindoo likh kya rahi ho?? Ek taraf likh rahi ho k talaq nai hoti doosri taraf keh rahi ho talaq hoti hain. Teri maa behn sari zindagi talaqy sunti reh gaye hain toh cori ki aurty. Teen talaq TEEN hoti hain aur bacha bacha bhi yeh bat sabit kar sakta hain
Mery swal ka jwab zaror dena mery hasbnd ny apni dosri biwi jis Sy court marriage ki thi or phr osy Quran py hath rkh k divorce b dy di hr maheny bad mtlb 3 manh k andr ab divorce k bad b usi k sath reh Ry hn Kia wo sai reh Ry hn
Aslamulkum g Bhai mujhy subh k 12 bajy talaq de Gai hai or sham 6 bajy rajo ho gia hai or mery hasband k Gahr Waly kehy rahy hai k Halala ho ga jb k us ny 1bar maie 3 talaq de hai hum is baat ka hul batay plz hum bhut paryshan hai plz Allah hafiz
پیمبرِ اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے ایسے ہی نہیں فرمایا تھا کہ میں تم میں بھاری چیزیں چھوڑ کر جارہا ہوں قرآن اور اھلبیت ع اگر ان دونوں سے متمسک رہو گے تو کبھی گمراہ نہیں ہوگے۔۔ لیکن ہم نے قرآن کو لیا مگر اھلبیت ع کو چھوڑا۔۔ اھلبیت اور قرآن ایک دوسرے کے ساتھ ہیں۔۔
اس حوالے سے فقہ جعفریہ کا مطالعہ کیا جائے کیونکہ فقہ جعفریہ میں طلاق کی شرائط سخت ہیں ۔ اور نکاح کی شرائط آسان ہیں ۔ جو اسلام کے عین مزاج کے مطابق ہے کیونکہ اسلام گھر بسانے کی تاکید کرتا ہے اور طلاق ناپسندیدہ ہے۔
Log kehtay hain k fiqh jafaria imam jaffar k wisaal k 300 saal baad compile ki gai is lye is k durust honay ka nahi keh saktay or Imam jaffar ny khud koi kitaab imam abu hanifa ki tarah nahi likhi. Iska kia jawaab hai aap k paas?
Quran Sunnat mai kahan likha hai k aik baar mai 3 din talaq dainay say mukammal talak ho jati hai. Ye ahle sunnat imamo ka kiyas hai tabhi to ap logo ki figah naqis hai. Imam Jafir Sadiq a.s nay farmaya hai k talak aik dafa aik he hoti hai chahay jiti dafa bhi talal boli jaye. Phir reconciliation ka period or phir bhi nahe mamla sambhalta to phir dusri talak us k baad phir reconciliation time or agar phir bhi mamala na sambhlay to teesri talak us k bad koi reconciliation nahe. Is tarekay mai talak complete hotay hotay 2 3 mahenay lag jatay hain
Dunya ki kisi math me 3=1 nahi hai. Na deen ke kisi mamle me. Ye sun ke hi atpata hai. 4ron imam ke nazdeek 3, 3 hi hai, chahe jaise dia jae. 3 goli chaloge 3 hi lagegi , ek nahi. Aurat par raham zyada aa raha, talaq mat do, ye badtareen cheez hai. Love ur wives, control ur tongue.
