Sada tractor hai, DI karwa rakha hai, pto gear speed aur engine speed match nahi kar rahi, dusra Rotavator ke rpm jyada hain, tractor ki pto speed se match karwao
265 ke sath Mena 7 ft rotivater chal bhut Bari..jab jady garem hu jety Thai tu esa 5 mint rok kar de far chaly hai.hight ke 1 gar me chaly kr dakh bhai
92 to di aa gye the ye to international he
Sada tractor hai, DI karwa rakha hai, pto gear speed aur engine speed match nahi kar rahi, dusra Rotavator ke rpm jyada hain, tractor ki pto speed se match karwao
Bhai Rotavator ki गरारी चेंज कर के देख लो।
High 1st mai hai bhai
Nice video sir ji
Thanks bhai
Ye to 1991 ke baad aye hi nahi
Hamare pass Mahindra 275 Teju 2002 model hai Aaj Humne 8 futa rotawaiter Se Chanak ki Bajai Ki Hai
Gear kon sa hai bhai man hi nahi sakta isme bahot jyada takat hai 99 mai 475 ata tha ye inter hai toh 91 se pehle la hoga
Ha yaar is tractor me bohut power hota hai humare pas bhi tha inter legendry tractor
Bhai 1999 me to di the
Bhai tractor signal klach hone ki waje se dabta h pahle rutaveter ko chala k fir lifat ko niche rakho
Thanks 👍
Ye purana model h 90 ke aas pas ka. Ye heater wale aaye the. Pr ab isme ingine di ka dlwa rkha h.
16#19 ka ger dal do ji
Gear bada hai
265 ke sath Mena 7 ft rotivater chal bhut Bari..jab jady garem hu jety Thai tu esa 5 mint rok kar de far chaly hai.hight ke 1 gar me chaly kr dakh bhai
Rotavator k rpm bhi match nahi hain
ye tractor jogad se bnaya h. 99 modal nhi 89 modal international h. es pagl driver ko malum nhi h.
Mera framtrack 30 isse Accha rotovator chalata hai
Yo 35 hp hai
Ye Wala rotavator mera escort 335 josh aaram se Chala leta hai
Mere pas es ke sath ka tractor b 275 international 9 feet rutaveter par chalta h rutaveter belku new h Mahindra ka hi h
Tractar bekar hai ye