Half kg say half kg hi banay ga lakin daknay mai yani size mai zeyada bana ga kion kay hi mai jaisay cream beat kerty hai wo flaffy ho jati hay wasay flaffy ho ker butter ba jaay ga
Local brand ka kuch nahi kaha ja sakta. Lakin yai hi butter bakeries mai yai hi ghee ka butter use hota hai jisay shortening kaha jata hai or yai shortening kai naam say baking kai leyai market sai milta bhi hai. Ab butter 450rs ka 200gm hai shayad or bhi mahanga ho gaya ho ga.
Thanks for rply mujhe 90% yaqeen he k local butter shortening ghee ka butter he Newtown dairy k butter me se aik martaba bad smell ghee ki ayat thi dairy k pure butter me bhi aisa hi mere saath hochka he baharhal local product pe trust nahi karsakte Thanks
Ji bilkul bakery ka har item bana saktay hain bakeries mai yai hi use hota hai eith essence. Kion ka butter ap ko pata hi hai 200gm ka block kitna mahanga hai
This is the so called organic butter we purchase from shops especially from NAGORI / other MILK SHOPS IN KARACHI and other cities… we use as organic butter and ghee and got heart attack/ stroke and ultimately reach at NICVD AND OTHER HOSPITAL EMERGENCIES… kindly make video how to make milk so one can make at home on cheap prices instead to NAGORI/ other milk shops….
Please ye bilkul na banana..banaspati ghee margarine shortening aur bazari cooking oil hi heart attack falij sugar ki beemaryan kartay Hain .Desi ghee chakki oil aur beef ki charbi is se behtar hai
Yai just banaspatigher ghee hai sirf is mai air penetrate ki hai. Or ham sub jo mazay say bakery items khatay hain us mai butter flavour kai sath yai ki shortning use hoti hai sp khud souchay kai butter kai rates kia hain 200gm ki local yani non branding hi 500 say 600 tak ki hai. Yai ager ghar mai banain tou hamain pata tou ho ga kai dalda ghee use kiya hai bazar wali shortining 100% charbi hi hoti ho gi.
@@CookingwithRakhshi ji isi lye bazaar ke khanay se bhi parhez karain...dalda jaisay ghee hi zimmedar hai heart attacks aur strokes kyunke isme transfats hotay Hain..hydrogenated oils ko shortening margarine banaspati ghee ka naam dya jata
Thank you & very nice recipe.❤
Thanku for sharing your great chef❤
واہ کمال کردیا آپ نے قسم سے
Thank you so much for liking🙂
بہترین
Very useful recipe thank you so much 💖
Most welcome 😊
Mashalla.zurbads
Thanks🙂
Very nice information
Good job 👍
Maa shaa Allah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thank you so much🙂
Good Resepy
Keep watching
Apki recipe bht zbrdast hei
Thank you so much dear
@@CookingwithRakhshi welcome
Tooo good👍❤
Thanks
Thank you
Loved the way you prepared and explain the all steps well thanks for awesome sharing and plz stay connected
Bohat behtreen. Itna asan tarika hi ye to
Bohat bohat shukria🙂
Bhtreen
Thanks
Zaberdast 👍
Thank you so much🙂
great
Zbrdast❤❤❤
Thanks🙂
Kmaaaaaaal krdia api 🤗
Thank you so much🙂
Zabardast
Nice..
Thanks
Nice recipe mam
Thanks
Wonder ful
JazaqAllah sister😊
Thanks🙂
Thank you for sharing
Bohat he zabardast ❣️
❤❤❤❤
Mashallah mashallah very nice
Nice🎉
Thanks😊
Nice
Thanks
Good way of explaining ❤
بہت خوب ❤️
Ameen
Thank you
Kya ismein barf dalne ke bad fridge mein rakh sakte hain Taki jaldi jam jaaye
Jis tarha bsna hai aisay hi banana hai.
Good
Thanks
Yes best method but,, blue band,, butter Jo oil sy banta h wo bhi bata de mughy wo boht zaida pasand h.
Ye shortening hm puff pastry dough my use kar skty
Thanks. Bilkul tamam bakeries mai shortening hi use hoti hai bakery har item mai
MashaaAllah 👍 bht khoob
Thanks🙂
Use full 👍tip ❤️ full watch 👍🎁
Beeter use kr salty hn?
Ker saktay hain lakin beater say pani kafi zeyada makhan mai bhar jata hai
Super sharing❤
Very nice informative content..👍🙏
Salted hosakta hain
Bilkul jab ap phantai tou namak daal ker phant lain
Mashallah nice 👍🌹🌹🌹🌹
Thank you so much
Sis ye butter ghr m bhcho ka liye b use kr sakty h ya ni
Yai just banaspati ghee hai or yai zeyada tar baking mai hi use ki jati hai butter ki jagha
@@CookingwithRakhshi bhcho k liye Desi ghee se bana k de sakty hen
@@usman-affanmamavlog3741 sorry mera kam sirf sikhana hai
@@CookingwithRakhshi , bhottttttt hi achai bat Khai h r ap ka Andaz bhottttttt hi acha h sab mhdod samjh m agaya
Very nice 👍
thnx...gd recipe...bitter se kr skte hen?
Thanks Ji bilkul
Easy & nice
Thanks a lot 😊
یہ بٹر ایسنس آن لائین کیسے ملے گا
Daraz sy mil jara hai ya supper store say
Is Mai Thora sa namak BHI add Kiya jata hai
Nahi backing kay leyai banta hai is mai salt add nahi kiya jata
Kya esko bread ya prathy py b lga skty han?