Mufti sab assalamualaikum, my bahut pareshan hoon teen talaq ke wajah se,hence my humble request to you please guide me how I can contact you please please please kindly help me in this regard and don't ignore. Thank you very much
Hairat hai agar 3 talaaq ek shukar hoti hai, to AAJ Tak kitne logon ne galat talaak di or os galat talaak par halala huwa phr onho ne dosre shadi ki or onki auladain hui or aise kitny log gunaah k murtakib huwe or UN gunaaho ka sir chashma or Sara gunnah ka credit hanafi shafai hambli or Maliki ko jaega
Jab k NAMUMQIN hain k chao imam ghalat ho. Is zamany meh text message nai hota ta k ek doosry k sat mil kar fatwa likhy. Alag alag inho ne khud research ki aur sab mutafiq hain k teen teen hain. Yeh hua MUH TOR saboot,
Halaala jab Tak Nahi ho sakta jab Tak second husband fiqe Jaafar ke mutabik talak Nahi de deta or halaala KO concept fiqe Jaafar me Nahi he kyunki halaala hota he talak ki niyat se to ye Shadi hi Nahi maani ja Sakti or ya to talaak shuda orat poori life akeli rahe bina shohar ke ya to second Shadi karle Magar phela shohar Shadi Ki value KO Nahi samjhta tab hi to wo fiqyae Jafari ke Hisaab se ek lambe process me jisme talaak asaan Nahi lafzo ka khail Nahi phir Bhi orat Ki taraf ruju na kar Paya
pakistan kahan hai mulk mai jouhta Quran outha kar hukomat karanat walay so called muslim deikho *اگر دل کی جگہ پتھر نہیں تو دیکھ کر Forward کریں تاکہ ھر کوئی "امن کے علمبرداروں" کا اصل چہرہ دیکھ لے۔*😭
Mufti sahab fiqah e jafria me talaq talaq talaq puri zindagi bhi insaan kehta rahega to bhi talaq nahi hogi...is fiq me talaq ke sigah padha jata hai jaise nikah ke sigah padhte hai wase hi talaq ke sigah hote hai tab yaha par 1 talaq hoti hai
مفتی صاحب اہل سنت ولجماعت حنفی بریلوی جو امام ابو حنیفہ کی فقہ پر عمل پیرا ہے اور آپ کے ملک پاکستان میں جو ایک اہل تشیع کی ان تھک محنتوں کا ثمر ہے میں سرکاری اور ریاستی مشینری میں دیوبندی عقیدہ ہی رائج ہے تو اس اثناء میں آپ کیا سمجھتے ہیں کہ اہل سنت(یہاں اہل سنت سے مراد اہل تشیع کے علاوہ تمام مکاتب فکر کے پیرو کار دراثناء اہل حدیث یا زبان زد عام میں وہابی جن کے ہاں بھی طلاق ثلاثہ ایک ہی طلاق شمار ہوتی ہے) جو اپنی منکوحہ کو تین طلاق دینے کے بعد اپنے اقدام کی منافی کیلئے یا اپنے اہل و عیال کی تسکین کیلئے انصاف کے کس دروازے یا فتوے کی کس دہلیز سے رجوع کرے جہاں اسے اس کے اس اقدام (تین طلاق ایک ہی طلاق شمار ہوتی ہے) کی تائید مل سکے دوسرا جہاں تک میری ناقص تعلیم ہے کہ جس فقہ کے مطابق نکاح وقوع پذیر ہو اسی فقہ کے مطابق طلاق وقوع پزیر ہوتی ہے روشنی ڈالئے گا
Masha allah bhai apke face pe noor aa gya ahlebait k sadqe me fazail bayan karte rahiye allah apko khub tarraki de or maula apko apne hifzoaman me rakhe dushmano k shar se mahfooz rakhe 🤲🏻..love from India lucknow..🇮🇳🇮🇳
کروڑوں اربوں درودوں سلام ہو حضرت محمد صلی اللہ علیہ وآلے وسلم پر اور ان کی آل پاک علیہ السلام پر اللہ آپ کو جزائے خیر دے آمین
Dorood o salaam Muhammad saww o Ale Muhammad a.s per ❤❤❤❤❤
اللھم صلی علی محمد و آل محمد و عجل فرجھم ❤ 🌹🌹🌹🌹🌹
SubhanAllah❤
ماشاءاللہ مفتی صاحب اللّٰہ پاک آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین یا رب العالمین 🤲❤
Mashah Allah mufti sab Allah pak aap ke ilam main azafa farmay ameen
Allah k rasol ❤ ny deen ko asan bnaya hy na k orton ki izzat neelam karny k lye
Aurat ne char shadiya rok kar khud apny ap ko doh taqy ka banaya aur nabi saw ne yeh hi kaha hain k jahanum meh zuada aurty hongi
Assalamualaikum Aap ne hamara masla hal kar diya Mufti sahab Allah paak aap ko jazaye khair ata farmaye ameen summa ameen 🤲🤲❤❤🕋🕋
اللہ کا لاکھ لاکھ شکر ہے کے ہم جعفر صادق علیہ السلام کے شیعہ ہے.
