Last comment pin krdo 😅😅😅 You are amazing hard working person you give your 100% to your RUclips channel... One day you definitely become a successful youtuber 😊😊 NEVER GIVE UP ON YOUR DREAMS ...😊 YOUR VICTORY IS RIGHT AROUND THE CORNER ...🚩🕊️ Love from chhattisgarh ambikapur ❤❤ Your very old subscriber 😊😊
Abhi Garmi k time mere paas Xtreme 160r 2v hai mai Castrol power1 20w50 1st time use kiya lekin( Xtreme mai 10w30 lagta hai ),, fir chalaka bike bohot refined lag raha hai 😊
Chain sproket ki kitni life hoti h?aapne chnge kraya h???also tyre ki life...mera 14000 p chnge hua h peeche ka tyre and chain sproket khrab hogya 20k m
Bhaiya 2nd servicing mai 20w50 diya tha service centre waale... mujhe lag raha hai ki mileage thoda kam ho gaya... 3rd servicing next week hai... pls bataiye na 10w40 aur 20w50 mai kaunsa achcha hai
Bhai 10w40 oil daalo as company recommended .20w50 is thicker and can damage engine..Mujhe service centre Wale main technician bhi yehi bola tha ..unko pata nehi he ki 10w40 recommended he bcz wo sochte he NS me jo dalte he wohi isme bhi he par jab Maine unhe inform Kiya to wo bhi bola ki sahi grade daalna bahat important he
Bhai Mana Suna ha Keya 20w50 oil Use Kara Sa Engine Bohot jada Hit Hota ha .... oi ya Oill Jo apna chnage kar hara ho oh naya To n160 Aya ha us ka liya hoga .... key ki us me oill Coll System hata Diya kuch update Kiya ha ... or bajaj me 20w40 nahi Dada 10w40 recommended tha ... n160 ke liya
Aapka bike ka book ma kon sa grade dia hai oil ka humlog ka toh 10w40 dia hua hai jisko change karna se sakt mana kar deta. Service centre wala aap ko kasa karna deta hai.
Bajaj engine oil is worst nightmare you can have. This motorcycle is way capable with shell helix 10w40. Bajaj ka engine oil hi lagana hay to dominar 10w50 , nehito clutch ka performance bohot jaldi ghat jata hay. Wayse vi isme sirf 4 plates ate hay, 5 deta to sahi rehta....
@techbiker9111 Bhai bike ko 1.5 years ho chuka hai lekin servicing iski bs shuru ki 2 time interval pr hui hai uske bad km ke hisab se hoti hai, aur next service bahar se hogi
Bhai bike 125km/h se upr nhi jaa rhi highway pr bhi 2nd service krvai thi or missing bhi kr rhi h silencer se patake ki awaz aati h kya reason ho skta h iska
Bhai maine 20w50 dlaya tha sirf 500km chla tha engine oil is engine oil se engine bahut jyada heat ho rha tha toh mujhe 500km sirf chle engine oil ko replace krk 10w50 dlaya toh abhi engine jyada heat bhi ni ho rha baki mere bike ke book me 20w50 recommended h isiliye usi ko dlaya tha service centre wale bhi bole ki isme sirf 10w40 ka lga apse request h ki bike ko 2km chlane ke bd uska engine itta heat ho rha check kr lena bhai❤❤
@@Prakashkumar-xe4iutumhra dusri karon se bike heat horhi hy engine oil grade upgrade krne heat nhi hoti hai cool rehti..10w40 se 20w50 upgrade hua na..waise v bajaj oil bekr hai ekbr motul dalke dekhko zameen ashmaan different lgega 110% sure
City me aram se chalaoge and highways me 70kmph tak chalaoge to overall full tank me 48kmpl ka milege mil sagta hai easily. (50% city 50% highway) Chota sa engine hai, zyada speed me nahi chalaoge to accha hi milega milega.
Bhai jaisa tu dekha Raha vaise bajaj khali camera 📸 samne kar te hai sarvice Varna tu badh camara Jana koi company ho bajaj bat nai karta koi inte barikese 100 .23 % karte hoge sarive. . Ye dekha to rahe ho sabh ese kam nai karte samja bhaii.
