सावन सोमवार का व्रत, पूजा, उद्यापन विधि: ruclips.net/video/ct_MA6ckNm8/видео.html चूरमा प्रसाद बनाने की विधि: ruclips.net/video/pLEaYwbNDh4/видео.html सावन का कौन सा सोमवार कैसा फल देता है: ruclips.net/video/DnZ9F9dcBeQ/видео.html 101 दीपदान का फल देता है इस फल की रुई का दीपक: ruclips.net/video/fbtDpGZl25g/видео.html
हमारी शारदा बहन को मेरा प्रेमपूर्ण प्रणाम स्वीकार हो ।आपके द्वारा दी गई जानकारी उत्तम होती है ।हम ये तो नही कहेंगे कि हम आपकी सभी विडियो देखते है क्योंकि समयाभाव रहता है , लेकिन उत्सुकता निरंतर बनी रहती है और हां एक बात और कहनी है आप हंसते मुस्कुराते प्रसन्नता से भरी हुई , ज्यादा अच्छी लगती है देखकर मन खुश हो जाता है ।
दीदी आप को प्रणाम धन्यवाद जो जानकारी दी आप ने सदा बहार पुष्प के बारे में मेरी दुविधा दूर की आप ने पिछले विडियो में आप की जानकारी आप की विडियो बहुत बढ़िया लगती है
आंटी आपकी दिए गई इंफॉर्मेशन से हम लोग को बहुत लाभ मिलता है और आप ऐसे ऐसी वीडियो और अपलोड करें क्योंकि हम लोग को जीवन के लिए बहुत ही लाभदायक है आपकी वीडियो
Madam, first Tuesday sawan me agar ghar me sutak (relative me bachche ka janam) ityadi ho to kya dusre tuesday se mangla gauri Vrat start kar sakte hain.
Thnx alot ....aap k guidelines se bahut help milti hai jaise ghar k bade log guide karte ho bahut si baatein jo pata nahi hoti Aapje dwara hum jan pate h
I love sawan ka mahinaaa I love shivji Parvati maaiya I love shivji ji pariwar apne prano see zada.💓❤️💕💖💗💙💛🧡💜💝💞💗💌❣️💟❤️💓💛🧡💕💜💖💗💝💞💙❤️💓💛💚🧡💜💕💖💗💝💞💙❤️💚💓💛💜💕💜💖💗💝💞💙❤️💚💓💛🧡💕💜💖💗💝💞💙💌❣️💟❣️💌❤️💓❤️💚💓💛🧡💜💕💖💗💝💞💙
Mata ji chrnsprsh Jo ap bta rhi vrt ke liye Meri pdosi hai vo bhi aise hi vrt rhti hai mai mna bhi ki pr vo mujhe bhut sari idhr udhr ki bate bta di aur thank you so much jo ap ne ye bate btayi vrt ke liye
Aunty ji mujhe aaapke videos bhaut ache lagte hain ....Apke saare videos hamare roj marra ki zindagi me bahut labhdayak hote hain ......... 👏👏👏👏Love from #lucknow
🙏 shiv ji koi bi vart krte h us ko pardosh time me khote h kya , jese somvar ka vart, Pardosh ka vart, psupti naath ka vart , plzzz btana ki shiv ji vart kb kholte h or shiv ji ke mander me shivling par syam ko jal chda skte h kya plzz btana
Didi ye batao aap ki mitti ke shiv ji hr monday bisrjan kre ya har monday ke ek sath last me bisrjan kr skte hai..plz di reply jldi..keuki savan aane bala hsi
PRANAAM Mata ji🙏😊. Mata ji , hum jo bhagwaan shiv ko pooja mein shrifal( Nariyal ) arpan karte hain, usse hum khaa nahi sakte toh kya usko Jal mein visarjit kar dena chahiye ya phir kisi aur ko de dena chahiye. Kripya batayen🙏
Namaste aunty mujhe pure mahine vrat rakhana hai kaise rakhu lockdown ki vajah se mandir nahi jaa sakati hu par ghar me shivji ki shivling ki photo hai kya ghar me pooja kar sakati hu?