Bayshak quran or alhullbiat hy deen or iman ka mehwar hy
Mufti Sahib Allah bless you
Bahtreen kavish by mufti hamdard sahb ❤❤
Masha Allah zabardast
MashallAh mola salamat rakhe
مفتی صاحب اہل سنت میں سے ایک فرقہ اہلیحدیث پہلے ہی فقہ جعفریہ کے اس پہلو پر عمل پیرا ہیں۔
Koi Mane Na Mane Ali Huq Ha 🙌🏻❤️
Beshk Allah bless you ❤and your family
@@MehranShah-tf2zc JzakAllah thank you
Paindoooooooooooo
@@razamughal4582 TU Yazeed ka Bacha 🙂
MASHA ALLAH VERY NICE AND AWESOME
Very Nice Ustad Fazal Hamdard Sahab
سبحان اللہ مفتی صاحب یقیناََ حدیث ثقلین ہی آیمان کی دلیل ہے اور فرقہ واریت سے نجات اور امت واحدہ کی سبیل ھے۔
Mufti Sahib apki haq'goee ko salam hai
Masha Allah jazak Allah
Masa allah mufti sab slamt rhain
جزاکم اللہ احسن الجزاء ❤️
Jazakumul allha
Mashallah mufti sab mashallah salamti
جزاك الله خيرا 🎉🎉🎉❤❤❤❤
Mashallah Mufti sahib.
Ali ibna Abu talib aap ko apna aman mea rake ❤️
Jeo Alama sahb
Mashallah
SalamAliekum Mulana sahab
Watching from ladakh Kargil INDIA
Love you bro ❤from Pakistan
Mufti sahab bilkul sahi farmaya sahi Muslim ki hadees no 1472. Me yahi likha he
Salute apko
Mashallah ♥️ ♥️
Bhai jeo abad raho
Janab sawal araz he k mene 3 talak di hain me pareshan hu.mene 1 jaga se fatwa b la kr diya he pr meri b.v ko os k ghar walo ne iddat me bitha diya.or muje meri b.v se baat b nahi krne de rahe.hain .or bol rahe hain k hum barelwi hain or meri talak ho gai he.mere 2 masoom chote bachche hain..mene bohot koshish ki magar meri b.v meri nahi sun rahi oe muj se rishta khatam kr diya..meri beti ko le gai beta chor gai..me bohot pareshan hu mere liye duaa farmay allah pak meri beti or b.v ko wapas kren ameen
شاباس۔۔خلالہ ایک بری اور شرمناک عمل ہے۔امام جعفر صادق کا فقہ اھلبیت کا ہے۔مفتی اپ نے بہت بڑا مسئلہ خل کیا۔اللہ سلامت رکھے
Mohtarm nikah e muta k bare me kia farmaenge?
Sirf talaq hi kyu pora fiq hi haq par hai. Poray fiq ko hi follow karna chahiye! Pick and choose kyu?
کوئی سنی شخص نکاح کے وقت طلاق کے معاملے میں یہ لکھوالے کہ طلاق کے مسئلے میں تین کا مطلب ایک ہی ہوگا میری زندگی میں ۔ تو کیا اس کا قانونی جواز بنتا ہے !؟
Nice video
God bless u ❤❤❤🕋🕋🕋🤲🤲🤲🤲💖💖💖
مفتی صاحب ویسے بڑی عجیب و غریب صورتحال ہے کہ چاروں امام جو حضرت امام جعفر صادق علیہ السلام کے شاگرد رہ چکے ہیں ۔ہونا تو یہ چاہیے تھا جیسا کہ آپ نے اپنی ویڈیو میں فرمایا کہ فقہ امام جعفر صادق علیہ السلام ہی رائج ہونی چاہیے تھی تو پھر ان چاروں اماموں نے اپنے ناموں سے فقہ کیوں متعارف کروائی جبکہ یہ تمام علوم انہوں نے اہل بیت علیہم السلام سے سیکھے ہیں۔
Yehi tu samjhny ki BAAT hay Kun k har dor men hukmran k daado ki wajha se alag ehkam bataty thy
Yani unhone ne imam jaafer sadiq rah. se hatke deen ke khilaaf kuch kar diya, aur 4ron ko deen samjh nahi aaya, astaghfirullah
@@muski3 ap kia kehna chati hain please explain.....?
