Bahut hi achha video dala.bhaiya ji Aapne. Ab hum BHI isi Tarah service .karenge aal scooty ki.......aap bahut ache hen .....itna samjhakar koi Nahi batata🙏🌺🌿🌼🥀humari BHI choti si bike service senter hai MP distic dindori shahpura me ...om sai service
आप सही काम कर रहे है। Cvt और clutch cover ke anther kayi log oil aur grease ke istemaal karte hei, jo iskeliye bahut hanikarak hei। कुछ मैकेनिक इतने स्मार्ट है कि सीवीटी रोलर में भी ग्रीस डाल कर गाड़ी को सत्यानाश करते है। बेचारा ग्राहक पैसे देकर अपनी गाड़ी बर्बाद करते है। आप सही कमकर रहे है भगवान आप को भला करे
मैंने पहली बार youtube पर इतना बढ़िया video देखा है I बहुत ही अछे तरीके से आप ने समझाया , ख़ास बात है की आपने कौनसा tool इस्तेमाल किया ; याने की किस नंबर की tommy spanner use की , वो भी बड़े ही अच्छे से स्पष्ट किया I आप को मैं Indian Chrisfix की उपाधि देना चाहूँगा I Chrisfix भी एक engineer हैं जो cars पर काम करते हैं I उनके videos देखिएगा , तो आप समझ जायेंगे मैं क्या कह रहा हूँ I यदि आप देहरादून में हैं, तो मैं आप से अवश्य मिलना चाहूँगा I मेरी शुभकामनाएं और बहुत बहुत बधाई I
Fanney Khan mechanic ho bhai tum aise tez mechanic k yaha bike /scooter theek karane mein maza ata hai ....bas Sunday ka din ho gup shup aur chuski aur kuch gyan ki batein aur baton baton mein gadi fir se renew. Aala video thi ye ek number!
bohot acchi video h bhai aapne meri problem solve kardi meri bhi hero maestro old model me problem aa rahi thhey but aapka video dekh ke mujhe solution mil gya. Aur ek aur baat bhai scooty pe aur videos banate rahe kyuki scooty se related bohot kam hi videos RUclips pe hai.
Bhai apko maestro p aur videos banane chahiye This video was really very helpful because most of the times scooty service ache se nhi ho pati but now I get to know what is complete service
Belt n age ke gear me chhote chhote 6 ball ate he vo BHI check karana hota he Kai michenic karate he n picche ke chhar me hishane chal Jata he Naya dalate he Kai michenic or merry scooty age Nahi badha rahi to michenich kahata he carborater me point ata he vo Letha wale se ata padana padega n chhed karana padega 200 kharacha batata he kya Karu please advice if posibal today reply.thanks nice vedio
Meravhi same prblm hai vai, sab kuch naya change kiya clutch belt, pad,goti,carburetors firbhi pulling ma prblm hae, thora thora miss vhi karta hae eska kya solutions hae plz batadejeya.
Activa aur maestro ki pickup mey farak hai aur iska karan hai cylinder valve small hao maestro k. Tou kya activa ka cylinder maestro mey nhi lag sakta ... maestro ki yehi ek kami hai aur sabsah badi kammi hai
Bhai perfect video banai aapne poori jaankari di topic ke related jo aacche RUclipsr dete hai Aap aise hi video banate raho 1000😊😊😊😊👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
sir activa 125 top speed prob aa rhi and gear me h reh yatti hey ( N ) nhi hoti kbi kbi . Clutch bilkul clean Karke dala hai Fir Bhi problem a rahi hai
bhai mujhe aapki video bhahut achi lagi bhai ek video pulsar 150 full engine fitting ka banana video katna mat bhai 2,3, part me bna dena lekin katna mat👏🙏👍
Aage bhaiya aap ko video banana chahiye aur Janna chahta hi ki Activa scootery mein water dulai service karne par CDI short ho sakti hai kya is par video banakar jarur batana yeah comment karke batana dhanyavad Jai Hind
bhaiya mera access 125 ka initial pick up meh ye problem aa raha hai ..start hote hi accelerator mrne se aage ni jaati hai.. aur thoda maarna pdta hai .. yahi problem hai kya? lekin initial pickup k bad sahi hai sab kuch ..