Manglagauri vrat sawan me karte hai.mujhe is vrat ke bare me aj pata chala.sawan ka ek mangalwar beet gaya to kya ab bhi mai is vrat ko kar sakte hoon?
Mam m subh jldi pooja krti hu ,or fool sb to mri sasu ma lati h to wo late uthti h 7,8 bje tk or mri pooja 5,6 bje tk ho jati h ese m ,,,mje white fool se pooja ni kr pati,jo apna laal fool hota h vhi bhgwaan ko chdhati hu ,,,or sasu ma ko to belptr , white fool sb wo le aati h tord kr or apna pooja krti h....to kya m us fool ko dho kr jo sasu ma chdhai hui hoti h vhi fool ko dho kr white fool agle din pooja kr skti hu kyaaaa pls btaiyeeeeee🙏🙏🙏🙏🙏
Sawan me mangalwar ko Gauri mangla brat ka vidhan hai iske barre me kuch bataye....kya sawan ke sombar Ka vrat karke Uske agle din Gauri mangla vrat Kar sakte hai
Maa ji apke mere pure parivar ke side se bahut bahut pranam aap apna ashirvad hmare upar isse trah ki jankari ke tour pe bnaye rakhiye aur aap kaise h ...bhaiya bhabhi and uncle ji sab kaise h .....humsab ke side se apko bahut bahut pyar love you a lot maa and beautiful lagg rahi ho hmase ki traha
Savana ke krishna paksha ke somvaar se hi aap vrat suru kare, ghar par shivlinga naa laaye, aap mandir jaa kar pooja kare yaa is video ki tarah ghar par hi pooja kare ruclips.net/video/XFObf-RftH4/видео.html
Pranaam Mata ji🙏. Mata ji , Humne bohot logon ko dekha hai ki jab wah sabh sawan k somvaar ka vrat karte hain toh subah pooja k upraant chai pee lete hain aur dopahar k wakht phal kha lete hain aur shaam ko phir Anaaj Grahan kar lete hain. Kya aise vrat karna thik hota hain. kripya hamara jawab dijiye ga🙏🙏
Aunti g namaste kaise ho aap mujhe aapse puchna hai ki aaj sawan somwar ka Pradosh vrat hai to kya mai sirf iss vrat ko rakh sakti hu ya mujhe sawan ke baki somwaar ka vrat bhi krna padega Mai iss somwar phele kisi sawan somwaar ka vrat nhi kiya hai please jaldi btaye
Maa ji, kya asudhata K karan mandir na jasKe....mai akely rehte hu ...to ye sankalab kise pura kare.... Aur ek sawal aur hai purnima mai sawan ka vrat bisarjan karke ausdin vrat vi karna chahiye.... Apne se bisarjan kiya jasktaha bina pandiji K mandir mai somko mai puja kartehu
@@AsanZindagi Maa ji mai ye kehna chati hu, mins Ke samye mai agar sombar Ke din mandir na jasaku... Wasai mai bahar mai akely rehtihu to somvar vrat mai karsakti hu mins k time.....purnima mai sombar vrat ka bisarjan karke vrat vi karna chahiye
Bahut badhiyaan Mausi.... Main wait karunga apke hariyaali teej geet ka..... Meri wife nirjala vrat kaise pregnancy me karegi??? Plzzz mausi reply Karen... Zid hai ki wo hariyaali teej nirjala karna chaahti hai kyunki hamesha nirjala vrat ki gain.... Pr pregnancy me kaise... .. Koi vikalp bataaiye.....
