Dost mera ek or channel hai " umesh Helping Hand" ise subscribe jarur kar le dost isme mai jarurat mand logo ki help karta hu dost ... channel ka link description me hai dost ..... please subscribe & support dost
Sir mera ek aur kharabi aa gayi hai make sure your bluetooth wireles connection is working properly and your computer is within range of the bluetooth device or bluetooth enabled computer you are trying to transfer files kaise theek kare laptop mein
Aap ek bar dusre device ko connect karke dekhiye yadi usme bhi same problem aata hai to bluetooth driver ko uninstall karke new bluetooth driver ko install kar ke dekhiye yadi isme bhi thik nahi huwa to phir bluetooth support services ko check kijiye ki on hai ya nahi or yadi isse bhi thik nahi huwa to phir troubleshoot se bluetooth error ko fix kariye troubleshoot har tarah ka error ko fix karne me no 1 hai
Bluetooth ko mobile se connect kijiye or kuch send karke dekhiye yadi ho jayega to samjhe bluetooth thik hai or send nahi huwa to bluetooth me problem hai
DOst, mera window7 me sabkutch hai...USB Bluetooth vee connect kiyaa, control pannel me drivers vee sab hai....services open karke vee sab kutch kiyaa..jo aap ne kahha....firvee add device me kutch vee nahi dekaa raha hai.....mujhe help karo jee. 2 Din huaa try kar raha hoon...hota hi nahi hai.
Aap ek naya device yani ki ek mobile hi jise pahle kabhi bhi connect nahi kiye hai usko connect karke dekhiye yadi ho jata hai to thik hai nahi to mujhe comment kijiye
@@RiyanshTech Ek naya mobile kaa bluetooth on kiya aur dekhaa, connect nahi hotaa hai. Dekiye mera Device manager me - Bluetooth Radios hai, aur nichey Network adapter me - (Bluetooth Device personal Area Network, ) , ( Bluetooth Device RFCOMM Protocol TDI) - Itnaa hai - Device Manager me. [ Aaap dekhiye - aur kutch drivers download karna padegaa, Bluetooth kaa ? Mujhe lag raha hai - aur kutch Device Drivers chahiye.
Ha hardware damage ho sakta hai or software crash ho sakta hai hardware damage hone pe koi solution nahi hai use change karna padega par software kharab hone pe aap khud se use Install kar sakte hai internet se
Aisa nahi hai dost ye koi ek video nahi hai mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko or bhi bahut sara video milega maine bluetooth se related sabhi tarah ke problem ko fix kya hai dost yadi aapka Bluetooth mujhse nahi bana to kisi se nahi banega
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega 7 Tarika bluetooth error ko fix karne ka wo video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Aap apne Device manager mein check kijiye ki vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahin jab tak Device manager mein Bluetooth show nahin Karega tab tak aapka Bluetooth work nahin Karega pahle aap yah bataen ki device mein jab main aapka Bluetooth show kar raha hai ya nahin kar raha hai
@@RiyanshTech nhi show nhi ho rha and Maine Intel bluetooth driver kiya download computer mein install nhi ho rha Mere pc ki window 7, 64 bit hai Pls help.
Check kijiye Operating System update hai ya nahin latest varjan mein yadi nahin hoga to operating system ko latest varjan mein update kijiye uske bad Bluetooth driver ko bhi update kijiye ya uninstall Karke naya driver install kijiye
No bluetooth device was detected. Please make sure that your bluetooth device is plugged in properly in order to continue installation. Ye notification aa jaata hai baar baar
Connect nahin ho raha hai to 2 hi problem hai ya to driver Kam nahin kar raha hai ya to fir setting se koi problem a Gaya to sabse best hai ki aap apne bluetooth driver ko unInstall kar dijiye or naya driver latest version wala Install kar dijiye uske bad connect karke dekhiae Ki connect hota hai ya nahi
Aapke computer mein jo bluetooth ka driver install hai usko aap uninstall kijiye aur apne computer ke requiremen ke anusar new aur latest bluetooth driver ko install kijiye FIR connect kijiye ho jaega
Brother Not Working,Which Device I want To Connect With That Was Not Showing In My Laptop.Just Searching Find Tv But NOt Find My Mobile.Please Solve This.