🌹🤲🇵🇰
Bani Abbas ki badshahat thi badshah ki Marzi k baghair koi bhi mazhab ki nashro isha'at nahi kr sakta tha imam Abu hanifa ko badshah nay qaid kr shaheed kr dia tha imam Ahmed bin humbal ko munh kala kr k koray lgwai Gai thay badshah ki mukhlifat krnay ki wajah say imamo k sath aisa sulook kia gaya tha yeh hi wajah hai k imam jafare Sadiq ki shagirdi k bawajood 1 hi fiqa raij nahi ho saki
❤❤ mashallah
Masha Allah
ماشاء الله تبارك الله
Sir bz log kety hn sunni ksi or fiqa s q lety hn ftwa ye njaiz h??
Allaha pak ko hamesha kuhas rakay
Assalam walekum हजरत मैं इंडिया से हूं क्या मोबाइल में तीन बार एक ही साथ तलाक अपनी बीवी को मैसेज के जरिए भेजी हो तो क्या वह तलाक हो जाएगी हमारे यहां के जितने भीओलमा है उनसे मैं जानकारी ली उन्होंने कहा हो जाएगी अब इसमें मैं बहुत ही ज्यादा परेशान हूं मैंक्या करूं मेरे दिमाग में एक टेंशन बना रहता है कि किसके पास जाऊं और किसकी सुनो कुछ समझमें नहीं आ रहा
Simple and clear as per Quran 90 days se pehlay talaq nahi hoti ha.
90 days se pehlay agar raaju kar liya gaya tu eak Talaq count hogi
Paindoo likh kya rahi ho?? Ek taraf likh rahi ho k talaq nai hoti doosri taraf keh rahi ho talaq hoti hain. Teri maa behn sari zindagi talaqy sunti reh gaye hain toh cori ki aurty. Teen talaq TEEN hoti hain aur bacha bacha bhi yeh bat sabit kar sakta hain
Mery swal ka jwab zaror dena mery hasbnd ny apni dosri biwi jis Sy court marriage ki thi or phr osy Quran py hath rkh k divorce b dy di hr maheny bad mtlb 3 manh k andr ab divorce k bad b usi k sath reh Ry hn Kia wo sai reh Ry hn
❤
Aslamulkum g Bhai mujhy subh k 12 bajy talaq de Gai hai or sham 6 bajy rajo ho gia hai or mery hasband k Gahr Waly kehy rahy hai k Halala ho ga jb k us ny 1bar maie 3 talaq de hai hum is baat ka hul batay plz hum bhut paryshan hai plz Allah hafiz
Mufti shb ,,,please asole kafi per video banien
Geo
Correct 💯💯💯💯
Salamat rhan qiblah
Wo lrki kehti m talaq ni manti ab us m Sy bcha b h to plz mjy jwab dijy ga lazmi
Mufti Sb aap se kese contact karain?
Mulna shab ap ko namar mil sakta ha to please sand karain please
Salam can you please talk about talaq in iddat
Ale sunnat kae asal tarjuman mufti fazal hamdard
Namaz o jama karna, Hazrat ispar ap ekbar video banaye
Mofti sab ap ak achy insan hain
Es ma koi shek nahi
Baki ye Umeri deen b koi deen h
Islam ko mazaq bna k rakh dia h us ny
Ahlebait ki traf aye gy to dunya or akhrat dono ma kamyab ho gy
Sir aap jaana chata hu Mai koseki halat apni Biwi ko teen talak da kiya Mera talak ho gaya
Mufti Saab ap sy contact kesy ho skta hn
Fazal Bhai Ehle sunnat karbala ke waqia ko masjido mein kyu bayaan nhi krte?????