Bm bm bhole jai bholenaath Jai mata di Ghar ke main gate par (lohe ka) kya badhe jisse Ghar me khushali aye aur nakaratmak urja pravesh na kar paye Grih pravesh ka ek video bhi banaye
aise me aap koi pooja, daan ya praad grahan naa kare kuch bhi meetha khakar paran kare pooja ki chauki kisi aur se hatava le aur daan bhi ghar me kisi aur se karawa de
Pranam mata ji🙏🏾 mere pariwar me mirtu sutak lga hai to 21 din tk puja n krte ...to starting ka savan somvar chut gya mera to kya sirf 4or 5 kr skte hai kya
सावन सोमवार का व्रत, पूजा, उद्यापन विधि: ruclips.net/video/ct_MA6ckNm8/видео.html
चूरमा प्रसाद बनाने की विधि: ruclips.net/video/pLEaYwbNDh4/видео.html
सावन का कौन सा सोमवार कैसा फल देता है: ruclips.net/video/DnZ9F9dcBeQ/видео.html
101 दीपदान का फल देता है इस फल की रुई का दीपक: ruclips.net/video/fbtDpGZl25g/видео.html
Ok
Ddd
Maam please jo baccha k liye try kar rahe hai aur ho nahi paa raha unke liye kuch upay wali video banae please.
Ladu charah sakte hai sholh sombar ki brat me khasak te hai
mam Raksha Bandhan kitne baje se start hogi
हमारी शारदा बहन को मेरा प्रेमपूर्ण प्रणाम स्वीकार हो ।आपके द्वारा दी गई जानकारी उत्तम होती है ।हम ये तो नही कहेंगे कि हम आपकी सभी विडियो देखते है क्योंकि समयाभाव रहता है , लेकिन उत्सुकता निरंतर बनी रहती है और हां एक बात और कहनी है आप हंसते मुस्कुराते प्रसन्नता से भरी हुई , ज्यादा अच्छी लगती है देखकर मन खुश हो जाता है ।
दीदी आप को प्रणाम धन्यवाद जो जानकारी दी आप ने सदा बहार पुष्प के बारे में मेरी दुविधा दूर की आप ने पिछले विडियो में आप की जानकारी आप की विडियो बहुत बढ़िया लगती है
नमस्ते दीदी हमेशा की तरह आज भी आप ने बहुत अच्छी जानकारी दी धन्यवाद।
आंटी आपकी दिए गई इंफॉर्मेशन से हम लोग को बहुत लाभ मिलता है और आप ऐसे ऐसी वीडियो और अपलोड करें क्योंकि हम लोग को जीवन के लिए बहुत ही लाभदायक है आपकी वीडियो
Madam, first Tuesday sawan me agar ghar me sutak (relative me bachche ka janam) ityadi ho to kya dusre tuesday se mangla gauri Vrat start kar sakte hain.
Maidam ji Sach mai Aap jindgi ko Aasan bana daiti hai
Apka bahot bahot abhar ma'am ap itani achi information dete hai or sab say achi baat hai ap sabhi ke sawalo ko jawab zarur dete hai 🙏
जय श्री कृष्णा दीदी बहुत अच्छी जानकारी दी आप ने आप की बाते बहुत अच्छी लगती हैं दीदी
Om Namah Shivaye 🙏. Bahut dhanyawad itni mahtvpurn jankari ke liye. 🙏
Thnx alot ....aap k guidelines se bahut help milti hai jaise ghar k bade log guide karte ho bahut si baatein jo pata nahi hoti Aapje dwara hum jan pate h
Bht Achhi jankaari dene ke liye aapka bht bht Dhanywaad 🙏🙏😊😊
Nice information 🙏🙏but Gold/Silver/Parad Shivling pe chada prasad kha sakte h ...