Aap ek bar new bluetooth driver ko install karke dekhiye or yadi isse bhi thik na ho to troubleshoot ke jariye is problem ko fix kijiye sara video mere channel ke bluetooth wale playlist me hai
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega 7 Tarika bluetooth error ko fix karne ka wo video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me 2 din pahle jo maine video dala hai Intel processor me bluetooth kaise chalaye us video ko dekh lijiye aapka problem solve ho jayega dost
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko dell laptop ka video mil jayega dost us video ko dekh kar driver download karke install kijiye
Driver uninstall kijiye aur new aur latest version ke driver ko install kijiye aur operating system ko update kijiye aur Bluetooth support services on kijiye
Apne operating system ko update kijiye ya nahin ki Windows update hona chahie latest varjan mein bluetooth driver ko install kijiye aur latest new version ke bluetooth driver ko install kijiye aur yadi fir bhi Bluetooth Kam na karen to troubleshoot se Bluetooth error ko fix kijiye itna Karke dekhiae ho jaega
Thankyou so much I am facing this problem from many days now fixes thanks 🙏🏻
Happy to help 🙏🙏♥️♥️♥️♥️
Good Morning Sir. G.
Sir G. Mere HP. Laptop Send On Nahi Ho Raha Hai Bluetooth Settings me Ho Kyaa Kare ham
Driver alag install karke dekh lia..
Os upto date hai
Thank you so much sir finally mera problem iss video ko dekh kr slove hogya ❤ 🙏
Sir mere me after automatic apply Karne ke baad start me click nhi ho raha
Same bro
Stope touch kro..tb option aa rha...Mai bhi kr rhi hu
Thanks 👍 Mera ho gya 2nd vale tarike se🤗
Bahut bahut dhanyawad dost ❤️❤️❤️❤️
thank you very much love you bhai
Dhanyawad bade bhai ❤️❤️❤️❤️
@@RiyanshTech chota hu apse
Yahan koi Chhota bada nahin hai mere bhai ham sab ek Hain
Thank you bhaiya mera problem solved ho gaya
Very thankyou Nice sir 😢😅😊😊😊
Most welcome🙏🙏♥️♥️♥️❤️
Starting 0:57
Thank you yaar
Dost mera ek or channel hai " umesh Helping Hand" ise subscribe jarur kar le dost isme mai jarurat mand logo ki help karta hu dost ... channel ka link description me hai dost ..... please subscribe & support dost
Haa yaar
Sir, MOBILE device to dikha raha hai, par bluetooth earphone device show nahi ho raha kya kare... Plz answer... 🙏🙏🙏
Mera bhi same
Same
Sir mera ek aur kharabi aa gayi hai make sure your bluetooth wireles connection is working properly and your computer is within range of the bluetooth device or bluetooth enabled computer you are trying to transfer files kaise theek kare laptop mein
Aap ek bar dusre device ko connect karke dekhiye yadi usme bhi same problem aata hai to bluetooth driver ko uninstall karke new bluetooth driver ko install kar ke dekhiye yadi isme bhi thik nahi huwa to phir bluetooth support services ko check kijiye ki on hai ya nahi or yadi isse bhi thik nahi huwa to phir troubleshoot se bluetooth error ko fix kariye troubleshoot har tarah ka error ko fix karne me no 1 hai
Searching hi ho rha h
Bhai theek hua kya
@@NikhilKumar-hu8kk nhi hua bhaai Puri window hi dalwa lii but nii hua thik
Net on karo
@@Sanskariladka_yt wife se connect h
Apka thik hua ky...Mera bhi nii ho rha
Sir ye sari setting thik krne k baad bhi search nhi kr rha h
Driver change kiye the????