Last comment pin krdo 😅😅😅
You are amazing hard working person you give your 100% to your RUclips channel...
One day you definitely become a successful youtuber 😊😊
NEVER GIVE UP ON YOUR DREAMS ...😊
YOUR VICTORY IS RIGHT AROUND THE CORNER ...🚩🕊️
Love from chhattisgarh ambikapur ❤❤
Your very old subscriber 😊😊
Thankss bhai ❤️❤️
Thank you Bhai 🤩 for valuable information ❤ Love from Karnataka ❣
Thanks bhai ❤️
10:02 I is a Mesh Filter Oil strainer which contain magnet. It pulls out all the metalic parts from engine oil.
Right bro
Abhi Garmi k time mere paas Xtreme 160r 2v hai mai Castrol power1 20w50 1st time use kiya lekin( Xtreme mai 10w30 lagta hai ),, fir chalaka bike bohot refined lag raha hai 😊
Acha bhai
Bhai ki N superbike lgti h❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
👌👌
Maine motul ka 20w50 dalwaya tha,gadi to mast chal rahi hai
Nice
Kaun si bike mein Naam To batao
Bro 220f or N160 konsa better hai.??
220f is love
Bhai lko me konse service centre se karate ho ya kaha ka best h main bhi lko se hu btao pls
Aalambagh
N250 k liye konsa best rahega????
Motul 7100 20w50 ya fir castrol power 1 ultimate 20w 50
Motul best hai
Bro I'm also using N250 my suggestion go with shell 15w50 drain interval 5-6k kilometres second choice motul 20w50 drain interval between 3k-5k
7100 dalke dekho nehi2 300v isse badiya koi oil nhi hai dunia mei .haan liquimoly bolega lekin uska life kam hai due to high chemical
That carbon finish below the meter. How you did that?
Kraya hai bhai
@@techbiker9111 Is it hydrodip or Polypaper sticker only?
Chain sproket ki kitni life hoti h?aapne chnge kraya h???also tyre ki life...mera 14000 p chnge hua h peeche ka tyre and chain sproket khrab hogya 20k m
Bhai chain ki life company 12000 bolti baaki maintain kerne k uper hai mere to change nhi hui abhi
Bhaiya 2nd servicing mai 20w50 diya tha service centre waale... mujhe lag raha hai ki mileage thoda kam ho gaya... 3rd servicing next week hai... pls bataiye na 10w40 aur 20w50 mai kaunsa achcha hai
Bhai ab grade change ho gya 20 w 40 ho gya hai but 10 w40 jyada sahi hai
@@techbiker9111 20w50 hai ab, 20w40 nahi, mujhe bhi yahi doubt hai, next time main 10w40 dalwake dekhunga kuch farq pada hai kya mileage mein
Bhai 10w40 oil daalo as company recommended .20w50 is thicker and can damage engine..Mujhe service centre Wale main technician bhi yehi bola tha ..unko pata nehi he ki 10w40 recommended he bcz wo sochte he NS me jo dalte he wohi isme bhi he par jab Maine unhe inform Kiya to wo bhi bola ki sahi grade daalna bahat important he
Bhai company walo ki taraf se grade change hua hai all india 20w50 pad raha hai har jagah n160 me
Company waalo ne grade change kiya hai bhai pehle vhi padta tha
Bhai new n160 ka usd purani n160 me lag jyega ?
Ha bro lag sakta hai
@@MR.LUCKY.007 paisa kitna lag jayega ?
@@fact_by_a_i bhai ne ek video pe bola tha minimum 10k
Yes bro
Kitne Saal ho gaie? Bike?
2 year
Shayad Heating Issue ki Vajah se Oil Grade Change Kiya Bajaj ne
Winter ke liye 10W50 better rahega
Han esliye change kiye hai
Nyu n160 ka usd fork
Purani n160 me install ho jayga kya 😮 please reply 🙏🙏🙏🙏
Yes umeed to puri hai
Pulsar n160 me kitne months ke interval me service karana hota hai?
5 to 6
Isme 20w40 dalwa sakte hain kya
Grade change ho gya hai bhai
Bhai 1 question ha. Mt 15 ka LED drl light n160 ma lag jayega?