Mufti shb ,,,ap ek asol e kafi ki detail per banien,,,,please please ,,,mufti shb ap ko allah ki qasam hai,,,lazme banien
Good luck love you From Parachinar 🌹
Pakistan aik sahi islami inkalab ki tsrif brr raha hy
Mufti sahb muje bcha lo tlak k bare m bat krni apke no...mil jaynge
Aslamalaikum mufti bhai apne meri bahut help Ki hai thodi aur krdo please 🙏
پیمبرِ اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے ایسے ہی نہیں فرمایا تھا کہ میں تم میں بھاری چیزیں چھوڑ کر جارہا ہوں قرآن اور اھلبیت ع اگر ان دونوں سے متمسک رہو گے تو کبھی گمراہ نہیں ہوگے۔۔ لیکن ہم نے قرآن کو لیا مگر اھلبیت ع کو چھوڑا۔۔ اھلبیت اور قرآن ایک دوسرے کے ساتھ ہیں۔۔
🌹🤲🇵🇰
اس حوالے سے فقہ جعفریہ کا مطالعہ کیا جائے کیونکہ فقہ جعفریہ میں طلاق کی شرائط سخت ہیں ۔ اور نکاح کی شرائط آسان ہیں ۔ جو اسلام کے عین مزاج کے مطابق ہے کیونکہ اسلام گھر بسانے کی تاکید کرتا ہے اور طلاق ناپسندیدہ ہے۔
Asalamu aalekum mufti shab
Zyda tar sunni Quran ko nhi maantey
Log kehtay hain k fiqh jafaria imam jaffar k wisaal k 300 saal baad compile ki gai is lye is k durust honay ka nahi keh saktay or Imam jaffar ny khud koi kitaab imam abu hanifa ki tarah nahi likhi. Iska kia jawaab hai aap k paas?
3=3
Koi ek baar me de( jo nahi dena chahie) ya 3 baar me, 3, 3 hi rahega.
Ab logon ko decide karna hai haram najaez rishte me rahe ya halal me
Quran Sunnat mai kahan likha hai k aik baar mai 3 din talaq dainay say mukammal talak ho jati hai. Ye ahle sunnat imamo ka kiyas hai tabhi to ap logo ki figah naqis hai. Imam Jafir Sadiq a.s nay farmaya hai k talak aik dafa aik he hoti hai chahay jiti dafa bhi talal boli jaye. Phir reconciliation ka period or phir bhi nahe mamla sambhalta to phir dusri talak us k baad phir reconciliation time or agar phir bhi mamala na sambhlay to teesri talak us k bad koi reconciliation nahe. Is tarekay mai talak complete hotay hotay 2 3 mahenay lag jatay hain
Bilkul apny bhai theak kha ha aik dafa ma chayia banda 3 dafa bolay talaq wo aik hi hogi ya log ilme nahi sekhtay ha molvi ki batay karty ha
@@musictocalm7530 tu bas music baja aur calmness pa.
Imam Jaafer sadiq ne music ko halal bataya tha??
Dunya ki kisi math me 3=1 nahi hai.
Na deen ke kisi mamle me. Ye sun ke hi atpata hai.
4ron imam ke nazdeek 3, 3 hi hai, chahe jaise dia jae.
3 goli chaloge 3 hi lagegi , ek nahi.
Aurat par raham zyada aa raha, talaq mat do, ye badtareen cheez hai. Love ur wives, control ur tongue.
Tm log Quran ko nhi manntey warna is terh nhi kahtey
Mufti sab assalamualaikum, my bahut pareshan hoon teen talaq ke wajah se,hence my humble request to you please guide me how I can contact you please please please kindly help me in this regard and don't ignore. Thank you very much
Hairat hai agar 3 talaaq ek shukar hoti hai, to AAJ Tak kitne logon ne galat talaak di or os galat talaak par halala huwa phr onho ne dosre shadi ki or onki auladain hui or aise kitny log gunaah k murtakib huwe or UN gunaaho ka sir chashma or Sara gunnah ka credit hanafi shafai hambli or Maliki ko jaega
Jab k NAMUMQIN hain k chao imam ghalat ho. Is zamany meh text message nai hota ta k ek doosry k sat mil kar fatwa likhy. Alag alag inho ne khud research ki aur sab mutafiq hain k teen teen hain. Yeh hua MUH TOR saboot,
@@razamughal4582ooooh saboooot 😂😂
@@usshort5174 tu kabhi school nai gaya??