@@RiyanshTech uninstall nhi kiya sir
Ha to old wale ko uninstall kijiye or new latest version wale ko install kijiye
Sir Mere phone ke bluetooth me PC show hota hai but PC ke bluetooth me ye problem ari hai solve nhi hori.
Aap apne PC ke bluetooth driver ko update kijiye ya to use uninstall karke new bluetooth driver ko install kijiye
@@RiyanshTech bhot bar krdiya sir nhi hua fir bhi
Or uninstall kiye the uninstall kijiye or new driver ko install kijiye
@@RiyanshTech kiya sir bhot baar try but nahi hota kuch
Ab main Bina dekhe Kaise kah sakta hun ki kya samasya hai kaise theek Karen usko
Whoooooo very butifull
sir mere paas enter v5.0 E-UB5N h
ise lagane ke baad bhi connect nhi ho rha h kya mujhe bhi driver download Krna padega ??
Internet par search karke dekhiye ki kya wah driver free hai ya driver chaiye use use karne ko
Tnk you bhai saap
Thank you 🙏🏼🙏🏼🙏🏼♥️♥️♥️♥️
Bluetooth connect to ho rha h but audio nhi aa rhi h headphone m laptop se
Otherwise phone m sahi chal rha h
Please help to
Bluetooth ko mobile se connect kijiye or kuch send karke dekhiye yadi ho jayega to samjhe bluetooth thik hai or send nahi huwa to bluetooth me problem hai
How you fix this prblm tell me
@@RiyanshTech mai ye krke dekhi Bluetooth thik hai send ho rha
DOst, mera window7 me sabkutch hai...USB Bluetooth vee connect kiyaa, control pannel me drivers vee sab hai....services open karke vee sab kutch kiyaa..jo aap ne kahha....firvee add device me kutch vee nahi dekaa raha hai.....mujhe help karo jee. 2 Din huaa try kar raha hoon...hota hi nahi hai.
Aap ek naya device yani ki ek mobile hi jise pahle kabhi bhi connect nahi kiye hai usko connect karke dekhiye yadi ho jata hai to thik hai nahi to mujhe comment kijiye
@@RiyanshTech Ek naya mobile kaa bluetooth on kiya aur dekhaa, connect nahi hotaa hai. Dekiye mera Device manager me - Bluetooth Radios hai, aur nichey Network adapter me - (Bluetooth Device personal Area Network, ) , ( Bluetooth Device RFCOMM Protocol TDI) - Itnaa hai - Device Manager me. [ Aaap dekhiye - aur kutch drivers download karna padegaa, Bluetooth kaa ? Mujhe lag raha hai - aur kutch Device Drivers chahiye.
Aisa kijiye old driver ko uninstall kijiye or new latest version wale driver ko install kijiye ho jayega
@@RiyanshTech Thank you.
bro apply neh ho raha hai please solution batao 😭😭
Dell laptop ke liye bhi bna do video 🙏🏻
Video already hai dost aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko iska video mil jayega dost
Thank bhai ❤
🙏❤️❤️❤️❤️
Kya laptop ka blutooth kharab bhi ho jaata hai
Ha hardware damage ho sakta hai or software crash ho sakta hai hardware damage hone pe koi solution nahi hai use change karna padega par software kharab hone pe aap khud se use Install kar sakte hai internet se
Thanks bro
Dhanyawad dost ❤️❤️❤️❤️
Thank you very much bro
Dhanyawad dost ❤️❤️❤️❤️
Ek number
Kya baat hai bahi
🙏🙏❤️❤️❤️❤️❤️
❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Bhaiya naam nahi aaya 😭
Kya naam
It worked brother
Thanks👍👍
🙏🙏🙏🙏🙏♥️♥️♥️♥️♥️
how? it doesn't work in my laptop
@@janakmaharana6283 it works brother. Recheck the steps
Yellow colour nhi ja rha mera kaise solve kre Bluetooth bi yellow mai😢
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein yellow error ka video aapko mil jaega
Thanks sir ji very helpful video very very thanks
Dhanyawad dost ❤️❤️❤️
Niche mene apni paresani likhi hai
Fake video
Aisa nahi hai dost ye koi ek video nahi hai mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko or bhi bahut sara video milega maine bluetooth se related sabhi tarah ke problem ko fix kya hai dost yadi aapka Bluetooth mujhse nahi bana to kisi se nahi banega
ब्लूटूथ सॉकेट को चलाना है लैपटॉप में स्पीकर बजाना है
Sub chalega bus bluetooth support karna chahiye
Network driver delete ho gya hai kaise install kre ..