Nhi bhai
Bhai n160 20w50 dal skte h koi dikat to nhi hoga
Yes bro
@@techbiker9111 motul wala dal sakte h 20w50 4t7100
Bhaiya aap kitne KM chalane ke baad service karte yo ?😊
5000 to 6000
@@techbiker9111 thank you bhaiya 😁
Kitne km par service karwa na hota hai?
5000 km k as pas
Bhaiya pulsar N160 me 10w50 ya 20w50 kaun sa engine oil achha rahega
10w50
10w50 shell synthetic or Mobil also good.if you want performance....
Thank bro 😊
Welcome bro
Bhaiya ji aap lucknow me kaha service karwate ho.. address bataiyega please..
Alambagh
Bhai N250 ke liye pucha kab tak ayegi???? 😢
Bhai 7 days bol rhai
Bhai Mana Suna ha Keya 20w50 oil Use Kara Sa Engine Bohot jada Hit Hota ha .... oi ya Oill Jo apna chnage kar hara ho oh naya To n160 Aya ha us ka liya hoga .... key ki us me oill Coll System hata Diya kuch update Kiya ha ... or bajaj me 20w40 nahi Dada 10w40 recommended tha ... n160 ke liya
20w 50 bajaj ne sabhi n160 k liya bola hai heat nhi hoga esse
Aapka bike ka book ma kon sa grade dia hai oil ka humlog ka toh 10w40 dia hua hai jisko change karna se sakt mana kar deta. Service centre wala aap ko kasa karna deta hai.
Ye abhi change huva hai
@@techbiker9111 matlab jab hum service karwana jaya ga toh wo 20w50 hi dega samnasa?
Bajaj engine oil is worst nightmare you can have. This motorcycle is way capable with shell helix 10w40. Bajaj ka engine oil hi lagana hay to dominar 10w50 , nehito clutch ka performance bohot jaldi ghat jata hay. Wayse vi isme sirf 4 plates ate hay, 5 deta to sahi rehta....
Acha bhai
@@techbiker9111bajaj ka sb oil ghatiya hota hai 2000/2500 max life but company 5000 chla deti hy isliye bajaj engine reliable nhi hote hy bcz of oil.
Bhai new n160 se bhi best apki n160 lagti hai bohot aapne mainten rakha hai
Thanks bhai
Kya apache 160 4v bs6 me castrol 10w40 dalwa sakte hain?
Bhai bike warranty m hai to baher ka koi mat use kro
@techbiker9111 Bhai bike ko 1.5 years ho chuka hai lekin servicing iski bs shuru ki 2 time interval pr hui hai uske bad km ke hisab se hoti hai, aur next service bahar se hogi
Bajaj ka konsa card hai jisme kam billaya.?
Amc video daali hai esper
Mere n160 me 10w 40 oil toh sahi hai woh ?
Bajaj ne ab change kiya hai ye
@@techbiker9111 koye problem to nahi hoga
Hii Mera question tha ki bike me jo steering ki corn(bearing)set warranty me change hoti he bike 18k chali he aor 1 year 6 month huva he
Nhi paid hai
Bhai Pulsar n150 me kon sa enjan oil padega
Shayd yhi waala
Please check kr ke batana bhai hme 2nd service karna hai na is liye puch rhe hai
Bhai bike 125km/h se upr nhi jaa rhi highway pr bhi 2nd service krvai thi or missing bhi kr rhi h silencer se patake ki awaz aati h kya reason ho skta h iska
125 to thek hai tps sensor check kerwalo
N 250 ka headlight mudi
Lagayega to video banayega uski mudi badi lagti hai n160 se
Same here hai bro
Bhai newly n160 ke liye konsa motul engine oil best rhega batana please
Jab tak warranty m bike hai bajaj ka use kro uske baad motul 10 w 50 kerlo use
Bike kab tak warranty main rhati hai ?
Bhaiya aapke bike mein bhi engine se kit kit ki awaaz aati h???