@@razamughal4582 aurat ke dushman do takeke
Hargagah lacechar@@razamughal4582 tum ko kya karna hai naaa
Halaala jab Tak Nahi ho sakta jab Tak second husband fiqe Jaafar ke mutabik talak Nahi de deta or halaala KO concept fiqe Jaafar me Nahi he kyunki halaala hota he talak ki niyat se to ye Shadi hi Nahi maani ja Sakti or ya to talaak shuda orat poori life akeli rahe bina shohar ke ya to second Shadi karle Magar phela shohar Shadi Ki value KO Nahi samjhta tab hi to wo fiqyae Jafari ke Hisaab se ek lambe process me jisme talaak asaan Nahi lafzo ka khail Nahi phir Bhi orat Ki taraf ruju na kar Paya
pakistan kahan hai mulk mai jouhta Quran outha kar hukomat karanat walay so called muslim deikho
*اگر دل کی جگہ پتھر نہیں تو دیکھ کر Forward کریں تاکہ ھر کوئی "امن کے علمبرداروں" کا اصل چہرہ دیکھ لے۔*😭
Waiting for Atheism new episodes
jo kam ap kar rahe hain karen mager mot se pehle shia tareeq se apne akhri safer ki wasiyat karden
Mufti sahab fiqah e jafria me talaq talaq talaq puri zindagi bhi insaan kehta rahega to bhi talaq nahi hogi...is fiq me talaq ke sigah padha jata hai jaise nikah ke sigah padhte hai wase hi talaq ke sigah hote hai tab yaha par 1 talaq hoti hai
Sir aap bate
Jo aap ne moakaf bayan kiya hai talaq per,exactly yahi moakaf Ustad Dr Zakir Naik Sahab Ka Bhi Hai
Jahalat aur biddat. Aapne Jo lafz istemal kiya .usko gaur karte hue,jiss insaan yeh jahalat aur biddat ko jaari kiya uske liye kya fatwa lagega ?
Makeup Kya hua bht
Lazme video banien asole kafi per ,,,,,
Aoa
❤❤❤❤❤❤❤❤
AhleHadees Fiqah keh dete 😂
کیا فتویٰ مل سکتا ہے
Sohar biwi ek sath iddat ke andhar mil Jane se ruju hojati hai
Pk jafariya ki baat kyon kar rahe ho aap Kuran ki baat karo Hadis ki
aik hi baat hay
Ya ap fatwa bhi da den apny chanel sa qn ka musalman tu sab hn ,
1 Allah
1 Rasool
1 Quran
1 Adam ki olad
Pir firqy qn
Wo dono jhoty ftwy py reh ry hn
مفتی صاحب اہل سنت ولجماعت حنفی بریلوی جو امام ابو حنیفہ کی فقہ پر عمل پیرا ہے اور آپ کے ملک پاکستان میں جو ایک اہل تشیع کی ان تھک محنتوں کا ثمر ہے میں سرکاری اور ریاستی مشینری میں دیوبندی عقیدہ ہی رائج ہے تو اس اثناء میں آپ کیا سمجھتے ہیں کہ اہل سنت(یہاں اہل سنت سے مراد اہل تشیع کے علاوہ تمام مکاتب فکر کے پیرو کار دراثناء اہل حدیث یا زبان زد عام میں وہابی جن کے ہاں بھی طلاق ثلاثہ ایک ہی طلاق شمار ہوتی ہے) جو اپنی منکوحہ کو تین طلاق دینے کے بعد اپنے اقدام کی منافی کیلئے یا اپنے اہل و عیال کی تسکین کیلئے انصاف کے کس دروازے یا فتوے کی کس دہلیز سے رجوع کرے جہاں اسے اس کے اس اقدام (تین طلاق ایک ہی طلاق شمار ہوتی ہے) کی تائید مل سکے
دوسرا جہاں تک میری ناقص تعلیم ہے کہ جس فقہ کے مطابق نکاح وقوع پذیر ہو اسی فقہ کے مطابق طلاق وقوع پزیر ہوتی ہے روشنی ڈالئے گا
Dusron ke pass taluka rakhne wali biwi ko kaisa talaq karvana hai