Ji lakin Bread parathay per dalda ghee ki tarha lagai gi haan ager is mai butter essence shamil karain tou test butter ka a sakta hai
Plzzzz. Its a request. Coconut oil ghar pr bnana btaaein. Jahan marzi sy lo. Aata hi number 2 hy. So plzzzzzzz . Sikha dein coconut oil
InshAllah
@@CookingwithRakhshi I m sooooo thankful to u
Nerii mott
Half kg sa kitna butter bn jy ga?
Half kg say half kg hi banay ga lakin daknay mai yani size mai zeyada bana ga kion kay hi mai jaisay cream beat kerty hai wo flaffy ho jati hay wasay flaffy ho ker butter ba jaay ga
Nice new friend🎉🎉🎉
Assalamualaikum
W.salam
Market me nurpur Newton dairy etc ka butter available he woh banaspati ghee ka he?
Local brand ka kuch nahi kaha ja sakta. Lakin yai hi butter bakeries mai yai hi ghee ka butter use hota hai jisay shortening kaha jata hai or yai shortening kai naam say baking kai leyai market sai milta bhi hai. Ab butter 450rs ka 200gm hai shayad or bhi mahanga ho gaya ho ga.
Matlab shortening ghee kai butter ho kahty hain
Thanks for rply mujhe 90% yaqeen he k local butter shortening ghee ka butter he Newtown dairy k butter me se aik martaba bad smell ghee ki ayat thi dairy k pure butter me bhi aisa hi mere saath hochka he baharhal local product pe trust nahi karsakte
Thanks
Api aap thumbnail kiss aap me bnati hn zaror btyea ga me aapki video roz dakht
canva me bna lo. bni bnai templates hoty hen
Puff pastry bna skty hain is sy?
Ji bilkul bakery ka har item bana saktay hain bakeries mai yai hi use hota hai eith essence. Kion ka butter ap ko pata hi hai 200gm ka block kitna mahanga hai
Kia yh kids k liy thek ha
Ya just banapati ghee hai bachoin ko banaspati ghee bachoin ko daitai hain tou dai sktai hain
Ghee ghee ghee😂
Ghee Ghee Ghee😂
👍👍👍
Thanks
Kia hum sedi ghee sy makhn bna skty hen
Nahi malai say makhan direct ban jata hai malai say makhan ka tarika mere channel per hai daikh lijiyai
Yai ghee say hi makhan bana hai
Butter essence kidar say milta ha plz btaen mujhy
Kisi bhi supper store say mil jata hai ya ap online bhi mangwa sakty hain
@@CookingwithRakhshi online kidar sy mangwaen plz sister ap bta dein
@ebad
Bake house sy..ye aik online shope hai
Mery sath aik issue hogaya mainy aj bnana tha shortening
Desi ghee bn jay ga es butter se
Nahi. Hai tou banaspati ghee
Mgr wo ghee bht ziada hard higaya hai ku k mainy 20 ming fridge my rakh dia tha bowl k sath ab kesy set Hoga
Fridge mai hard tou ho ga bilkul wasay hi jaisay butter hard hota hai use kernay say pahlay butter ki tarha thori dair bahar rakhain
Is sy brownies bana sakti hon
Sub bana saktay hain jis cheese mai butter dalta hai ya jis mai dalna chahain koshish kijiyai ga essence zaror dalain buttery flover kay leyai.
@@CookingwithRakhshikonsa essence
@@widowsdiary260 butter essnece
Mam AGR assence na ho kya kre
Essence nahi shamil karain gay tou bus buttery flavour nahi ai ga.
Mny bnaya tha Mera butter melt ho gyaa thaa kia wjaa ha
Garmi room temp per butter melt hota hi hai fridge mai rakhna hai
baje ye batter sell be karskhte he ya na
Yai butter sale hota hai shorting kai naam say tou yakinan sale bhi ker sakty hain
@@CookingwithRakhshi thans sister
This is the so called organic butter we purchase from shops especially from NAGORI / other MILK SHOPS IN KARACHI and other cities… we use as organic butter and ghee and got heart attack/ stroke and ultimately reach at NICVD AND OTHER HOSPITAL EMERGENCIES… kindly make video how to make milk so one can make at home on cheap prices instead to NAGORI/ other milk shops….
Is this harmful for health
Like banaspati ghee
Yes
Ya body k liy harmful ni ho ga?
Bus jaisay banaspati ghee saihat kai leyai hota hai wasa hi ho ga
Not healthy dear😮
Just like dalda ghee
Wshi Dalda he 😂😂😂...seht Kylie acha nahi 😂😂...from Norway
Dalda hai
Slow video
its not bettet for health not real butter.
Just like banaspati ghee
Yhvbbb
Please ye bilkul na banana..banaspati ghee margarine shortening aur bazari cooking oil hi heart attack falij sugar ki beemaryan kartay Hain .Desi ghee chakki oil aur beef ki charbi is se behtar hai
Yai just banaspatigher ghee hai sirf is mai air penetrate ki hai. Or ham sub jo mazay say bakery items khatay hain us mai butter flavour kai sath yai ki shortning use hoti hai sp khud souchay kai butter kai rates kia hain 200gm ki local yani non branding hi 500 say 600 tak ki hai. Yai ager ghar mai banain tou hamain pata tou ho ga kai dalda ghee use kiya hai bazar wali shortining 100% charbi hi hoti ho gi.
@@CookingwithRakhshi ji isi lye bazaar ke khanay se bhi parhez karain...dalda jaisay ghee hi zimmedar hai heart attacks aur strokes kyunke isme transfats hotay Hain..hydrogenated oils ko shortening margarine banaspati ghee ka naam dya jata
Not healthy..
Like banaspati ghee
Not healthy
Yes indeed but it is also a fact that it is used in all bakery items
❤❤❤
Ameen