Sir mein aapka dhanyawaad karna chahuti hu ki aapne itni achi and clear video banai and oske baad bhi aapne sabhi logo ke swalo ka Javad diya . really Good sir. Thanks a lot.
Sir hamara ghar north facing h aur ghr ka gate utter pashchim corner me h . Please bataye ki hame kis color aur metal ki name plate lagwani chahiye . Mere pati ka naam anil kumar aur bete ka Advik h
Aur hamara ghar east face ka hai and independent hai. Konse marble aur color ka banwasakte hai guruji? 🙏🙏🙏 brown, golden, ... Hamara main gate blue color ka hai aur windows brown
Guruji, My apartment is in North facing, can I put name plate in steel material & background white. Letters which colour should be. Mostly it comes black /blue/colour . Pls advice
Sir hamara ghar ka gate main hate North side me hain...aur main gate ke left me NAME PLATE lagana chahta hu...waha pe kis colour aur kis chiz ka name plate lagwana chahiye...?
Jai mata di 🙏 sir hmara main darwaza west direction me h to colour or metal kon sa rkhna chahiye or alphabet chipka k lgaye ya plate me he print krwana h hm member 4 h bas bche or hm do to kese naam rkhna chahiye sharma's ya male ka name ya lady ka name ya dono ka sath...plz guide kre🙏
Pranam baba...mera door north east me hai...main ghar ke name plate par gauri shivam nilayam likhwana chahti hu..kya ye sahi rahega? Kya apna aur husband ka naam v sath me likhwana chahiye?
Sir namaste 🙏 I'm your new subscriber. Meri mummy ka naam Padma hai aur papa ka naam murthy. Toh nameplate pe Mr. & Mrs. Murthy karke short form mein likhsakte hai? Ya undono ka naam one by one likhna hai? Flute lagasakte hai nameplate pe? Plssss reply 🙏🙏🙏 kal order karne jaana hai guruji 🙏🙏
Sir mera ghar north facing hai... Papa chahte hai mere ki mere dada dadi jo iss duniya mein nhi hai unke naam se starting ho like late amarnath singh Late urmila singh Phir papa ka naam then mummy ka ... Kya koi dikkat to nhi hogi sir ?
pandit ji charansparsh.🙏 mera ghr ka gate dakshin disha m hai.. black granite ki name plate thk rhegi kya.. usme jo name write hoga vo golden colour se hoga... plz reply or us pr ganesh ji ki chayaprati bnva skte h?
Jis area me aap rahte hai , uss area me sadan , nivas ,bhawan jo jayada rakha jata ho wo rakh sakte hai . Pachauri House kuch jayada better feeling dega.Aap try kar sakte hai.Aapko sabhi ko acha lagega.
Thankyou for good information mera naya makaan hai name plate lagana hai ghar ka main door north ke taraf hai aur bara gate lagaya hai to boundary gate me lagana hai to kaise colour ka lagau please batayega
Sir mere papa nhi hai ab but unka naam likhwana hai kya Ghar ka naam ka unke naam se rakh skte hai aur neeche humara naam likh le jaise - Kailash niwas
Sir ghar west facing hai ,kounse material ki ,kounse rang ki name plate ho aur naam.kis rang ke akshar se likhe hue hone chahiye ame plate par?Ghar ka no naam ke kis side me hona chahiye, name plate ka aakar kya hona chahiye?? Please guide🙏🙏
Thank you sir so much sir Agar light colour ki name plate par naam ke akshar dark colour ke ho to koi dikkat to nahi hogi ?? Ghar ka number naam ke upar ho ya niche ??