I love sawan ka mahinaaa I love shivji Parvati maaiya I love shivji ji pariwar apne prano see zada.💓❤️💕💖💗💙💛🧡💜💝💞💗💌❣️💟❤️💓💛🧡💕💜💖💗💝💞💙❤️💓💛💚🧡💜💕💖💗💝💞💙❤️💚💓💛💜💕💜💖💗💝💞💙❤️💚💓💛🧡💕💜💖💗💝💞💙💌❣️💟❣️💌❤️💓❤️💚💓💛🧡💜💕💖💗💝💞💙
Vibhore Pandey in ju
Saven,geet
Mata ji chrnsprsh
Jo ap bta rhi vrt ke liye Meri pdosi hai vo bhi aise hi vrt rhti hai mai mna bhi ki pr vo mujhe bhut sari idhr udhr ki bate bta di aur thank you so much jo ap ne ye bate btayi vrt ke liye
Aunty ji kripya ye btaye ki pregnency me mahadev ji ki puja ni kr skte h kya..ya fr rudraavisek ni dekh skte h ?? Plz btaye ..... From bihar
Mata ji pernaam aapki saari vidio bhut hi jaankari wali h aur aapke semjhane ka trika bhut bdiya hotel h👌👌👌👌👌
Mamaine Apke btaye anusar mkan prapti upay arambh kiya . But dusre din date a gyi to ab Kya kre . Next shanivar se start kru fir se .
ji ha kar skti h
बहुत अच्छा लगा आपका विडियो 🙏🙏
Didi aap bhut ache ho jb aap bolte ho me aapko bta rahi hu puja me kya kre kya na kre bhut ❤️lagte ho bolte hue 🙏🙏👌👌❤️❤️❤️
Aap ko main maa Bula sakti hu apki bat sunkar mujhe apni ma jaise lagti hai thank u ma sabko sahi Rasta dikhane k liye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏Jai mata di
ji ha jarur maa bula skti hai..
Dhanaywad Di 👍👌🙏 hmari sanskrity ko bachay rakhne m aap jese bhai bahno ki mehnt jaroor rang layegi,Varna log San bhulte arahe hain
dhanyvad mata jo. .itni achhi jankari ke liye. .
Thank🙏💕 you mam. Kitni pyari information diya aapne.
Wish you very very happy 1st Monday month of savan aanti ji
Aunti ji ap bhut achi 2 baate batati hn thankyou so much
Mata Ji Pranam Hum Shivling ghar ke mandir mein rakh sakte hain Yeh balcony mein rakhen
Pranam aunty ji 🙏 bahut dhanyawad aapka itni achi jankari ke liye
Aunty ji mujhe aaapke videos bhaut ache lagte hain ....Apke saare videos hamare roj marra ki zindagi me bahut labhdayak hote hain .........
👏👏👏👏Love from #lucknow
हमें ये जानकर बहोत खुशी हुई, ऐसे ही बने रहिये हमारे साथ😊
प्रणाम जीजी... मैं लगभग 12 वषाॆ से हर सोमवार का वृत कर रही हूँ.कृपया मुझे बताये की मुझे उद्यापन करना चाहिए या क्या करना चाहिए
आप ये वीडियो देखे
ruclips.net/video/99S2rDqxtMw/видео.html
Aunty ji mai savan ma her sunday ko shivling bana kar monday ko bann kar tuesday ko viserjan kar sakti hu
Bahoot aachi jankari dii aapney aunty ji thank u
Prenam mata ji🙏🙏🙏
Mata ji kya sabanmain hum baibhav laxmi maa kay brat ka udhyan kar skte han humare pure ho gye han,ya fer rok den aglay mahine kren
Aap ye batao di jis monday ko subh puja kre fir uski monday ko shaam tk bisrjan kr de kya
ji ha
Thnx aunty..shi trika btane k liye me apke sare video dkhti hu....
🙏 shiv ji koi bi vart krte h us ko pardosh time me khote h kya , jese somvar ka vart, Pardosh ka vart, psupti naath ka vart , plzzz btana ki shiv ji vart kb kholte h or shiv ji ke mander me shivling par syam ko jal chda skte h kya plzz btana
Aap ko sun kar he man khush ho Jata hai Charan spares
Didi ye batao aap ki mitti ke shiv ji hr monday bisrjan kre ya har monday ke ek sath last me bisrjan kr skte hai..plz di reply jldi..keuki savan aane bala hsi
aap pooja ke baad har monday visarjan kare
Thanku vry much ....aap har questions ka reply krti hai..