Without internet connection.
Mobile mein download kar lijiye or computer mein transfer kar dijiye file
Dusra tarika bataya hi nahi 🤣🤣🤣
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega 7 Tarika bluetooth error ko fix karne ka wo video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
यहां तक तो ठीक था लेकिन apply पर है घूम रहा है आगे का प्रोसेस ही नहीं हो रहा है
Aap device manager mein check kijiye ki vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahi yadi nahi kar raha hoga to driver install kijiye ok
@@RiyanshTech ok 🙏
Sab kam kiye sir liken nhi search kar rhe hai
To aap apane bluetooth driver ko uninstall karke new bluetooth driver install kijiye phir kijiye ho jayega dost
Bluetooth connect hi karni hae jo aap ne nhi ki
Aap apne Device manager mein check kijiye ki vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahin jab tak Device manager mein Bluetooth show nahin Karega tab tak aapka Bluetooth work nahin Karega pahle aap yah bataen ki device mein jab main aapka Bluetooth show kar raha hai ya nahin kar raha hai
Mera problem solve nahi hua is video se
Kya aapane apne bluetooth driver ko uninstall Karke new bluetooth driver ko install kiya tha
C bna diya 😂😂😂
Windows 11 me nehi horsha he
Thnks❤
🙏🙏🙏♥️♥️♥️♥️♥️
Bluetooth radious ka option he nahi aa raha hau
Aur device manager mein koi bhi Bluetooth show kar raha hai ya nahin
Mere me service status start hi ka operation nhi de rha bhiya 😢😢
Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth driver ko update kijiye latest version me ya new driver ko install kijiye
Abhi bhi Bluetooth device show nahin ho raha hai
Windows ko update kijiye latest version me or bluetooth driver ko uninstall kijiye aur new aur latest version wala driver install kijiye
Bhai Maine dono tarike kiye but nhi show ho rha hai ...
What can I do please reply fast????
Device manager me bluetooth show kar raha hai ya nahi check kijiye???
@@RiyanshTech nhi show nhi ho rha and Maine Intel bluetooth driver kiya download computer mein install nhi ho rha
Mere pc ki window 7, 64 bit hai
Pls help.
To aap Intel ka hi windows 7 or 64 bit install kijiye isko ko install kar rahe hai to work nahi kar raha hai kya???
@@RiyanshTech thanks bhai
Ho gya
@@RiyanshTech hello sir
Start wala option click nahi ho raha hai
Phle stop pr jaoo pir hoga
Mara pas to jha par concent ne ho ra ha
Check kijiye Operating System update hai ya nahin latest varjan mein yadi nahin hoga to operating system ko latest varjan mein update kijiye uske bad Bluetooth driver ko bhi update kijiye ya uninstall Karke naya driver install kijiye
Thankyou very much ❤️
Dhanyawad dost ❤️❤️💞💖💖
Problem not fix
Kya problem hai Bluetooth show nahin kar raha hai ya bluetooth connect nahin ho raha hai ya connect ho raha hai lekin send nahin ho raha hai koi file
Nahi ho raha h search koi bhi divice
Bluetooth driver ko uninstall kijiye aur new driver ko install kijiye operating system ko update kijiye or Bluetooth support services on kijiye
Second method se try kiya start wala nhi ho raha h
Or baki tariko se
Bhai fix nhi hua
To aap apne old bluetooth driver ko uninstall kijiye aur new bluetooth driver ko install kijiye to Jo bhi samasya hoga vah Sara fix ho jaega
CJBK
Bluetooth delete kar de ha download bh ky dha ha
Bluetooth ka icon nhi aa rha driver install karne baad bhi kya karu
No bluetooth device was detected. Please make sure that your bluetooth device is plugged in properly in order to continue installation. Ye notification aa jaata hai baar baar
Isme to bol raha hai ki thik se plugin nahi hai bluetooth dongle se bluetooth chalate hai kya??