Hlw sir.. hmra new house bnra hai.. ar hum chahte h mre sasur ji ar mri sans ke name se ho name plate lkn wo ab is dunia me h ni .. toh likhwa skte hai
Sir my main door entry is south enterance which material should I use for name plate is stainless steel ok also should image of Ganesh / om(facing north) can be used and what colour black background ok
Sir recently kuch months pehle mere papa ki death hue h or me unke name ko Ghar k name plate me involve krna Chahta Hu q ki gav me log papa ko jante h meko bahut Kam or Ghar Ka gate west side h to me kis color, or kis material ki name plate lagaoun plz give me some important suggestion
Light brown ya pink colour ki name plate,Copper best hai.Kisi ki death ke baad unke naam se name plate,acha nahi mana jata,lekin apne name ke baad unka naam s/o late karke use kar sakte hai,wo bhi address ke liye.
Namaste pandit ji ..mera naam Madhur Agrawal hai .....mere ghar ke gate ki disha south ki hai ....kya mai apne ghar ka naam Shree Shyam Sadan. Rakh sakta hoo
Mera entrance south facing hai.name plate left mein lagana hai ( east wall par) .kya main stone ki name plate lagva sakti hu? Aur Colors kaun-sa use karu? 🙏🏼
Guru ji Mary bety dheeraj yadav ne makaan bunvaya magar vo ab es duniya me nhi Raha Kiya me ye likhva sakta( Dheeraj House) Ki name plate laga sakta ho batay mujy me 1 sanik ho
Guru ji hmara main gate South East me h . Hm name plate kis color ki or kis jagah pr lgaye ..pls suggest me ..abi hmare Ghar pr construction chal rha h ..aap jldi btaye 🙏
Dekhiye , jo log nahi hai ab , unkae naam kiname plate nahi banwana chahiye, kyonki unka connection phir ho jayega , unki aatma ko kasht hoga , better hai unke naam mat likhwayiye.
🙏Namskar Guru ji Mera ghar ka men door west north me hai mai apne ghar ke name palet pe SHREE SADAN likhwana chahta hu or niche me father name Yogendra pandit likhwana chahta hu tokis color ka pathar pe achha rahega ya koi galt hai to use bataye aap request hai guru ji
Namaste sir Hmara ghar East facing hai.. kya black color ki plate lgwa skte h.. humne ghr ka naam गुरु-कृपा socha h.. design hai Om House name Father name My name House number क्या ये सही रहेगा ?
Sir, we live in a flat. Our entrance is in NNW zone. I have 2 questions- 1. We are planning to put white color Acrylic name plate with golden letters names on it. Will that be ok? 2. I want to put my husband's name, my name and my son's name with house number on it, so would the below arrangement be fine? For example- Alka Singh Anup Singh Dhruv Singh A- 1001
@@HEALTHWITHVASTU thank you sir! I heard that nameplate should not be of plastic material. Is Acrylic considered as plastic? Can I use black color nameplate with golden letters on it in NNW zone?
M apne ghar ki name plate par apne naam k neeche apne Papa ka naam aur unke neeche apne Dadaji ka naam bhi likhna chahta hu. Please is baare m apni advise dijiye ki ye sahi hai ya nhi.
Sir namaskar mere husband unke dada ji ka naam ka name plate board lagvaya hai wo abhi is duniya mein nai hai to kya ye theek rahega ya nai plzzzzzz 🙏🙏🙏🙏 rply sir
Which material to use for name plate? My door entrance is in North North East, n open towards North... Suggest metal, enraving colour n nameplate colour too We are neutral family of three, sas sasur gaav mein rahate hai aur hum sheharon mein ( karnataka capital). Flat no?, main head ( husband name) my name n my son name.. Along with Kuldevataa sign or mantra where to write
Sir I want to know that my house is North East facing I want to know the colour to which use for writing on yellow, cream or on golden marble.your reply is highly obliged.
Guruji prnam🙏🏻 Guruji mera pashim mukhi makan hai...usme maine name plate pahle se hi lagi hui hai, woh marbel k pather ki hai.....maine apni aur wife ki nick name se lakdi(wodden) ki name plate banyi hai ... Plz batye isss wali name plate ko ghar k ander kha pr use kru🙏🏻
Sir Mera house East facing h me konsa metarial use kru iron ko chorke ... Or name only ghar ke ek member ka likhwa skte h kya .. Wo bi meri mother in law ka
Pandit ji Mera Ghr West Facing h or mene is ghr ka naam प्रतीक्षा socha h. Isse ke bad me apne mata pita ka naam likhawana chahta hu jese सुनंदा उमेश जैन. Mujhe isme apka sujao chahie tha
प्रतीक्षा ठीक है,Jains or Jains family,bhi rakh sakte hai ,ye aapki complete family ko project karega,Sunanda umesh jain proper nahi rahega,ye baad me problem karega.