PRANAAM Mata ji🙏😊. Mata ji , hum jo bhagwaan shiv ko pooja mein shrifal( Nariyal ) arpan karte hain, usse hum khaa nahi sakte toh kya usko Jal mein visarjit kar dena chahiye ya phir kisi aur ko de dena chahiye. Kripya batayen🙏
Apple dhvara brat ki jankati dene ke lie bahut-bahut dhanybad
Namaste aunty mujhe pure mahine vrat rakhana hai kaise rakhu lockdown ki vajah se mandir nahi jaa sakati hu par ghar me shivji ki shivling ki photo hai kya ghar me pooja kar sakati hu?
ॐ नमः शिवाय 🙏
बहोत बहोत अच्छी जानकारी है मां जी धन्यवाद 👌👌👍🙏🙏
Manglagauri vrat sawan me karte hai.mujhe is vrat ke bare me aj pata chala.sawan ka ek mangalwar beet gaya to kya ab bhi mai is vrat ko kar sakte hoon?
ji ha kar skti hai
Mata Ji Pranam Hamesha Ki Tarah Aaj Bhi aapane bahut acchi Jankari De dhanyvad
दीदी , सावन में यदि चार ही सोमवार आए तो क्या एक सोमवार भादो का मिलाकर पांच करना चाहिए या चार ही व्रत करें ,बताएं
Aise me 4 somvar hi vrat kare.
Garbhavati mahila kaise puja kare
क्या खीर के साथ पूरी या चपाती खा सकते हैं? व्रत के दिन।
ji ha
@@AsanZindagi thanks
Thanks
Amma ji aap ke btaye niyam se hamne somwar vart rkha niyam se 16 somvar puja kiya ab 9 sal bad more pet Bachcha aaya
Pranam mataji ye bataiye ki puja me chadaye huye paisa or sringar ki samgri ko kya karte h.mandir me dena chahiye ya apne pass rakhana chahiye.
kuch mandir me de skte h
Mam m subh jldi pooja krti hu ,or fool sb to mri sasu ma lati h to wo late uthti h 7,8 bje tk or mri pooja 5,6 bje tk ho jati h ese m ,,,mje white fool se pooja ni kr pati,jo apna laal fool hota h vhi bhgwaan ko chdhati hu ,,,or sasu ma ko to belptr , white fool sb wo le aati h tord kr or apna pooja krti h....to kya m us fool ko dho kr jo sasu ma chdhai hui hoti h vhi fool ko dho kr white fool agle din pooja kr skti hu kyaaaa pls btaiyeeeeee🙏🙏🙏🙏🙏
Aunty ji sombar ko shivling bin puja kiya visarjan kasha kar sakta ha
Mam maine pura savan ke vrat rakhe h lekin sham ko khana khati hu pratha sabji to koi problem to nai h
Ap ki back side ki location atti Sundar he . Aparajita flowers aur green patte
बहुत ही रोचक जानकारी👌👌
Bahut dhanyabad aunty ji
Chachiji pranam, kya rat m choori phn skte hai? Reply kre, m wait kr rhi hu plz chachiji jaldi btaye. 🙏
Sawan mahine khatam hone ke bad green churi ka kya kare..please reply
धन्यवाद मेंरी माँ❤❤❤
Mata ji aapse puchna tha ki main 6 mnt pregnant hu kya main puja kr sakte hu ki nh pls btaiye
क्या सावन में कुंवारी लड़कियां हरी चूड़ियां डाल सकते हैं हाथों में प्लीज जरूर बताइए
Mai aaj ashud hu to kya 2nd somwar ko wart kru aur 4th se 16 wale kru rply
नमस्ते दीदी क्या हरितालिका तीज ब्रत सलबार सूट में कर सकते है?
ji ha sir ko dhak kar puja kare
Maam kya savan k mahine me dhudh , dahi, lahsun pyaj khane ka ya nhi
Aunty ji shivling ka sath ma parvati ke bhe partima bannana chaiya yea nhi
You are looking awesome in green...
Aunty Maine vaibhab Lakshmi vrat shuru kiya hain shraban se... Kya yeh thik hain?