Han bhai
Vai engine oil grade change hua hai kya ? Mein bangladesh se bolraha hu ek details video bana do vai plz😢
Han huva hai mere 5th service waali video dekho
@@techbiker9111 vai video dekha leken koi source nehi bataya tumne isliye comment kiya koi source pata hain to bata do vai help hoga🥰
N160 kay drls ignition on karna par on nhi hote kya kare?
Nhi
I have a question for n160
Yes bro but new comment kerke puchna
Bhai mere ecu ka problem aa raha rahi self start ke sath woh service centre wale bole ki ecu change karna padega
Han to kerwalo paise mat dena paise ka bole to bajaj ko complain ker dena
Ecu me kya problem h bhai or kaise pta chla
Bhai kis service centre pe kratw ho mai lko se hu btao
Jps bajaj
Nyu wali n160 ka usd rork instal kra lo bhai please 🙏🙏
Yes bro
Bilkul ni chahiye usd fork cost effective ni he
Bhai maine 20w50 dlaya tha sirf 500km chla tha engine oil is engine oil se engine bahut jyada heat ho rha tha toh mujhe 500km sirf chle engine oil ko replace krk 10w50 dlaya toh abhi engine jyada heat bhi ni ho rha baki mere bike ke book me 20w50 recommended h isiliye usi ko dlaya tha service centre wale bhi bole ki isme sirf 10w40 ka lga apse request h ki bike ko 2km chlane ke bd uska engine itta heat ho rha check kr lena bhai❤❤
Sorry 10w40 dlana pda
Normal hai bro mujhe to kuch feel nhi huva
Ek to bhai bajaj ka samjh nhi aata bike banane k itne time baad inko yaad aarha
Mene 2nd service fab me krayi thi me West Bengal Bankura se hu mujhe bhi us time 20/50 Diya engin oil
@@Prakashkumar-xe4iutumhra dusri karon se bike heat horhi hy engine oil grade upgrade krne heat nhi hoti hai cool rehti..10w40 se 20w50 upgrade hua na..waise v bajaj oil bekr hai ekbr motul dalke dekhko zameen ashmaan different lgega 110% sure
bajaj stock engine oil ekdam bekaar oil he. use motul 7100 or 300v
Acha bhai
Vai manual book main to 10w40 recommend hain😅
Change ker diya bajaj ne ab
Fist view and fist like ❤
Thanks bhai ❤️
Pulsar n150 me kon sa enjan oil dalwaye
Bhai n160 ki chain spoket ki price kitni hai
1300 k as pas but sure nhi hu
2100rs
mileage????????????
35 city 40plus on highways
Check my mileage test video
City me aram se chalaoge and highways me 70kmph tak chalaoge to overall full tank me 48kmpl ka milege mil sagta hai easily. (50% city 50% highway)
Chota sa engine hai, zyada speed me nahi chalaoge to accha hi milega milega.
How your service cost is low
Amc le rakhi hai esliye
New N 160 ka USD old N 160 me lag jayegi??
Umeed to puri hai
Why ecu update is important
Bhai jaise phone update kerte ho vaise he ye bhi
But bike ke software update se kya Naya feature add hota hai?
Bhai aap ka fast sarvice me 10w50 dala tha sarvesh centre wala 20w50 nahi aap bhul gye ho
Right bhai sry
Bhai meri bike me bhi handle problem aa rhi h kya karu
Bolt vagera tight kerwalo and wd40 use kerlo
@@techbiker9111 thanks Bhai
250 ml jo extra dala uska charge kaise add kia?
Bhai calculate kerke
Bhai jaisa tu dekha Raha vaise bajaj khali camera 📸 samne kar te hai sarvice Varna tu badh camara Jana koi company ho bajaj bat nai karta koi inte barikese 100 .23 % karte hoge sarive. . Ye dekha to rahe ho sabh ese kam nai karte samja bhaii.
Han bhai
New n160 dikhao bhai
Banai hai bhai and new Lucknow m aai nhi abhi
Bhaiya manual mai 10w40 bataya gaya hai to company wale 20w50 kyu dalte hai?
Company oil chalata nahi jyada and low oil ki light aajati hai ye Wale oil se, motul use kar raha hu currently and I'm facing no issues
Bhai ab grade change huva hai bajaj ne kiya hai
First
Thanks bhai ❤️