Sir meri baby 4 month ki h use jukam khasi nak band hona jese ho gye h kya karu pediatrician ko dikhaya aaj 15 days ho gye h plz kuxh btaye or ulti poti bhi kr rhi h
Hello mam Mera bachcha 8 sal ka hai. Wo 2 sal se rat ko daat bahut kitkitata hai aur rat ko nak bhi bandh rahti hai wo muh se saans leta hai . Daat kitkiane ki wajah se uske dat bhikharab hai. Ma'am main bahot pareshan hu apne bachche ke liye plz ma'am ku6 ilaj btao
Meri baby ki 10 month ki hai 8kg
Sir meri baby 4 month ki h use jukam khasi nak band hona jese ho gye h kya karu pediatrician ko dikhaya aaj 15 days ho gye h plz kuxh btaye or ulti poti bhi kr rhi h
Hello mam. Can you pls make a video exclusively on preterm IUGR babies.
My baby also preterm
Hello mam
Mera bachcha 8 sal ka hai.
Wo 2 sal se rat ko daat bahut kitkitata hai aur rat ko nak bhi bandh rahti hai wo muh se saans leta hai . Daat kitkiane ki wajah se uske dat bhikharab hai. Ma'am main bahot pareshan hu apne bachche ke liye plz ma'am ku6 ilaj btao
Mera 10 month ka boy hai 8kg jama 3,5 tha thik hai kya
12 year boy ka weight 31 kg hai, weight gain nhi ho raha hai kya kare?????
Mari baby 6 month 6 kg ke hai jane ke time 2.5 hai
Meri baby janm ke time 3.75 kgs the 10 week por 5kgs hua hain.. yeh thik hain kya?
Maa baap to samjhate hai graph ko but Jo family members hai unko samjhane ke liye argues karne padte hai😂😂
.
True!
Hello ma’am please ek extreme pre term babies with IUGR & 760 gm weight or less weight k saath born hote hain
Aapka baby bhi iugr h. Kitne month me birth hua aur weight kitna tha plz reply
@ yes sister 29 weeker aur weight was 760 gms only
Ab kaisa h
@@pritysingh2171 abhi bhi home oxygen pe hai 8 months hospital mein raha 1 month se ghar pe hai
Thanks important information
Mam, aap bhut beautiful ho.
My girl birth 1.5 kg tha 34week te hoi se
My 10 month baby weight is 7 kg..... everyone says your baby weight is very less comparatively...what should I give..😢
Meri baby bhi 10 month pe 7.5 h apki baby ka birth weight kitna tha
Kya new born baby ko law suger ho Sakata hai ? Please guide me
Ho sakta hain
Thanks