Sir mein aapka dhanyawaad karna chahuti hu ki aapne itni achi and clear video banai and oske baad bhi aapne sabhi logo ke swalo ka Javad diya . really Good sir.
Thanks a lot.
Thank you so much .Late ho gaya iske liye sorry.
Mere karele bahut tasty bane the ko bahut pasand aaye thank you
👌👌
Sir ji Mera Naam Babita Sharma hai ,kya mai Sharma Niwas ke naam se name plate rakh skti hu aur plz colour bata do kon sa colour sahi hoga
Sharma Niwas rakh sakti hai , makan kis direction hai , colour ussi hisab se rahega , waise aap light colour kahi rakh sakte hai
Sir hmara ghar uttar disha ka h to kya hm steel ki name plate lga skte h ar uske akshar black color k ho skte h kya sir please reply kre.. 🙏
Same issue I have. What u did.
You can use Steel , no problem
avoid Copper
Light Blue not black
Sir my house is south facing plz suggest name plate material and coulor &can we give name house on my mother's name .but she is no more
Sir hum krishnayan ko name plate me likhwa skte h kya west facing home
Ji bilkul
Guru ji mera house ka rokh uthar disa me name plet kis dhatu ka lagay Piless guru ji bataiy🙏🙏
You can use Steel , no problem
avoid Copper
Light Blue not black
Dr. Sahab kya main apne swargiya pita jee ka naam nameplate men likhawa sakta hun kya,? Pleaae reply den 🙏🏼
Ji nahi
Namaskar Ji,
Name plate par Oum-Swastik-Shree teeno ek sath laga sakte hai
Ji bilkul
East facing house me Golden ya Nagangi plate lgayenge toh uspe Name konse colour me likhna chahiye? 🙏🏻
Koi bhi light colour
Golden par light colour door se dikhega nahi .. contrast dark colour lgega.. please suggest
Mere Ghare ka entrance door east facing hai . Hume konsa colour aur konsa material ka name plate lagana chahiye
Golden ya Narangi colour
Avoid Iron
@@HEALTHWITHVASTU
Sir material bataye aap plzz
Sir hamara ghar north facing h aur ghr ka gate utter pashchim corner me h . Please bataye ki hame kis color aur metal ki name plate lagwani chahiye . Mere pati ka naam anil kumar aur bete ka Advik h
Light blue ya koi bhi light colour , Black ya Iron ki name plate nahi lagani hai.Kalyan hoga.
Pranam guru ji. M ye Janna chahti hu ki kya divangat logo ka nam bhi name plate main likh sakte hain
Same question 🙏
Nahi
Acchi jankari
Thank you
Sir agar hum aapse ghar ka vastu karana chahe to kese connect kar sakte hein pls guide.
8299585602 , whatsapp No.
Mera Dakshin mukhi makaan hai to name plate ka colour kaun sa hona chahiye?
बैगनी , भूरे या गहरे रंग कि name plate
Sir, mera pashchim ka enterence hota he, to kaunsa rang ayega aur kaha parp plate ayegi, plz btaye
Copper ke alawa koi metal aur Right side
South-west direction pe main door hai... Konsa color or kysa nameplate sahi rahega?? Wooden or metal?? Plz reply 🙏
Halke bhure ya Gulabi colour aur Tambe ke alawa koi metal ya wooden name plate
Sir meri mother in low jivit nhi h...kya hum unke naam par ghar ka naam rakh sakte h kya?? Jese Janki niwas or Janki bhawan...pls reply.🙏🙏🙏
Nahi
North East direction me name plate ki rang ke hone chaye?