Ji ha theek hai.
Sawan me mangalwar ko Gauri mangla brat ka vidhan hai iske barre me kuch bataye....kya sawan ke sombar Ka vrat karke Uske agle din Gauri mangla vrat Kar sakte hai
ruclips.net/video/u6ASzW4ltXA/видео.html
Jai shri ganesha 🙏😊 please बताये घर पे लाये crystal के शिवलिंग की प्राण प्रतिष्ठा कैसे करे !?
sbhi shivling ka ek jaise pranpritshta hota hai..
Sanivar manglvar aur brahspativar ko bhi dhona chahiye aur ye bataye ki bal shampoo se dhoye ya nahi plase reply me
ruclips.net/video/2OVDMRriTGk/видео.html
Om namah shivaya mam Better relationship family upay bataye kya hai husband brother son upay bataye kya hai g
सावन के सोमवार में पूजा की सामग्री क्या-क्या चढ़ाएं मां इसे जरूर मुझे बताएं
ruclips.net/video/ct_MA6ckNm8/видео.html
ruclips.net/video/ct_MA6ckNm8/видео.html
Parnam aunti ji
New churi kis din pahanna chahiye
Please bataiye
aap mangalvaar ke alawa kisi bhi din pahan sakati hai
@@AsanZindagi Thankyou AUNTI ji
Thanks auntie 🙏🙂
Sister ji kya miti ka shivling bna kar usko agni me pkka skte h qki mini se bna shiv ling pani darte hi ghul jata h pani me so plz jarur btaye🙏🙏
Nice video Mata ji
Very nice video and Thanks mam 🙏🙏
aunty ji plz reply....kya pregnancy me shiv pujan kr sakti hu..
ghar me puja kar skte h
पश्येम शरदः शतम् ।।१।।
जीवेम शरदः शतम् ।।२।।
बुध्येम शरदः शतम् ।।३।।
रोहेम शरदः शतम् ।।४।।
पूषेम शरदः शतम् ।।५।।
भवेम शरदः शतम् ।।६।।
भूयेम शरदः शतम् ।।७।।
भूयसीः शरदः शतात् ।।८।।
Maa ji apke mere pure parivar ke side se bahut bahut pranam aap apna ashirvad hmare upar isse trah ki jankari ke tour pe bnaye rakhiye aur aap kaise h ...bhaiya bhabhi and uncle ji sab kaise h .....humsab ke side se apko bahut bahut pyar love you a lot maa and beautiful lagg rahi ho hmase ki traha
Ghar me shivling kb laye....aur sawan somvar ka phla to krishna pasha me pdta h to kya rakhe...ya sukla paksh vale se suru kre
Savana ke krishna paksha ke somvaar se hi aap vrat suru kare, ghar par shivlinga naa laaye, aap mandir jaa kar pooja kare yaa is video ki tarah ghar par hi pooja kare
ruclips.net/video/XFObf-RftH4/видео.html
Mam ham jal subeh ya sham kab chdhaye plz reply kar dijiye kyonki kal se hi vrat shuru ho raha hai
subh abhisek kare
sham ko dip jlaye
22 july se vart suru ho rha hai
Thank you mam
Namaste auntiji
Savan me multani mitti ka shivling banaya h to shivling ko ghar k mandir me rakhkar hi pooja karni h?
ji ha
Mem..somvar ke vrat m subah jagte time tea pee skte h kya aur uske bad pure din vrat rakhe ..pls btaiye mem its request
ji nhi aisa na kare
puja ke bad chay piye..
Pranaam Mata ji🙏. Mata ji , Humne bohot logon ko dekha hai ki jab wah sabh sawan k somvaar ka vrat karte hain toh subah pooja k upraant chai pee lete hain aur dopahar k wakht phal kha lete hain aur shaam ko phir Anaaj Grahan kar lete hain. Kya aise vrat karna thik hota hain. kripya hamara jawab dijiye ga🙏🙏
ji ha, aap dopahar me fal aur sham ko meetha bhojan kar sakate hai
Namaskar ji
Mein Hanuman chalisa path karta hu lekin kabhi kabhi duty k shift time hone se miss ho jata hai kya ye galat hai? Iska hal bataye kripya..
ji nhi galat nhi h
Kya samay change kar hone se problem hai?? Aur me Shiv ji k koi mantra vi jaap kar sakta hu??