Bhai filter Naya dala vo safa Nahi ho ta.scoopy pap to michenik dikarta he lekin old scooty Jo aty thi vo koi repair Nahi karta.isy vvjah se achhi chalty thi vo bandha padi he muje is ke Siva koi gadi chalana Nahi ata me bahut paresan ho exilater dene ke bad bhi age Nahi badhaty mechenik me Kaha belt tuta ho ga ya kharab ho ga to me khud kholdiya belt achha he lekin belt vapash laga Nahi Sakta to belt kese lagana vo vedio banavo me apka abhari hunga.bakisab Apne bataya vo me Kar lunga.lekin ye sab Karne ke ba BHI belt ke bina to chalega hi Nahi na.please reply
Sabse alag video banaye ho bahot jaldi samajh aagya thak u bhaiya or bhi videos banaye bahot helf milta hai thanks increase video banaye
Bahut hi achha video dala.bhaiya ji Aapne. Ab hum BHI isi Tarah service .karenge aal scooty ki.......aap bahut ache hen .....itna samjhakar koi Nahi batata🙏🌺🌿🌼🥀humari BHI choti si bike service senter hai MP distic dindori shahpura me ...om sai service
आप सही काम कर रहे है। Cvt और clutch cover ke anther kayi log oil aur grease ke istemaal karte hei, jo iskeliye bahut hanikarak hei। कुछ मैकेनिक इतने स्मार्ट है कि सीवीटी रोलर में भी ग्रीस डाल कर गाड़ी को सत्यानाश करते है। बेचारा ग्राहक पैसे देकर अपनी गाड़ी बर्बाद करते है। आप सही कमकर रहे है भगवान आप को भला करे
मैंने पहली बार youtube पर इतना बढ़िया video देखा है I बहुत ही अछे तरीके से आप ने समझाया , ख़ास बात है की आपने कौनसा tool इस्तेमाल किया ; याने की किस नंबर की tommy spanner use की , वो भी बड़े ही अच्छे से स्पष्ट किया I आप को मैं Indian Chrisfix की उपाधि देना चाहूँगा I Chrisfix भी एक engineer हैं जो cars पर काम करते हैं I उनके videos देखिएगा , तो आप समझ जायेंगे मैं क्या कह रहा हूँ I यदि आप देहरादून में हैं, तो मैं आप से अवश्य मिलना चाहूँगा I मेरी शुभकामनाएं और बहुत बहुत बधाई I
David Domingo thank you sir
Meri activa 60,000km he 8 saal ho gaye lekin ye service abhi tak nahi ki.....ab kraunga jake thank you.. broo
Aap aur vhi asi video banaye jo hamare liye bohute hi helpful rahega. thankyou sir
भाई बहुत अच्छी जानकारी दि आपने👏👏
Bhaijaan thanks u so much.
Plz make that kind videos.
It's very use full
Fanney Khan mechanic ho bhai tum aise tez mechanic k yaha bike /scooter theek karane mein maza ata hai ....bas Sunday ka din ho gup shup aur chuski aur kuch gyan ki batein aur baton baton mein gadi fir se renew.
Aala video thi ye ek number!
Aap ko vidio jaroor banana chahiye aap ka samzane ka tarika bahot acha hai
Nhi aap ruko mat banate raho apki video se ham sabhi bhai log khus h kyuki ek sikh milti h.tq
bohot acchi video h bhai aapne meri problem solve kardi meri bhi hero maestro old model me problem aa rahi thhey but aapka video dekh ke mujhe solution mil gya.
Aur ek aur baat bhai scooty pe aur videos banate rahe kyuki scooty se related bohot kam hi videos RUclips pe hai.
Udit Verma yar mera bhi same problem tha
Bhai apko maestro p aur videos banane chahiye
This video was really very helpful because most of the times scooty service ache se nhi ho pati but now I get to know what is complete service
Sir..gier oil sel ketna kelomiter tk ching karna chaheya...Mari mastro edge gari ka 1000 kelomiter pa kharap huaa tha...
Banao bhaiya jaroor banao .. kaam acha Kiya aapne... Keep it up. Good job
Very good keep it up brothers please make a video Honda Activa 5g completed service
Manish bhai app biek me kaha gaye
U r explanation is sweet. N correct.