Purva disha mai konse matel ka name plate lagana chahiye
Lohe (Iron ) ko chhorkar koi metal
Sir mere husband ka nam Harvinder Singh bhogal hai ,ye name Jada long ho jayaega ya sirf H.s bhogal likhva de plz bataye 🙏
Aur aapka name ?
Aur hamara ghar east face ka hai and independent hai. Konse marble aur color ka banwasakte hai guruji? 🙏🙏🙏 brown, golden, ... Hamara main gate blue color ka hai aur windows brown
Guruji, My apartment is in North facing, can I put name plate in steel material & background white.
Letters which colour should be. Mostly it comes black /blue/colour . Pls advice
You can use steel
Yes background white you can use
light Blue letters you can use
Guruji Pranam 🙏Betiyon ka naam name plate mein de sakte hain kya ? Flat Entry point east facing hai .. kripya colour bhi bata dijiye
Sir hamara ghar ka gate main hate North side me hain...aur main gate ke left me NAME PLATE lagana chahta hu...waha pe kis colour aur kis chiz ka name plate lagwana chahiye...?
Halke aasmani ya safed rang ki aur Pital ke alawa kisi dhatu ki ya wooden
@@HEALTHWITHVASTU Thank you Sir
@@HEALTHWITHVASTU But Sir hamara name plate Black colour ke granite pe Golden colour se likha huwa hain SURESH BHAWAN
Glass ki name plate sahi hai ? East facing ghar k liye?
Ji bilkul sahi hai.
Sir humare ghar m 5 member h to name plate p sbke naam hone chahiye ya bs mata Or pita ka naam kafi h
Upar niche sabka naam ho sakta hai.Parents ka naam bhi ho sakta hai.
North South ya North mai white background and naam golden le skte Hai?
Ji
Jai mata di 🙏 sir hmara main darwaza west direction me h to colour or metal kon sa rkhna chahiye or alphabet chipka k lgaye ya plate me he print krwana h hm member 4 h bas bche or hm do to kese naam rkhna chahiye sharma's ya male ka name ya lady ka name ya dono ka sath...plz guide kre🙏
And plz shape kon sa rkhna h plate ka or flate no A-3 h to kese likhe isko name k pehle ya baad
Ji likh sakte hai
Sorry for late reply
Dono ke naam ke sath bhi ho sakta hai , shape bahut corner wala na ho
Pranam baba...mera door north east me hai...main ghar ke name plate par gauri shivam nilayam likhwana chahti hu..kya ye sahi rahega? Kya apna aur husband ka naam v sath me likhwana chahiye?
Sir namaste 🙏 I'm your new subscriber. Meri mummy ka naam Padma hai aur papa ka naam murthy. Toh nameplate pe Mr. & Mrs. Murthy karke short form mein likhsakte hai? Ya undono ka naam one by one likhna hai? Flute lagasakte hai nameplate pe? Plssss reply 🙏🙏🙏 kal order karne jaana hai guruji 🙏🙏
Sir mera ghar north facing hai... Papa chahte hai mere ki mere dada dadi jo iss duniya mein nhi hai unke naam se starting ho like late amarnath singh
Late urmila singh
Phir papa ka naam then mummy ka ... Kya koi dikkat to nhi hogi sir ?
jo log nahi hai unka naam name plate par nahi likhna chahiye
Hello sir … hmne property li haiii… rent pr chdane k liye….use name plate husband ka nam rkh skte hai…
ji rakh sakte hai
@@HEALTHWITHVASTU thankuuu sir replying so fast….
Radhe Radhe Guruji marbles par ya tiles par naam likhwa ke name plates laga sakte hai ??
Plz suggest kare....
Hello sir ghar hamara pashchim mukhi hai ,to kon sa rang ka banwana hai
सर जी क्या हम नेम प्लेट पर दिवंगत पूर्वजो का नाम लिखवा सकते हैं?