Bluetooth Nehi dekha Raha he
Operating system ko update kijiye latest version me
Aapka to aa gya but mera nhi aaaya
Driver change karke dekhe????
Bluetooth toogle nhi aa rha on off ka kya krna chaiye
Ek bar aap bluetooth driver ko uninstall kijiye or new latest version ke bluetooth driver ko install kijiye kyouki jyada problem driver se hi hota hai
Mera phir Bhi connect Nahi ho Raha Hai
Ek bar bluetooth driver ko uninstall karke new bluetooth driver install karke dekhiye
Mera fix nahi hua sir usme blutooth error aa Raha he 🙏
Apane old bluetooth driver ko uninstall kijiye or new bluetooth driver ko install kijiye phir check kijiye
Bluetooth support me automatic nahi ho Raha hai
Jab tak automatic per Nahin hoga tab tak bluetooth connect Nahin hoga aapka
Bluetooth speaker ka name dikha rha but only recieve or send karne k liye aa rha h but speaker connect nhi ho rha hai
Connect nahin ho raha hai to 2 hi problem hai ya to driver Kam nahin kar raha hai ya to fir setting se koi problem a Gaya to sabse best hai ki aap apne bluetooth driver ko unInstall kar dijiye or naya driver latest version wala Install kar dijiye uske bad connect karke dekhiae Ki connect hota hai ya nahi
Bhai m bhot sara vdo dekh liya aur m connect nhi kr paa rha aap he hamari akhiri umeed ho plz help me to connect my pc
Aapke computer mein jo bluetooth ka driver install hai usko aap uninstall kijiye aur apne computer ke requiremen ke anusar new aur latest bluetooth driver ko install kijiye FIR connect kijiye ho jaega
@@RiyanshTech bhai Maine wo bhi kiya intel se driver install bhi kiya but mere pc me bkuetooth show he nhi horha
Aapke PC mein Bluetooth hardware ka support to diya hai na
Brother Not Working,Which Device I want To Connect With That Was Not Showing In My Laptop.Just Searching Find Tv But NOt Find My Mobile.Please Solve This.
Bhai kuch solution mila
Bata bhai
no Brother.
@@himanshuff5569
Install kr liya fir bhi search me nhi aa rha sir....PlZ reply
Pahle se connect nahi na kiye the yadi ha to pahle usko device and printers me Jake delete kijiye tab hi search karne pe show karega
@@RiyanshTech nhi sir abhi tk ek baar bhi cnnect nhi hua hai
Tab to ho jana chahiye achcha bluetooth ka driver to install hai na???