Bahut badhiya sir Aage ka video bana na chaahiye
Bhai Bana ni Chahiye video scootey per Aapne acche se samjaya best video h
You have explained us in a simple manner... Thank you
Nice video aur bhi aisi video upload karna taki hume aur bhi jaankari mile
Bhai Bahut achi video banayi hai aapne. Please aage aur bhi video banaiye aap.
Bhai dehradun say ho i subscribed ur channel and very helpful video bhai
सर जी नमस्कार बहुत खुशी हुई आप विडियो बना कर भेजें है युटूप पर
Thanks apka bahut bahut..aap hero maestro scooter ki bhi banao video plz..all services or clutch ke bare mai
Bhai ek dum jhakash lagi mujhe ye video aur video banao plz
Bhai great. very good.
Keep it continue..
Thank u Sir
Self start problem batayiye
Masestro 2011 model ki
Zaroor bnaiye , humesha bnate rhe!
बहुत अच्छा लगा आपका वीडियो दोस्त
Bilkul banaye bhut ache se banai spcially jo prob dikha k batai aise prob bata ke solution bataye
thanks
aapne thodi jaldi complite kiye vidio clip ko
Easy to understand..good video ...very helpful..
Bohot Badiya... Ache se Samjaya.. Schooty pe or video lana or Pep k ly b...
Ramesh Bhardwaj
Keep it up bhai,good work....
Super vdo. Lage raho bhai. Thanks
You are awesome man👨🚒
You should go ahead for other video too
Well made vedio and the presentation was good.
How to solve handle vibrate n over consume petrol pls suggest
Bhai mojay aap ki Yeh video bhout achi lagi or bhi video banao
Bhai bahut acha tha aap jarur banao scooty ke upar vedio
Bhai Maine to like or sub.. Bhi kar diya hai an aap ESE hi sacchi or acchi video banate raho jai hind
Bhai ultimate video aap ko sirf aur sirf Scooty ka hi video banana cahye ...aur khaas kar Hero ka scooty
Yamaha fascino me pickup problem he uske liye bataye
2005 Honda activa same problem bhai..kya Karna work shop mey engine open karney bolthey hey...?aisey karegey tho teek hojayega kya bhai?
Sir which oil add on air filter please suggest me
Thanks Bhai. Keep up the good work. Make more videos to keep customers safe from fraud.
Bhai bauth hi acha video h mazza aa gya
Belt n age ke gear me chhote chhote 6 ball ate he vo BHI check karana hota he Kai michenic karate he n picche ke chhar me hishane chal Jata he Naya dalate he Kai michenic or merry scooty age Nahi badha rahi to michenich kahata he carborater me point ata he vo Letha wale se ata padana padega n chhed karana padega 200 kharacha batata he kya Karu please advice if posibal today reply.thanks nice vedio
Bhai bhaut achha banaya video thanks
Hi
Bahut accha he video.. aage bhi yese acche acche videos banate rahe. Good luck..
Maestro ki pikup activa se kam kyon hai jab ki dono 110 cc ki hai mai bahut pachta raha hoon maestro leke old model
Wonderful expert my friend waiting for next video
Activa ke clutch slave kaise chage karte hai Pura details me batav... please yar
Meravhi same prblm hai vai, sab kuch naya change kiya clutch belt, pad,goti,carburetors firbhi pulling ma prblm hae, thora thora miss vhi karta hae eska kya solutions hae plz batadejeya.
Activa aur maestro ki pickup mey farak hai aur iska karan hai cylinder valve small hao maestro k. Tou kya activa ka cylinder maestro mey nhi lag sakta ... maestro ki yehi ek kami hai aur sabsah badi kammi hai
Wow it was really helpful make more videos on this.
Thanks bro . It's helped me a lot
Nice video upto the point. Please make video about TVS Zest/Jupiter/Wego (engine is same)since there are not more video available. Tnx.