बिल्कुल नहीं
@@HEALTHWITHVASTU sir apne pita ji ke name plet laga sakte hi hamare pita ji Swarg vas Ho chuke hain please bataiye sar
Guru ji mere husband nhi hai kya unka naam dal sakte hain,
Ji bilkul nahi
Ghar South facing h. Kis dhatu, v rang ki name plate lagaye
बैगनी , भूरे और गहरे रंग की और प्लास्टिक को छोड़कर कोई धातु
नमस्ते sir🙏🏼
मेने भी खुद से पेंट करके नाम प्लेटर बनायीं hai
Ok
Sir kya lughting wale lazer cutting wale alphabet wali name plate ghar ke bahar lagwa skte hai?
pandit ji charansparsh.🙏
mera ghr ka gate dakshin disha m hai.. black granite ki name plate thk rhegi kya.. usme jo name write hoga vo golden colour se hoga... plz reply
or us pr ganesh ji ki chayaprati bnva skte h?
or humara sarname pachauri hai.. to kya thl rhega pachauri sadan, pachauri nivas, pachauri bhawan, ya ap btaye
Dark Brown or Violet colour jayada acha rahega ,Black bhi rakh sakte hai.
Jis area me aap rahte hai , uss area me sadan , nivas ,bhawan jo jayada rakha jata ho wo rakh sakte hai . Pachauri House kuch jayada better feeling dega.Aap try kar sakte hai.Aapko sabhi ko acha lagega.
Guru ji mere dada ji and pita ji dono nhi hai to unka name plate banwa sakta hu
Nahi
Thankyou for good information mera naya makaan hai name plate lagana hai ghar ka main door north ke taraf hai aur bara gate lagaya hai to boundary gate me lagana hai to kaise colour ka lagau please batayega
Halke Aasmani ya White colour ki lagana chahiye,Pital yani Brass ki nahi lagani chahiye.Kalyan hoga.
Thankyou guruji
Sir mai apna aur husband ke name mix krke bna skti hu
Jaise pankaj+jyoti=pankajyoti likh kr bna skti hu
aap upar niche naam use kar sakte hai lekin mix karne par mixed naam ka koi meaning nahi niklegi isliye ye useful nahi hoga
Sir pranam
Sir south west me kis colour ki name plate lagaye please batayen
Light brown ya Gulabi rang ki.
@@HEALTHWITHVASTU thank u🙏🙏
Sir can I use acrylic sheet for name plate my main door in north facing
Sir mere papa nhi hai ab but unka naam likhwana hai kya Ghar ka naam ka unke naam se rakh skte hai aur neeche humara naam likh le jaise -
Kailash niwas
Ji bilkul nahi
can i have brass (alloy of copper and zinc) metal name plate for a west facing house
Sir ghar west facing hai ,kounse material ki ,kounse rang ki name plate ho aur naam.kis rang ke akshar se likhe hue hone chahiye ame plate par?Ghar ka no naam ke kis side me hona chahiye, name plate ka aakar kya hona chahiye?? Please guide🙏🙏
Copper ke alawa koi material , White , light yellow colour aur right side me , Rectangular.
Thank you sir so much sir
Agar light colour ki name plate par naam ke akshar dark colour ke ho to koi dikkat to nahi hogi ??
Ghar ka number naam ke upar ho ya niche ??
Please guide sir
Rented house me kaise name plate lagye plz btye
Jaise apne ghar me lagate hai , jate samay nikal lijiye
Sir, my flat door is East facing, which type of name plate should I use?
Sunhare , Golden ya Narangi colour ,Except Iron metal
Hlw sir.. hmra new house bnra hai.. ar hum chahte h mre sasur ji ar mri sans ke name se ho name plate lkn wo ab is dunia me h ni .. toh likhwa skte hai
ji , bilkul nahi
@@HEALTHWITHVASTU q ni likhwa skte.. mre father in law ke peso se hi hmne house lia hai
Sir my main door entry is south enterance which material should I use for name plate is stainless steel ok also should image of Ganesh / om(facing north) can be used and what colour black background ok
Colour - violet , dark brown
Metal - Plastic ke alawa
No Image of Ganesh
Om is ok .