Mere laptop me automatic ki jgah Menual likha aa rha he
Usko automatic kijiye
@RiyanshTech Menual se automatic nhi ho rha bahut koshish ki option hide ,halka halka dikh rha mere me changing option show nhi ho rha
Windows ko update kijiye latest version me or bluetooth driver ko bhi
Thku sir
Dhanyawad dost ❤️❤️❤️❤️❤️
ड्राइवर नहीं मिला
Driver install kijiye
Connect nahi ho raha hai
Add toh ho raha hai
Operating system ko update kijiye uske bad bluetooth driver ko bhi update kijiye work karne lagega
@@RiyanshTech
Full update driver alag alag install karke dekh lia
Mera sab hua hai pur device nahi bata raha hai
Bluetooth support services on hai na
Hii sir jo apne bluetooth service open kia hai wo maine sara kar dea but problem ye hai ki jo start ka option dea hai uspe click nhi ho rha
Aap ek bar new bluetooth driver ko install karke dekhiye or yadi isse bhi thik na ho to troubleshoot ke jariye is problem ko fix kijiye sara video mere channel ke bluetooth wale playlist me hai
@@RiyanshTechfacing same problem
nhi hua fix pro
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega 7 Tarika bluetooth error ko fix karne ka wo video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
2nd method me automatic select krne ke baad start option show nhi kr rha means light color se start option show ho rha hai
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me 2 din pahle jo maine video dala hai Intel processor me bluetooth kaise chalaye us video ko dekh lijiye aapka problem solve ho jayega dost
Tx bhai 😮💨
I have watched all your videos regarding Bluetooth but its not working
Aap check kijiye ki aapke device manager mein Bluetooth show kar raha hai
mera dell ka laptop hai usme bluetooth drive install nhi ho raha lekin blutooth application install ho rahi hai main kya karu
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko dell laptop ka video mil jayega dost us video ko dekh kar driver download karke install kijiye
Ek Bluetooth dikhayen to kya karna chahie
Yadi processor Intel ka hai to kal jo video upload karege use dekh lijiye or bluetooth ko sahi kar lijiye ok dost
mera blutooth radio nhi aa rha
Bluetooth driver ko install kiye hai????
Show nahi hua Bluetooth device
Bluetooth driver change karke dekhiye
Mera nai ho raha hai koi bhi device show
Driver install kiye hai ???
Mere me fir bhi nhi dikha rha hai
Device manager me bluetooth show kar raha hai yadi nahi kar raha hai to pahle driver install kijiye phir check kijiye
💋💋💋💋💋💋💋💋💋
Searching nahi ho Raha 😢
Driver uninstall kijiye aur new aur latest version ke driver ko install kijiye aur operating system ko update kijiye aur Bluetooth support services on kijiye
yes it works
BT Speaker show ho raha hai lekin connect nahin ho raha hai kuchh upay batao Bluetooth ke drive install ho
Connect nahi ho raha hai iska matlab driver work nahi kar raha hai to new driver Latest version ka install kijiye connect ho jayega
Window +R key k baad aapne kya type karna bataya h sir
Video ke screen pe maine to likh diya tha mujhe ise batane ke liye mujhe khud video dekhna padega kyouki mujhe yad nahi hai
Bluetooth speaker show nahi ho raha even mobile may bhi
Computer ka bluetooth driver change kar ke dekhiye ho jayega
Automatic click hone ke bad start click nahi horha hai
Hmm meri bhi same condition h 😁😁
Automatic pr koe click nhi ho rha bhai
Check kijiye Bluetooth support automatic par hai na mannual pe to nahi na hai
Mere me nahi dikha tha hui sar❤❤❤
Operating system ko update kijiye latest version me or new or latest version wale Bluetooth driver ko install kijiye old wale ko hatakar
@@RiyanshTech es par koye video nahi bnaye ho sar❤️❤️
Banae Hain Bluetooth wale playlist mein video mil jaega aapko
Apply par click karne ke baad bahut der tak loading liya lekin apply nahi hua 😢
Aur baki tarikon se bhi aapka bluetooth ka problem solve Nahin hua kya
@@RiyanshTech nahi hua
Apne operating system ko update kijiye ya nahin ki Windows update hona chahie latest varjan mein bluetooth driver ko install kijiye aur latest new version ke bluetooth driver ko install kijiye aur yadi fir bhi Bluetooth Kam na karen to troubleshoot se Bluetooth error ko fix kijiye itna Karke dekhiae ho jaega
Good morning
Hii
mere leptop me nhi ho rha h
Driver change karke dekhe the??
MacBook pro 13 ke liye bta dijiye
Okay