Mast bhaiji... Ek or scoty wire harness or corburator ke bare me
Bahut badhya hy bhaia or bnaye dio scotty ka v
Thanks sir very helpful video and information thanks sir 👌👏🖒🖐
very good bro ...i have also maestro same pick up problem
Gear oil kidhar se dhalane he sír ji
Bahut badiyaa bhii aur banaiyaa bhii scooty ka cahechis ka vidio banayiyee
gear oil keise dalna.aur back wheel
bearing keise replace kare
Handle vibreation aur milege kaise badaye iska video banao... Scutie ka
Hats of u sir .....👌👌👌👍👍👍
Very good keep it up bhai.. do activa HET general service. Plz
Pleasure ka pic up problem hi kya isi video jaisa same condition hota hi pic banane k liye
Awesome Bhaiji. I have Activa 110 cc 2011 model and having same problem.so should I do same for my Activa ?
Bhai aapka kaam best hai. Activa old model ke pickup problem ke baare me video zaroor banaye. Best of luck.
Good video hero maestro edge milage problem kaise solve hoga iske bareme ek video banaiyega thank you
bole to jhakas bro aap aise hi banwao
Bhai meri active 125 cc hai mai usme bhi ese kr skta kyu dono mai jada frk toh nhi haj
220 f mei or 200 ns mei konsa no ka oil dalna chahiye
Irfan Shaikh 220 - Motul 5100 15w50 or Valvoline 4T synth 20w50
nS200- Motul 7100
Bhai perfect video banai aapne poori jaankari di topic ke related jo aacche RUclipsr dete hai
Aap aise hi video banate raho
1000😊😊😊😊👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
its great sir.sir Ihave same problem.In my accsses 125 new model what can Ido.
Mast video hai,aage continue rakho ji
sir activa 125 top speed prob aa rhi and gear me h reh yatti hey ( N ) nhi hoti kbi kbi . Clutch bilkul clean Karke dala hai Fir Bhi problem a rahi hai
You just react on my comment its about 3 years ago 😀
nice video plz aap ye bato ki Scotty me kic k jam kyu Jo jata hai plz
bhai mujhe aapki video bhahut achi lagi bhai ek video pulsar 150 full engine fitting ka banana video katna mat bhai 2,3, part me bna dena lekin katna mat👏🙏👍
Aage bhaiya aap ko video banana chahiye aur Janna chahta hi ki Activa scootery mein water dulai service karne par CDI short ho sakti hai kya is par video banakar jarur batana yeah comment karke batana dhanyavad Jai Hind
Yes bnani chahia, bhot achhi bat btai aapne, thanks
jii ye aapki shop ha knha pe
jii hmee mileage ka problem bhi ha ky aap usse badane ka tariika bta skte ha ky
bhai suzuki swish ka b same hi hoga bhai usme b same ese hi peroblam ho rhi hai
Awesome good idea 👌👌👌👌👌👌
Video bnani chahiye bilkul good job
Handle vibration in Dio vedio banayiye plz..
Thanks bro video banate rahiye bhaii kon rokta hii aapko
You're best Than any other.
Keep it up bro from nepal🇳🇵🇳🇵🇳🇵🇳🇵🇳🇵
Idea borea hai bhai...tnks for imformation...👍👍
Good work bro. Bro plz more make videos pulser 180.
bhaiya mera access 125 ka initial pick up meh ye problem aa raha hai ..start hote hi accelerator mrne se aage ni jaati hai.. aur thoda maarna pdta hai .. yahi problem hai kya? lekin initial pickup k bad sahi hai sab kuch ..
Achhi video hai .Dhanywad sir
Bahut achi he . AR vi video banao
Bhai filter Naya dala vo safa Nahi ho ta.scoopy pap to michenik dikarta he lekin old scooty Jo aty thi vo koi repair Nahi karta.isy vvjah se achhi chalty thi vo bandha padi he muje is ke Siva koi gadi chalana Nahi ata me bahut paresan ho exilater dene ke bad bhi age Nahi badhaty mechenik me Kaha belt tuta ho ga ya kharab ho ga to me khud kholdiya belt achha he lekin belt vapash laga Nahi Sakta to belt kese lagana vo vedio banavo me apka abhari hunga.bakisab Apne bataya vo me Kar lunga.lekin ye sab Karne ke ba BHI belt ke bina to chalega hi Nahi na.please reply
Bhai mera maestro Skuti 40 ka uppar nahi utha he ka karne he ap boliya na please
bhaiya 125 cc pletina ka haaf enj. ka kam kiya hai lekin enjan garam ho rha hai bato kuch bhaiya