Sir recently kuch months pehle mere papa ki death hue h or me unke name ko Ghar k name plate me involve krna Chahta Hu q ki gav me log papa ko jante h meko bahut Kam or Ghar Ka gate west side h to me kis color, or kis material ki name plate lagaoun plz give me some important suggestion
Light brown ya pink colour ki name plate,Copper best hai.Kisi ki death ke baad unke naam se name plate,acha nahi mana jata,lekin apne name ke baad unka naam s/o late karke use kar sakte hai,wo bhi address ke liye.
Sir maine apne surname ki cardboard par clay se name plate bnayi hai...swastik bnakr..
Kya vo laga skte hai main gate ke right side mein
Laga sakte hai lekin durability kam hogi aur fade ho sakta hai , wo theek nahi hoga.
Namaste pandit ji ..mera naam Madhur Agrawal hai .....mere ghar ke gate ki disha south ki hai ....kya mai apne ghar ka naam
Shree Shyam Sadan. Rakh sakta hoo
Yes , no problem rakh sakte hai
Mera entrance south facing hai.name plate left mein lagana hai ( east wall par) .kya main stone ki name plate lagva sakti hu? Aur Colors kaun-sa use karu? 🙏🏼
East par laga sakte hai.stone bhi use ka sakte hai.colour golden ya narangi acha rahta hai.Metal nahi use karna hai.kalyan hoga.
🙏🏼 thank you
Guru ji Mary bety dheeraj yadav ne makaan bunvaya magar vo ab es duniya me nhi Raha Kiya me ye likhva sakta( Dheeraj House)
Ki name plate laga sakta ho batay mujy me 1 sanik ho
Guru ji hmara main gate South East me h . Hm name plate kis color ki or kis jagah pr lgaye ..pls suggest me ..abi hmare Ghar pr construction chal rha h ..aap jldi btaye 🙏
Mere dada ji and pita ji dono nhi hai sirph mata ji hai to sabse pahale mai kiska name dale mata ji , pita ji , ya dada ji salah dijiye maharaj ji
Dekhiye , jo log nahi hai ab , unkae naam kiname plate nahi banwana chahiye, kyonki unka connection phir ho jayega , unki aatma ko kasht hoga , better hai unke naam mat likhwayiye.
Sir namaskar
Mere ghar east facing hai Aur main door north east mai hai
Please btae kis colour Aur konse material ki use krni chahiye 🙏🏻
Goden ,Yellow ,Cream colour | Iron ,Copper ke alawa | Black colour bilkul nahi
Thank you sir 🙏🏻
Sir mera ghr ka main door east facing h kis metal aur kid colour ki lgani chaiye , kripya ye b btae ki nameplate kb lgwana accha hoga
Golden,sunhare,narangi rang ki,jo lohe(Iron) ki nahi bani ho.Kalyan hoga.
Sunday ke din
Thank you .
Kya usme husband k name k sath mai apna aur bete ka name b likh skte h?
Husband ka name h aseem mishra
Mera shobhana n bete ka devansh
Apka bhut bhut dhnybaad🙏
🙏Namskar Guru ji Mera ghar ka men door west north me hai mai apne ghar ke name palet pe SHREE SADAN likhwana chahta hu or niche me father name Yogendra pandit likhwana chahta hu tokis color ka pathar pe achha rahega ya koi galt hai to use bataye aap request hai guru ji
Likhwa sakte hai, Halke rang ki ya blue colour se.
Namaste guru ji,pathar kis colour ka hona chahiye piliz guru ji
Namaste sir Hmara ghar East facing hai.. kya black color ki plate lgwa skte h.. humne ghr ka naam गुरु-कृपा socha h.. design hai
Om
House name
Father name
My name
House number
क्या ये सही रहेगा ?
Sab theek hai bas colour black mat rakhiyega.
@@HEALTHWITHVASTU thank you sir.. white color mein brown letter krwa diye h
Sir door inside khulne wala hai....Kya uspe nameplate laga sakte hai..?
