mai to akele diya tha yrr 11 baje raat me fir bhi reject ho gaya koi bhi nahi tha na hi kisi ki awaaz aa rahi thi Pass kar liya tha pending me tha fir shaam me dekha hu ki reject ho gya hai mujhe lag raha hai ye sab sirf paise khane ke liye kar rahe hain RTO wale. koi bhi voilence nahi kiya tha
Koi nhi brother yesa hota hai bahut logo ke sath aap ek baar fir se LL test ko apply kijiye es baar pass ho jayega. Abhi apke pass chance hai ✌️Don't lose your hope 👍
Abhi test diya same problem aayi muje abhi pending he approval ke liye pta nhi kya hota he Agar reject kr diya to kya karna honga 50₹ deke retest de sakte he ya 350₹ deke wapas test dena honga ?
@@nitinarora2441 bhai pass hone ke baad retest nahi hota hai Wo jab test me fail hote ho aap tab Rs.50 fee lagta hai . New application apply karna padega shayad to fir Rs.350 lagega Khair abhi ek baar RTO Office jake pta karta hu ki bina new application ke ho jayega kya.
mai to akele diya tha yrr 11 baje raat me fir bhi reject ho gaya koi bhi nahi tha na hi kisi ki awaaz aa rahi thi
Pass kar liya tha pending me tha fir shaam me dekha hu ki reject ho gya hai
mujhe lag raha hai ye sab sirf paise khane ke liye kar rahe hain RTO wale.
koi bhi voilence nahi kiya tha
Koi nhi brother yesa hota hai bahut logo ke sath aap ek baar fir se LL test ko apply kijiye es baar pass ho jayega. Abhi apke pass chance hai ✌️Don't lose your hope 👍
Bhai Maine aaj kuch bhi violence nahin akele poora Kamara band karke without sound Diya fir bhi violence detected bata diya
Dubara ll test ke liye aply karo 50 rupya lagega... But ll test ke liye ache se taiyari kar lena
@@GroundLevelVlogger Bhai abhi just message aya approve karke download bhi hogaya
@@UcycyxhcjchUcufyxhfjf kaise
@@UcycyxhcjchUcufyxhfjf kaise?
@@UcycyxhcjchUcufyxhfjf aapne second test di thi ya fir aapka first se he ho gaya tha
Abhi test diya same problem aayi muje abhi pending he approval ke liye pta nhi kya hota he
Agar reject kr diya to kya karna honga 50₹ deke retest de sakte he ya 350₹ deke wapas test dena honga ?
@@nitinarora2441 Retest de sakte hai only 50 Rupee pay karke. I hope esbaar apka successful ho jaye🙏
@GroundLevelVlogger pass ho gya fir bhi violation detected karke pending me chala gya he
Hope wapas 350₹ na bharne pde
@@nitinarora2441 bhai pass hone ke baad retest nahi hota hai
Wo jab test me fail hote ho aap tab Rs.50 fee lagta hai .
New application apply karna padega shayad to fir Rs.350 lagega
Khair abhi ek baar RTO Office jake pta karta hu ki bina new application ke ho jayega kya.
Agar apka 2 ll test attempt ho gya, fir bhi pass nhi huye tab apko firse form ko apply karna hoga 250 dekar..
2 attempt kaise dete h
@@sahildas4500 Repayment karke slot book karke test dijiyega.. Ho jayega ✌️✅