Aunti g namaste kaise ho aap mujhe aapse puchna hai ki aaj sawan somwar ka Pradosh vrat hai to kya mai sirf iss vrat ko rakh sakti hu ya mujhe sawan ke baki somwaar ka vrat bhi krna padega Mai iss somwar phele kisi sawan somwaar ka vrat nhi kiya hai please jaldi btaye
iss somwar ke sath ap baki somvar ka bhi vart kar skti hai
Mam dusa mata or gaaz beez vrat udyapan batae
sneha Soni \|xx
Dhanyawad aap ka bhut bhut
Dhanywad mataji itni achi jankari dene ke liye 🙏🙏
Thank you aunty ji, bahut achi jankari....
Sanjita roy.thank you sarada didi.
Maa ji, kya asudhata K karan mandir na jasKe....mai akely rehte hu ...to ye sankalab kise pura kare.... Aur ek sawal aur hai purnima mai sawan ka vrat bisarjan karke ausdin vrat vi karna chahiye.... Apne se bisarjan kiya jasktaha bina pandiji K mandir mai somko mai puja kartehu
aapka prashna spasta nahi hai
@@AsanZindagi Maa ji mai ye kehna chati hu, mins Ke samye mai agar sombar Ke din mandir na jasaku... Wasai mai bahar mai akely rehtihu to somvar vrat mai karsakti hu mins k time.....purnima mai sombar vrat ka bisarjan karke vrat vi karna chahiye
Mata ji kavd lane ke baad or jal chdane ke baad lahsun piyaj ka chok aaj lga saktey hai ya nhi please mata ji jroor btaiyega
ji ha lga skte hai
Bahut badhiyaan Mausi.... Main wait karunga apke hariyaali teej geet ka..... Meri wife nirjala vrat kaise pregnancy me karegi??? Plzzz mausi reply Karen... Zid hai ki wo hariyaali teej nirjala karna chaahti hai kyunki hamesha nirjala vrat ki gain.... Pr pregnancy me kaise... .. Koi vikalp bataaiye.....
agr tbiyat thik hai to nirjla vart kare
lekin kamjori hai, to flahari vart kare
baby ka b dhyan rakhe..
Thank you Mausi.....
You are really good...... Apke video Se use bahut prerna milti hai....
aj phli somwar ki apko hardik shubhkamnae aunty g🙏😇 bhgwan Apki sbhi mnokamna puri kre
Bm bm bhole jai bholenaath
Jai mata di
Ghar ke main gate par (lohe ka)
kya badhe jisse Ghar me khushali aye aur nakaratmak urja pravesh na kar paye
Grih pravesh ka ek video bhi banaye
ruclips.net/video/a1NN_6sOI9Y/видео.html
Ghar ke main gate par aam ke patte ka toran bandhe
Kitne acche se btati hain aap . jai bhole nath
Nice
Information ke liye thanks aunty ji
Ma'am pls reply...agar teeja k sham k puja k baad agar subah k puja k pahle asudh ho gye to Kya krna chahiye.....
aise me aap koi pooja, daan ya praad grahan naa kare kuch bhi meetha khakar paran kare pooja ki chauki kisi aur se hatava le aur daan bhi ghar me kisi aur se karawa de
Thank u so much maa ji.....aise hi acchi acchi baate hame btate rahiye thank u
Pranam mata ji🙏🏾 mere pariwar me mirtu sutak lga hai to 21 din tk puja n krte ...to starting ka savan somvar chut gya mera to kya sirf 4or 5 kr skte hai kya
Ji ha, aap kar sakate hai
@@AsanZindagi thanku😊