Ji,laga sakte hai,door khulne band hone par awaz nahi aani chahiye.Kalyan hoga.
Name n surname spelling are big
Kya kewal surname ki plate laga saktai hai kya..pls guide
Yes , laga sakte hai, sorry for late reply
Sir mera ghar purv paschim hai Kon se colour ka kis Dhatu ka lagau
Copper , Iron aur black colour ke alawa
Kya ghar ka nam ham apne bade bhai k nam par rakh sakte hai jo ab nhi hai is duniya me?
Ji nahi
पंडित जी प्रणाम ।मेने left hand पर blue colour की नेम प्लेट लगाइ हु ।सही मागदर्शन करे
अपने गेट की दिशा बताइये 🙏🙏
सोसाइटी मे आते समय गेट पूरब की तरफ है , सिढी दक्षिण की तरफ, और हमारा गेट पश्चिम की तरफ
Name plate metal ki hai ya fibre ya plastic ki hai?
पंडित जी मेने खुद ही बनाया है ।wood पर
ये ठीक है, कोई समस्या नहीं है,आपका कल्याण हो।
Dhanyavaadh.. jji
Thank you
Guruji mera ghar east facing h to name plate m konse colour ka stone(pathar) hona chaieye ye aur usme letter likhe hue konse color ka hona chahiye
Sunhare golden ya Narangi colour ki , Iron ke alawa koi bhi.
@@HEALTHWITHVASTU
Guruji kya mai naam marble pe likh sakta hu ya stone pe ?
साउथ दिशा में गेट के पास दीवार पर पत्थर की नाम प्लेट लगा सकते हैं किया ??कृपया बताएं।
Ji bilkul laga sakte hai.
धन्यवाद सर ।
Mattu chaya rakh sakte hai kya ghar ka name
Ji bilkul
Guru ji aap ne btaya h ki South east main gate pr yellow color ki name plate honi chahiye pr letters kis color ke ho
Sir, we live in a flat. Our entrance is in NNW zone. I have 2 questions-
1. We are planning to put white color Acrylic name plate with golden letters names on it. Will that be ok?
2. I want to put my husband's name, my name and my son's name with house number on it, so would the below arrangement be fine? For example-
Alka Singh
Anup Singh
Dhruv Singh
A- 1001
1. Yes , it will OK
2.First use House no A 1001 and then names.It will good.
@@HEALTHWITHVASTU thank you sir!
I heard that nameplate should not be of plastic material. Is Acrylic considered as plastic? Can I use black color nameplate with golden letters on it in NNW zone?
Sir kya surname se name plate banwa sakte hain....like Pandey's ....hum alag alag naam nhi likhwana chahte? Is it ok? Kindly reply... thanks
Hum 3 log hai ghar main toh kya tino ka naam likh sakte hai ?
Ji bilkul
door is on north so which name plate colour n material is best
halke ashmani ya safed colour aur pital ke alawa koi metal
M apne ghar ki name plate par apne naam k neeche apne Papa ka naam aur unke neeche apne Dadaji ka naam bhi likhna chahta hu. Please is baare m apni advise dijiye ki ye sahi hai ya nhi.
Jo log ab nahi hai , unka naam likhne se unhi ko pareshani hoti hai , we ab wapas nahi aana chahte.Isliye nahi likha jata hai.
Guru ji pranam,mera ghar ka sauth door hai white marbal aur red se likha hua name plate bn sakta hai kya.
South me name plate dark colour ka,theek rahta hai,marble dark rahe to chal sakta hai.
North Face home he . Ab konse rang ki name plate or Kish pe bana ni Chahiye ?
Sir namaskar mere husband unke dada ji ka naam ka name plate board lagvaya hai wo abhi is duniya mein nai hai to kya ye theek rahega ya nai plzzzzzz 🙏🙏🙏🙏 rply sir
Nahi
@@HEALTHWITHVASTU k 🙏🙏tnq sir abhi name plate hatvadey kya
Tqsm sir
Always welcome
Which material to use for name plate?
My door entrance is in North North East, n open towards North... Suggest metal, enraving colour n nameplate colour too
We are neutral family of three, sas sasur gaav mein rahate hai aur hum sheharon mein ( karnataka capital).
Flat no?, main head ( husband name) my name n my son name..
Along with Kuldevataa sign or mantra where to write
Colour -White or Light blue (Asmani)
Metal - Avoid Pital
And rest things are perfect
You can
Which colour name plate to be in North East facing gate?
Sir name plate pitra ke naam pr rakh sakte hai.
Nahi
Gyanvardhak
Thank you mam
nameplate pye hum 2ka photo laga sakte hai
ji laga sakte hai
Sir I want to know that my house is North East facing I want to know the colour to which use for writing on yellow, cream or on golden marble.your reply is highly obliged.
Any one can
Guruji prnam🙏🏻
Guruji mera pashim mukhi makan hai...usme maine name plate pahle se hi lagi hui hai, woh marbel k pather ki hai.....maine apni aur wife ki nick name se lakdi(wodden) ki name plate banyi hai ...
Plz batye isss wali name plate ko ghar k ander kha pr use kru🙏🏻
Ander ghar me ghuste samay darvaje se dahine side me.
Pranaam guru ji 🙏🙏
Khush rahiye , kalyan ho
Kya late person ka naam LIKHA ja skta hai?
Nahi
Sir Mera house East facing h me konsa metarial use kru iron ko chorke ... Or name only ghar ke ek member ka likhwa skte h kya .. Wo bi meri mother in law ka
Marble,Fibre,plastic.Name plate me name head of the family ka hota ,family members ka bhi ho sakta hai
Thank you sir
सर मेरे दादा जी नही है इस दुनिया में...तो मैं उनके नाम के आगे स्वर्गीय लिखवा सकता हु नेम प्लेट पर...plz sir rply...🙏
Unke name ki name plate mat banaayiye.
घर में प्रवेश करते समय मुख्य दरवाजा उत्तर दिशा की ओर खुलता है. ऐसी स्थिती में कौनसे रंग का नेम प्लेट दरवाजे के उपर लगाना चाहिए. कृपया मार्गदर्शन करें.
Halka aasmani ya safed rang ki.
Sir.
East facing house hai.
Ghar ka address kis color ke Marble ki ? ho aur kis color se akshar likhe ho.??
sunhare,golden ya narangi colour ki name plate aur Iron ki na bani ho.
@@HEALTHWITHVASTU
Sir marble used kar sakte as a name plate ?
N short tym ful kwledge very nice.osm sir
Aapko dhanyawad.
Sir, kya main ghar ka name Swastik Bhavan rakh sakte hain
Ji bilkul
South facing m kaisi name plate thik rhegi pandit ji
Bagni ya dark bhure rang ki name plate , Plastik ke name plate se bachna chahiye
Sir west facing me kis dhatu ki name plate lagana chaiye or rang kon sa hona chaiye...
Tambe ko chhodkar,white ya light yellow colour ki
Sir we have kept our house name as Shiva Krupa. Ours is west facing house can you please suggest.
No problem . Good
Sir jab mei apne ghar mein entry karta hu to east ki disha rehta hai to mera jo maindoor hai uske eastke wall mei apna name plate lagau ya north ke
East ke .North me bhi laga sakte hai.Jo space ke hisab se jayada theek lage.
Pandit ji
Mera Ghr West Facing h or mene is ghr ka naam
प्रतीक्षा socha h. Isse ke bad me apne mata pita ka naam likhawana chahta hu jese सुनंदा उमेश जैन.
Mujhe isme apka sujao chahie tha
प्रतीक्षा ठीक है,Jains or Jains family,bhi rakh sakte hai ,ye aapki complete family ko project karega,Sunanda umesh jain proper nahi rahega,ye baad me problem karega.
North West direction par kaun se material ka name plate lagaye?Pls rply
Iron ke alawa koi bhi material